Bhaiya lode badhaane se bil zada banega ya pahle jaisa hi reading bil banata ha ya lode badhne se par unit charge badh jayege ya pahle jaise kat ta tha waise hi katega
Load badhane se bill pahle jaisa hi banega lekin jo aap load badhayenge jaise ki 1kw/h se 2kw/h Krna hai to uska charge lagta hai load badhane pr unit charge nhi lagta hai
Mera 1 kw tha date 8/01/2024 suvidha app se galti se 5 kw badhakar kar diya gaya ab 2 kw suvidha app se date 17/02/2024 apply kar diye ghatne mai kitna time lagega
Agar mera demand meter load bill me 3 kwh arha h to use mera 3 kwh tk h lekin bijli wale bol rhe h load 5kw krwaye 2 ac h apke. Bt use 1 hota . Ye btaiye load meter 5kw kyu krne ko bol rhe h jb bill me load 3kw to arha h?
Bhai November ka 65 unit bill aaya aur mera 1kw ka connection hai fir v Excess dimand charge 80rs aur fixed 160rs kyu kaat liya kya aap iss bare me bata skte hai jb ki mera per day ka unit 0.8 ya 1.2 ya maximum 2.3 hi rahta hai aise me 1kw se 2kw ka connection krna prega kya
4 celling fan , motor (water pump) , single door fridge , water filter , LED load increase karna padega kya ? , av 1 kw ka connection hai . Please reply 🙏
Keep up the good work, very informative
Up wala kar sakte hai
Load jyada ya kam karega to hame profit hoga
What about commercial sir? Will there be change in change in unit rate after increasing load in commercial meter
How much time take to increase load
Dhanyawad 🎉
Kon se state ke liye hai mai assam se hu ye yaha kr skte hai
Bhaiya lode badhaane se bil zada banega ya pahle jaisa hi reading bil banata ha ya lode badhne se par unit charge badh jayege ya pahle jaise kat ta tha waise hi katega
Load badhane se bill pahle jaisa hi banega lekin jo aap load badhayenge jaise ki 1kw/h se 2kw/h Krna hai to uska charge lagta hai load badhane pr unit charge nhi lagta hai
Kitna charge lgega 1 kw se 2 kw krwne pe@@sushilkantsingh
487 rupaya
Bhayiya, Bihar me DS-2 Low Tension 4 Kw load ka kitna Fixed Charge lagta hai ? Please reply 🙏
360/ KW
4 kw= 1440
Load change hone ke baad load phir kaise change hoga, suvidha app se nhi ho paa raha hai
Jab 1kw , 2 kw and 3 kw ke liye meter same h to fixed charged alag alag kyo. If meter parameters every thing same
Sir pir 1 April she bijali bill ka rat badne vala h Bihar me hi kioo bijali har shal Mahga hota h
Kya ek bar bad gya to kam nahi hoga. Aisa koi rule ki kita din bad increase ya decrease ker sakte h
Load badhane ka apply karne ke baad verification bhi hota hai kya?
Installment fee cut kyu ho Raha haii smart prepaid meter me in sbpdcl
Mera 1 kw tha date 8/01/2024 suvidha app se galti se 5 kw badhakar kar diya gaya ab 2 kw suvidha app se date 17/02/2024 apply kar diye ghatne mai kitna time lagega
Bhai load ghata apka
@@Rohithelptech Ha ghat gaya
Bhai galti se 1 kw ki jagah 2 kw apply kr diya ,ek kw kr sakte h kta
Bhai ek kw aur 2 kw me Jada bol aaya h ya sirf fixed charge extra lagta h
@@chanderpaswan1305 agar 2 kw ho jaye to phir se 1 kw apply kar dena
Sir, ghor m water pump k liye kinte load chahiyee?
1hp के लिए 1kg का कनेक्शन ले लीजिए
Agar mera demand meter load bill me 3 kwh arha h to use mera 3 kwh tk h lekin bijli wale bol rhe h load 5kw krwaye 2 ac h apke. Bt use 1 hota .
Ye btaiye load meter 5kw kyu krne ko bol rhe h jb bill me load 3kw to arha h?
App all over India k liye hai?
Bihar ke liye
Mera 5 HP ka industrial connection hai use badhana hai 10 HP karna hai
Ye process Canada me bi same h
Category kasa change kar
Ek normal Ghar kai liye kitna load rakhna chaiye
2 kW.
Bhai November ka 65 unit bill aaya aur mera 1kw ka connection hai fir v Excess dimand charge 80rs aur fixed 160rs kyu kaat liya kya aap iss bare me bata skte hai jb ki mera per day ka unit 0.8 ya 1.2 ya maximum 2.3 hi rahta hai aise me 1kw se 2kw ka connection krna prega kya
Aap 1KW se jyada energy use kr rhe
Load increase kijiye
Bhai load increase me fixed charge kitna extra lagta h
@@chanderpaswan1305 1kw panelty lag raha tha, ab problem resolve ho gya hai 1kw increase kra liye
Load badhwaya online lekin electricity dept walon ne kuch kiya hi nahi... Why
Money 😂
@@JaiSriRamUA-cam mai bhi load badane ke liye online apply Kiya hu suvidha app se
सोलर के लिये कैस aply करे
ca nber kya h
Bhai maine 1 kw se 2 kw kiya tha bill hi jada aane lga. Mujhe fhara kr phir se 1kw krna hai kb hoga
80 rs jyada aa rha hoga 1 kw ka charge hai fixed ....2 kw ka fixed monthly charge 160 rs lagega plus bijli
Bhai 1 kw ho gaya kya aur bill ab sahi aa rha h ya jada
Mera ho hi ni rha hai
😂😊 Chaurasia 😂
2 दिन पहले स्मार्ट मीटर लगा है। तब से Alert ऑप्शन मे Alarm- Meter device down हर समय का क्यों लिख रहा है?
स्टेट रिपोर्ट नाही लगत क्या
Kutir Jyoti ko ds 1 ma kaise change kare
How to cancel load change request
You need to go to office.
@@ZarooriBaateinload badhane se meter bhi change hota hai ??
4 celling fan , motor (water pump) , single door fridge , water filter , LED load increase karna padega kya ? , av 1 kw ka connection hai .
Please reply 🙏
sbko add kar lo ketne watt ho rha hai agar 1000 watt ho rha to 1 kw load shi hai agar 2000 watt se upar hoga to 3 kw karwana hoga.
2 KW enough h
Loan badane ka Jo charge hota hai. Next bill me include hokar aaya hai ya online badhate time hi jama hota hai.
Usi time online jama hotq h jab aap update karte h
@@vpsingh9799 bhai mere mei to next bill mei ayaa thaa
Mere mei to next bill mei ayaa tha as a security money
@@livevidyarthi567 kitna charger hota hai, load badhwate hai to..
@@Sunilsaraiwal007 for domestic use in Rular Area 400 per KW
For Domestic use in Urban Area 800 per KW