सुकन्या समृद्धि योजना | Sukanya samriddhi yojana 2024 new Interest Rates
Вставка
- Опубліковано 24 лис 2024
- सुकन्या समृद्धि योजना | Sukanya samriddhi yojana 2024 new Interest Rates
1.For Investors
Create SIP Account Online- Nil Lifetime Charge for App & My Advice
Investor App - www.assetplus....
(For Assistance My Office admin person Yashika Will Contact You)
Your Quarries:-
Sukanya Samriddhi Yojana
Sukanya Samriddhi Account
Sukanya samriddhi yojna in hindi
Sukanya Samriddhi account in hindi
Sukanya samriddhi scheme
Sukanya samriddhi yojana in details
Sukanya Samriddhi Yojana FULL REVIEW
Sukanya Samriddhi Yojana 2023
What is Sukanya Samriddhi Yojana
How much can you invest in an SSY account?
What are the benefits of SSY?
Should you invest in Sukanya Samriddhi Yojana?
Sukanya Samridhi Yojana 2024
MY ALL VIDEO HERE:-👇
• ALL VIDEOS HERE
post office interest update:-👇
• post office New intere...
How Can maturity Of ppf account:-👇
• ppf account benefits p...
Social media links:-👇👇
Instagram:-👇
...
Facebook:- 👇
www.facebook.c...
Twitter:-👇
Ga...
Telegram Link :- 👇
t.me/gamdaredu
DISCLAIMER:-
This video is only for an educational and informational purposes. Mutual funds & Share market are risky before investing read all the documents carefully. We means Gamdar Edu Team we do not forced to invest in any Mutual Funds or Stocks. So kindly take Adviced from Mutual Fund Distributor or Consultancy.We talked About Mutual Funds and Stocks in this video is not mean for Advisory/recommendation purpose.
#gamdaredu
#investment
#bestmutualfunds2023
#bestmutualfunds2024 #sbibestmutualfundscheme2023 #bestfundsforsip2023
#lumpsuminvestment
#marketnewstoday
#bestsmallcapfund2024
#bestfundsforsip2024
❤️🌹🙏 जय श्री श्याम जी 🙏🌹❤️
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
❤️🙏 सरे बोलो सीता राम भगवान की जय 🙏❤️
❤️🙏 भगवान आपका भला करें जी 🙏🙏❤️❤️
Ques1 कोई दुर्घटना हो जाए तो उस कंडिशन में क्या बीमा कवर मिलेगा और पैसा निकालने पे कितना मिलेगा ?
Jo jama rahega vahi milta hai
पहले के हिसाब से सरकार ब्याज बहुत कम दे रही है पहले 9% था अब 8 है पहले के हिसाब से सरकार को 13 14% देना चाहिए
Nahi milega balki kham hoga
Sarkar beti name pe bhi lut ne Ka Kam karegi Kam se Kam beti ke bahane to log account pe paisa jama Kare or use utha Kar bhagora sab KO paisa bant de Bank Ka dewaliya ghosit karde
BJP hai tab tak garib marenge😢😢😢
@@chandhindustani 0
0+0😂
बहुत बहुत अच्छे से समझाया सर
Very good video.Thaks you sir
सुकन्या योजना सुकन्या योजना में 1000 रुपए पर साल जमा हो रहा है तो कितने ब्याज मिलेगा
Bahut hi achi information di h bhai ji
बहुत अच्छी जानकारी दी है भाई
Bhai government se ye darkhast kariye Ki bachche ki umra 18 sal hone par aur 21 sal hone puri account Ka paisa nikalna chahiye na ki na ki khata 21 sal hone par sawal agar meri bati 9 sal ki hai me ssy me khata khola khata ke 21 sal hone par meri beti to 31 sal Ki ho jayegi 18 sal me to adha piasa milega vo bhi muldhan Ki to kis kam Ka to kya me apne beti Ki sadi 31 year me karung ya 31 sal me me me padhai ya medical ka padhai karaunga mera sarkar se gujarsh hai ki aur ap se gujariah hai ki beti ki umra 21sal hone par khata dhark ko khata Ka pura paisa diya jana chahiye, khata chahe mata pita 1sal me khole ya 9 sal me
Boht mehnat ki he sir apne 👍👍👍👍🥰🥰🥰🥰
दो बच्चियों का अकाउंट खुला थे सुकन्या में उसमें पैसे काट रहेपैसे कट जा रे सुकन्या स्कीमकाहे को ऐसा पैसे चले
सबसेआछाहै। Sip
मेरा 5000 साल मे जमा करा रहा हूं कितना निकले गा सर
1000 per month jama kare to kitna malaga
Nice information
sir jii india post ka hi account hona chaiye ya fir kisi bank account hona chaiye
Han Jay Shri Krishna Radhe Radhe
Sir agar me saal me paise jama kru toh konse month me jama karwao jisme muje jda interest mile...
पीपीएफ का कब बढ़ेगा भाई सरकार को बोलो😢😢
Thanks bhaiya itna achhe se samjhaya hai aapne 👍👍👍
Thank you sir
Bhai bank dwara passbook di jati hai ya nahi
Di jati hai
Jaise saving mai milta hai waisa hi passbook milega
Ji haa
Sir yeh skim only ladki k hai ya phir ladka ka bhi hai zarur bataye
Sir per month 5hjar investment krta hu total kitna milega
Har mahine kitne rupees tak Ham dal sakte hai 250 se upar nhi dal sakte kya
Theak s. Sir
Sir manlijiye me monthly 250 dal raha hun agla mahina 500 ya 600 kabhi bhi amount change mant kar sakhta hai kya?
GD Morning 🌄 Sir
Just mera Beti 1 month huwa hai, hoga ki nahin Sir ?
Bhai main 2k Har month Installment bharta hu Every month 1 year ho gya to mene total 24 k bhar dia but abhi tak koi interest nhi Mila utna hi Show krta hai jitna bhra
Kya ssy or m.f. child policy dono le sakte h
Janm ke 5years ke bad khatha khulne par 15years bad kitna melega
my monthly ₹1000 Bharta Hun To vah Kam ho sakta hai kya
Sir es account main Alag peche jama kar sakte hai
Thanks sir
DOB 2014 h form bhar skte h kya 10 years lga hai
❤Good ❤
Nahi jis rate par start karte hai wahi rate mikta hai
Yes should be because it's very Banjficial for baby girl and her parents
Sir ji aager parents ko kuch ho jata hai to government aap kiste bare gi ja pir kase help kare gi plz batae
Asi koi option nhii sukanya me
Sir document kya kya lagta hai
Sukanya samridhi scheme ka paisa kisko milega, kaun withdraw kr sakta hai , beti ya only uske guardian
Very nice 👍👍👍
Sir is account m government jimmedar hoti h kya paise ka koi mrne ka dought to nhi hoga
Sir I pay yearly payment 60000 , so how much amount I will get after 19 years
Sir ham ne 2021 me ye khata open Kiya tha lekin us time Me halat kharab tha to Kisi Kisi mahina jama karraha tha ab agar ham 500 rupya jama karraha tha agar ham ab cahe to Kisi bhi mahine me jitna cahe ustna jama karsakte hai
H bhy kr sakte hai
25000/years jama karne pr 15years me kitna milta hai
Mery betide 3 Sal ki hai to aab main account khol raha huin to paise kab milega
ek bati ki do account khol sakte hai kya
Kiya ek parents ke signature chal sakta hai
Agar ladki ka beti bacho beti padho account ho tu kya ssy account open kar sakte hai kya
Good news sir
Sir ham sadi ke bad paisa nikal sakte hai kya
Ha
Bhai ji ek q hai ager maine yearly jama 24000 kiya hai to 8.2 rate of interest ke hisab se 1968 intrest milna chahiye but isme 966 dikha raha hai jo ki 4.5 rate of intrest hai aisa ku
Nice video
Mera divorce hua hai or meri beti 5 sal ki hai lekin mere pass pati ke nam ka koi bhi document nhi hai.please aap muze batai ki mere beti ka suknya samrudhi yojne mai khata khulega ya nhi
Koi bhi parents khol sakta h....chahe papa ko parents dikhaye ya mother ko parents
@@supriyagaikwad4960 aap kha se ho Supriya madam ji
@@supriyagaikwad4960 ho jayega
Sir maine apne mummy ke naam per ye shceme me paisa lagaya to mere mummy naam se ho skti kya sir bataiye meri mummy age 50 year hai ..
Yadi 2 ladki aur 1 ladka hai to kya dono betiyo ka sukanya khata khulega?
Ha mam khulwa sakte hi
Mounth ka 500 hone se shal me 6000 hoga to ushsai jayada jama ker shkengai ya nhi
Bhai 1 year mai 250 se lekr aap 150000 deposit kr sakte ho......chahe aap mahine mai ek baar rakho ya 10 baar koi fark nhi prta .....bs ek fark parta hai ki agr aap 1 to 4 Tarik har mahina ke suruwat mai krte hai to us mahina ka interest milta h.udaharan ke liye ....aap agr 1 Tarik ko 1000 jama kiya toh aapko interest isi month se milega....aur agr aap 1000 kisi mahina mai 10 Tarik ko jama krenge toh aapko is mahine ka interest nhi milega
Sir ji सरकार बदल गई तो क्या ये योजना बंद हो जायेगा।
Rama ❤
Very nice sir ji
Sir is yojana me kisi sal kam amount aur kisi sal jyada amount dal skte h kya
Ji...ek saal Mai km se km 250 dena hoga
Baaki aap har mahine bhi ek baar se jyada dal sakte ho jaise kabhi 500 aur 10 din baad 1000 bhir 5 din baad agr aap 50000 dalna chahte hai toh bhi dal sakte hai....lekin 150000 se jyada 1 year mai nhi hona chahiye
Sar meri beti 3 mahine ki hai uske liye kaun sa Sahi rahega sar plan plz
Meri beti ka birth certificate Nepal ka hai toh kya India me SSY scheme apply kar sakte hai kya
Yas
हमारी अभी कोई संतान नही है तो क्या हम भतीजी के नाम पर ले सकते हैं
@@amtrok Paisa jiske naam par karega wohi milega
Sir 259 hr month jama kare to 21 sal bad kitna milega aur kya 21 sal tk jama krna hoga
2lakh ke aas pas
Kya Aisa hai kya ki hum kuch date ke andar Paisa jama karenge to hi hame intrest milega warna nhi milega
Interest mein kaise dekh sakta hun
Maine apne beti ka 08 saal mein sukanya karya tha to maine us account ko apne beti ki 25 saal ki umar mein tod sakti hu wo bhi pure byaj ke sath shaadi mein hai ki nahi please batiya ga
IPO ke bare me Kuchh batao sir
sir 10 yrs bad nhi hota h Kya
No
Sukanya samriddhi khata kholne ke liye kaun kaun se document chahie
Child ka birth certificate+ aadhar card
Parent mai say kishi ake ka aadhar + pan cars
Good information
Thanks bro
Khata kulvane ke liye sbsese phle kha jaye
Kya one years se kam age ki beti ko nhi khulwa sakte
Sar Sukanya samriddhi Yojana mein Name galat likha hai use chaj karne ke liye kya karna hai
Sar Hamen yah bataen SIP karane ke bad Ham Pradhanmantri yojnaon ka Labh Le sakte hain Ki Nahin Le sakte
Mai 250 ka khata khulwaya hu aur mai mahine ka 3,000 jama karta hu koi dikkat nahi hoga na
sirf S. S. A.... Account hamara 1year ke liye band ho Gaya tha Jo hamne 50 Rs de kar chalu karwa liya h ... Kya ab bhi hamara seving account mana jaega ???
1000 ru manth jama kenne 18 sall tak me kitna milega
Meri ladki ka a/c lekin paise nhi dale hai abi 10sal ki puri hogi to abhi paise bahr sakte hai kay
Very nice explaining
Thank you so much 🙂
School ke taraph se je scholarship milata h oo milega ya nahi
Sab milega
Agar 21 year hone se pehle Sadi ke liye liye pura paisa nikal sakte hai ladki ki 18 year ke bad sadi kar rhe hai to please btaye
Mene 6 saal pehle account khola tha kewal 1 hajar jma kiye the 6 saal baad 50000 rs jma kre intrest kese milega
is mai Account open karna chahiye sir
Kis prakar se Paisa nikala jaega wapas 21 sal bad
Pesaa kese nikale,last me video banana
❤❤
Ye paisa kaun nikal sakta hai kya father bhi amount nikal sakate hai poora hone par
Jb Beti 18 years ki ho jayegi to wo apna account self handle kr sakti h
20 shal hokaygs sha ke samay gaha milta hai
Sar pura Paisa withdrawal kaise hoga yah to aap bataye hi nahi
Good job❤
Please clarify financial year kaun rahega
Account opening date or april
Sir y sct beti ki age 21 m close ho na ki act ki age 21 plz modify
क्या ये योजना मध्य प्रदेश में मान्य है?
Sare facts btao bhai...mutual fund m withdrawal karne par tax lgega ssy m nhi...mutual fund m risk h agar war hua to khatm..ssy m risk nhi h
Kya property tax per bhi bachat kar sakte hain
Hello sir Maine लड़की के नाम से सुकन्या योजना में खाता खुलवाया था और दो साल डिपॉजिट करवाकर 3 साल हो गए है जमा नही करवा पा रहा हु अभी फिर से जमा कर सकता हु क्या
Sir aapka WhatsApp number kha hai
Ha
Kaun sa state ka hai
Central govt ka hai