Koi isse ni hota.. hawa leta h baby andr isliye dakar dilate h...na kre to mtlb usko issue ni hai...ab tk to apka baby 1 saal ka ho gaya hoga...kaisa h baby ab
My 4 month baby takes 90ml milk per three hours duration.but it takes 4 hours to intake and burning. So total milk consuming 520 ml per day. Is it ok sir. He is not at all taking more than that. He is taking I ml colic three times a day. Pl suggest.
My four month baby taking 90 ml formula milk per three hours.gulping and burning took one more hour. Total consumption per day 52o ml. As per doctors advise colic 1 ml giving three times. How to increase more milk pl advise sir
Mera baby 3month ka h vo bas 8se 9month sota h vaki time thoda khelega or roega jyada bahut rota h chidchida rahta h godi m chup rahega bistar par letate hi bahut rota kya ye sahi please koi advise de esa kya kare ki vo apani nid se le please reply 🙏🏻🙏🏻
Ma'am please come with this topic where it is been said mothers breast produces excess amount of milk in this case mothers breast becomes hard and starts paining so usually most of them advise to keep feeding baby to avoid this case and here in this video Dr said we can't over feed and have to take break of 2hrs.so what are we supposed to do in this case.
Mere case me bhi aisa hai...... Par milk ko breast me jamne na de isse breast cancer hone ka chance bdh jata hai...... Jaise hi breast hard ho doodh ko nikal k fek de pumping ka use kre.... Baby ko pahle feed karaye hai or fr bache hue milk ko discard kr de
@@seemaamitsingh7224700 gram vajan kam hai?? Are you mad?? Baccha paida hi 2.5 kg se 3.5 kg tk hote hai.....hamare to 1400 gram ka hua tha 1 month m ab 2 kg ki hui h..
Papaya khao par paka hua, black tea k sathe parley jee biscuits, daliya, daal ka pani, maad jisko chaval ka pasavan bolte hai, ajwain pani, barley ka pani in sabhi se milk banta hai sister
Meri bhi beti 13days ki hai...main breastfeeding karaney k baad burp karaney ki koshish karti hoon to wo nind se jagjata hai nd dubara se sulane nd feeding process shuru matlab phir se zero se start.... tired hojati hoon again nd again same...kya karey...but burp is vital so try jarur karti hoon roj...
Sir mera baby 15 day's ka hai, use har 2 ghante dud pilanekeliye utaye to o dud nahi pita hai ro ro ke phir se so jata hai, lekin jab o uta hoga tab dud pileta hai kya use utake dud pilana jaruri hai o nahi pita hai tabi.
Pareshan ke baat to nahi hai par kaha jata hai ke baccha jab 1 se 6 month ka baccha jitna soyega wo utna he badhega aur dimag devlop hoga ,mera v babu 2 month ka hai lakin wo 22 ghante sota hai
Mera baby after feeding burp k baad akdm pee kr deta ae ....phir dobara hungry ho jata ae....phir dobara feed....phir sara dood bahr ...aesa hi chlta rahta ae...
Sir apne bohat achi video bnai baby related because ye wali hr ek mother ki problems hai
Ye bht ache doctor lge.. bht clarity se inhone samjhaya.. thnk u sir🥰
Thank you so much sir ...and mam jo jankari chahiye thi vhi ap logo n discuss ki
आपकी हर बात डॉक्टर साहब अच्छी लगी और यही बात अपना आएंगे तो मेरी बच्ची दूध नहीं डालेगी
Very good information every new mother must watch this video ❤❤❤❤
Main dudh pilakar dakar delati hu toh tub tk mera baby wapis uth jata hai..😅or wapis feed karana padta hai asey m main kya karu
Same mera bhi yahi hal he
Same mera baby bhi esa
Mera bhi
Same... Mere sath bhi yhi seen h😅😅😅
Sbka yahi haal
मैं आपका वीडियो देखा आपकी हर बात अच्छी लगी
Good information Dr....ye to hua buchhe ka.,ab maa ko.kya khana chahiye Dr ,jisase uska dhudh badhe,... buchha ke achhe se pet bhare
Thanks dr g for good information 🙏
Plz sir g6pd pe b video bnaye.mera baby apke pas he hua.simmi
Tq so much or v ache ache video bnaiye
Bohut vadia jankari
Thank you ma'am and sir is video ki mujhe bahut jyada jarurat thi
Thanku so much Dr....
Mere bache ko dakar ni ati h jldi se kya kru mai jo dakar ajye😢
Par kabi kabi baby Dakar n leta h to kya kru or vo so jati h please reply
Koi isse ni hota.. hawa leta h baby andr isliye dakar dilate h...na kre to mtlb usko issue ni hai...ab tk to apka baby 1 saal ka ho gaya hoga...kaisa h baby ab
Thank you sir 🙂
Bahut acha se samjhya hai aapne
Dr Shaw jii
My 4 month baby takes 90ml milk per three hours duration.but it takes 4 hours to intake and burning. So total milk consuming 520 ml per day. Is it ok sir. He is not at all taking more than that. He is taking I ml colic three times a day. Pl suggest.
Formula milk sahi hai baby ke liye
My four month baby taking 90 ml formula milk per three hours.gulping and burning took one more hour. Total consumption per day 52o ml. As per doctors advise colic 1 ml giving three times. How to increase more milk pl advise sir
Agr feeding ke bd baby so jay tab burping karay ya nhi
What if baby is sleeping after feeding? Should we still try for burp?
Yeah
Mam meri baby dakar nhi leti to m ky kru
Mera baby 3month ka h vo bas 8se 9month sota h vaki time thoda khelega or roega jyada bahut rota h chidchida rahta h godi m chup rahega bistar par letate hi bahut rota kya ye sahi please koi advise de esa kya kare ki vo apani nid se le please reply 🙏🏻🙏🏻
Sir mera baby one month ka h vo daker dilne ke bad hickhi leta h bhot jayda 30 min tak
It's normal
Baby ko side pr leta kar us ki back ko sehlain ,theek ho jae ga
Mera v
Good Doctor
Mera bhi baby vomiting krta h to q karna parega
Vomating nahi krta hoga doodh palat deta hogaa jo ki normal hai
Ma'am please come with this topic where it is been said mothers breast produces excess amount of milk in this case mothers breast becomes hard and starts paining so usually most of them advise to keep feeding baby to avoid this case and here in this video Dr said we can't over feed and have to take break of 2hrs.so what are we supposed to do in this case.
Mere case me bhi aisa hai......
Par milk ko breast me jamne na de isse breast cancer hone ka chance bdh jata hai...... Jaise hi breast hard ho doodh ko nikal k fek de pumping ka use kre....
Baby ko pahle feed karaye hai or fr bache hue milk ko discard kr de
Milk pump se nikal ke bhi rakh sakte hai...
Mera baacha bhi daker jaldi nahi deta taab kaya karre
Sir meri baby 1 mnth hui nhi he par bht roti he jese pet me drd ho fir poty kar deti he uske bad comfort hoti he kya kare sir plz reply sir
It's normal....
Sir mera baby. 5 din ka h ur mere baby ka wait 2:500h yh wait thik h
But mera beta 1month ka hai toh woh dudh bahr nikali ya reha hai kya krna chahiye sir
Sir mera beby 2 months ka hai to suska vajan 4 700 garm hai to ye vajan aacha hai kaya
Kam h
@@seemaamitsingh7224700 gram vajan kam hai?? Are you mad?? Baccha paida hi 2.5 kg se 3.5 kg tk hote hai.....hamare to 1400 gram ka hua tha 1 month m ab 2 kg ki hui h..
डॉक्टर साहब आपका बहुत बहुत धन्यवाद में जिला दमोह सो रही हूं और मेरी बच्ची भी 7 दिन की वह भी उल्टी कर रही दूध पी के
thank you sir
Baby dudh pite pite sojata hain barping karke jag jata hain😂😂😂
Mera baby 1 month ka hai mera milk nahi aata kya kru mai kaise milk badhaye
Dexiolac 1 number do
Peepre aati h Bo lele milk ke sath pees kar piye milk hone lagega
Peepre aati h Bo lele milk ke sath pees kar piye milk hone lagega
Papaya khao par paka hua, black tea k sathe parley jee biscuits, daliya, daal ka pani, maad jisko chaval ka pasavan bolte hai, ajwain pani, barley ka pani in sabhi se milk banta hai sister
Hello .can i pl have dr Saurabh ji's number .Wants to talk to him.pl tell he is in which city
Sir Mera baby 2months ki h... Usko burping krate h pir bi to doodh bahr kr deti h din m 4-5bar krti h
Normal hai jab tak babu ka bahar kiya hua doodh dahi jaisa ho matlb fata type
Mera baby so jata hai feed krte krte to burp nahi leta to aise case m kya kren
Same case
Sm case
Same case
Mera bhi so jata hi , but me fir bhi usko shoulder p le k try karti hu. Fir agar jagta hi to fir sulane ki koshish
Meri bhi beti 13days ki hai...main breastfeeding karaney k baad burp karaney ki koshish karti hoon to wo nind se jagjata hai nd dubara se sulane nd feeding process shuru matlab phir se zero se start.... tired hojati hoon again nd again same...kya karey...but burp is vital so try jarur karti hoon roj...
Sir mera baby 15 day's ka hai, use har 2 ghante dud pilanekeliye utaye to o dud nahi pita hai ro ro ke phir se so jata hai, lekin jab o uta hoga tab dud pileta hai kya use utake dud pilana jaruri hai o nahi pita hai tabi.
Try feeding on demand
@@poojaasare.😢
Mera Babu rat me bahut ulti karta h or lighting 2din pe karta h
Mera Babu ka 28day ho raha or rat me bahut rota h
Abhi Rona kuch Kam hua ?
Bacche to rote hi hai..
But mjhe doctor to head or hands up right or tommy ek dam shoulder pe honi chahiye
Sir Mera bacha burp Nahe krta boht jada cry karta haa
Mere baby ko dukar nahi ho Rahi kya kare
Mera bacha dakar lene k baad bhi ulti kr deta h
Meri baby 15 days ki h yeh hichki leti rehti h zor zor se es case m kya krna chte
It's normal
Hichki is better...body sahi grow krti h
Koi bolta h ek min dilao koi 5 min ..hud h koi to correct btaoo
Mera baby 2 months ka hain... Only 7 se 9 hour sota hain... Or Sare time khelta hi rhta hain Uska kam sleep lena koi pareshani ki baat hain kya...
No
Pareshan ke baat to nahi hai par kaha jata hai ke baccha jab 1 se 6 month ka baccha jitna soyega wo utna he badhega aur dimag devlop hoga ,mera v babu 2 month ka hai lakin wo 22 ghante sota hai
😮❤🎉
My baby don't burp afrer breastfeeding
Mera baby after feeding burp k baad akdm pee kr deta ae ....phir dobara hungry ho jata ae....phir dobara feed....phir sara dood bahr ...aesa hi chlta rahta ae...
Mera baby abi1 month ka hai uski nose Mai se milk bhar ah jata hai koi tension Vali bhat tu nhi hai
Mujhe to smjh hi nii aata usne burp liya hai yaa nii
Muh se avaaj nikalega
Mujhe bhi 😢
Mujhe bhi
Same
Same here😂
😅😅😅😅😅😅😅❤❤😊😊😊😊😊
Thank you sir n mam❤
Thank you sir