Installed solar system but the bill is still high | UPS Charge Controller Problems |
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- Ups Aur solar lagane k bawajod bhi bill ziada kiun aata hai? iska hall is video men Waze Tor pe Bata dia hai. Lekin phir bhi agar Kisi Bhai ko samjh men na TU Banda hazir hai, Thanks.
Bhot khub demo dy dy setup ka
G zaroor Bhai Inshallah
Very good video
Thanks Bhai g
Kia solar panels se betry charge krte wkt ups jo 220 pas krta ha, day time ma betry se hi backup le rha hota ha ye direct solar energy se hi pas krta ha
Kuch UPS ka function hota hai k jis setting pe ussy set Kia hota wo ussi hisab se 220 de Raha hota, Yani agr first solar 2nd better TU Jo current ki figure uspe set hoti hai utna milta rahe TU phir solar se hi 220 Bana k de Raha hota, Nahi TU battery drain karta hai,
Thanks❤
"Dear Viewer" Please SUBSCRIBE your - Market Sale - Channel ( Apki Support ka Buhat Shukria )
" محترم ناظرین " براہ کرم آپ کے اس چینل - Market Sale - کو سبسکرائب ضرور کیجئے ( آپ کی محبت کا شکریہ)
Salam brother hope you are fine
I have 1 question for you
Are there is battery deep discharge option in simtek mppt controller 80 amp with hybird model
As i knew that in this model there is pv reverse protection option avialable as well as over charge protection as well
Waiting for your response as urgent as possible
I want to buy it tommorrow if this option of deep discharge is avialable in this
Model of simtek mppt 80 amp
Bro Isme men Deep Discharge Nahi hota, al Batta simtek k 80amp wale agar ho TU shop wale k pass jaen ge, TU wo apko. Bata den
bhai ap ne taar konsi use ki he or ye charge controller kitne ka liya he
Bhai Charge Controller 2000 ka Aur wire kis wali ki BAAT karahe hen Ap?
Solar wali ya battery wali ya led lights wali
Sir sardyun mein dhoop bhi ari hai lwkin solaar 10 amp uper nhi jaa raha
Bhai jesa k AJ Kal k dino men agar Sahi dhop nakl Rahi hai TU phir per panel ka 5 amp ana chahiay
Lekin kabhi kabar TU easa bhi hota hai mery 4 panels mushkil 10amp hi de rahe hote hen, ghabrana Nahi easa hota hai
@@marketsale143 bhai 150 watt key 4 panels hai total 12 amp sy uper nhi jarehy
aur battery hai osaka ta 1800 hai jesi mein takreeban 200 watt ka load dalta hun battery voltage 11.4 11.5 tak jatein hain
میرے پاس ups ہے جس پر built in solar charger لکھا ہوا ہے
مجھے پلیٹ کے ساتھ کیا لینا پڑے گا
جی بھائی اپ کو وائر وغیرہ اور بیٹری اگر لے سکتے ہیں تو وہ بھی لے لیں ورنہ دن کے ٹائم پھر سولر تو چلے گا
Hamare pass 1000 watt solar ka current a raha hai bijali bilkul Nahin hai to Ham battery per usko karenge UPS ko ko kaise karen
Sabse pahle to bhai aapane ek UPS purchase karna hai ya Jo aapke pass UPS Hai wo 1000 wat solar system ko support karta ho, UPS ki jarurat tab padati Hai jab aap 220 ki chalana chahte ho, aur FIR aap ek sath charge control bhi khariden jo 80 empier ka ho Taki aapko fulli current solar se milta Rahe aur agar aap Sath ek battery khareed Lete Hain Jo shakha ya Kisi bhi company ki ho lekin tubular battery ho To fir Inshallah aapki sari chijen chalengi lekin stri fir bhi Nahin chalegi stri ke liye aapko gas wali stri kharidni padegi
Hamare pass bijali Nahin hai battery per Europe UPS chalana chahte
Han TU Bhai chal Sakta hai