Ji chiller 20 tr se leke 5000 tr tak ke hote hai ...👉 Interview ki vidio hamne already upload kiya hua hai description me link hai aap dekh sakte hai 👍 ।।। Agar koi questions ho to pooch lena
agar aapne ahu ka ppm theek tarah se karenge to apka filter 3 years bhi paar ho jayega .. jarurat nahi hogi replace karne ki .... lekin agar ppm nahi hua to ..1 year me hi chenge karna padega
Pre filter and fine filter and bag filter meh joh media use hota ha jaise - HDPE AND NON-WOOVEN SYNTHETIC MEDIA .... KYA FARAK PARTA HA IN MEDIAS SEH... HDPE AND NON- WOOVEN SYNTHETIC MEDIA
Ek video chiller cycle and condenser cycle pare bhi Explain kro aap and shall tube chiller ke two types hotey hai 1.Floaded type 2 DRx type Please Explain both types
Sir, Kitne CFM ke liye kitne kw ki motor ki requirement hogi, pls btaiyega for interview purpose Sir ek aur question hai ki DPS switch ki setting kaise krte hai pls btaiye sir
India me 12k se starting hai 15k tak hai baki hospital ya aor bhi compny hai jo 15k se ooper bhi deti hai .. Dubai ya phir other gulf country me satrting 35k hai baaki agar apka intervive acha gaya to aor bhi mil sakti hai ....sukriya
@@c4chiller9984 Sir chiller plant mein evaporator ke shell side mein pani kahan ze ata hai ? Selenoid valve kahan laga hota hai aur iska kya kaam hai ? What is the inlet and outlet temperature of a refrigerant in compressor , condensor and evaporator in hvac system of chiller plant ? Dp switch kya hota hai aur yeh kahan laga hota hai ?
VERY GOOD EXPLANATION....PLZ MAKE MORE VEDIOES..ON TROUBLE SHOOTING
❤You are my boss and teacher. I m from pakistan
sukriya apka 👍
Bhai Aap ka Samjhane ka tarika bahut achha hai or Practical bhi bahut achha Samjhate hai Thanks bro 👍🏻
thank you for supporting 🤗🤗
Bahot achhi training hai aapki.
Apka video samjh mai ata h sir app bahut achhai tarh say samjhatay h sir
Sukriya ji 👍
Superb Explanation 👌
Very very good explain sir
Thank you for compliment 🙏
Useful information sir 😊
Thank you boss 👍
Niçe explanation sirji😊
Thank you 😊
Very good explane sir🙏
Good 🎉❤
Brother how to control RH and air in room?
Very helpful vedio
Sukriya
bhai bms ka operation nahi bta doge ki kaise bms se Start and stopping ahu , chillers value open close pumps boiler
Nicely explained 👌
Thank you for information 🙏
super
Ap sirf short me Bata sakte Hai actuter ka kya kaam hota Hai please
Thank you, sir
Bhut sahi
Thanks 😊 very good
😊😊
Great explainating.
Chiller PPM pe bhi video ek bnaye sir
Jaise hi time milega ham jarur bana denge sukriya ji 🙏
Okay sir. I will be waiting
Sir agar chiller ka expansion valve kam nhi karta hai to kya kya problem aa sakta hai
1.Chiller unload nahi hoga ...
2.Low pressure ke sath trip bhi nhi hoga
3. Compressor noise karega
4. Something expenstion ke pass ice bhi aa sakti hai
Micro filter kon se hote hain... bag filter ko hi bag filter bolte hain kya
Ji ha bag filter ko hi bag filter bola jata hai qki uski banavat ek bag jaise hoti hai
Sir ji ek hepa filter ka namuna dekha dijiyega agar aapka possible ho toh..oha kitna micron ka hota hay ?
1 micron ☝️
Nice
🌹🌹❤️❤️🌹🌹
ye manufacturing kese kar sakte hai sir
pls help
i make Oil filters but wants to make this
ye ek fabric typ clothe hota hai...jisse ye manufacturing hota hai
Thank you sir
Filter 5 type use kaha kaha hota hai
Bhai chhilar kitane se kitane ton tak hota hai bhai or interview me puchhe gaye sawal
Ji chiller 20 tr se leke 5000 tr tak ke hote hai ...👉 Interview ki vidio hamne already upload kiya hua hai description me link hai aap dekh sakte hai 👍 ।।। Agar koi questions ho to pooch lena
Sir chiller vaccum and gas charging par video banaye
Secondary filter ke bareme nifo dijiye thoda sir ji
Bag filter ke baare me apko jaankari chaiye ?
Thank you🙏
sir DP ka setting kay hota hai?
Me ne ap ka top 10 ques chillar pr or top 9 question chillar ka or ahu ka top 7 ques note keya hua h
Sukriya
Sir pre filter and bag filter ko kitne month ke baad replace karna chahiye ??
agar aapne ahu ka ppm theek tarah se karenge to apka filter 3 years bhi paar ho jayega .. jarurat nahi hogi replace karne ki .... lekin agar ppm nahi hua to ..1 year me hi chenge karna padega
@@c4chiller9984 thanks sir ❤️
Kaise pata chalta ha joh media use kiya ha voh 5,10,20 micron ha????
name plate hoti hai ...filter pe ..
aor waise bhi pre filter 10 micron tak hote hai aor bag filter 5 micron
@@c4chiller9984 sir voh mfr nane plate Lagate ha but how we check technically
Sir mujhe smhaj nhi aa raha h k m inteview kaise nekalu
Primary aur sacondery pump k baare me v batayen
Ji hamne alredy is topic par vidio upload kiya hua hai ...aap link pe dekh sakte hai
Back filter ko Micro filter bhi bolte hai kyA
Technical name Bag filter hi hai ..but kahi kahi log short cut name rakh dete hai 😊
Please explain HEPA filters
Ok dost 👍
bhai filter kb change krte h kya kya dekhna parta h ki ab change krne layak ho gaya h
Filter Damage hone lagega yani ki uska kapda fatne lagega uske baad aap chenge kar dijiye
thanks alot bhai apki video dekh kr kuch sikha h maine allah apko khub kamiyab kare
@@vickykhan8504 bahoot sukriya apka 💐
Pre filter and fine filter and bag filter meh joh media use hota ha jaise - HDPE AND NON-WOOVEN SYNTHETIC MEDIA .... KYA FARAK PARTA HA IN MEDIAS SEH... HDPE AND NON- WOOVEN SYNTHETIC MEDIA
Ek video chiller cycle and condenser cycle pare bhi Explain kro aap and shall tube chiller ke two types hotey hai
1.Floaded type
2 DRx type
Please Explain both types
Chiller cycle ki vidio hamne alredy upload ki hui hai aap link pe dekh sakte hai ji sukriya
Cooling tower ke bare me bataiye cooling tower types
Ji theek hai ...jaise hi time milega ham bana denge sukriya
Sir,
Kitne CFM ke liye kitne kw ki motor ki requirement hogi, pls
btaiyega for interview purpose
Sir ek aur question hai ki DPS switch ki setting kaise krte hai pls btaiye sir
dost ye mera instagram I'd hai aap yaha pe direct message Karo id 👉 kgufran195
Maximum and minimum kitni pockets hoti ha bag filter meh ???
And
BMS KYA HOTA HA ... FULL FORM KYA HA ... PLS EXPLAIN BMS
filter ke size ke oopar bag depend karta hai.... minimum 3 bag maximum 6 ya 8
BMS ... building management system...👉BMS iski vidio hamne upload kiya hua hai description me link hai aap dekh sakte hai
@@c4chiller9984 thanks
Thanks sir
Display aapka black kyo dikh Raha hai
Chiller ka program pe video plizz
Sir plz mujhe thoda gad kijeay ga bahot meharbani hogi apka plz sir ap mujhe jawab dijeay ga kya kru
Ji bataiye kya kar sakte hai ham apke liye ??
Moter kon sa hota hai
Induction moter
Thanks
Sir esme job pane ke liye kya qualification chahiye.
Ji . Ya to aap iti kar lijiye ya phir hvac se diploma
@@c4chiller9984 humne 1 year ka diploma kiya h hvac se
Phir aap kahi maintenance line me apply kar sakte hai
God
sukriya apka 👍
Sir कपड़े का नाम क्या है कोनसा कपड़ा लगा रहता है
Fabric cloth
Sir chillar operator ka salary kitna hai in india or UAE plz reply sir
India me 12k se starting hai 15k tak hai baki hospital ya aor bhi compny hai jo 15k se ooper bhi deti hai ..
Dubai ya phir other gulf country me satrting 35k hai baaki agar apka intervive acha gaya to aor bhi mil sakti hai ....sukriya
BRO COMENT DEKHNA TO YES LIKH KE BHEJNA FILTAR KE BARE ME KUCH JANKARI LENI HE
ji poochiye ... dost 😊
Jo filling section hote he medical company me LF me kon se filter lagte he
Sir please Mere sawalon ke answer den
Kya sawal hai ji apka ...??
@@c4chiller9984
Sir chiller plant mein evaporator ke shell side mein pani kahan ze ata hai ?
Selenoid valve kahan laga hota hai aur iska kya kaam hai ?
What is the inlet and outlet temperature of a refrigerant in compressor , condensor and evaporator in hvac system of chiller plant ?
Dp switch kya hota hai aur yeh kahan laga hota hai ?
Kkkkk
Sir aap kaha job karte ho aap ka number chahiye