Mai Lucent or drishti ka subjective speedy ncert Mahesh barnwal ka dely 2 set practice karte hai jayda book padhne se achha hai apna sorrs limited rakhe usi book ko bar bar padhe
Ma'am Current affairs ka kasie kareee mai jaha shai mai question aye ? पिछले saal Eduteria ne apne Telegram channel mai dala tha 1.st or 2nd shift mila kar kewal 9 question aya thy... please reply
Bihar daroga ke liye Eduteria/speedy ya agar aap kr sako toh dono kr lo sufficient hai ,bahut jada material badhane se end me revision nahi ho pata hai
Hii di Main class 6th to 12th ncert padh liya hu or scince ka 6th to 10th padha hu or notes bhi bana liya hu Iske baad lucent or speedy se bihar si ho jayega ki aab or kuch padhna parega Please rply
Aapka pt or mains me kitna marks tha please reply ❤❤
Mai Lucent or drishti ka subjective speedy ncert Mahesh barnwal ka dely 2 set practice karte hai jayda book padhne se achha hai apna sorrs limited rakhe usi book ko bar bar padhe
Didi. M bhi ancient se start kiya hun...
Didi ancient ka question par discussion pls ..
Haan jaldi hi
Please Revesion ka bhi planning batye ? Fact wale chizo ko kasie yaad kare .3-4 mahine mai kya karna chaiye revision ko lekar ?
Saturday sunday revision ke liye hai, monday to friday jitna padhe hai usko 2 din me revision kijiye
@@Jugnuupadhyay🙏🙏
Mujhse to easy Question hi wrong ho jati hai
Mujhe hardware se daar nhi lagta hai didi
Bus
Last moment me Revision or exam oriented contain ho
Ma'am Current affairs ka kasie kareee mai jaha shai mai question aye ? पिछले saal Eduteria ne apne Telegram channel mai dala tha 1.st or 2nd shift mila kar kewal 9 question aya thy... please reply
Bihar daroga ke liye Eduteria/speedy ya agar aap kr sako toh dono kr lo sufficient hai ,bahut jada material badhane se end me revision nahi ho pata hai
@Jugnuupadhyay Sahi bol rhe ho ap Thanku 🙏
Abhi aap patna main hi rah rhi hai n
Nahi
❤
Dear mam Lucent + speedy samanya Gyan + speedy current affairs + 6 to 12 mahesh branwal one liner sufficient hai itna
Haan
@@Jugnuupadhyay best practices set bta do aap mujhe
Hii di
Main class 6th to 12th ncert padh liya hu or scince ka 6th to 10th padha hu or notes bhi bana liya hu
Iske baad lucent or speedy se bihar si ho jayega ki aab or kuch padhna parega
Please rply
Ho jayega, jitna ho sake practice set lagaiye
@@Jugnuupadhyay tq di
Current kon sa mount se padhna hai
Ak sal pahle tak ka Padhna chahiye, avi se padh sakte h
Quick book k jagah ghatna chakra padh sakte h...q ye hum bahut din se padh rhe h
Haan bilkul
@@Jugnuupadhyay thank you 😊
Maths and reasoning ke liye you tube se kaun si class krni hai
Koi bhi youtube channel follow kar sakte hai, sare thik hi padhate hai
Math aditya ranjan sir aur reasoning Deepak sir