I'm not sure kyunki Im still researching about it..Paint ko light karne k liye isme na kuch cheezein milayi jati hai...To find the best combination main dhund raha hun..kuch perfect milega to bataunga..Water maine use kia hai but shayad air pressure ko bhi dhnag se padhna padega.
Hanjj bhai main Acrylic hi use karta hun..Fevicryl wale...par usko dilute karne ke liye Binder karke liquid aata hai...Fevcryl ka hi white se rang ka to wo use karta hun Water ki bajaye...kyunki Water bhut jyada colour ki consistency tod deta hai
Direct light se chalta hai ki battery se bhai
Bijli se chalta plug lagake...
@@Kalakarr price kitna hai bhai
6000-7000 ke aaspaas ka tha total shayad
Vedio aankhe khol kr dekh Bhai...muchine me electric board ka cable Diya hua hai😁
@@Prakashdhruw-vy3om8000 price
Vaiya aap Konsha color use karte ho ?
விலை எவ்வளவு நண்பா
கம்பெனி நெம்பர் கொடுங்க
Do fabric paints work on air brushes?
I'm not sure kyunki Im still researching about it..Paint ko light karne k liye isme na kuch cheezein milayi jati hai...To find the best combination main dhund raha hun..kuch perfect milega to bataunga..Water maine use kia hai but shayad air pressure ko bhi dhnag se padhna padega.
Bro airbrush kesa kam karta he ?
Bhai...aapko kya colour ki consistency jaanni hai kya??
Good 👍
Shukriya bro
Acrylic colour bi chala sakte h isme
Hanjj bhai main Acrylic hi use karta hun..Fevicryl wale...par usko dilute karne ke liye Binder karke liquid aata hai...Fevcryl ka hi white se rang ka to wo use karta hun Water ki bajaye...kyunki Water bhut jyada colour ki consistency tod deta hai
Thank bhai 👍
Welcome Brother
Dry washing k liye use ho sakta h kya ye
Not sure Bro😃
Bhai agar Pakistan mangwana ho compreshr kiya tarikay kae he or kitny ka part ga
Bhaijaan no idea
Bhai ap kahan se ho agar Pakistan comprshr mangwana ho to mil jai gi
India se..No idea bhai
Bhai oil paint kar sakte he
Nai bhai..Paint ki consistency maintain rakhni Padti hai...Jaise Milk ki hoti hai
Ok delhi ajmeri gate thanks wa to jatye hi rhtye h .
intro itna khatarnak hai...baap re
Thanks😃
Kaha se milega bhai
paharganj
Price kithna hai
Price kitna hai
Kitna Ka hai
Khat varnish ker sekte he
Iska link
Rupes
5700 approx
ஆட்ரஸ் அனுப்புங்க நண்பர்
ஆட்ரஸ் சொல்லு நண்பா நான் வாங்குகிறேன்
Woode peint ker sekte he
Kitne me liye bhaiya
6K ke aaspaas
Addraess please firend
Good
Suno na bhai Ye machine aapane kitne hajar Mili hai Mujhko Bhi Bata dena
আমার একটা এমন গান চাই
Search on UA-cam Studio