आपकी जानकारी अच्छी है.. पर एक ही बात बार बार बोल कर आप वीडियो की लंबाई बढ़ा देते है जिससे इस वीडियो के अधिक लोगों तक पहुचने की संभावना कम हो जाती है.. हर हर महादेव
क्युँ मुझे ऐसा लग रहा है की कही आप स्वर्गिय ज्योतिषी राजेश जोशी जी का शिष्य हैं? आप का बोल्ने का और शब्द चयन का अन्दाज उनके जैसा हु बहु है। खैर जानकरी के लिए धन्यवाद।🙏
@@KiaraAstroabc thanks a lot sir. astrological reason behind the different hand?i have also purchased your self made destiny book from flipkart which is very good and easy to learn. Thanks
Guru AST hai toh pukhraj pahana ja sakta hai .....AST grah results nhi deta esliye guru ke beej mantra adhik Kara kro ...and pukhraj pahan sakte ho..... budh AST nhi h toh budh ke daan Kiya kro nhi toh shadi ke baad pareshan ho jaoge
@akashdpulsace2706 thodi pareshan kregi .... Bus remedies krte rhna budh ke beej mantra, Ganesh ji kee pooja, Baazara Pakshiyon ko daalna hai daily .....jyada dikkat badhe toh green vegetables ka daan every Wednesday ko Krna .....theek ho jayega
Meen lagna me yellow sapphire and red coral pahana jata h if kundali allow for gemstone. Must watch this video and apply to life ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
Namaste Sir, Meen Lagan Kundli hai meri. Jupiter : 10th House Mars + Saturn : 8th house Moon : 4th House Mercury : 6th House Can I wear Pukhraaj,Moonga,Moti and Panna. Kirpa Margdarshan Kejiye. Looking forward to hearing from you soon. Thanks :)
You can wear Pearl , yellow sapphire only.... Or you can wear Emerald in left hand and yellow sapphire in right hand .... Ye do combination ke stones wear kr sakte ho.... Moonga nhi dharan kr sakte hain, yadi Surya se mangal ast Hain toh aap dharan kr sakte ho ... Otherwise NO....
@@KiaraAstroabc Bahut Bahut Shukriya...9th House mein Ketu hai...Bhagesh Mangal bana .... Mangal Ashtam hai aur Meen Lagan ka yog karak grah hai...toh is case mein Ek Haath Mein Pukhraj aur Panna aur dusre haath mein Sulemani Hakik/Lehsuniya dharan kar sakti hoon kya. Bhagesh ka ratan ki Jagah ... 9th house ke planet jo ki Ketu hai uska ratan bhi dharan kiya ja sakta hai...Aapke jawab ka intezar rahega. Ji Shukriya. :)
Sir...meri kundali meen lagn ki hai ....9th house mein budh ,guru and ketu hai....and lagn mein Chandrma hai....kya main moti and pukhraj phen sakta hu...
Pranam guruji 🙏 meri meen lagan kundali h or rahu 10th house me dhanu rashi me h or meri rahu mahadasha chl rahi h, last phase h bahut pareshan hu ,or guru 7th house me h guru mahadasha kaisi jayegi??
Guru mahadasha toh achhi hai Vaishali ji ..... Vahan se pareshani khatm ho jayegi . Rahu ka daan kro - every Saturday after sunset and amavasya ke din Chai Patti packet and agarbatti packet ka daan karna hai to any temple . Every Saturday after sunset and amavasya ke din - Ek jute vala nariyal jisme paani ho Sar se 4 times anticlockwise ghumakkar Ghar ke bahar kahin bhi rakh Dena ya kahin tree 🌲 par chadha dena h. Rahu kee energy se bachna hai . , Mobile Kam use Krna , negative thinking vale logo se distance maintain rakhna, 5-10 mints temple jarur hokar aana bus ghum kr chale aao , Apne Ghar ke South - East (SE) direction me ek jata vala nariyal par blue dhaga bandh kar rakh Dena hai.... Rahu puri tarah ruk jayega .... Ek kaam aur karna hai - Apna mobile number - check Krna kahin uska total sum = 4 digit par toh nhi aa rha hai .... Example (7880564948 = 7+8+8+0+5+6+4+9+4+8 = 59 ~ 59 = 5+9 = 14 ~ 14 = 1+4 = 5 Jaise eska final digit 5 aaya hai .... Ese calculate krke dekho , kahin 4,7,8 toh nhi aa rha hai .... Yadi aa rha ho number change kr lena for outgoing calls jiska total sum = 5 lekar aana .
Sir meri kundali meen lagan ki hai meen lagan me shani bethe he or 6th house me mangal or chandrama ki yuti hai sir bataiye ye mujhe jeevan me kya problem degi bache honge bhi ki nhi
Pranam acharya shree 🙏meen lagna me surya mangal yuti in 4th house hai।।mangal ast hai Munga pahan sakte hai ya nahi.if yes to chandi me ya gold me? मंगल केतु yuti navmansh me 6th me hai Guru Chandra yuti in 11th Guru नवमांश me 9th house me uchh bhi hai,guru ka ratna pahan sakte h. Married lyf and career k lye kya kare?
@@KiaraAstroabcआचार्य जी,गोल्ड में मूंगा पहना था, पहनने के with in 4 months postive result mila,but,after that ,3 month bad jab mangal shani yuti lagna (makar)me hui in 2020 may,mera major accident hua,tab kisi ne kaha munga nahl pahno,isly mai confused hu coz mangal second house lord bhi h Jo maràk bhav hai
@@KiaraAstroabcThursday fast mai karti hu, मंत्रजाप konsa and kaise karna hai? mera नवमांश में गुरु उच्च है 9th house me,to भी पुखराज या substitute nahi pahan sakte. Mujhe kisi ne motivate suggest Kiya hai,pahana bhi tha,but chandrma mera ज्ञातिकारक hai to kisi ne bataya sahi nahi hai so utar diya Plz aap margdarshan kijiye।।akhir mujhe kya apnana chahiye
@kUkUcHaNdA_8829 voh accident toh fir bhi hota hai ...nhi pahante fir bhee hota usko kon rok sakta tha ..... Bus moonga hath me hone se Bach gye aap and us accident se bahar aa gye .... Yadi nhi pahna hota toh physically challenged ho jate .... Kisi ne aapke dimag me fitoor daal Diya .... Destiny ki kisi bhi ghatna ko roka nhi ja sakta bus usse kaise bachoge , kitna chot khaoge ya physically challenged hoge ye hamare hath me control ho sakta hai .... Moonga nhi hota toh sayad bed par chale jate bus aap theek ho toh sirf usi moonga kee vajah se.... Jis gadhe ne aapke dimag ko divert kr diya uske peeche destiny hee h kyunki voh aapko pain dena chahti h bus voh pain Kam ho gya us moonga se lekin destiny kisi aur ka Sahara lekar aapse moonga niklva diya jisse future me es tarah na Bach pao ....
@@samyakkimtee3063 सप्तम भाव में कन्या राशि में शुक्र नीच के होंते हैं। अगर बुध अपने ही घर यानी कन्या राशि में हों तो उच्च के होते हैं तो नीच भंग हो जाएगा शुक्र देव का। और अगर बुध साथ नहीं है तब भी शुक्र देव मृत अवस्था में होने से खास बुरा फल नहीं देगा। फिर भी धन, वैभव, सुख में कमी लाता है , चरित्र दोष हो सकता है, married लाइफ में प्रॉब्लम देगा, पति/पत्नी से मनमुटाव रहेगा।
Madam, baat neech kee nhi hai..... 3rd house bahut achha nhi hote hain .... Unnecessary hard work ka house hai and social life ka .... Chandra ka 3rd house me uchch hone se bahut achhe results nhi aayenge kyunki house kharab hai .... Chandra theory ke according yogkarak h but placement bahut achha nhi hai.... Esliye Chandra ke simple remedies kr sakte ho.... But pearl nhi pahan sakte hain .... Like Monday fasting, Chandra ka beej Mantra and shiv jee kee Pooja etc
If in meen lagan , guru in twelfth , moon and mercury in 3rd , Mars at 29 deg 58 in first In chalit Mars is shifting in third house and mercury shifting in fourth. Sun in 4 th , rahu & shukra in 5 th , Shani and ketu in 11 th No stone suits , mercury not tried Thanks for guidance
Sir mera meen lagna makar rashi and lagna mei sani, lagna se 6th house mai rahu, 8th mai ravi, 9th mai boodh, 10th mai mangal sukra, 11th mai guru chandra, 12th mai ketu hai sir mujhe kya kya ratna pehenna sahiye aur kya kya nehi? Konsi ratna bussiness mai lav dega?
Guruji pranam,, mera, meen lagna ke kundli me 1st house Rahu, 4th chandra, 7th me surya, budh ketu, 8th vab me sukra, 9th me sani 11me mangal hai, 12th me guru hai, DOB 27/09/86 jajpur odisha hai me kya karu
Never wear neelam..... Bhul kr bhee mat pahan lijiyega ..... Divorce tak h jayega and children's ko kasht bhee hoga ..... So never think about blue sapphire otherwise destroy life
@@KiaraAstroabc पर पन्डित जी जिन पन्डित जी ने मेरी कुंडली बनाई थी उन्होंने मेरा शुभ रत्न नीलम लिखा था और गणेश जी की पूजा बताई थी। मेरा जन्म31/03/1978 बेवर उत्तर प्रदेश का है। मेरा कोई काम नही बन रहा काम होते होते नही होते है यदि कोई मार्गदर्शन मिले तो अति कृपा होगी
sir i have moon mars and ketu in 4th house , sun jupiter and mercury in 7th house. and venus in 8th house and saturn in 11 th house what should i wear ? will i have good carrier ?
Chart is good and good career...but rahu nd ketu neech that is not good. So you have to do remedies of rahu and ketu. Wear - pearl, red coral , yellow sapphire if moon, Mars, Jupiter ' s placement is not shifted in chalit chart. Remedies - 1. Every Saturday after sunset and amavasya ke din 4 agarbatti ke packets ka daan karna hai and 1 jute vala nariyal par 4 round blue dhaga bandha kr sar se anticlockwise ghumakar kahin bhi rakh dena h ya mitti me dava dena hai ya jal pravah kr dena h. 2. Ketu Every Tuesday after sunset pickle ka daan karna hai 3. Every Friday rice ka daan Krna hai .
@@KiaraAstroabc how can I contact you , am facing mental agony these days regarding family matter between mom and dad and related to property , i wanted to know if my mother and I will get the property
All placements are good .... Except moon .... Chandra neech hai .... Esliye Monday ko milk ka daan karna hai ..... And never wear pearl .... You have to check combust status of guru, budh.... Guru , budh Surya se AST ho toh enke gemstones mandatory ho jayega pahnana ....
Sir ,mean lagna ki kundali hai. 2nd house mai chandrma ,3rd mai ketu,8th mai budh,guru,shukra. 9th mai Surya,mangal,Rahu. 11th mai shani hai. Kya karu ki job lag jaye
Rahu ka daan :: every Saturday after sunset and amavasya ke din chai kee Patti -1 packet, 4 agarbatti ke packets and sookha nariyal par 4 round blue thread ghumakar sar se anticlockwise ghumakar kahin mitti me dava de ya jal pravah kr de..... Gemstones:: wear red coral in good quality
@@KiaraAstroabc Kal se chandrma ka mahadasha bhi suru ho gya hai 26/11/1993 ,1:56pm timing hai please sir suggest mera future kaisa hoga. Mai successful ho jaunga ya nhi
Sir Meen lagn mei ..guru+shukr+budh+rahu astham bhav mei hai ...mangal 5th bhav mei hai ...chandra 11th bhav mei hai... Shani 12th bhav mei hai...surya 7th bhav mei hai ...konsa gemstone pehnu?
Meen lgn surya shani(Ast) yuti in 2nd house and budh guru yuti in 1st house shukr in 3rd house rahu in 5th house. chndra in 7th house mangal In 8th house . Is these conjunction good tell me any solution 😊
Chalit chart esliye dekha jata hai , jisse pata chal sake ki konsa planet kis house me shift hua hai ..... Lagna chart and chalit are similar.... Bus kabhi kabhi kuchh planets ke house change ho jate hain voh dekhne ke liye dekha jata hai ...kyunki usse prediction perfect hota hai .... Without chalit chart perfect analysis nhi hota hai
@ Kiara astrology sir mere 3rd house me sun+moon ast +Saturn ast +mercury+rahu exalted and in 4 th house Mars+Jupiter in 5th house Venus 1° and ketu in 9th house someone shalinder pandey said to wear emrald and pukhraj for career meen lagna horoscope same position in chalit chart
गुरु जी प्रणाम मीन लगन मै माणिक रतन पहन सकते है और उसके साथ और भी कोई सा रतन पहनो जो मेरे कैरियर में मुझे फायदा करें और मुझे जॉब में भी फायदा करें क्योंकि कुछ समय से मेरी जॉब में परेशानी चल रही है कृपया मेरी कुंडली देखकर बताएं ताकि मैं उसी हिसाब से अपना कार्य करो 22-3-1982 6:25 am Meerut Shivender Sharma
Never wear manik.... Sir kundali analysis is a paid service... You can ask only doubts regarding videos... For kundali analysis, book appointment. Call/whatsApp: 8674827268
मीन लग्न वालों का माता कौन सी राशि की होती हैं क्या उनकी माता की मृत्यु हो जाती है अगर होती उसका कारण क्या होता है। कृपया माता के बारे में बिस्तार से बतायें। 🙏🙏🙏🙏🙏🙏👌👌
Mithun rashi hai Mata ke Ghar me .... ese nhi pata chalega kuchh bhi .... Puri kundali ka study krne par hee pata chalega joh aap janana chahte ho..... kundali analysis paid hai ....
5th house me mangal neech hain ... Nhi pahan sakte ho moonga ..... Yadi mangal Surya se AST ho gya h toh moonga pahan sakte ho..... Surya and mangal ke beech kee degree ka difference 15° se kam h toh aap moonga pahan sakte ho .... Yadi difference jyada ho toh moonga nhi pahna jayega
8th house ka Lord yadi yogkarak ho toh lagna me baith kr deerghayu banata h... Yadi marak grah ho toh pareshani deta h tanaav, obstacles in each works..... Aapke shukra marak grah hain toh shukra pareshani dega....
@@KiaraAstroabc sir kharch ho koi baat nhi par income to dega na shani? शुक्र के नेगेटिव रिजल्ट मुझे दिखे नहीं अबतक और मेरे किसी काम में रुकावट नहीं आती ना ही मेरे जीवन मे कोई संघर्ष है। मस्ती मे जा रही है जिंदगी। 😊🙏
V. Goog. Aur bhee planets hain chart me.... Unki dashaye hain.... Bahut sari cheezo par depend hota h.... Achhi baat h problem nhi h..... Planets kee degree and shadbal bahut kuchh dekhne ke baad final conclusion par aate hain
Sir meri ek doubt thi ki koi bhi graha nich ho jaye to usko bal dene ke liye ratn kyon nahi pehen sakte...meen lagn me brihaspati lagnesh he aur wo makar me nich ho gaye jo ki labh ki bhai bi he...kripaya doubt clear kare 🙏
Jab bhee koi grah neech hota hai toh vah balheen nhi mana jata hai, voh ashubh mana jata hai .... Dono hee words me kaafi difference hai .... Balheen ka matlab hota h ki koi grah results dene me saksham nhi hota and ashubh hone ka matlab hota hai ki voh grah negative results dega .... Neech ko aap ese samjh sakte ho jaise samaj ka koi saadhu sant yadi sharab ke theke par jakar baithega toh vah saadhu neech ka mana jayega matlav uskee pratikriya esi hai joh samaj me rahne vale kisi bhee ensaan ko pasand nhi aayegi kyunki usne ashubh pratikriya ki hai .... Yadi lagnesh neech hota hai toh us planets se hamare body par negative rays padne lagti hain ..... Ab ye negative rays 2 tarah ke results dengi achhe bhee and kharab bhee.... Kharab results jyada aayenge kyunki voh ashubh ho chuka hai ..... Lagnesh jin house ka lord hoga unse related bhee results dega vahan se kuchh benefits mil sakte hain .... But jahan baithkar neech hua hai vahan se negative results jyada dega ..... Kyunki us planets se negative rays aayengi ab.... Aur yadi ese me stone dharan kr lia toh voh stone us planets se aane vali rays ko badha dega ...ek stone ka practically kaam yahi hota hai ki grah se aane vali rays ko badha dena ..... Ab yadi us planets se negative rays aa rhi h toh negative rays badha dega ... Ye negative rays kuchh Beneficial bhee sakti hain kyunki theoretical yogkarak grah hai .... But placement kharab hone se negative rays jyada badhengi that is too dangerous...esliye neech grah ka kisi bhee tarah ka stone dharan nhi kiya jata hai ....yadi yogkarak grah ya lagnesh neech ka hai toh uskee ashubhta ko kam krne ke liye fasting , pooja path, mantrajaap kiye jate hain ..... Es se negative effects me kami aayegi

Hamara meen lagna ki kundli hai Konse gemstone ko pahnu mangle ketu ke saath 2 box main hai chandrama 9 box main hai or guru rahu ke sath 8 bhav main hai samasya dhan nahi tikta Bhagya saath nahi deta bete ko kuch na kuch paresani laga hi rahta hai arthik astithi bahut kharap bhi hai
Ok sir... Bahut bahut dhanyavaad aapki advise ke liye.... Aapko budh ne bataya hoga ki main surya se AST nhi hota hu. Lekin mjhe bataya tha ki budh 13° close aa jayega toh AST ho jayeega... Surya sabhi grahon ko AST karta h except chandra... Chandra kabhi AST nhi hota... Mjhe laga aap jankaar hain esliye aap ese hee uthkar aa gye aur likhne lage... Kuchh comment krne se pahle socha samjha kijiye ki kis se ye saval kr rhe hain... Aapko padhne kee jarurat hai ... Main kaafi astrologer astrologers ko apni class me sikhata hu and they follow my book "Self made destiny".
आपकी जानकारी अच्छी है.. पर एक ही बात बार बार बोल कर आप वीडियो की लंबाई बढ़ा देते है जिससे इस वीडियो के अधिक लोगों तक पहुचने की संभावना कम हो जाती है.. हर हर महादेव
Sir i am very much confused pls suggest what to wear 27.9.82 Lucknow time 6:15pm
App baut correct information dete h sir. Great.
My lagna is meen. Jupiter is in 12th house at 27 degree. Sun is in 11 house at 5 degree. Is jupiter dead. Can yellow sapphire be worn?
I am a pisces ascendant. Very impressed by your video.want to consult you.
Bot hi bdiya sir bot sari bate smj aayi thanks amazing sir👌👌👍
Thank you 😊 madam
NICE PREDICTION VIDEO GURUJI
Thank you 😊
Salute sirji
क्युँ मुझे ऐसा लग रहा है की कही आप स्वर्गिय ज्योतिषी राजेश जोशी जी का शिष्य हैं? आप का बोल्ने का और शब्द चयन का अन्दाज उनके जैसा हु बहु है। खैर जानकरी के लिए धन्यवाद।🙏
Guruji Pluto harshal Neptune grah house bhav mai kya prabhav dete hai aisa yek video banaye pl
En grahon ke prabhav ko neglect Kiya jata hai kyunki enka transit me 100 yrs+ lagta hai
🙏🙏🙏🙏 waw ... Amazing sir👍
🙏🙏🙏🙏
Jupiter & Ketu 12th house mei meen lagan ki kundali hai. Chalit mei Jupiter 1st house mei hai
बिल्कुल सही
Chandar dev asat ho to kaya 12 bhav me ho to kaya moti pahen sakate ho meen lagay he
बहुत सुंदर गुरुजी
Thank you 🙏
Thank you for your valuable feedback.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
hello sir ,please explain uranus in 8 th house in meen lagna.. uska kya parinaam ho sakta hai..... ?
Guruji ap yeh kon si kundli ke adhar pe bata rahe ho lagan kundli ya navmansh kundli...
Nice explanation.
Thank you for your valuable feedback.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
बहुत अच्छा फलित प्रदान किया आपने बहुत व्यापक व्याख्या।
शुभकामनाएं।
Hi sir aapne bahut accha bataya m bhi beta ke bare m puchna chahti kundli se
Bahot achhi jankari di sarji
Thank you for your valuable feedback.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
Hello sir
Yellow sapphire and emerald ek hi hand main pehena chahiye ya in different hand.which is better plz tell thanks 🙏
Different hands me ...
@@KiaraAstroabc thanks a lot sir. astrological reason behind the different hand?i have also purchased your self made destiny book from flipkart which is very good and easy to learn. Thanks
Sir brusha lagna me rahu ketu ei dono graha me konsa graha acchha hai plz
Well done 👍
Thank you for your valuable feedback.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
Thank you for your valuable feedback.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
Acharyaji Meen Lagna. 12th house mein Guru aur Budh Ki yuti. Guru purna ast hai...
Kya result rahega mahadasha mein....kripya batayenge
Guru AST hai toh pukhraj pahana ja sakta hai .....AST grah results nhi deta esliye guru ke beej mantra adhik Kara kro ...and pukhraj pahan sakte ho..... budh AST nhi h toh budh ke daan Kiya kro nhi toh shadi ke baad pareshan ho jaoge
Atyant Dhanya-waad Acharya ji.... Budh ki mahadasha 2024 August 14 ko shuru ho rahi hai.... Kaisi rahegi?
@akashdpulsace2706 thodi pareshan kregi .... Bus remedies krte rhna budh ke beej mantra, Ganesh ji kee pooja, Baazara Pakshiyon ko daalna hai daily .....jyada dikkat badhe toh green vegetables ka daan every Wednesday ko Krna .....theek ho jayega
@@KiaraAstroabcAcharya ji आभार उत्तर देने के लिए. नमस्ते
Bahut he shandaar jankari di guruji.
Yadi meen lagne Tula rashi ho to kya shukra dev markhe honge.
Lagne me uchh me hai.
Es lagna me shukra hamesha marak hee rahega ....
peela pukhraj pehne ya safed pukhraj aur safed munga pehne ya laal munga ?
Meen lagna me yellow sapphire and red coral pahana jata h if kundali allow for gemstone.
Must watch this video and apply to life
ua-cam.com/video/Kxl2mxc6KKY/v-deo.htmlsi=qQDIPiiYpaF3BSe_
@@KiaraAstroabc Thanks
Bahut achha vishlen 🙏🙏
Thank you 😊
Hi sir , very insightful video
I have meen lagna
Mercury in 5th house with ketu.
My mercury mahadasha is starting. will it be good ?
Hmmmm good. But many factors affect your time....like current gochar and planet's nakshtra
hello sir ,mera meen lagna hai ,moon ucch ka hokr 3rd house me hai ,kya chandi ki jewelry phn skte hai? ya nhi
@@NehaYadav-zy7vy yes phn skte hai
Namaste Sir,
Meen Lagan Kundli hai meri.
Jupiter : 10th House
Mars + Saturn : 8th house
Moon : 4th House
Mercury : 6th House
Can I wear Pukhraaj,Moonga,Moti and Panna. Kirpa Margdarshan Kejiye. Looking forward to hearing from you soon. Thanks :)
You can wear Pearl , yellow sapphire only.... Or you can wear Emerald in left hand and yellow sapphire in right hand .... Ye do combination ke stones wear kr sakte ho.... Moonga nhi dharan kr sakte hain, yadi Surya se mangal ast Hain toh aap dharan kr sakte ho ... Otherwise NO....
@@KiaraAstroabc Bahut Bahut Shukriya...9th House mein Ketu hai...Bhagesh Mangal bana .... Mangal Ashtam hai aur Meen Lagan ka yog karak grah hai...toh is case mein Ek Haath Mein Pukhraj aur Panna aur dusre haath mein Sulemani Hakik/Lehsuniya dharan kar sakti hoon kya. Bhagesh ka ratan ki Jagah ... 9th house ke planet jo ki Ketu hai uska ratan bhi dharan kiya ja sakta hai...Aapke jawab ka intezar rahega. Ji Shukriya. :)
@@ArpitaOberoi333 Cat's eye phn skte h
@@YTailor thanks
Bahut sundar .... Awesome analysis
Thank you 🙏😊
Shukriya Sir 🙏🙏🙏
Sir...meri kundali meen lagn ki hai ....9th house mein budh ,guru and ketu hai....and lagn mein Chandrma hai....kya main moti and pukhraj phen sakta hu...
Ye to bhut acche yog h aapke
GURUJI **SUKRA 3RD HOUSE, CHANDRA+ SURYA+ BUDH 4TH HOUSE, GURU+ SANI DEV 6TH HOUSE, MANGAL 7TH HOUSE, RAHU 5TH HOUSE, KETU 11TH HOUSE, KYA RATNA PAHENNE SE LAVKARI HOGA?
Emerald pahan sakte hain.... For better results....
Pranam guruji 🙏 meri meen lagan kundali h or rahu 10th house me dhanu rashi me h or meri rahu mahadasha chl rahi h, last phase h bahut pareshan hu ,or guru 7th house me h guru mahadasha kaisi jayegi??
Guru mahadasha toh achhi hai Vaishali ji ..... Vahan se pareshani khatm ho jayegi .
Rahu ka daan kro - every Saturday after sunset and amavasya ke din Chai Patti packet and agarbatti packet ka daan karna hai to any temple .
Every Saturday after sunset and amavasya ke din -
Ek jute vala nariyal jisme paani ho Sar se 4 times anticlockwise ghumakkar Ghar ke bahar kahin bhi rakh Dena ya kahin tree 🌲 par chadha dena h.
Rahu kee energy se bachna hai . , Mobile Kam use Krna , negative thinking vale logo se distance maintain rakhna, 5-10 mints temple jarur hokar aana bus ghum kr chale aao ,
Apne Ghar ke South - East (SE) direction me ek jata vala nariyal par blue dhaga bandh kar rakh Dena hai.... Rahu puri tarah ruk jayega ....
Ek kaam aur karna hai -
Apna mobile number - check Krna kahin uska total sum = 4 digit par toh nhi aa rha hai ....
Example (7880564948 = 7+8+8+0+5+6+4+9+4+8 = 59
~ 59 = 5+9 = 14
~ 14 = 1+4 = 5
Jaise eska final digit 5 aaya hai .... Ese calculate krke dekho , kahin 4,7,8 toh nhi aa rha hai .... Yadi aa rha ho number change kr lena for outgoing calls jiska total sum = 5 lekar aana .
@@KiaraAstroabc thank you so much guruji 🙏
Pranam Sir..🙏 you are very talented...
🙏 Thank you for your kind words.
Jo aap samjha rahe hai wo koi or nahi bata paya
Sir meri kundali meen lagan ki hai meen lagan me shani bethe he or 6th house me mangal or chandrama ki yuti hai sir bataiye ye mujhe jeevan me kya problem degi bache honge bhi ki nhi
jld h sadi hogi
Very nice mere kundli.ka vishleshan kare 21/06/1971 time 00:20am kanpur up
Pranam acharya shree 🙏meen lagna me surya mangal yuti in 4th house hai।।mangal ast hai
Munga pahan sakte hai ya nahi.if yes to chandi me ya gold me? मंगल केतु yuti navmansh me 6th me hai
Guru Chandra yuti in 11th
Guru नवमांश me 9th house me uchh bhi hai,guru ka ratna pahan sakte h.
Married lyf and career k lye kya kare?
Moonga pahan sakte ho gold or peetal me....
Guru kharab ho jayega neech hone se 11th house me...esliye pukhraj kabhi nhi dharan karna hai sirf Mantrajap and Thursday fasting Krna hai
@@KiaraAstroabcआचार्य जी,गोल्ड में मूंगा पहना था, पहनने के with in 4 months postive result mila,but,after that ,3 month bad jab mangal shani yuti lagna (makar)me hui in 2020 may,mera major accident hua,tab kisi ne kaha munga nahl pahno,isly mai confused hu coz mangal second house lord bhi h Jo maràk bhav hai
@@KiaraAstroabcThursday fast mai karti hu, मंत्रजाप konsa and kaise karna hai? mera नवमांश में गुरु उच्च है 9th house me,to भी पुखराज या substitute nahi pahan sakte.
Mujhe kisi ne motivate suggest Kiya hai,pahana bhi tha,but chandrma mera ज्ञातिकारक hai to kisi ne bataya sahi nahi hai so utar diya
Plz aap margdarshan kijiye।।akhir mujhe kya apnana chahiye
@kUkUcHaNdA_8829 voh accident toh fir bhi hota hai ...nhi pahante fir bhee hota usko kon rok sakta tha ..... Bus moonga hath me hone se Bach gye aap and us accident se bahar aa gye .... Yadi nhi pahna hota toh physically challenged ho jate .... Kisi ne aapke dimag me fitoor daal Diya .... Destiny ki kisi bhi ghatna ko roka nhi ja sakta bus usse kaise bachoge , kitna chot khaoge ya physically challenged hoge ye hamare hath me control ho sakta hai .... Moonga nhi hota toh sayad bed par chale jate bus aap theek ho toh sirf usi moonga kee vajah se.... Jis gadhe ne aapke dimag ko divert kr diya uske peeche destiny hee h kyunki voh aapko pain dena chahti h bus voh pain Kam ho gya us moonga se lekin destiny kisi aur ka Sahara lekar aapse moonga niklva diya jisse future me es tarah na Bach pao ....
Sir mere 2 ghr me guru shni h aur 3 me rahu 4 me chndrma 6 me mngl 7 budh 8 me sury 9 me shukr aur ketu plz mere bare me reply dijiye sir plz
Pukhraj phno
मीन लग्न में अगर शुक्र देवता सातवें भाव में सुसुप्त ( मृत) अवस्था में हैं, तो इसके क्या अच्छे एवं बुरे परिणाम होंगे, कृपया | धन्यवाद सा.
@@samyakkimtee3063 सप्तम भाव में कन्या राशि में शुक्र नीच के होंते हैं। अगर बुध अपने ही घर यानी कन्या राशि में हों तो उच्च के होते हैं तो नीच भंग हो जाएगा शुक्र देव का। और अगर बुध साथ नहीं है तब भी शुक्र देव मृत अवस्था में होने से खास बुरा फल नहीं देगा। फिर भी धन, वैभव, सुख में कमी लाता है , चरित्र दोष हो सकता है, married लाइफ में प्रॉब्लम देगा, पति/पत्नी से मनमुटाव रहेगा।
Sir chandra 3place me uch hote he to Taurus me to nich kaise hue ache hi results milane chahiye
Madam, baat neech kee nhi hai..... 3rd house bahut achha nhi hote hain .... Unnecessary hard work ka house hai and social life ka .... Chandra ka 3rd house me uchch hone se bahut achhe results nhi aayenge kyunki house kharab hai .... Chandra theory ke according yogkarak h but placement bahut achha nhi hai.... Esliye Chandra ke simple remedies kr sakte ho.... But pearl nhi pahan sakte hain ....
Like Monday fasting, Chandra ka beej Mantra and shiv jee kee Pooja etc
Gurudev mangal ka pta kaise kare ki wo Surya se asth ho raha h ya nhi...
Surya and mangal kee degree check kijiye ...yadi difference 16° se kam h toh mangal AST hai
Mera bhi meen lagan he mangal pratham bhav me he guru pancam bhav me bataye
Moonga and pukhraj pahan sakte ho... For career growth and income
Pancham bhav khali hai?
Thank u so much Guru ji 🙏🙏🙏🙏
Always welcome
bod-16-02-1999
Time-9.47am
Place-Udaipur, Rajasthan,india
Sir meri job or sadi kab tak hogi
If in meen lagan , guru in twelfth , moon and mercury in 3rd , Mars at 29 deg 58 in first
In chalit Mars is shifting in third house and mercury shifting in fourth.
Sun in 4 th , rahu & shukra in 5 th , Shani and ketu in 11 th
No stone suits , mercury not tried
Thanks for guidance
Wear white coral
आपको किसने बताया कि आप पापुलर है मुझे तो आज ही पता चला 😂😂
Ham nhi h popular, hame life me joh achieve Krna tha bhagvaan ne usse jyada hee de diya ... Aap bhi koshish kijiye jeevan me aage badhne ke liye ..
@@KiaraAstroabc right
Guruji, shukra ka bari me kuch bola nehi
Sir mera meen lagna makar rashi and lagna mei sani, lagna se 6th house mai rahu, 8th mai ravi, 9th mai boodh, 10th mai mangal sukra, 11th mai guru chandra, 12th mai ketu hai sir mujhe kya kya ratna pehenna sahiye aur kya kya nehi? Konsi ratna bussiness mai lav dega?
Only white coral phne
Guruji pranam,, mera, meen lagna ke kundli me 1st house Rahu, 4th chandra, 7th me surya, budh ketu, 8th vab me sukra, 9th me sani 11me mangal hai, 12th me guru hai, DOB 27/09/86 jajpur odisha hai me kya karu
Shukra, Surya, rahu ke daan Kiya kijiye ....
Friday - Rice, Sunday - Atta/daliya , Saturday after sunset - Agarbatti ke packets and chai Patti packet..... Rest jankari ke liye sir appointment lekar baat kr sakte hain ....
Kundali analysis - paid (1100/-)
WhatsApp - 8674827268 (for appointment only)
Sir mai apko apni kundli dikhana chahta hu
Aap WhatsApp par details send kr dijiyega
7880564948.
Kundli analysis - paid
मीन लग्न वाले नीलम धारण कर सकते है जब शनि पाँचवे स्थानमे हों
Never wear neelam..... Bhul kr bhee mat pahan lijiyega ..... Divorce tak h jayega and children's ko kasht bhee hoga
..... So never think about blue sapphire otherwise destroy life
@@KiaraAstroabc पर पन्डित जी जिन पन्डित जी ने मेरी कुंडली बनाई थी उन्होंने मेरा शुभ रत्न नीलम लिखा था और गणेश जी की पूजा बताई थी।
मेरा जन्म31/03/1978 बेवर उत्तर प्रदेश का है। मेरा कोई काम नही बन रहा काम होते होते नही होते है यदि कोई मार्गदर्शन मिले तो अति कृपा होगी
Aap pahan kar dekh lijiye ..., Khud idea lag jayega ..... Kundali dikhane ke liye appointment lena padega and fees deposit
Mars in second house , shifted to third house in chalit
कुंभ राशि में 12 वे भाव में गुरु,चंद्र की युति हे
sir i have moon mars and ketu in 4th house ,
sun jupiter and mercury in 7th house.
and venus in 8th house
and saturn in 11 th house
what should i wear ?
will i have good carrier ?
Chart is good and good career...but rahu nd ketu neech that is not good. So you have to do remedies of rahu and ketu.
Wear - pearl, red coral , yellow sapphire if moon, Mars, Jupiter ' s placement is not shifted in chalit chart.
Remedies -
1. Every Saturday after sunset and amavasya ke din 4 agarbatti ke packets ka daan karna hai and 1 jute vala nariyal par 4 round blue dhaga bandha kr sar se anticlockwise ghumakar kahin bhi rakh dena h ya mitti me dava dena hai ya jal pravah kr dena h.
2. Ketu
Every Tuesday after sunset pickle ka daan karna hai
3. Every Friday rice ka daan Krna hai .
@@KiaraAstroabc how can I contact you , am facing mental agony these days regarding family matter between mom and dad and related to property , i wanted to know if my mother and I will get the property
You can book appointment through website www.kiaraastrology.in/bookappointment . After that I will call you
@@KiaraAstroabc Payment is done
Received payment sir. And send details on WhatsApp. Kindly check WhatsApp
mean lagan kundli me 10 house me shurya , guru , budh or 1 house me mangal , 9 house me chandra to kya fal dega or upay bataye pls Reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
All placements are good .... Except moon .... Chandra neech hai ....
Esliye Monday ko milk ka daan karna hai ..... And never wear pearl .... You have to check combust status of guru, budh....
Guru , budh Surya se AST ho toh enke gemstones mandatory ho jayega pahnana ....
12/1/1972 , 12:30 pm dupahar
सुंदर
Thank you 🙏
Surya in first house. Mars, Jupiter,saturn in second,Rahu in fifth and moon ketu in eleventh.Should wear any gemstone?
Moon ketu yog is there in shree krishna kundali as well
Sir ,mean lagna ki kundali hai.
2nd house mai chandrma ,3rd mai ketu,8th mai budh,guru,shukra. 9th mai Surya,mangal,Rahu. 11th mai shani hai.
Kya karu ki job lag jaye
Rahu ka daan :: every Saturday after sunset and amavasya ke din chai kee Patti -1 packet, 4 agarbatti ke packets and sookha nariyal par 4 round blue thread ghumakar sar se anticlockwise ghumakar kahin mitti me dava de ya jal pravah kr de.....
Gemstones:: wear red coral in good quality
@@KiaraAstroabc Kal se chandrma ka mahadasha bhi suru ho gya hai 26/11/1993 ,1:56pm timing hai please sir suggest mera future kaisa hoga. Mai successful ho jaunga ya nhi
Sir, for detailed analysis, you have to book appointment.
Sir
Meen lagn mei ..guru+shukr+budh+rahu astham bhav mei hai ...mangal 5th bhav mei hai ...chandra 11th bhav mei hai... Shani 12th bhav mei hai...surya 7th bhav mei hai ...konsa gemstone pehnu?
Only pearl....
White coral
meen lagn guru 6 house ratn pehna ya nahi pls reply
Pls tell
Nhi
@@KiaraAstroabc thank you🙏
8surya vishakha nashatra
5 bhav guru Ketu
Kanya rasi
Om Namah shivaya
Om namah shivaya 🙏
Sir mera meen lagan ki kundli hai apke pass kundli dikhana chahte hai
Aap appointment lekar kundali dikha sakte hain .... WhatsApp:: 8674827268
08121976 mahindar h8.30am chandrapur maharastra sir konsa ratan dharan krana chaiya
Meen lgn surya shani(Ast) yuti in 2nd house and budh guru yuti in 1st house shukr in 3rd house rahu in 5th house. chndra in 7th house mangal In 8th house . Is these conjunction good tell me any solution 😊
Some conjunction are good
@kiara astrology sir chalit chart kyo dekhte hai
Chalit chart esliye dekha jata hai , jisse pata chal sake ki konsa planet kis house me shift hua hai ..... Lagna chart and chalit are similar.... Bus kabhi kabhi kuchh planets ke house change ho jate hain voh dekhne ke liye dekha jata hai ...kyunki usse prediction perfect hota hai .... Without chalit chart perfect analysis nhi hota hai
@ Kiara astrology sir mere 3rd house me sun+moon ast +Saturn ast +mercury+rahu exalted and in 4 th house Mars+Jupiter in 5th house Venus 1° and ketu in 9th house someone shalinder pandey said to wear emrald and pukhraj for career meen lagna horoscope same position in chalit chart
Emerald nhi pahan sakte ho .... AST nhi hai.... Pukhraj nd moti pahn sakte ho
@@KiaraAstroabc sir moonga bhi abhi sahi rahega rahu mahadasha me shukrya ka antar aagye sun ka antar aayega 2 month baad
bs aap ashubh bataye shubh batana acha hota
गुरु जी प्रणाम मीन लगन मै माणिक रतन पहन सकते है और उसके साथ और भी कोई सा रतन पहनो जो मेरे कैरियर में मुझे फायदा करें और मुझे जॉब में भी फायदा करें क्योंकि कुछ समय से मेरी जॉब में परेशानी चल रही है कृपया मेरी कुंडली देखकर बताएं ताकि मैं उसी हिसाब से अपना कार्य करो
22-3-1982
6:25 am
Meerut
Shivender Sharma
Never wear manik....
Sir kundali analysis is a paid service... You can ask only doubts regarding videos...
For kundali analysis, book appointment. Call/whatsApp: 8674827268
Meen lagan me 3rd bhav me guru mrit avastha me ho.....to bhi pukhraj dharan nahi karna hai????
Nhi.... Pahnege toh life me kafi struggle badh jayega
@@KiaraAstroabc beej mantra kar sakte hai.....guruji?????
Hmmmmm kr sakte hain
@@KiaraAstroabc thnk u guruji
Sir ji video badane chakkar me baar bolte hai
Meen lagna me mithun ke guru 4th house me hoto
Meen lagan me mangal 3 bhav me ho to muga pahen sakate he kaya
No only chant Hanuman chalisa
0.3° moon in 4th house
Meen lagan
मीन लग्न वालों का माता कौन सी राशि की होती हैं क्या उनकी माता की मृत्यु हो जाती है अगर होती उसका कारण क्या होता है। कृपया माता के बारे में बिस्तार से बतायें। 🙏🙏🙏🙏🙏🙏👌👌
Mithun rashi hai Mata ke Ghar me .... ese nhi pata chalega kuchh bhi .... Puri kundali ka study krne par hee pata chalega joh aap janana chahte ho..... kundali analysis paid hai ....
Guruji mangal 5 th house mein surya aur sukra ka sath hai..munga pahan sakta hoon
5th house me mangal neech hain ... Nhi pahan sakte ho moonga ..... Yadi mangal Surya se AST ho gya h toh moonga pahan sakte ho..... Surya and mangal ke beech kee degree ka difference 15° se kam h toh aap moonga pahan sakte ho .... Yadi difference jyada ho toh moonga nhi pahna jayega
अगर मीन लग्न में शनि मकर में और शुक्र मीन हो तो ये दोनों कैसे होंगे? अष्टम का स्वामी लग्न में दीर्घायु बनाता है ऐसा मैंने पढ़ा है।
8th house ka Lord yadi yogkarak ho toh lagna me baith kr deerghayu banata h... Yadi marak grah ho toh pareshani deta h tanaav, obstacles in each works..... Aapke shukra marak grah hain toh shukra pareshani dega....
Shani ke karan savings karne me pareshani, kharch adhik hota h and parivaarik samasya create hoti h
@@KiaraAstroabc sir kharch ho koi baat nhi par income to dega na shani? शुक्र के नेगेटिव रिजल्ट मुझे दिखे नहीं अबतक और मेरे किसी काम में रुकावट नहीं आती ना ही मेरे जीवन मे कोई संघर्ष है। मस्ती मे जा रही है जिंदगी। 😊🙏
V. Goog. Aur bhee planets hain chart me.... Unki dashaye hain.... Bahut sari cheezo par depend hota h.... Achhi baat h problem nhi h..... Planets kee degree and shadbal bahut kuchh dekhne ke baad final conclusion par aate hain
@@KiaraAstroabc एक बार कृपया दृष्टि डालें मेरी कुंडली पर और कुछ अच्छा और बुरा जो भी हो उसपर प्रकाश डालें । DOB दूँ अगर आप अनुमति दें।
मेरी मीन लग्न की कुंडली में अष्टम भाव में मंगल और शनि तुला राशि में है, गुरु दसवें भाव में धनु राशि में है
Pukhraj phno
Mangal or Shani ki remedies kro
Lagan may rahu hay g or 8 may shukra 10 may mangle hay g halt bhoot khrab hay guru g koi shukar ka upye bta diyiye
@@SunilKumar-qj3dv white coral phno
Aap confusion create kr reh hai..meen lagn aur meen rashi dono alag hai
Moong pukhraj moti Phan rakha hai phane ya utar de
I found the content good but there is a misleading info . If venus is in 11tg house amd not in conjunction with any planet , how it will too bad .
Here Venus will down earnings....
Meri lagan min hai mera guru nich rashi mai hai makar to mai pahen sakta hu
Nhi pahan sakte hain
Sir meri ek doubt thi ki koi bhi graha nich ho jaye to usko bal dene ke liye ratn kyon nahi pehen sakte...meen lagn me brihaspati lagnesh he aur wo makar me nich ho gaye jo ki labh ki bhai bi he...kripaya doubt clear kare 🙏
Jab bhee koi grah neech hota hai toh vah balheen nhi mana jata hai, voh ashubh mana jata hai .... Dono hee words me kaafi difference hai .... Balheen ka matlab hota h ki koi grah results dene me saksham nhi hota and ashubh hone ka matlab hota hai ki voh grah negative results dega ....
Neech ko aap ese samjh sakte ho jaise samaj ka koi saadhu sant yadi sharab ke theke par jakar baithega toh vah saadhu neech ka mana jayega matlav uskee pratikriya esi hai joh samaj me rahne vale kisi bhee ensaan ko pasand nhi aayegi kyunki usne ashubh pratikriya ki hai ....
Yadi lagnesh neech hota hai toh us planets se hamare body par negative rays padne lagti hain ..... Ab ye negative rays 2 tarah ke results dengi achhe bhee and kharab bhee.... Kharab results jyada aayenge kyunki voh ashubh ho chuka hai ..... Lagnesh jin house ka lord hoga unse related bhee results dega vahan se kuchh benefits mil sakte hain .... But jahan baithkar neech hua hai vahan se negative results jyada dega ..... Kyunki us planets se negative rays aayengi ab....
Aur yadi ese me stone dharan kr lia toh voh stone us planets se aane vali rays ko badha dega ...ek stone ka practically kaam yahi hota hai ki grah se aane vali rays ko badha dena ..... Ab yadi us planets se negative rays aa rhi h toh negative rays badha dega ... Ye negative rays kuchh Beneficial bhee sakti hain kyunki theoretical yogkarak grah hai .... But placement kharab hone se negative rays jyada badhengi that is too dangerous...esliye neech grah ka kisi bhee tarah ka stone dharan nhi kiya jata hai ....yadi yogkarak grah ya lagnesh neech ka hai toh uskee ashubhta ko kam krne ke liye fasting , pooja path, mantrajaap kiye jate hain ..... Es se negative effects me kami aayegi

Mangal Dev third house me surya ke sath
Hamara meen lagna ki kundli hai Konse gemstone ko pahnu mangle ketu ke saath 2 box main hai chandrama 9 box main hai or guru rahu ke sath 8 bhav main hai samasya dhan nahi tikta Bhagya saath nahi deta bete ko kuch na kuch paresani laga hi rahta hai arthik astithi bahut kharap bhi hai
Chandrama mrit awastha main hai
🙏
🙏
🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
Meri yahi kundali hai main 10 saal se neelam hai muje to fayda hua hai koi nukasaan nhi hua faltu ki baat hai
🙏🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌👌
Toh shani dev 11th me ho vakti hoke toh kya saare jarak gareeb honge😂
Own sign ke hain esliye gareeb nhi ho sakta
Bahut sare factors matter krte hain ...sirf ek planet se uske financial status ke bare me nhi Jan sakte ....
Budh ast nahi hota h pahle jyotish pdo
Ok sir... Bahut bahut dhanyavaad aapki advise ke liye.... Aapko budh ne bataya hoga ki main surya se AST nhi hota hu. Lekin mjhe bataya tha ki budh 13° close aa jayega toh AST ho jayeega... Surya sabhi grahon ko AST karta h except chandra... Chandra kabhi AST nhi hota... Mjhe laga aap jankaar hain esliye aap ese hee uthkar aa gye aur likhne lage... Kuchh comment krne se pahle socha samjha kijiye ki kis se ye saval kr rhe hain... Aapko padhne kee jarurat hai ... Main kaafi astrologer astrologers ko apni class me sikhata hu and they follow my book "Self made destiny".
Aapne Pravachan aacha diya, magar degree Oochhatam ho tau ? Chalit ma bhavarth badal jate hai. 😊
Thank you sir