Sir apse ek baat puchni thi mere pas same 5.1 system hai Philips Spa 8000b sir 5 speaker me se SL aur SR me bakio se thodi kam voice aa rhi hai aisa kyu ho rha h pls bta sakte hai ....??
Bro. SL & SR speker me baki 3 speker ke muqable jyada lambi wire hoti hei islia asa ho raha hei. Ye koe defect nahi hai.aap SL & SR speker ka volume baki speker se remote ke thru 3 point jyada rakhiaga.jisse ki aapka sound leval balance ho jayega. Sound test video available on BT TECH11 keep watching and please subscribe. Thank you.
@@bttech1124 Sir connect kaise hoga pls ye bhi bta do bhtt video dekh chuka hu but help nhi mila kisi video se mujhe box me 2Rca to 2rca male cable mila hai to wo mai mobile me kaise use kru ....??
Maine f&d ka 3000X(5.1) liya tha, usme bluetooth and aux se sirf 2 speakers mein se full sound aati thi, rest 3 mein se bhot km nearly 20% of first 2 speakers. My question is that kya isme bhi same issue hai ya sb speakers mein same awaaz aati hai(Full). Please reply, eagerly waiting.
First of aapko is condition me speker lagana he tv ke samne khade rahkar. TV FL CE FR SL SR Tv ke pas 3 speker and rest me 2 speaker.is tarah se aapko real 5.1 surround efekt milega. Yadi apne rest speker me extra wire lagaya he to front speker ke muqable Kam sound milega to rest speker ka volume jyada rakhiye.normaly jab audio ya tv me koe khas sound efect aata he to Seen ke hisabse front,center aur rest speker me aapne aap sound up ya down hoti he & thats saround sound.
Dear sabhi satelite speker ke piche white color tag me name likha he. Jo same name subwoofer me bhi output par likha he.aapko usi tarah se conection dena he.tabhi sahi tarah se sound milega.
Philips spa8000b best rahega . Philips spa8000b me 120w power output milega. F&D f6000 me 135w power output milega.fir bhi log philips spa8000b jyada pasand karte he aap donoki buyer sankhya flipkart or amazon pe dekh sakte he. Philips spa8000b ki jyada he.
@@abhay3132 back side speaker par 12fit tak hamne extra wire lagaya he no problem.blutooth mode par thoda output kam milega but line in mode par koe fark nahi padega.so tv ke lie aap line in mode use kariaga.
हाँ, पर इसके लिए आपको इसे सही तरीके से लगाना पड़ेगा। 3 स्पीकर (FL CE FR) TV के पास ओर 2 स्पीकर (SL SR) आपके सिटिंग एरिया के पीछे लगाना है तब ये 100% इफेक्ट्स आपको देगा।
I think aapke system ka pro logic mode bandh he.yane ki aapka system 2.1 mode par chal raha he.apne remot par jo pro logic mode button he use press kijia jisse ki aapka system 2.1 or 5.1 mode par chalega.5.1 (pro logic)mode par sabhi speker play honge. Joki aapko surround efekt milega.
Bro.aapke tv me Bluetooth available hai to wireless connection ho sakta hai.yadi bluetooth out nahi hai to aapko wire se tv conect karna padega.RCA to 3.5MM cable or RCA to RCA cable se TV or Home theater ko jodna padega.
Very nice video 👍 bhai Philips home theatre system bhai 👍
Sir apse ek baat puchni thi mere pas same 5.1 system hai Philips Spa 8000b sir 5 speaker me se SL aur SR me bakio se thodi kam voice aa rhi hai aisa kyu ho rha h pls bta sakte hai ....??
Bro. SL & SR speker me baki 3 speker ke muqable jyada lambi wire hoti hei islia asa ho raha hei. Ye koe defect nahi hai.aap SL & SR speker ka volume baki speker se remote ke thru 3 point jyada rakhiaga.jisse ki aapka sound leval balance ho jayega.
Sound test video available on BT TECH11 keep watching and please subscribe. Thank you.
Thanks brO .... ❤️🙏
Sir iske liye Aux kha se milega pls link hai to de do .... 🙏
@@yashkushwah1442 in the box philips de raha he dear.
@@bttech1124 Sir connect kaise hoga pls ye bhi bta do bhtt video dekh chuka hu but help nhi mila kisi video se mujhe box me 2Rca to 2rca male cable mila hai to wo mai mobile me kaise use kru ....??
Very nice and informative video sir
Maine f&d ka 3000X(5.1) liya tha, usme bluetooth and aux se sirf 2 speakers mein se full sound aati thi, rest 3 mein se bhot km nearly 20% of first 2 speakers.
My question is that kya isme bhi same issue hai ya sb speakers mein same awaaz aati hai(Full).
Please reply, eagerly waiting.
First of aapko is condition me speker lagana he tv ke samne khade rahkar.
TV
FL CE FR
SL SR
Tv ke pas 3 speker and rest me 2 speaker.is tarah se aapko real 5.1 surround efekt milega.
Yadi apne rest speker me extra wire lagaya he to front speker ke muqable
Kam sound milega to rest speker ka volume jyada rakhiye.normaly jab audio ya tv me koe khas sound efect aata he to
Seen ke hisabse front,center aur rest speker me aapne aap sound up ya down hoti he & thats saround sound.
Sir ham pack kar diya hu to connecting me problem ho raha hai aur kisi me koie connection kar do to kya chalega pls guide me
Dear sabhi satelite speker ke piche white color tag me name likha he. Jo same name subwoofer me bhi output par likha he.aapko usi tarah se conection dena he.tabhi sahi tarah se sound milega.
7:27
Sir spa 8000 B aur f & d f 6000X me konsa accha he
Philips spa8000b best rahega . Philips spa8000b me 120w power output milega. F&D f6000 me 135w power output milega.fir bhi log philips spa8000b jyada pasand karte he aap donoki buyer sankhya flipkart or amazon pe dekh sakte he. Philips spa8000b ki jyada he.
For Sound test video please watch part 2
Extra wire lagaane se sound me fark padega kay??
@@abhay3132 back side speaker par 12fit tak hamne extra wire lagaya he no problem.blutooth mode par thoda output kam milega but line in mode par koe fark nahi padega.so tv ke lie aap line in mode use kariaga.
@@bttech1124 line in mode kya hota he??
@@abhay3132 Aux mode dear.tv,mobile, computer, tablet etc... se aapko audio output lekar wire ke thru is home theater ko audio input dena he.
Wired connection denese bluetooth mode se jyada line in/aux mode par or jyada proper sound output milega.
Bhai wire lmbi kaise kre. Surround Speker ki wire jyada lmbi nhi h. My room is 15/12.
Help bro
Rca to rca male female cable lagakar wire lenth badha sakte hai. saround speker ka volume seen ke hisab se +,-- hota rahega.
How to add extra wire
Bhai ye tv me connect krne me iska sounds kam ata hai ki same ata hai
Bro. Bluetooth mode par tv conect karoge to thoda kam ayega. Line in (aux) mode par aapko real sound milega.to aap wired connection dijiye.
Sir ye system surround sound deti hain kya please reply me
हाँ, पर इसके लिए आपको इसे सही तरीके से लगाना पड़ेगा।
3 स्पीकर (FL CE FR) TV के पास ओर 2 स्पीकर (SL SR) आपके सिटिंग एरिया के पीछे लगाना है तब ये 100% इफेक्ट्स आपको देगा।
Abhi.ke.time.lenaa.sae.rahegaa.kyaa..kyoki bajar.me.kafee.saundbar.aachuke.he.
Bro. You went 5.1 home theater with surround efekt so go for it & this price point no one give you 5.1 soundbar.
Extra wire laga sakte he kya??
Yes
Iska sorround sound kaisa he
Badhiya dear. Detail me ans. Aage comments me de diya he.
@@bttech1124 thanks for reply
@@jagatjanani5226 welcome and please subscribe BT Tech11 for support us.
Jio mart se maine 5340me liya 26december 2022 ko
Sir mere same system me surf 3 speckar me hi sound aara h .C,SL ,SR me Nahi aa Raha h? Kaise thik hoga?
I think aapke system ka pro logic mode bandh he.yane ki aapka system 2.1 mode par chal raha he.apne remot par jo pro logic mode button he use press kijia jisse ki aapka system 2.1 or 5.1 mode par chalega.5.1 (pro logic)mode par sabhi speker play honge. Joki aapko surround efekt milega.
How to connect mi tv
Bro.aapke tv me Bluetooth available hai to wireless connection ho sakta hai.yadi bluetooth out nahi hai to aapko wire se tv conect karna padega.RCA to 3.5MM cable or RCA to RCA cable se TV or Home theater ko jodna padega.
Kesa he aaj order kiya he mene
Faadu bass...best in the price point 👌 festiv sale me price drop hua hai.
Sir 7590 ka book kiya he flipkart se
Congratulations bhai👍
Please subscribe BT Tech11 thank you