Dhyan se chalane se indicator nahi tootega, mere pas honda unicorn bs3 tha, 7 saal uska indicator Sp160 lene Tak kabhi nahi toota, Jo ki sabse jyada fragile hai.
Sabse best baat SP160 ki hai ki isme kick start hai. Dusri baat iska engine 160 cc se jyada hai baki company 159 ko 160 batati hai. Teesri baat ye thoda muscular hai. 4th point iski seat family ride ke liye perfect hai(husband,wife,kids)
Thnx bro bas ap logo ke support aur aise comment ki wajah se hm logo ko acha lgta hai ki ap logo ko hmare information useful lagte aur hm Jo soch ke video banate h vo ap Tak pahuch pata h ❤️
Isme valve kitne h ? Website me iska single valve dikha rha hai.... Aur bohat sare UA-camrs ne bhi bola h ki Sp 160 me single valve h ... Single valve me combustion kyse hota h ?
Mera ek hi servicing hua hai, aur maine 2000 km chalane ke baad, motul 7100 engine oil mein change kar diya hai aur ismein iridium spark plug lagwa Diya hai, isliye mujhe yeh mileage de Raha hai.
First servicing mein 700 rupees ka kharcha aaye hai, labour free hai, aur first servicing mein service centre wala engine oil change karega aur wash karke de dega. Bas itna e kharcha wohi engine oil ka charge 699.00 hota with GST 750.00 leta hai. Aur hum kuch nahi diye hai.
Best Premium Commuter Bike Of INDIA....SP160
So nice bike hai hona sp 160 cc bike..
Super bike hai bhai 😊😊😊
Dhyan se chalane se indicator nahi tootega, mere pas honda unicorn bs3 tha, 7 saal uska indicator Sp160 lene Tak kabhi nahi toota, Jo ki sabse jyada fragile hai.
Iska fuel pump kaha hota hai, tank me ya bahar
Mielege is around 56, but rear suspension is tough and lights are not sufficient to ride highway in night time
Light ka bimari Honda ka har bike Mai hai
Dual disc brakes , unicorn engine 😊Honda . Naam he kaafi Hai
Sabse best baat SP160 ki hai ki isme kick start hai.
Dusri baat iska engine 160 cc se jyada hai baki company 159 ko 160 batati hai.
Teesri baat ye thoda muscular hai.
4th point iski seat family ride ke liye perfect hai(husband,wife,kids)
Bahut achcha video banate hain aap ham aapka har ek video dekhte hain
Thnx bro bas ap logo ke support aur aise comment ki wajah se hm logo ko acha lgta hai ki ap logo ko hmare information useful lagte aur hm Jo soch ke video banate h vo ap Tak pahuch pata h ❤️
What about sp160 oil tank build material, quality and durability..
Thoda look sporty dena chahiye
Kyonki on road price jyada hai thoda..
Bhai MT 15 ka review dekhado please 🙏🙏
Bhai please mt 15 ka dekhado
Bhai back suspension soft or hard pls reply
Hard
55 in locality and 60 in highway milega.
Isme valve kitne h ?
Website me iska single valve dikha rha hai.... Aur bohat sare UA-camrs ne bhi bola h ki Sp 160 me single valve h ...
Single valve me combustion kyse hota h ?
2 valve hai
Ek dam sahi hai
Praise thoda Kum hona chahiye
Blu tooth. Mobile charge. Metal tanki hona. Jaruri h. Best bike.family's bike. Best bike h.head light sudharen.
Go for pulser N150
@@avishekbanerjee2458 engine issue after few year
My bike Honda sp 160 Milag 51.8
Aage ka visor Bada thoda Mota Hona chahie visor Mota Hona chahie😊
Yeh indicator 1:43 ksbhi nhi tutenge meine livo 9 saal se chla rha 🗿
Clutch plate issue. Gear shifting issues. Overheating engine
Ha yaar
1st service ke baad thik ho gaya?
?
Meri SP 160 bike 54 ka mileage nikal rahi hai city me.
nice bike but price kuch jyada ha
Vai isme power unicorn se zada e hai thora sa to dekh late
Super bike 160
45.72 kmpl mileage
❤❤
Honda aur Toyota jante hai ki customer ko kya chahiye. Majboot or tikau. Baaki sab drama baazi nahin chahiye😊
Is bike se acha me Xtreme 160 le lu
Bheia Is bike family ke liye accha he
@@user-Ashish52 right bola aapne
@@Anurag.Gavit7 Thanks
Hero give worst engine in 125-160cc
Mielege is around 45to 52
Light kam
60 ki speed par
SP 160 ka mat kharida uska metre council bekar hai usmein Pani ghusta hai
Mujhe milta hai 62-65 km/ltr milta hai
Honda SP 160 mein.
Kitne servicing ke bad diya hai itna . Mai do tin din me ise lene wala hu bhai apna experience batao.
Mera ek hi servicing hua hai, aur maine 2000 km chalane ke baad, motul 7100 engine oil mein change kar diya hai aur ismein iridium spark plug lagwa Diya hai, isliye mujhe yeh mileage de Raha hai.
@@samirankuila3153 servicing ka paisa apne pay kiya hai ya show room walo ne free me karke diya hai. Aur first servicing me kitna kharcha aaya?
First servicing mein 700 rupees ka kharcha aaye hai, labour free hai, aur first servicing mein service centre wala engine oil change karega aur wash karke de dega. Bas itna e kharcha wohi engine oil ka charge 699.00 hota with GST 750.00 leta hai. Aur hum kuch nahi diye hai.
Maine bhi liya hai mujhe bhi 63 ka mileage de raha hai.
1.5 lakhs ka hai update kar diya to 1.75 ho jayega😂😂😂😂😂😂😂😂
Pulsar n 150 isse jyada behatar hai...
Milega 53 h abhi
પ્રાઈઝ કરના ચાહિયે 1.30.000
Build quality bekar h
tumhe kaise pata chala???
@@northeastmadhu mere dost ne Li thi abhi kuch time phle bajne lgi
Look is not good
Vaybreshan hota he
52
61.2 km per liter