Aapka samjhan ka tarika bahut hi achha hai ,nice sir aaise hi ham sabhi ka marg darshan karte rahe ,mai s k verma ALP ,Billaspur SECR aapko dil se abhar byakat karta hu ,thanks sir
Leading Loco me 154 switch ko I+II me rakhene par electcalli isolate hi jayega. Esliye pan coc band karne ki jarurat nahi hai, pan cock band v kiye to koyi problem nahi hai
Sir agar leading loco me fault nhi hai or hm leading loco ka panto nhi uthana chahte hai trail ka panto uthake leading se kaam karna chahte to uska process kya hoga sir bata dijiye
154 switch ka position1&2 me change karna parega or or pan cock ko close karna parega, Lekin aisa kabhi nahi karna. Kyuki Leading loco Vcb close nahi hone par battery charging nahi hoga & battery v discharge hoga.
Aapka samjhan ka tarika bahut hi achha hai ,nice sir aaise hi ham sabhi ka marg darshan karte rahe ,mai s k verma ALP ,Billaspur SECR aapko dil se abhar byakat karta hu ,thanks sir
Thank you so much, please subscribe my channel And share with your friends.
Very nice ,sir.
Thankyou sir,
Welcome
Nice explanation sir
Thanks
Dhanyawad sir ji
Trailang may promblm agay tho kya karna sir
Reply sir
Sir 3phase loco mai agar kui bhi one traction converter isolate hone par dynamic brake ka use kar sakte ho kya nahi?
yes
Trailing loco me fail ho to kya karage ek video bana do sir ji
ua-cam.com/video/QS2HIzvksr4/v-deo.htmlsi=pFYxRCh4M9aY2lTV Tralling loco dead banakar Kam kijiye.
Sir leading loco ka to panto chadane ki koi jarurat h hi nhi uske liye to pan1 aur pan2 ko bhi isolate Krna padega
Leading Loco me 154 switch ko I+II me rakhene par electcalli isolate hi jayega. Esliye pan coc band karne ki jarurat nahi hai, pan cock band v kiye to koyi problem nahi hai
Buht hi saandar sir ji
Trailing loco fail ho jaya tho... trailing loco dead karana sir?
G ha , trialling loco dead banakar, Leading loco se normal working Kijiye 👍
SIR BUR 1 ISOLATED FOLLOWED BY BUR 2 TROUBLE SHOOTING PLS
ua-cam.com/video/eLccRsTIDu4/v-deo.html
PAN-1 &PAN-2 COCK KO BAND KARNE KA JARURAT PAREGA KI NAHI SIR?
Jarurat nahi hai ,
Extra safety k liye kar sakte hai.
te/be trailing loco ka nhi dikhega
Simence ka hoga to dikhega
बहुत सुंदर
Sir agar leading loco me fault nhi hai or hm leading loco ka panto nhi uthana chahte hai trail ka panto uthake leading se kaam karna chahte to uska process kya hoga sir bata dijiye
154 switch ka position1&2 me change karna parega or or pan cock ko close karna parega, Lekin aisa kabhi nahi karna. Kyuki Leading loco Vcb close nahi hone par battery charging nahi hoga & battery v discharge hoga.
@@KushwahaGRailway किस लोको का बैटरी चार्ज नही होगा सर् ?
@@manojprabhakar581 3 Phase Loco
@@KushwahaGRailway master or slave loco
@@manojprabhakar581 master loco, Jis loco me fault hoga, jisaka vcb close nahi hoga usaka battery charge nahi hoga.
Nice information
Nice 🔥
👍👍
Good information
Thanks