Dropadi ji ne jub krishna ko ye patti bandhi thi to unhone vachan diya tha , ki time ane pr vo iss patti ke ek ek dhage ka karz chukayenge , or usi wajha se humare yaha bhai bhn ka tyohar raksha bandhan manaya jata hai , krishna was brother , friend , and guru for Dropadi ji jai shri krishna
Guru nahi the Krishna, balki Yudhishthir ko Krishna apna Guru kehte hai.. Draupadi aur Pandavo se kafi bade the Krishna, unke pita ke umar ke the.. ye raksha bandhan, ya ungli pe kapda bandhne aur raksha ka vachan wali baat Mahabharat kitab me nahi aati hai.. abhi Krishna jis yuddh me ja rahe usme unke bete Pradyumn Samb bhi bade rehte hai aur yuddh ladte hai.. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur pota sath aaye the
@@pallavi.bharati kya itni galat bat likh di thi maine jise counter krna itna important tha apke liye , guru ka matlab teacher se nahi tha mera , ki parhte thy vo dropadi ko , jisse bhi hum kuch achcha seekhe or jo problem mai rasta dikhaye , vo bhi guru hi hota hai , or yaha kon bada tha kon chota tha isse mahabharat ke msg pr koi frk nahi pdta , yes , krishn bhagwan yudhishthir ki bahut respect krte thy
@@monikadeshwal1193 mein janti hu Guru kisey kehte hai, aapne raksha bandhan aur guru wali baat galat kahi hai kyonki Mahabharat granth me Krishna ji Draupadi se kuch khaas baat karte hi nahi kabhi aur na maarg dikhate hai unhe. Krishna ji khud kahe the ki Yudhishthir bhale aayu me chote hai par Dharm gyan unka adhik hai aur isliye ve unhe apna Adhinayak aur Guru maane.. yahan bhi Guru ka arth shikshak nahi balki aadarsh hai jinse maargdarshan lete the Krishna ji. Mein aapka virodh nahi, Mahabharat me jo likha vo bata rahi ki ye ungli kaatna aur raksha bandhan jaisa kuch nahi hai Mahabharat me.
Jo yaha comment mein bol rhi hai ki krishn drauapdi ki abbu ki age ke the toh galat bol rhi hai! Shri krishn aur Arjun almost same age ke the! They were born in the same year Vishwavasu.Krishna was born in the fifth month of Shravanaand Arjuna was born in the 12th month Phalguna.So age difference is 7 months
Agar Krishna aur Arjun same aayu ke the to mere sawalo se bhag kyo rahe ho? Sab suni sunai baato ka jhuth faila rahe ho, asli jawab do - Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du? Tumne ye bhi kaha ki Yudhishthir ka pair chutey the kyonki Arjun ke umar ke the Krishna, fir Bheem ka pair kyo nahi chutey the?
@@pallavi.bharati kyuki Arjun se Shri krishn 6-7 mahine bade the! Aur bheem Shri krishn se 6 mahine bade the! So bheem itna bada nhi tha ki uske pair chue jaayein! Yudhishthir ke pair kyu chue? Tumhe chahiye poora calculation main du? Kya faayeda? Tumhe pehele bhi bataya tha maan'na tumne apni hi mann ghadant bina sar pair ki baat hai!
@@pallavi.bharati And the mighty-armed hero reverentially saluted Yudhishthira the just, and the king in return and Bhima also smelt the crown of his head. And he was embraced by Arjuna, and the twins saluted him with reverence. And he was duly honoured by Dhaumya, and worshipped with tears by Draupadi. And causing Subhadra and Abhimanyu to ascend his golden car! It's clearly mentioned Yuddhishitir and bhim smelt the crown of his head in various places we see elders doing this to younger ones as a blessing! Even kunti did this to subhadra when she came to take her blessings after marriage! Yuddhishitir did this to Arjun when he was leaving for vanvas! See how both Yuddhishitir and Bheem did the same to Shri krishn but was embraced by Arjun and saluted by the twins! Clearly shows hierarchy according to age! And if you want the whole calculation I'll give it to you!
Arjun nahi the shamil Krishna Rukmini ke shadi karane me.. balki abhi jis yuddh se Krishna ko jana pad raha Dwarika me us yuddh me unke bete bhi ladte hai kyonki unke bete Pandavo ke umar ke hote hai. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur chote pote sath aaye the, itne bade the umar me Krishna Pandavo se
Ji hum samajh gaye apne mahabharat kj book parhi hai , but I don't think ki ye series koi bhi esa msg de rahi hai young generation ko jo mahabharat kj image ko ya msg ko wrong way mai present krti ho , agr young children iss mahabharat se kuch seekh rahe hai to apko bhi khush hona chahiye, pata nahi kitne log honge jo iss series ko dekhne ke bad hi mahabharat ki book ko parhna chahenge , please don't take it personally, but positivity is v important
@@monikadeshwal1193 ji behan, mujhe bhi ye serial pasand hai kyonki yahan emotions pe focus kiya gaya hai lekin isme factually kafi chize galat bhi hai usey hi sahi sahi bata rahi hu.. jaise Yudhishthir ji ka dyut khelna jaisa tha vaisa dikhaya jata to galat chavi na banti unki, Karn pe to kafi jhuth dikhaya gaya hai lagbhag 99% Karn ka role ne asli Karn ka thik ulta play kiya hai isme bhi BR Chopra wale me bhi jis vajah se Karn jaise adharmi ke bhakt badhe hai.. Draupadi ke 5 bete bhi Maharathi the unke bachpan se leke Maharathi ho yuddh tak pe jo chavi banni thi nahi bana. Yudhishthir Bheem Nakul Sahdev bhi Dhanurdhaari the itne ki Yudhishthir ke paas bhi Brahmastra tha jiska prayog ve Guru Dron pe kiye yuddh me lekin yahan unhe bhaala thama diye aur Nakul Sahdev ko to BR Chopra ho ya ye sabne unke veerta ko tulna me kum dikhaya jabki Nakul ke hath me dhanush jab tak tha Karn haavi nahi ho pa raha tha unpe, Yudhishthir ke hath adhmara hua Karn.. Draupadi kabhi apne sath hue anyaay ka doshi na Yudhishthir ko maani na Pandavo ko kyonki unke nazar me ve bhi peedit the jinke achai ka durupyog kiya gaya. Draupadi Pandav ka vivah bhi prem vivah tha, majburi vivah nahi tha jaisa dikhaya gaya, Pandavo ko Draupadi se prem tabse tha jabse unke bare me suney bina unhe dekhe aur Draupadi ke apharan pe unki raksha keliye pancho Pandav 2 badi senao se akele bhid gaye, pehli baar roye sab Pandav jab Draupadi behosh hui vann me, unke pairo ke chhaale tak bardasht nahi krte the ve. Yudhishthir aur Bheem dono khana banake khilate the Draupadi ko.. Arjun khud Krishna ke pita Vasudev ke aage kahe ki "mere 4 bhai, mein aur Panchali 6 shareer 1 aatma hai" jab Krishna dharti tyage tab. Agar jo jaisa hai Mahabharat granth me vaisa dikhate koi bhi serial wale to Panchali Pandav ke bhakt bahot saare hote aaj kyonki Mahabharat unhi ki jeevani hai. Raja Sagar ke baad Yudhishthir pehle Samrat the jinka raaj poore dharti ke sabhi continents pe tha isliye ve pehle Samrat the jinke naam se Samvat chala Yudhishthir Samvat. Serials me Yudhishthir ko acha kum aur buddhu zyada dikhaye jabki ve asal me kafi bebaak the, Muni patni Draupadi ka apman ki vann me to unhe bhi fatkaare Yudhishthir. Krishna ji bhi Draupadi ko Panch Pandav Praan Priyaa kehte hai aur Vedvyas ji unhe Pandavo ki chalti firti hriday kahe.. Pandav ve pehle purush hai jo apne ko jalana swikaare par patni ka apman nahi swikaar apne pariwar viruddh khade hue, Draupadi ko duniya anusar nahi balki duniya ko Draupadi ke anusar dhaale isliye ve best premi the par unka ye premi roop dikhaya hi nahi jata. Draupadi ko poore raaj kosh pe adhikaar diye unke anusar chale, 1 saal tak ghar jamai bhi the Panchal me ve pancho.. asli 5 Pandav se best koi pati ya premi nahi ye aap Mahabharat padhke samjhengi lekin serials ne unhe ek bura pati dikhaya hai unke prem prasang poora skip karke
@@monikadeshwal1193arrey nhi padhi hai isne! Bas kuch chapters padhe hain isne! Shri krishn aur Arjun same age ke the! Iski baatein sunke bhramit Matt ho jana!
@@Anadi_Anant_Narayan Maine Mahabharat poori padhi hai, kuch chapters tumne padhe honge tabhi mere maamle me apne jaisa anuman laga rahe ho... Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du?
Yudhishthir ko Krishna apna Guru kehte hai..aur ye ungli bandhne wala scene galat dikhaye plus Krishna ko isme jawan dikhake galat kiye serial wale.. Draupadi aur Pandavo se kafi bade the Krishna, unke pita ke umar ke the.. ye raksha bandhan, ya ungli pe kapda bandhne aur raksha ka vachan wali baat Mahabharat kitab me nahi aati hai.. abhi Krishna jis yuddh me ja rahe usme unke bete Pradyumn Samb bhi bade rehte hai aur yuddh ladte hai.. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur pota sath aaye the
@@Anadi_Anant_Narayan Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du?
Dropadi ji ne jub krishna ko ye patti bandhi thi to unhone vachan diya tha , ki time ane pr vo iss patti ke ek ek dhage ka karz chukayenge , or usi wajha se humare yaha bhai bhn ka tyohar raksha bandhan manaya jata hai , krishna was brother , friend , and guru for Dropadi ji jai shri krishna
Guru nahi the Krishna, balki Yudhishthir ko Krishna apna Guru kehte hai.. Draupadi aur Pandavo se kafi bade the Krishna, unke pita ke umar ke the.. ye raksha bandhan, ya ungli pe kapda bandhne aur raksha ka vachan wali baat Mahabharat kitab me nahi aati hai.. abhi Krishna jis yuddh me ja rahe usme unke bete Pradyumn Samb bhi bade rehte hai aur yuddh ladte hai.. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur pota sath aaye the
@@pallavi.bharati kya itni galat bat likh di thi maine jise counter krna itna important tha apke liye , guru ka matlab teacher se nahi tha mera , ki parhte thy vo dropadi ko , jisse bhi hum kuch achcha seekhe or jo problem mai rasta dikhaye , vo bhi guru hi hota hai , or yaha kon bada tha kon chota tha isse mahabharat ke msg pr koi frk nahi pdta , yes , krishn bhagwan yudhishthir ki bahut respect krte thy
@@monikadeshwal1193 mein janti hu Guru kisey kehte hai, aapne raksha bandhan aur guru wali baat galat kahi hai kyonki Mahabharat granth me Krishna ji Draupadi se kuch khaas baat karte hi nahi kabhi aur na maarg dikhate hai unhe. Krishna ji khud kahe the ki Yudhishthir bhale aayu me chote hai par Dharm gyan unka adhik hai aur isliye ve unhe apna Adhinayak aur Guru maane.. yahan bhi Guru ka arth shikshak nahi balki aadarsh hai jinse maargdarshan lete the Krishna ji. Mein aapka virodh nahi, Mahabharat me jo likha vo bata rahi ki ye ungli kaatna aur raksha bandhan jaisa kuch nahi hai Mahabharat me.
@@pallavi.bharati 🙏🙏🙏🙏
@@monikadeshwal1193ye bakwas karti reheti hai! Fanatic hai ye! Jaise karn bhakt hote hain bilkul pagal waisi hi baatein karti hai
Abhi badi sankat anhe wali hai
Dhritarashtra sirf aankhon se hi nahi Dil aur dimaag se bhi andha hai 😬😬😬😬😬😬😬😑😑😑😑😑😑😑😑
Bahut bahut bahut bura hone wala hai🤕lekin jo jo pap krega uska end bhi wesa hi bura hoga
🎉🎉
Jo yaha comment mein bol rhi hai ki krishn drauapdi ki abbu ki age ke the toh galat bol rhi hai! Shri krishn aur Arjun almost same age ke the! They were born in the same year Vishwavasu.Krishna was born in the fifth month of Shravanaand Arjuna was born in the 12th month Phalguna.So age difference is 7 months
Ye same year Mahabharat me kahan likha hai? Kahan se jaane?
Agar Krishna aur Arjun same aayu ke the to mere sawalo se bhag kyo rahe ho? Sab suni sunai baato ka jhuth faila rahe ho, asli jawab do -
Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du?
Tumne ye bhi kaha ki Yudhishthir ka pair chutey the kyonki Arjun ke umar ke the Krishna, fir Bheem ka pair kyo nahi chutey the?
@@pallavi.bharati kyuki Arjun se Shri krishn 6-7 mahine bade the! Aur bheem Shri krishn se 6 mahine bade the! So bheem itna bada nhi tha ki uske pair chue jaayein! Yudhishthir ke pair kyu chue? Tumhe chahiye poora calculation main du? Kya faayeda? Tumhe pehele bhi bataya tha maan'na tumne apni hi mann ghadant bina sar pair ki baat hai!
@@pallavi.bharati And the mighty-armed hero reverentially saluted Yudhishthira the just, and the king in return and Bhima also smelt the crown of his head. And he was embraced by Arjuna, and the twins saluted him with reverence. And he was duly honoured by Dhaumya, and worshipped with tears by Draupadi. And causing Subhadra and Abhimanyu to ascend his golden car! It's clearly mentioned Yuddhishitir and bhim smelt the crown of his head in various places we see elders doing this to younger ones as a blessing! Even kunti did this to subhadra when she came to take her blessings after marriage! Yuddhishitir did this to Arjun when he was leaving for vanvas! See how both Yuddhishitir and Bheem did the same to Shri krishn but was embraced by Arjun and saluted by the twins! Clearly shows hierarchy according to age! And if you want the whole calculation I'll give it to you!
Place bhai jaldi jaldi video dalo please 🥺
Arjun nahi the shamil Krishna Rukmini ke shadi karane me.. balki abhi jis yuddh se Krishna ko jana pad raha Dwarika me us yuddh me unke bete bhi ladte hai kyonki unke bete Pandavo ke umar ke hote hai. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur chote pote sath aaye the, itne bade the umar me Krishna Pandavo se
Ji hum samajh gaye apne mahabharat kj book parhi hai , but I don't think ki ye series koi bhi esa msg de rahi hai young generation ko jo mahabharat kj image ko ya msg ko wrong way mai present krti ho , agr young children iss mahabharat se kuch seekh rahe hai to apko bhi khush hona chahiye, pata nahi kitne log honge jo iss series ko dekhne ke bad hi mahabharat ki book ko parhna chahenge , please don't take it personally, but positivity is v important
@@monikadeshwal1193 ji behan, mujhe bhi ye serial pasand hai kyonki yahan emotions pe focus kiya gaya hai lekin isme factually kafi chize galat bhi hai usey hi sahi sahi bata rahi hu.. jaise Yudhishthir ji ka dyut khelna jaisa tha vaisa dikhaya jata to galat chavi na banti unki, Karn pe to kafi jhuth dikhaya gaya hai lagbhag 99% Karn ka role ne asli Karn ka thik ulta play kiya hai isme bhi BR Chopra wale me bhi jis vajah se Karn jaise adharmi ke bhakt badhe hai.. Draupadi ke 5 bete bhi Maharathi the unke bachpan se leke Maharathi ho yuddh tak pe jo chavi banni thi nahi bana. Yudhishthir Bheem Nakul Sahdev bhi Dhanurdhaari the itne ki Yudhishthir ke paas bhi Brahmastra tha jiska prayog ve Guru Dron pe kiye yuddh me lekin yahan unhe bhaala thama diye aur Nakul Sahdev ko to BR Chopra ho ya ye sabne unke veerta ko tulna me kum dikhaya jabki Nakul ke hath me dhanush jab tak tha Karn haavi nahi ho pa raha tha unpe, Yudhishthir ke hath adhmara hua Karn.. Draupadi kabhi apne sath hue anyaay ka doshi na Yudhishthir ko maani na Pandavo ko kyonki unke nazar me ve bhi peedit the jinke achai ka durupyog kiya gaya. Draupadi Pandav ka vivah bhi prem vivah tha, majburi vivah nahi tha jaisa dikhaya gaya, Pandavo ko Draupadi se prem tabse tha jabse unke bare me suney bina unhe dekhe aur Draupadi ke apharan pe unki raksha keliye pancho Pandav 2 badi senao se akele bhid gaye, pehli baar roye sab Pandav jab Draupadi behosh hui vann me, unke pairo ke chhaale tak bardasht nahi krte the ve. Yudhishthir aur Bheem dono khana banake khilate the Draupadi ko.. Arjun khud Krishna ke pita Vasudev ke aage kahe ki "mere 4 bhai, mein aur Panchali 6 shareer 1 aatma hai" jab Krishna dharti tyage tab. Agar jo jaisa hai Mahabharat granth me vaisa dikhate koi bhi serial wale to Panchali Pandav ke bhakt bahot saare hote aaj kyonki Mahabharat unhi ki jeevani hai. Raja Sagar ke baad Yudhishthir pehle Samrat the jinka raaj poore dharti ke sabhi continents pe tha isliye ve pehle Samrat the jinke naam se Samvat chala Yudhishthir Samvat. Serials me Yudhishthir ko acha kum aur buddhu zyada dikhaye jabki ve asal me kafi bebaak the, Muni patni Draupadi ka apman ki vann me to unhe bhi fatkaare Yudhishthir. Krishna ji bhi Draupadi ko Panch Pandav Praan Priyaa kehte hai aur Vedvyas ji unhe Pandavo ki chalti firti hriday kahe.. Pandav ve pehle purush hai jo apne ko jalana swikaare par patni ka apman nahi swikaar apne pariwar viruddh khade hue, Draupadi ko duniya anusar nahi balki duniya ko Draupadi ke anusar dhaale isliye ve best premi the par unka ye premi roop dikhaya hi nahi jata. Draupadi ko poore raaj kosh pe adhikaar diye unke anusar chale, 1 saal tak ghar jamai bhi the Panchal me ve pancho.. asli 5 Pandav se best koi pati ya premi nahi ye aap Mahabharat padhke samjhengi lekin serials ne unhe ek bura pati dikhaya hai unke prem prasang poora skip karke
@@monikadeshwal1193arrey nhi padhi hai isne! Bas kuch chapters padhe hain isne! Shri krishn aur Arjun same age ke the! Iski baatein sunke bhramit Matt ho jana!
@@Anadi_Anant_Narayan kahan likha hai Krishna aur Arjun same age ke the?
@@Anadi_Anant_Narayan Maine Mahabharat poori padhi hai, kuch chapters tumne padhe honge tabhi mere maamle me apne jaisa anuman laga rahe ho... Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du?
Jaldi dekhiye , Mahabharat ka asli wajah toh shuru hone wali hain
Already planning shuru hoga
Yudhishthir ko Krishna apna Guru kehte hai..aur ye ungli bandhne wala scene galat dikhaye plus Krishna ko isme jawan dikhake galat kiye serial wale.. Draupadi aur Pandavo se kafi bade the Krishna, unke pita ke umar ke the.. ye raksha bandhan, ya ungli pe kapda bandhne aur raksha ka vachan wali baat Mahabharat kitab me nahi aati hai.. abhi Krishna jis yuddh me ja rahe usme unke bete Pradyumn Samb bhi bade rehte hai aur yuddh ladte hai.. Draupadi ke swayamvar me bhi Krishna apne beta aur pota sath aaye the
Krishna ji Draupadi ke abbu ke umar ke the Mahabharat kitab me
Kuch bhi Matt bako
@@Anadi_Anant_Narayan Draupadi swayamvar ho ya Dwarika yuddh ya yuddh ke baad ke 36yrs ko Krishna ke aayu 125yrs se minus karo sab connect karke fir vohi kahoge jo Mahabharat keh raha ki Krishna ki aayu kaise Pandu ke aas paas thi, Pandavo se kafi bade. Ya poora calculation du?
@@pallavi.bharati please ma,am puri calculation dena taki hame bhi sapashat ho jaye 🙏🙏🙏🙏🙏
सिर्फ देख रहे हों या कुछ सीख भी रहे हो...?