Himanshu bhai yh btao ki text jo likha hota hai uske font size ko km kr skte hai kya jisse baar baar scroll na krna pde . Agr 3-4 baar scroll krna pdta hai toh font decrease kr dege 2 baar krna pdega scroll phir.
sir please bata do chsl mains me marks 337 aaye hai lekin typing me 1673 keystrokes hi huye the category obc hai kitna error allowed hota hai, itne me typing pass hoga ya nahi?
Sir selection gross speed ke according hota h ya net speed ke..for example mera gross speed 36wpm h aur net speed 34 wpm h to selection hoga ya नहीं?? Reply kar dena sir
Jaha pr ek para end hua uske bad next line me kaise jaye space key ka use krta hu but sony typing me error nhi count Hota but actual exam me kya error mana jayega
Sir maine chsl ke form me address me police station me jo name diya tha.wo old name tha. Sir DV ke time kya mai use change krke nya wala de skta hu koi problem to nhi hogi sir.please reply😊
Bhai me jab 2022 ka mains me typing kr rah tha..tab scroll option ek baar click Kiya but 2 lines kese chhut gaya pta ni chla.. scroll hum dhire dhire ek ek line aage nei kr skte kya?? Mtlb ek touch me sara ek page aage chala jata h??pls reply bhai
Sir CGL ka form fill Kiya tha tab typing me hindi ya English choose karne ka option nhi aaya To kya sir mains me vha choose kar sakte h kya Hindi ya English jis me bhi typing karni h
Bhaiya mera present mein typing speed 40 to 44wpm ke bech mein aata hai jitni baar typing krta hu oliveboard pe...kya waha ho jayega...bhaut dar lg rha hai
@@keshavvarshney987 thank a lot for the response bro .... can you explain little bit plz...I mean on the same slide or new slide is providede....and what time is given by the ssc to write the name ...
Time se phle ho jaye to Hm phle submit kr de to speed to jyda hi hogi.... Jo glti hui hogi Bo gross speed m hongi Net speed deduct hoke accha hi rhega Agr 15 min bala 10 min m type kr le to
Sir ek chij smjh nhi aati hai, jaise agr typing krte hai aur automatic15 min me submit hota hai to27WPM hota hai, but agr kvi13-14 min me v typing ho jata hai, phir thori der apna typing check krte hai aur submit hota hai automatic phir v 27 WPM rhta, isko plz clear kigye sir.
Sir agar ek word chhut gaya to aage jo bhi type karenge wo error me jayega??? Abhi jis website pe practice kar rahe hain uspe ek word chhut Jane par aage ka Sara error me chala jata hai.
Sir ek doubt hai Chsl mein 1750 key depression allow hai woh 10min mein karna hai . Aur 35wpm v hai . Agar mein 1750 key depression 10min se pehle kar du toh mera speed decrease hoga kya?
Bhaiya mere left hand ka three fingers cut Gaya hai.mera mains ka exam 18 ko hai chsl ka . mere typing speed hi nahi badh raha hai accuracy bhi bhaut kharab ho gaya hai. Kya kare kuch samajh me nahi aa raha hai.😢😢😢😢😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Bhaiii m keyboard toh nhi dekhta hu bt bhiya jo screen m 2 paragraph h usme dono upr vale k alava niche vale ko bhi dekhta hu vo kaise kru ki niche vala n dekhkr kru
@@anantojha8777to fr jo bachche absent hote h unki seat khali nhi rhti kya sabko pass pass hi baithate h kya yrr Or exam or typing test alag alag computer or alg alg lab m hota h kya
Himanshu bhai... Mai gagan sir ki selection book jisme top ke question hai solve kar raha multiple times probabilty aur statics bhi unhi video se kar raha.. ... Kya mains ke liye ye kafi hai... ?
Superb Sir G You Are Great
All confusions resolved bade bhai❤❤❤❤
Mera typing speed abhi 25 hai phir bhi exam dunga chsl mains Aagye cgl mein experience kaam aayga
Mocks me kitne no. are h?
practice kis plateform se kr rhe ho
Me too bro
@@mixcollection5236 chsl mocks cgl mains mock only pundits paid 250 to 300 testbokk 280 to 330 olive 260 to 310 Rbe same as pundits
Mera 30
thanks bhaiya mst samjhaya sab kuch😊
Pure you tube ye banda pure jem❤
Bhaiya exams center me keyboard kis company ka hota thoda bata dijiye plzzzzz plzzzzz plzzzzz❤❤❤❤❤❤❤
All confusion resolved 🙂
Dhanyawaad bhaiya
Himanshu bhai yh btao ki text jo likha hota hai uske font size ko km kr skte hai kya jisse baar baar scroll na krna pde . Agr 3-4 baar scroll krna pdta hai toh font decrease kr dege 2 baar krna pdega scroll phir.
Tere baap ka server h kya jo font chota bada krdega😂
Naa bhai typing ke alawa kuch nahi kr skte...
Aree bhai agr chota kroge na toh bhi wo pura paragaraph with border line samet chota ho jayega, yani scroll to krna hi padega kuch bhi kro chahe
sir please bata do chsl mains me marks 337 aaye hai lekin typing me 1673 keystrokes hi huye the category obc hai kitna error allowed hota hai, itne me typing pass hoga ya nahi?
Sir selection gross speed ke according hota h ya net speed ke..for example mera gross speed 36wpm h aur net speed 34 wpm h to selection hoga ya नहीं?? Reply kar dena sir
Esme Mai bhi confuse par sayad gross hoti hai bas error 10 percent se jyada nhi hona chaiye obc walo ka
@BIRBALKUMARMEHTA-m8w confirm pta chale to bta dena bhai
7% hai obc ka@@BIRBALKUMARMEHTA-m8w
Error percentage dekho bro. Wo 7% se jyada nahi hona chahiye baki chal jayega.
Gross 35+ h aur jitni mistakes allowed h usse km krte ho to sahi h
Bhaiya keyboard uper rkhte h to kya hm keyboard ko niche kr skte h? uper utna speed nhi bn pata.bhaiya do reply.
Spelling mistake kaise count hoti hai jaise kisi spelling ek do. Letter miss ho jaye to 2 error mani jayegi ya full jitne letters hain uss word me?
Bhaiya sorry pr apka bat km smjh me ata hai apka hindi dursa type se bolte hain
Bhaiya backspace allow rhta h na agr glti ho jye typing ke time hi Sahi kr skte h ya complete hone ke baad me arrow key le jake delete kr skte h ???
Typing ke time hi kr skte hai
Sir paragraph end hone pr hme bhi new line se start karna hoga yaa phir vhi se
Paragraph nahi aata usme
@@brijmohanyadav5453 ok
Jaha pr ek para end hua uske bad next line me kaise jaye space key ka use krta hu but sony typing me error nhi count Hota but actual exam me kya error mana jayega
bhaiya 2 finger typing hi krta hu,
95% + accuracy ke sath
Typing me paragraph complete krne k bad repeat kiye hai shuru se... Total key depression 2079 hain.. Extra key depression error me count honge kya??
Form bhrte samay extra time par tik ho gaya kya dv time problem hoga normal me exam diya h
Agr time se pehle paragraph khatam ho jaye to kya dobara type krna hai??
Kya line khatam krne ke baad space dena pdta h?
isme humko bhi doubt hai. Koi batao
Sir maine chsl ke form me address me police station me jo name diya tha.wo old name tha. Sir DV ke time kya mai use change krke nya wala de skta hu koi problem to nhi hogi sir.please reply😊
Bhai me jab 2022 ka mains me typing kr rah tha..tab scroll option ek baar click Kiya but 2 lines kese chhut gaya pta ni chla.. scroll hum dhire dhire ek ek line aage nei kr skte kya?? Mtlb ek touch me sara ek page aage chala jata h??pls reply bhai
CGL mai General kaa -20% and SC/ST kaa-30% error allowed hae na ??
Thx bhai aapki guidenence se pre to nikl jayega 129 score h obc se first attempt m😊
Baaki cut off dekhte h 😢
O bhai 129 me kaha Chal diye 😅
Agle saal dekhna
😂😂😂😂hadd hai
@@sS4saurabh or bhai Subham sir ne to clear bataya h 19th 1st sift
Dar ka mahaul hai typing ko lekar
Thanks 😊
Minimum yha se kitni speed kr ke jaye to typing test clear ho jayega chsl ka ??
Sir CGL ka form fill Kiya tha tab typing me hindi ya English choose karne ka option nhi aaya
To kya sir mains me vha choose kar sakte h kya Hindi ya English jis me bhi typing karni h
Maine bhi hal hi mein notice kiya ye..
@rahulsamariya9413 ha yrrr bro agar aapko pta lge to batana jarur
Font size kitna hoga h lgbhg.....
Bhai 10min mai paragraph khatam ho jata hai accuracy 90+ hai or typing speed 33dikhata hai kya karu plz❤
bhai testbook se bolo wo bhi typing k mock provide kraye, kuchh h bhi to wo sirf laptop support krte h
Sir ji demo ke liye jo paragraph milta hai yahi type karna hota hai baad me jo main typing hoti hai ya dusra paragraph aata hai ?
Alag aayega brother...
@@anantojha8777
thanks bhaiya
Scroll down ki bjh se m epfo ssa m chakma khaa gya 😅 vo mistakes Aaj bhi dhukh deti h 😢
Bhaiya arrow key or mouse text pr kaam krte hai ?? (In case kuch galat hogya) Nhi to pura likha hua delete krna pdega
Krta hai sodon't worry...😊
@anantojha8777 hassh....thank u 😃
Admit card kab tak aayga
Sir ebglish कहा se reading kre
Bhaiye jaise Forest ki jgah Fomest likh jaye to kitna error count hoge kya pur word hi galat ho jayega ya kewal ek point hi galat hoga plese reply
Half mistake me count hogi...
@anantojha8777 mtlb jaise forest me 6 letters hai to teen galat mane jayenge
@@ambeshverma711 3 letters wrong maane jaayenge...
Sir hm esa kr skte h kya ki jb last me check krte h toh mouse se bs mistake wali jgh cursor lekake shi krde ?
Itna time nhi milega CHSL m
Yes esa kr sakate ho
Speed 28 aarhi hain chsl exm h ho payega ya nhi bhya😢
Agr hmne RIGHT ki bajay TIGHT likh diya tb error kitna count hoga???.....1 alphabet ya 5 alphabet 😊😊
5
32 wpm me chsl me ho paye ga kya ab badh nhi rhi speed kya kru 😢😢😢😢😢
Bhaiya main ek website se practice kr rha hu typing lekin waha 5 words galat hone pr 5% approx error dikha rha hai....shi hai kya?
Bhaiya mera present mein typing speed 40 to 44wpm ke bech mein aata hai jitni baar typing krta hu oliveboard pe...kya waha ho jayega...bhaut dar lg rha hai
Bhaiya agar 10 min se phle hi sara matrial likh de to kya likh ker free bathna h jab tak vo apne app submit na ho
Galtiya check krni hai tab tak. Submit apne aap hoga
Test book ke mock kab ayega
Agr jaise word hai ACTION aur glti se type hua AXTION to pura word wrong count hoga ya khali ek character?😊
Pura word count nhi hoga. Ye half error me aata hai
Bhai please ye btaao ki kya 2 fingers se cgl ki typing clear Krna possible hai....?
Try mat krna. Isse acha sikh lo. Abhi 2 mahine hai cgl me sikh jaoge tab tal
Sir actual font size kya raheta hai jo passage atta hai uska... Kisi site pe bht small font aa raha Or khai bada font... Pls sir chsl ki typing hai
Bhai abhi time h aaram se ho jaegi baaki possible h mene bhi kri h
Bhai possible h yrr mene bhi kiya tha
Don't worry
Par yaha try krna 33 +speed rhe
Easily bro aap aaram se 1,2 min save bhi kar loge
Bro mike lelo.voice problem
Main problem exam centre ke keyboard 😢😢😢🤧🤧🤧🤧
Bhaiya hindi me bhi kr skte hai na
Is typing required for AEO in ED post in ssc CGL exam ??
Yes for every post in cgl
typing complete hone ke baad Mummy ka name bhi likhna hota hai kya ...........please reply Himanshu bhai please please.....
Hm bhai
@@keshavvarshney987 thank a lot for the response bro .... can you explain little bit plz...I mean on the same slide or new slide is providede....and what time is given by the ssc to write the name ...
Time se phle ho jaye to
Hm phle submit kr de to speed to jyda hi hogi....
Jo glti hui hogi
Bo gross speed m hongi
Net speed deduct hoke accha hi rhega
Agr 15 min bala
10 min m type kr le to
@@Abhi-e2n nhi aasa kuch nhi hota
Speed matter nahi krti brother.... Accuracy matter krti hai.... Galat vaham me mt rh jaana
@@anantojha8777 iska mtlb hai ki
35 wpm ki speed se jyda kisi ki nhi hogi phir to....
Jitne word h vo type krne k bad baithna hi pdega
@@Abhi-e2n haa bhai...
@@Abhi-e2n isliye jaldbazi naa krna achhi accuracy ke saath typing dena...
Bhai me handicap hoon one hand se typing kr raha hoon cgl ke liye abhi meri speed 25 aa rahi h kya mera ho jayegaa
40 aa rahe hai bhai 4 baar de diya hun kya hoga iss baar darr lag rha hai
Paragraph change enter se hoga...ya tab se??tab ka kya use h sir?
Enter se
@@Himanshugautam128enter se change krne k bad tab dbana hai kya bhai
Mera typing bahati ghatiya hai abhi sirf 14 wpm aata hai..cgl pre ke baad se typing kr rha hun..pata nehi cgl mains tk kitna kr paunga😢😢😢
Ho jayega mere bhai abhi time hai ❤ daily karte rho typing ...backspace kam use karne ki kossis karna ...best of luck
Sir ek chij smjh nhi aati hai, jaise agr typing krte hai aur automatic15 min me submit hota hai to27WPM hota hai, but agr kvi13-14 min me v typing ho jata hai, phir thori der apna typing check krte hai aur submit hota hai automatic phir v 27 WPM rhta, isko plz clear kigye sir.
Paragraph agr complete kr lete ho to aap qualify ho, extra time m apni mistakes check krke correct kr skte ho.
@shubhamkothar-rm1sc thank you brother
@@shubhamkothar-rm1sc, Kitna word ka passage aata hai
Bhaiya 10-15 w/m speed aa rhi h meri cgl k lie 30-35 w/m aa jayegi ???
Of course, minimum 1hr typing daily
Sir ye btao ki chsl me kya 2 typing hogi kya deo ke liye alag aur others ke liye alag..
Haaa
@@Himanshugautam128 kya cgl me bhi esa hoga
Sir agar ek word chhut gaya to aage jo bhi type karenge wo error me jayega??? Abhi jis website pe practice kar rahe hain uspe ek word chhut Jane par aage ka Sara error me chala jata hai.
Nhi nhi. Kewal jo word chuta vo
@Himanshugautam128 thank you sir!!
Tab use hoga kya?
Shift 1 aur shift 2 mein itna time difference kyun hai.
Bhai hindi medium aspirants ko hindi me typing krni compulsory hai kya
No
Sir ek doubt hai
Chsl mein 1750 key depression allow hai woh 10min mein karna hai .
Aur 35wpm v hai .
Agar mein 1750 key depression 10min se pehle kar du toh mera speed decrease hoga kya?
Agr phle kr diya to achhi baat hai, check kr lena errors ko
@ayushmishra7269 piche jaa kar error change hoga?
@@sipunroy7935 yess
Bhaiya ye bata do ki net speed check hota hai ya gross speed 😊
Naa net naa gross.... 1750 key depression hone chahiye with maximum 10% error... ( 7% for UR Category )..
Bhaiya mere left hand ka three fingers cut Gaya hai.mera mains ka exam 18 ko hai chsl ka . mere typing speed hi nahi badh raha hai accuracy bhi bhaut kharab ho gaya hai. Kya kare kuch samajh me nahi aa raha hai.😢😢😢😢😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Bhaiii m keyboard toh nhi dekhta hu bt bhiya jo screen m 2 paragraph h usme dono upr vale k alava niche vale ko bhi dekhta hu vo kaise kru ki niche vala n dekhkr kru
Kitni baar scroll karna hota h
Line khud se change hoga
Ya apne se enter daba ke karna padega
Khud ho jaata hai
@darpanjain5946 thank you
sir please suggest agar passage me mid m error ho gaya or last m use sahi karna hai to kaise kren
Arrow key se wha pe jao or correct kro. Ho jata hai
@@Himanshugautam128 tq sir
Sir cgl typing 10 min me ho ja rahi hai to kya jaldi submit kar dena chahiye
apne aap hota h submit jb time ho jata h tb
Sir obc ke liye kitne percent error count hoti h
Bhaiya meri speed 32/33 pa akar ruk gayi hai lagta hai exam me fail ho jayenge typing section me please guide kijiye bhaiya 😢😢😢😢😢
Meri bhi
Paragraph change krne ke liye "tab" use krna h kya???? Please koi reply kre
No
To phir kese change krte h para
Bhaiya abhi 24-25speed hai.....2mahine m ho jayega kya cgl ke liye
are 27wpm chaiye tumhara to hua pada hai yarr bhaiya ne bola hai 27wpm chaiye cgl ke liye
10 min se pehle hi ho jae para or fir usko recheck krne ke liye time liye to itne me jo last ke 2-3 min type nhi kiya usme speed kam to nhi kr denge
Unhone jitna paragraph diya bas bo pura hona chahiye chahe 5 minutes me ho jye bs error nhi hona chahiye
Typing ma double space click ho jya toh uska bad ka sara error ho jyta h ky
Nhi sirf 1 space ki error
Agr 5-6 word miss hojaye to to wo error m count hoga ya fit not qualified ?
Error
Saala 33 pe atak gyi hai, badh hi nhi rhi hai 😢
😂😂same here
Bhaiya 27-28 ke approx k aas pass aa rhi hai speed kya 7-8 din mai ho payegi kya pls reply pls 🙏🙏
Agr 10fingers se kr rhe ho toh ho jyega
@-CE-kumarSatyam bhai bikul bhi confidence nhi aa rha hai
Mera 10 days me 9wpm se 30wpm ho gya. Haan lekin mujhe 10fingers se aadat ho gya tha isliye hua@@Sumit-ssc
@-CE-kumarSatyam tumne bhai phle krke typing chhod di hogi isiliye, otherwise not possible such that.
@@Sumit-sscbhai 1 month pehle tk Maine kvii keyboard ni pkda tha shii se jo v Kiye hn bs ye 25-30days me hi
Sir jis seat pr hm exam denge usi seat pr typing bhi karwayenge ya fir seat change ho jayegi????😢😢😢
Change hogi brother..
@@anantojha8777to fr jo bachche absent hote h unki seat khali nhi rhti kya sabko pass pass hi baithate h kya yrr
Or exam or typing test alag alag computer or alg alg lab m hota h kya
Mera 40 - 44 ke bich fluctuate kar rha depend on paragraph. Mera ho jayega
Tab ka use kaha par hoga please bataiye ...sara kuch to ek hi para me likha hua hota hay ..tab dene ka jagah kaha par hota hay???
Agar upar likhe passage me dikh rha hai tab ka use to kr do warna need nhi hai
@@Himanshugautam128 ok thank u
36WPM main CHSL hojayega kya😢
Agar wha esa perform kr paye to
Mera bhi same aarha yr kya hoga
Tension mat le yrr
2 lac de Dena krva dunga
Mera bhi 33-34-35 me fluctuate kar rhaa😢
32 cgl
Sir mai dekh dekh kr typing krta hu.. do fingers se . Lekin speed 40+ hai.. kya kru ??? Nishchint rhu kya
😢nhi bhai tension leke depressed ho jao
@@gauravrathore1😂
Ye bahut acha mauka h depression me Jane ka.
Chodo Mt
Speed 42-45 aa rha h bas hard keyboard ka dar lag rha h
Mera abhi 20 aa rha kitna din lagega 40 aane me 😢😢😢
@au8923 3 months starting ka 1 mahina 1 hr daily
Baad m 30 min daily.
Same problem 😂
Bhai ssc cgl same pattern ki practice kaha se karu typing ki
Sony Typing tutor
Bhaiya paper aur typping ke paper ke beech jo lamba sa gap milta h usme bahar jane diya jata h
Yes u are allowed to have lunch etc.
@somanathpadhan3970 thank you so much
34-35-=speed aa rhi hai bhaiya
35 36 wph h
Bhai 35-41 wpm hi ho pa raha hai bhai
Sir mere se touch typing nhi ho pa rhi h
20 wpm 18 ko exam h😢
Bhaiya Tab kha use krna hota h
Plzzz someone tell me... Typing mein para sidhe likhaa huaa rahegaa line se yaa wahaa paraa change karnaa padegaa??
Only ek hi paragraph aayega... Jaisa hai waisa chaap do bss
@anantojha8777 okay thankss a lot
Bhaiya ye btao scroll karne ke liye mouse kam karta h na ??
Himanshu bhai...
Mai gagan sir ki selection book jisme top ke question hai solve kar raha multiple times probabilty aur statics bhi unhi video se kar raha..
... Kya mains ke liye ye kafi hai... ?