Tum gyan dene ko baat karte ho tumare security circle be 0 percent hai uska tuje kush pata nhi chala hai pi knowledge dena check kar security circle 100percent hona chiye jis se speed badegi jeh pata kar le
Gyani UA-camr Bhai ek baat batao ki agar Pi ki price stable nahi rakhi gayi to log goods and services buy kaise karenge. maan lo aaj mei $50 mei ek samaan bechta hu. kal subah uska price $30 aa jata hai to mujhe to ghata ho gaya na. Aap samjho bhai ye baki crypto jaisa bilkul nahi hai. Pi ek world currency hai like USD, INR etc. Isliye Pi ka price GCV he hone wala hai dekh lena aap bhi.
@akshayraut6191 HTX houbi global 2022 30 december ko listing hgyi thi but Pi ne reject kardiya tha kyuki unka ecosystem Ready nahi tha Tab uska highest value $500 tak gaya tha
@abdulmohammad5949 mujhe to ye samanjh nhi aata Core team me bola tha pioneers price decide krege To ye log negative baat kyu karte hai or agar baat karni hi hai to positive krlo Or bhai duniya me kuch nhi impossible nhi hai
Bhatt saheb jitna aap soch rahe ho na usse Kai Guna jyade isko banane wale yaani ki Dr Nicolus sochte honge . Tumko video bana ke earning ka jo sunahra mauka mila na wo bhi isi Pi ne diya hai. Rahi baat iske utility aur price ki to 0$ se start karne waale coin ka value jab limitless ho sakta hai to Pi ka value agar 1$ se bhi start hoga to 15 saal ke baad ka socho kya ho sakta hai .... Be +ve
Aapki baat bilkul sahi hai ki Dr. Nicolas aur unki core team Pi Network ke peeche kaafi deep planning aur vision leke chal rahe hain. Lekin kuch baatein samajhna zaroori hai jo iss project ko realistic tarike se evaluate karne mein help karegi. Chalye, practical aur optimistic dono angles se baat karte hain: 1. Video Banake Earning ka Mauka: Haan, yeh sach hai ki Pi Network ne duniya bhar ke logon ka attention grab kiya hai aur creators ko ispe content banake earning ka mauka diya hai. Lekin iska matlab yeh nahi hai ki bas hype pe depend karein. Har cryptocurrency ya blockchain project ki value real-world adoption aur utility pe depend karti hai. 2. Pi vs. Bitcoin - Utility aur Price Comparison: Bitcoin ka journey: Bitcoin bhi shuru mein zero value se aaya tha, lekin uski scarcity (fixed supply: 21 million) aur worldwide adoption ne uska price itna bada diya. Pi ka scenario: Pi ki supply kaafi zyada hai (~10 billion expected). Agar Pi $1 per coin se start kare, toh iska market cap $10 billion hoga, jo realistic hai initial stage ke liye. Long-term mein price badhne ke liye ecosystem ki growth aur real utility ka hona zaroori hai. Agar Pi ka use payments, e-commerce, aur services mein mass-level pe hone lage, toh iska price aage jaake badhne ke kaafi chances hain. 3. Kya 15 Saal Mein Crorepati Banenge? Agar Pi consistently grow kare aur iska price $100+ tak bhi pahunch jaye, toh wo log jinke paas zyada Pi coins hain, wo definitely financially benefit karenge. Lekin yeh growth aasan nahi hai. Stable price aur demand-supply balance maintain karna core team ke liye bada challenge hoga. 4. +ve Thinking Zaroori Hai, Lekin Practical Approach Ke Saath: +ve hona zaroori hai: Optimism ke bina innovation nahi hoti. Pi Network duniya ke ek naye global payment system ko develop karne ka aim rakhta hai, jo revolutionary ho sakta hai. Practical bhi rahiye: Sirf +ve sochne se cheezein nahi banti. Adoption, regulations, aur technical challenges ko solve karna bhi equally zaroori hai. Conclusion: Dr. Nicolas aur Pi Network ki vision ko hum underestimate nahi kar sakte, lekin blind optimism ke bajaye facts aur ground realities ko samajhna zaroori hai. Agar Pi ka ecosystem successful hota hai aur global adoption hoti hai, toh Pi holders ke liye definitely ye ek badi financial opportunity ban sakti hai.
Vaise to Aapka kuch point valid hai but 4 billion Pi coin mining hua hai abhi tak jisme 1.45 billion hi circulation me hai, banki to lock up mein hai pahla, dusra utility app bhi creat Kiya Gaya hai. vaise bhi result ab jyada door nahi hai, thoda patiently wait kijiye , ye Pi coin Jo abhi garbh mein pal Raha hai na ye Bitcoin ko nigalne ki shakti rakhta hai . Jitna saal Bitcoin ka hua hai utna hi saal agar Pi coin chal gaya to samjh lena Dharti par se crypto king Bitcoin ka khatma ho jayega. Iske piche bahut saara logic hai but I really don't want to participate in the public debate. Thank you
@@musicmasti1277 GCV के चक्कर में बहस ना करें बल्कि ये विचार करें और दूसरे यूट्यूबर्स से सवाल करें के GCV-GCV ना करके अपने व्यूज के लिए, सिर्फ पाई लॉन्च पर चर्चा करने की मुहीम चलाएं के आखिर पाई कब लॉन्च होगा के और 6 साल लगाने हैं ❓❓❓❓❓ अब फेस्टिवल आनेवाला है फिर मैराथोंन आएगा फिर KYC फिर यूटिलिटी फिर ecosystem फिर माइग्रेशन etc. इसी में उलझे 6 साल निकल गएl जब पाई लॉन्च ही नहीं होगा तो GCV-GCV करने से क्या फायदा ❓जो भी price आएगा आ जाने दो भाई
bro tom pi network ko bol jao keya ek din me tom 1000 bitcoin sell kar sakte ho per 1000 pi ke sell karo ge only 0.8 pi one year me sell karo ge tom Telegram bot ke airdrop banao tom ko pata nahe he pi network keya 😂😂😂
Thik hai bhai log agar gcv value nahi aaya toh tere ko full support karunga aur public bhi karenge aur agar gcv vaue ho gaya toh tereko sab ke sab unsubscribe krr denge manjoor hai ?
अगर आपकी KYC पूरी हो गई है लेकिन Pi wallet में coins शो नहीं हो रहे और KYC का 9वां step भी complete नहीं हुआ है, तो ये steps follow करें: Migration Status Check करें: Pi Browser में जाकर Mainnet Checklist में check करें कि क्या सभी steps (especially step 8 और 9) green हुए हैं या नहीं। अगर Step 9 pending है, तो इसका मतलब है कि migration अभी पूरी नहीं हुई है। थोड़ा समय लग सकता है। Pi Wallet Address Verify करें: Check करें कि आपने सही Pi wallet address link किया है। अगर address गलत है, तो migration में delay हो सकता है। App को Update करें: Pi Browser App और Pi Network App को latest version में update कर लें। कई बार technical glitches पुराने versions की वजह से होते हैं। थोड़ा Wait करें: KYC approval के बाद भी coins wallet में reflect होने में कुछ समय लग सकता है क्योंकि migration batches में हो रही है। Pi Support से संपर्क करें: अगर काफी समय हो गया है, तो Pi Browser के अंदर Support option के ज़रिए एक ticket raise करें। चिंता मत करें, आपका Pi secure है। थोड़ा patience रखें और ऊपर दिए गए steps follow करें। जल्द ही आपके wallet में Pi reflect होगा।
Market k expart GCV value support nahi koregi................95 percent pi community support kor chuki he GCV value . Bro Nicholas kokalis ne kaha community jo value decide keregi Wahi value hoga pi coin
Bhai 1 doller ke niche aayegi price 3 bilion circulation main hai usme se 920 million circulation aayenge still billions of doller starting market cap not possible for any crypto to start from this market cap !!
Bhai ek baat bole juban se nikla hua baat bhi kahi na kahi sach ho hi jaata hai jab tum bol rahe ho ki nahi aayega ye baat kahi na kahi negetive ki taraf ishara krti hai isliye achchi baat krna chahiye na ki kharab baat haa tum sochte ho khud mann me toh wo alag hai prr sabko mat sunao bol ke ki gcv value nahi ho sakta
bhai kyc Krna sahi h ya nhi ye to hamri sari I'd le rha h adhar car pen card photo sb isse koi fraud ya privacy ko lekar to koi khatra nhi hoga please reply Krna . kitna sahi kitna galt h
Jab unlock hoga tab kya ghatega nahi kya ? Aap ki bakchodi 😅 sahi hai pryas sab karo aas itna mat rakho 100 billion ka supply. 600 billion bhi laga diya to 6dollor ka hisab banta hai allover mila kar dekhe to ek achha project abhi tak 10-20 billion k fda ya market cap lekar aaya hoga ya aaya ho sakta hai 😂
What are your qualifications that you consider yourself knowledgeable enough to advise others? What is the source of your articles? Please don't extend the time of the video by reading the articles and then translating the same in Hindi !! You are only trying to get views
Tum gyan dene ko baat karte ho tumare security circle be 0 percent hai uska tuje kush pata nhi chala hai pi knowledge dena check kar security circle 100percent hona chiye jis se speed badegi jeh pata kar le
अब जनवरी 2025 में फेस्टिवल आनेवाला है 😂🤣😅 हम सब मनाएंगे 😂🤣😅
@@rohitsamson4475 Hackathone🤣
😂😂
Gyani UA-camr Bhai ek baat batao ki agar Pi ki price stable nahi rakhi gayi to log goods and services buy kaise karenge. maan lo aaj mei $50 mei ek samaan bechta hu. kal subah uska price $30 aa jata hai to mujhe to ghata ho gaya na. Aap samjho bhai ye baki crypto jaisa bilkul nahi hai. Pi ek world currency hai like USD, INR etc. Isliye Pi ka price GCV he hone wala hai dekh lena aap bhi.
Gcv ka Maine hai bhai
GCV value 10 Year me posible Hoga 100%
Bhai qubit network ka bhi video banalo ❤
Sachin bhai jesa koi youtubeer nahi hai bhaiyo ekdam sahi knowledge deta hai bhai mera
Roj naya price lekar aate ho gyaani maharaj 😂
Ye khud gyan ka bhandar hi.....lekin GCV ko main bhi support karta hu lekin ye yubtuber bada dogla hai....daily new price 😂😂😂😂😂
I support GCV VALUE 314159 $....
Very nice information sir 👍 👏 ❤. Thank you very much
❤
लिस्ट होने के 6 महीने बाद य 5$ तक पहुँचेगा
Galat 32
Thanks for information brother
Bahut knowledgeable person h aap good 😅😅😅😅😅😅
$24 se 300dollar tak hi jayegajo mai pehle hi dekh chuka
Tumne kaha dekha
@akshayraut6191 HTX houbi global 2022 30 december ko listing hgyi thi but Pi ne reject kardiya tha kyuki unka ecosystem Ready nahi tha Tab uska highest value $500 tak gaya tha
Tum bakwas karna bnd nhi kroge kyu bhai negativity fela rha hai 😡
इसको एक न्यूज़ अच्छा मिल गया है अपने चैनल को ग्रो करने का
Bro he doesn't even know how to communicate. He Should Stop making such stupid videos.
@abdulmohammad5949 mujhe to ye samanjh nhi aata Core team me bola tha pioneers price decide krege To ye log negative baat kyu karte hai or agar baat karni hi hai to positive krlo Or bhai duniya me kuch nhi impossible nhi hai
0.5$
New new aaya youtuber h.. 100 pi eske pass sirf... Yhi sb toh bolega 😅... 5 year waale youtuber bewakoof h... Bs ek yhi hoshiyaar h😂
Koi pi buy krna chahta hai 1000 rs ek pi
163$ tk to aa gye 😅😅
pehle to ye 3 doller bol raha tha ye lunch hone ke baad pata chal jayega kitna pani me he wo
Bhatt saheb jitna aap soch rahe ho na usse Kai Guna jyade isko banane wale yaani ki Dr Nicolus sochte honge . Tumko video bana ke earning ka jo sunahra mauka mila na wo bhi isi Pi ne diya hai. Rahi baat iske utility aur price ki to 0$ se start karne waale coin ka value jab limitless ho sakta hai to Pi ka value agar 1$ se bhi start hoga to 15 saal ke baad ka socho kya ho sakta hai .... Be +ve
Aapki baat bilkul sahi hai ki Dr. Nicolas aur unki core team Pi Network ke peeche kaafi deep planning aur vision leke chal rahe hain. Lekin kuch baatein samajhna zaroori hai jo iss project ko realistic tarike se evaluate karne mein help karegi. Chalye, practical aur optimistic dono angles se baat karte hain:
1. Video Banake Earning ka Mauka:
Haan, yeh sach hai ki Pi Network ne duniya bhar ke logon ka attention grab kiya hai aur creators ko ispe content banake earning ka mauka diya hai. Lekin iska matlab yeh nahi hai ki bas hype pe depend karein. Har cryptocurrency ya blockchain project ki value real-world adoption aur utility pe depend karti hai.
2. Pi vs. Bitcoin - Utility aur Price Comparison:
Bitcoin ka journey: Bitcoin bhi shuru mein zero value se aaya tha, lekin uski scarcity (fixed supply: 21 million) aur worldwide adoption ne uska price itna bada diya.
Pi ka scenario:
Pi ki supply kaafi zyada hai (~10 billion expected). Agar Pi $1 per coin se start kare, toh iska market cap $10 billion hoga, jo realistic hai initial stage ke liye.
Long-term mein price badhne ke liye ecosystem ki growth aur real utility ka hona zaroori hai. Agar Pi ka use payments, e-commerce, aur services mein mass-level pe hone lage, toh iska price aage jaake badhne ke kaafi chances hain.
3. Kya 15 Saal Mein Crorepati Banenge?
Agar Pi consistently grow kare aur iska price $100+ tak bhi pahunch jaye, toh wo log jinke paas zyada Pi coins hain, wo definitely financially benefit karenge.
Lekin yeh growth aasan nahi hai. Stable price aur demand-supply balance maintain karna core team ke liye bada challenge hoga.
4. +ve Thinking Zaroori Hai, Lekin Practical Approach Ke Saath:
+ve hona zaroori hai: Optimism ke bina innovation nahi hoti. Pi Network duniya ke ek naye global payment system ko develop karne ka aim rakhta hai, jo revolutionary ho sakta hai.
Practical bhi rahiye: Sirf +ve sochne se cheezein nahi banti. Adoption, regulations, aur technical challenges ko solve karna bhi equally zaroori hai.
Conclusion:
Dr. Nicolas aur Pi Network ki vision ko hum underestimate nahi kar sakte, lekin blind optimism ke bajaye facts aur ground realities ko samajhna zaroori hai. Agar Pi ka ecosystem successful hota hai aur global adoption hoti hai, toh Pi holders ke liye definitely ye ek badi financial opportunity ban sakti hai.
Vaise to Aapka kuch point valid hai but 4 billion Pi coin mining hua hai abhi tak jisme 1.45 billion hi circulation me hai, banki to lock up mein hai pahla, dusra utility app bhi creat Kiya Gaya hai. vaise bhi result ab jyada door nahi hai, thoda patiently wait kijiye , ye Pi coin Jo abhi garbh mein pal Raha hai na ye Bitcoin ko nigalne ki shakti rakhta hai . Jitna saal Bitcoin ka hua hai utna hi saal agar Pi coin chal gaya to samjh lena Dharti par se crypto king Bitcoin ka khatma ho jayega. Iske piche bahut saara logic hai but I really don't want to participate in the public debate. Thank you
@@musicmasti1277 GCV के चक्कर में बहस ना करें बल्कि ये विचार करें और दूसरे यूट्यूबर्स से सवाल करें के GCV-GCV ना करके अपने व्यूज के लिए, सिर्फ पाई लॉन्च पर चर्चा करने की मुहीम चलाएं के आखिर पाई कब लॉन्च होगा के और 6 साल लगाने हैं ❓❓❓❓❓ अब फेस्टिवल आनेवाला है फिर मैराथोंन आएगा फिर KYC फिर यूटिलिटी फिर ecosystem फिर माइग्रेशन etc. इसी में उलझे 6 साल निकल गएl जब पाई लॉन्च ही नहीं होगा तो GCV-GCV करने से क्या फायदा ❓जो भी price आएगा आ जाने दो भाई
@@musicmasti1277 bilkul sahi baat
Bhai app bilkul sahi bol rahe ho
Bilkul sahi kahe rahe bhai ji
Bhai aapke pi browser wallet me kitna real coin hai
Pi Token Buy Best Price
Tere pas apni mine kiya huya kitna wo dikha
7000 lunch price
Tom original fake you tuber....always giving fake calculations.
Gcv impossible h pr pi ki value achi hogi in future
Bhai muje 10 dollar bhi price mil gaya to bhi bahut hai
Are you Entry $JULD?
best time to entry....
Tasks kah par milega ling
bro tom pi network ko bol jao keya ek din me tom 1000 bitcoin sell kar sakte ho per 1000 pi ke sell karo ge only
0.8 pi one year me sell karo ge tom Telegram bot ke airdrop banao tom ko pata nahe he pi network keya 😂😂😂
2035-40 TAK GCV VALUE AAYEGA
Are bhai sahab gcv aye ya na aye pr tum ko support Karna chahiye
😅 Thik hai i support Tripple GCV Value
😂😂😂😂@@thesachinbhatt
सर जि p l लन्चका बात मे चालू रहेगा या बन हाेगा जानकारि कराय जि सर
Good morning sir
It may reach to GCV value but after 10 years
Bhai tu na kyc complete Kiya kya nahi wo bol phele 😂😂😂
Next members add karne ke liye kaise ho brother batadije
Mera Pai network KYC Ho Gaya lekin complaint nahin dikha raha hai usko kaise complete Karen sir
Thik hai bhai log agar gcv value nahi aaya toh tere ko full support karunga aur public bhi karenge aur agar gcv vaue ho gaya toh tereko sab ke sab unsubscribe krr denge manjoor hai ?
Gcv soro 100$ aiyega yaa nehi agle video me batana
Hii sir Pi kyc complete ho gyi hai lekin wallet me pi coin nhi dikh rha hai our KYC ka 9 number bhi complete nhi hua hai kya kre sir
अगर आपकी KYC पूरी हो गई है लेकिन Pi wallet में coins शो नहीं हो रहे और KYC का 9वां step भी complete नहीं हुआ है, तो ये steps follow करें:
Migration Status Check करें:
Pi Browser में जाकर Mainnet Checklist में check करें कि क्या सभी steps (especially step 8 और 9) green हुए हैं या नहीं।
अगर Step 9 pending है, तो इसका मतलब है कि migration अभी पूरी नहीं हुई है। थोड़ा समय लग सकता है।
Pi Wallet Address Verify करें:
Check करें कि आपने सही Pi wallet address link किया है। अगर address गलत है, तो migration में delay हो सकता है।
App को Update करें:
Pi Browser App और Pi Network App को latest version में update कर लें। कई बार technical glitches पुराने versions की वजह से होते हैं।
थोड़ा Wait करें:
KYC approval के बाद भी coins wallet में reflect होने में कुछ समय लग सकता है क्योंकि migration batches में हो रही है।
Pi Support से संपर्क करें:
अगर काफी समय हो गया है, तो Pi Browser के अंदर Support option के ज़रिए एक ticket raise करें।
चिंता मत करें, आपका Pi secure है। थोड़ा patience रखें और ऊपर दिए गए steps follow करें। जल्द ही आपके wallet में Pi reflect होगा।
Hllo bai
All most right
Bhai meri help karo maine 100 percent 3 year k liye lock Kiya h but phir bhi mera pi lockup mai mujhe 97 percent ka reward Mila h
1 PI = 500000 USD
GCV - GCV खेलना अब बंद करो
😂🤣😅
Gcv value hoga ❤❤
Chal jhota kahin ka....views ke liye kuch bata ke jate hai... faltoo thumbnail dete ho...300 usd toh dur 30 Rs bhi per pi nahi milega
pi All time high $500 tha
Mujhe help chaye mara pi ma phone no verification nahi huwa hai
Bhai suruwat main nhi ayega sab ko malum hai mager essa nhi hai ki ayega hi nhi pi ek din zarur ayega
I support gcv price
Have a nice day
Manhoosiyat fela rha hai bhai tu
Bhai i support you only NO gcv
❤❤❤
lonche hi nahi ho raha hai
pi moon india🎉🎉🎉🎉🎉
Aaj malum chal gya isake pass koi pi nahin hai ye nya nya juda hai😂 tumhari to kyc bhi nahin hui hogi 😂😂😂
😂😂😂😂😂 isi liye iski gcv se jalti hai
सुबह सुबह हंसी आ गई 😂😂😂
😂😂😂😂
Market k expart GCV value support nahi koregi................95 percent pi community support kor chuki he GCV value . Bro Nicholas kokalis ne kaha community jo value decide keregi Wahi value hoga pi coin
Bhai mai to khe Raha hu ki 30 dollar bhi ho jaye to bahut hai
Possible nahi $0.01
Bhai 1 doller ke niche aayegi price 3 bilion circulation main hai usme se 920 million circulation aayenge still billions of doller starting market cap not possible for any crypto to start from this market cap !!
Mere wallet main available 4890
Sell karna hai kya
0.5000 lonch price
Bhai ek baat bole juban se nikla hua baat bhi kahi na kahi sach ho hi jaata hai jab tum bol rahe ho ki nahi aayega ye baat kahi na kahi negetive ki taraf ishara krti hai isliye achchi baat krna chahiye na ki kharab baat haa tum sochte ho khud mann me toh wo alag hai prr sabko mat sunao bol ke ki gcv value nahi ho sakta
Apna available pi balance dikha😂
आप पाइ से हामस्टर की बराबरी क्यों करते हैं
Barabari nahi kiya hai ye btaya hai ki ummid nahi rakhni chahiye jada
Bhai
Aap jaunpur se hai kya?
Nahi
@thesachinbhatt Bakchodi
Bol rahe the isliye maine bola.
@thesachinbhatt ❤️
bhai kyc Krna sahi h ya nhi ye to hamri sari I'd le rha h adhar car pen card photo sb isse koi fraud ya privacy ko lekar to koi khatra nhi hoga please reply Krna . kitna sahi kitna galt h
Bhai tu 5 kg sarkar se rasan lo wanha tumhara privacy ka pura khyal rakhega 😢😢
😂@@AkashAgarwal-i8h
Background mein recorded voice pr acting kr rahe ho
Market ke expert aap ho aap me baat karne ki tamij nahi aap befkuf kyo bool rahe ho
Ha bhai pata hai gcv price nahi ayega
It's currency not coin
Bhatt ji kisi ke bataye huye baat ko aap bata rahe hai toh aap ka gyan kaha hai pichlaggu banker kaam kr rahe hai
Pi ke baare mein export ko malum nehni
Pi pr video kiu banate ho tum kiu ki wi.. aata hai
Jay ho Gyani maharaj
Tere pass kitna pi hai wallet mein wo dikha uske baad daily bakwas karna daily naya naya price batata hai pehle apna wallet pi show kar
Gcv value nahi aye tub bhi listing kab hoka
Gcv aaye ya na aaye Tera kya Hua tujhe jalan kyu ho rha hain....😂😂
Lag raha hai pi launch hi nahi hoga
Sabse Alag comment 😂
Sajid❤❤❤🎉🎉
Tumhare pass pi coin nahi hai is ke liye bol Raha hai bhai
Bhai tu camare me ghus ke bat jaaa😅
Rog rog ek hi topik
I support gcv value in india
bhai❤❤❤ton gift kro im from islamabad pakistan❤❤
Alto faltoo sapna bechte ho
Jab unlock hoga tab kya ghatega nahi kya ? Aap ki bakchodi 😅 sahi hai pryas sab karo aas itna mat rakho 100 billion ka supply. 600 billion bhi laga diya to 6dollor ka hisab banta hai allover mila kar dekhe to ek achha project abhi tak 10-20 billion k fda ya market cap lekar aaya hoga ya aaya ho sakta hai 😂
Pi bank kya hai? Kya really ye aayega
Teri kyc complete nhi hua hai. Isliye tu asob baatein kar te hai
Tumhare pass pi hota 500 ya 1000 coin bi to tum yesa nahi bolte 😂😂😂😂
Total bakwaas😂
Tu faltu ki baat maat kar
Bhai mai tere ko unscrib kr rha hu
Tu mat Aya kr
Juban ko lagam do sambhal ke baat karo baat karne ka tamiz nahin hai
Are bhai mai to apna pi 10 dollar me de Raha hu jisko chaye o contact kare
What are your qualifications that you consider yourself knowledgeable enough to advise others? What is the source of your articles? Please don't extend the time of the video by reading the articles and then translating the same in Hindi !! You are only trying to get views
i support gcv price
❤❤❤❤❤