विवेक कैसे जागृत करे - How to Develop Wisdom
Вставка
- Опубліковано 26 січ 2025
- इस संसार में ज्ञान लेने के लिए हजारों तरीके है. सीख सकते है. पढ़ सकते है. सीखने से, पढ़ने से हमारी नॉलेज बढती है. परन्तु दुनियां की किसी भी सभ्यता के पास ऐसा कोई भी तरीका नहीं है जिस से समझ शक्ति विकसित की जा सके, जिस से बुद्धिमता को बढाया जा सके, जिस से विवेक जागृत किया जा सके. विवेक जागृत करने की न तो मेडिकल साइंस के पास कोई तकनीक है और न ही साइकोलॉजी के पास. परन्तु भारत के अतिप्राचीन दर्शन शास्त्र पास ऐसी कई तकनीके है जिनसे समझ शक्ति को बढाया जा सकता है. इस विडियो में इसी टॉपिक पर चर्चा की गयी है..
My Facebook Profile - / vedantascholar
My Blogs
dhyankaisekare....
yogamylifeblog....
/ yogamylife1
Super 👍
Bahut achha laga .
Sir, aapki video mujhe itni achi lagi kya btaun...mere kaafi questions ka jwaab de diya aapne...
Dil se dhanyawaad
Apki hr bat shi lgti h
Thank you for your kind words.
सत %सत सत्या है
Sir bahut acha lagta hai aapki videos dekh kar aap bahut acha kaam kar rahe h kya baat hai Maza aa jata hai.
Sir m swami vivekanand ke baare me puchna chahta hu kya unki wisdom bahut jyda th mane unke baare me library wala kissa suna kya such me wo jo padh lete th bhulte nahi th agar aisa hai to m achi dhayan kar ke Civil services ka exam aram se nikaal sakta hu thoda bataye.
Sir ek baat or aapne bataya wisdom kaise badhaye sir kya outdoor games se wisdom badhti h muje asa lagta h or indoor game jase chess wo to mujhe asa hi lagya jase xhayan laga kar hi bath jaate h sir please margdarshan kare
Swami vivekanand ji ke bare me vo baat sach aur steek hai.
Wisdom ko keval aur keval dhyan se hi badhaya ja sakta hai
To wisdom badane ke liye konsa dyan ya yog kare
Har dhyan wisdom ki aur hi lekar jata hai bas usme desire nahi honi chahiye
@@YogaMyLife mtlab usee ham buddhi yani chalak ban sakte he pr chalak to ham bachpan se hi paida hote he kuch hosiyar to kuch kam hosiyar hote he
आचार्य जी मैं कैसे जानू की मुझपर कौन सी ध्यान की पध्यती काम करेगी।
Guru ji mera buddhi achhanak nast ho gaya hai use kaise prapt kare dimag mera kam nahi kar raha hai kripya rah dikhaye
Aap gayatri sadhna kijiye
Dhanyavad apne gayn ko hamare saath bantne ke liye i did yoga and homoeopathy really impressed by your teachings .thank you so much
Welcome please
Sir aapse personal guidance kaise mil sakti hai..🙏🙏
Please WhatsApp 9315835440
Namaate guru ji
Dhanyawad guruji. . .
Thanks Aachrya ji
sir kya bina dyan k budhimatta ko nahi bada sakte h
Never
ok
Thank You guru ji
Thanks guruji vary vary knowledgable
Dhyan hai kya ?
Kya aankhe band karke kisi 1 point par kendrit rahna dhyan hai
How to seat properly?
Spinal cord should me straight
Yoga My Life..thank you so much गुरुजी
Sir aapne ye bilkul sahi kaha mai study ke samay yahi sochta tha or aapne ye bataya thankyou sssooooo muchhhhh sir👌☺️
Welcome Please
Budhi mata badhane ke liye kya karna chahiye
ध्यान और केवल ध्यान
Very Knowledgable
Guru ji human aura par video bnayiye. Thanks 🙏🙏🙏🙏
Ji jarur
very good sir but 👌👌👌🌹🌹
Sir honestly Aisa lagta tha ki Mai is barain Mai Janata hun..par ab pata chala ki itni clarity nahi thi...ab kisi ke parents Ko samjhana Mai badi madad milegi...bahut bahut dhanyawad apka..
AAP mujhe Bata sakte hai ki Mai Vedanta ki kitab Kahan se khareed Sakta hun..or kya AAP ise Bina guidence ke padna recommend karenge..
Aap sabse pehle Swami Vivekanand ji ko padhiye. Unki book Rajyoag, Karamyoga aur Dhyan yoga tino books padhiye
I will for sure..dhanyawad Acharya for the much needed guidence..I wish and pray you keep doing good..
Breathing exercise karti ho body me vibration hoti hai pae kye or vichar dag kartee hai is ka koi hal batayee please please please
dhyan ke aksar is tarah ke experience hote hai. iska matlab yehi hai ki aap sahi disha me ja rahe hai
dhanyavad sir, bahut achchha video hai sir bachche ki counseling ghar se kar sakte hai?
iska kitna charge hoga?plz bataiye.
Ji aap kripya apni details mujhe yogateacherbsy@gmail.com par bheje
dhyan maximum kitne time tak sakte hai?
Dhyan actually ek ghatna hai aur jab hoga to jitni der chahega tab Tak dhyan hoga hi
Kya saraswati mantra se wisdom bhadaya jaa sakta hai
Keval dhyan aur deep dhyan
To sir saraswati mantra kis kaam ata hai oor sassao per dhyan deney wala dhyan kare kya
Split HR bat tarkik lgti h sir
Sir, dhyan me hum aage badh rahe he ya nehi kaise Jane?
Fir bacho ko kaise bataye? and thax fr this video
Ek video hai mera is par - dhyan ka adbhut sansaar
Kaunsa dhyan karne se padhayi me safal ho sakte hai?
Yoga nidra aur agya chakra par dhyan
satya ! Sant kabeer ne koi pothi nahi padhi aur jo kah gaye woh anootha satya jise dusre gyanarjan se nahi kah paye. aapko pranam.
Thanks guru ji so nice