You know that the face is the center of the human being and the whole industry of beauty works to this point so if the face is left open then how can the beauty be hidden?
Jazakallah. .aap nay haya ki bohat khubsurat defintion ki hay.(hamari aksar woman face aur head cover ker kay full volume kay saath shops per bhao tao kerti bakasrat payi jati hayen..)bay shak adab ko bunyadi hasiat hasil hay ..bila shuba hijab ka zikar quran aur hadees may kahin nahi hua..lakin surah noor may aurton ki zeenat kay baray may kaha gia hay "illa ma zahira minha "...scolars ki opinion may is may face, hands aur feet atay hayen...jab kay aap ki opinion may us kay hair nahi aatay... kia aurat kay baal zeenat may nahi aatay? Aurat ka chera (face) bagher kisi tabdeeli kay (jistarah allah nay us ko takhleeq kia)samnay laya ja sakta hay lakin hair styles hair dye waghera us ki zeenat ki definition may nahi aatay? Ayek aurat face zahir ker kay (jasa allah nay usay takhleek kia hay society may move ker sakti hay) lakin hair kay bagher aurat society may kasay move ker sakti hay?kia yeah is baat ki daleel nahi kay hair us ki zeenat ki definition may atay hayen..ayek baloon wali aurat ko bghayer baloon wali aurat say compare karayen ..regards
If they have used some jabaaish then hair will also be covered and also in those societies where hair covering have became a norm but the beauty of Quran is giving flexibility where needed ie in western countries where the uncovered hair are norms and generally they do not keep long hair also so it became a normal part of face and can be included in ma zahara minha as it appears
Gamdi sahab hame Aap ke Sab jawab achhe lagte hai Hum Aap se Ye Janna chahte hai ki Eid ki namaj ke bad gale milna chahiy ki Nahi yahan ke imam sahab mana karte hai
It is more like a cultural way, in many islamic country people do not hug, but in South Asian countries like Pakistan and India, people do, Islam have no problem in that.
Ishliye toh court mey hijab is essential par haar gaye.kyuki covering ones body is right to privacy..par pura case hi ulta pud gaya..kyuki there is no word hijab in quran .Its veil ..hur muslim ko Quran with keaning pudna chahiye
+Humayoun Gujjar mere bhai me ne surah noor padha bas yahi likha tha.. agr kisi aur jagah b is bare me kuch information ho.. to plz hame b bataye hum b confusion dhor hota
@@masratjan1228 g zaror ap saheh bukhari hades 4141 parhen wo hades hazrat aysha radiallah py jo tohmat lagi the us k mutaliq hai us main pardy ka bhi zikar aye ga k hazrat aysha parda krti the
+Humayoun Gujjar muje ye jankari ha ki wo parda karti thi.. me ye hadees b zaroor dekho gi .. lekn kya us hades me parde ka HUKUM ha. ?? ye sab me is liye nhi kehti houn ki me parda karni nhi chahti houn. . me khud parda karti houn.. lekn mere kehne ka mtlb ye ha jo baat jis tarah bayaan huvi ha us ko usi tarah bayan karna chahiye.. According to u hadees me ha hazrat Aisha ra parda karti thi.. na ki ye Nabi pak saw ne Hukum jari kiya ha.. haan agr koi kare to achi baat ha jese me b karti houn. fir b me is mamle me aur Jane ki koshish karo gi taki hakekat wazia ho jaye.. shukriya
Thanku sir ,aap hr baat ko bht ache se explain krte ho ,
JazakAllah khair Sir
جزاک اللہ محترم غامدی صاحب
Great explanation
Great ghamdi sahab
MashaAllah
Great sir
Mashallah
You know that the face is the center of the human being and the whole industry of beauty works to this point so if the face is left open then how can the beauty be hidden?
Mardo se key duo ki apni aankhon pe parda rahe that is veil of haya..mard is chakra dekhne se bhi tho wahi reaction to saktna na
great scholor
Love you ghamdi saab want to meet you
Jazakallah. .aap nay haya ki bohat khubsurat defintion ki hay.(hamari aksar woman face aur head cover ker kay full volume kay saath shops per bhao tao kerti bakasrat payi jati hayen..)bay shak adab ko bunyadi hasiat hasil hay ..bila shuba hijab ka zikar quran aur hadees may kahin nahi hua..lakin surah noor may aurton ki zeenat kay baray may kaha gia hay "illa ma zahira minha "...scolars ki opinion may is may face, hands aur feet atay hayen...jab kay aap ki opinion may us kay hair nahi aatay... kia aurat kay baal zeenat may nahi aatay? Aurat ka chera (face) bagher kisi tabdeeli kay (jistarah allah nay us ko takhleeq kia)samnay laya ja sakta hay lakin hair styles hair dye waghera us ki zeenat ki definition may nahi aatay? Ayek aurat face zahir ker kay (jasa allah nay usay takhleek kia hay society may move ker sakti hay) lakin hair kay bagher aurat society may kasay move ker sakti hay?kia yeah is baat ki daleel nahi kay hair us ki zeenat ki definition may atay hayen..ayek baloon wali aurat ko bghayer baloon wali aurat say compare karayen ..regards
If they have used some jabaaish then hair will also be covered and also in those societies where hair covering have became a norm but the beauty of Quran is giving flexibility where needed ie in western countries where the uncovered hair are norms and generally they do not keep long hair also so it became a normal part of face and can be included in ma zahara minha as it appears
Ghamdi sir apne ye jo etiquette btaye h, ap please kia ye bhi bta de ge k ye Quran me kis surah me btay gaye h?
سورہ نور
Surah Noor
Sukar hai sir tusi aurot the spot keti hai nehi ta har molana aurat te he tavey lai jande hai
Gamdi sahab hame Aap ke Sab jawab achhe lagte hai Hum Aap se Ye Janna chahte hai ki Eid ki namaj ke bad gale milna chahiy ki Nahi yahan ke imam sahab mana karte hai
It is more like a cultural way, in many islamic country people do not hug, but in South Asian countries like Pakistan and India, people do, Islam have no problem in that.
Ishliye toh court mey hijab is essential par haar gaye.kyuki covering ones body is right to privacy..par pura case hi ulta pud gaya..kyuki there is no word hijab in quran .Its veil ..hur muslim ko Quran with keaning pudna chahiye
Gamdi sab your lecture could have been thought in English as well so it will be great full who don't understand urdu..
Please learn urdu otherwise you are uneducated......😂😂😂
,100mese 90log akele me milenge to gunah hi karenge milna akele me galat hai
Aap apne apko aur bachon ko Quran ki talim do, Kaho k apni nigahon pe khabu rakho tho, Inshallah aap aur apki Aal iske giraft Mae nahi ayegi.
Parda lazmi ha sahe bukhari parho ek dafa ghamdi shb......
Jo bat Quran me mil jae us k lye Sahi bukhari jane ki zarorat baqi nhi rhti
@@nawazkhattak4504 quran main pardy ka hukam aya ha ap parhy tu sahe
+Humayoun Gujjar
mere bhai me ne surah noor padha bas yahi likha tha.. agr kisi aur jagah b is bare me kuch information ho.. to plz hame b bataye hum b confusion dhor hota
@@masratjan1228 g zaror ap saheh bukhari hades 4141 parhen wo hades hazrat aysha radiallah py jo tohmat lagi the us k mutaliq hai us main pardy ka bhi zikar aye ga k hazrat aysha parda krti the
+Humayoun Gujjar
muje ye jankari ha ki wo parda karti thi.. me ye hadees b zaroor dekho gi .. lekn kya us hades me parde ka HUKUM ha. ??
ye sab me is liye nhi kehti houn ki me parda karni nhi chahti houn. . me khud parda karti houn.. lekn mere kehne ka mtlb ye ha jo baat jis tarah bayaan huvi ha us ko usi tarah bayan karna chahiye.. According to u hadees me ha hazrat Aisha ra parda karti thi.. na ki ye Nabi pak saw ne Hukum jari kiya ha.. haan agr koi kare to achi baat ha jese me b karti houn.
fir b me is mamle me aur Jane ki koshish karo gi taki hakekat wazia ho jaye..
shukriya
First keep a beard and then talk about Quraan and Hadis.
Tm khud b rako beard dunya ka sab se asan kam dosro pr tanqed krna ha