Thank you so much for your valuable advice.Sir Ihave 8 adeniums only not more than 1 year old .Icover these with plastic sheet by evening.sir pls advice .Iam a bignner as far as adeniums is concerned.God bless.
Sir mere 10 adenium 7-8 months old hain or sabhi ki pattiyan peeli padh Rahi Hain, sabhi 6 inch pot me hain.. Kya unko nikalna padega ya ke shade me rakhun..
Sir plz bataye kya lauki,khira, karela and tori ke plants ek hi bar lagane hai ya har saal lagane hai. I mean to say ki ek bar laga kar fruting lele and phir plant ko leave kar de, time par phir se fruiting de dega. Plz tell
Sir ki video mujhe bahut acche Lage aur mera ek question hai sar uska jawab de dijiye please main adenium lai thi abhi 1 mahine pahle aur use kaise report karna hai aur bata dijiye sar please mujhe dar kabhi kharab Na Ho jaaye itna costly aaya hai main aapko uski picture bhi dikha dungi please sar aap bata dijiye koi nahin batata hai baten
Ji jarur... Bus abhee isko aise he rahne do...repot mat karo.. 15 -20 February tak repot karna...tab tak ek video aayegee jarur dekhna... Thora Badarpur waali rait or kise bhee khaad ka intezaam kar lo...
Wow Beautiful colours flowers plant 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you keep Sharing 😊
Bahut sundar
New coming subscriber
Thank you so much for your valuable advice.Sir Ihave 8 adeniums only not more than 1 year old .Icover these with plastic sheet by evening.sir pls advice .Iam a bignner as far as adeniums is concerned.God bless.
You may place them in shade if possible
Thank you so much
Thank you 🙏🙏
Jay jagannath sir 🙏
Kitne din me phul aate h sir ji
sr mithaneem badh nahi raha h kya karu
Very useful information
Thanks a lot
Useful information sharing 👍
Thank you 😊
Same here in Jalandhar
Sir mere 10 adenium 7-8 months old hain or sabhi ki pattiyan peeli padh Rahi Hain, sabhi 6 inch pot me hain..
Kya unko nikalna padega ya ke shade me rakhun..
Agar thand jyada hai to nikaal do
पिचके कोडेक्स वाले एडिनियम को भी बेयर रूट टांग सकते हैं क्या
Nahin ...it is already dehydrated...so place it in shade
@@harishjoshi1731 धन्यवाद
Sir plz bataye kya lauki,khira, karela and tori ke plants ek hi bar lagane hai ya har saal lagane hai. I mean to say ki ek bar laga kar fruting lele and phir plant ko leave kar de, time par phir se fruiting de dega. Plz tell
har season mei lagane padenge
हैलो सर 🙏🏻
क्या रात को प्लांट्स में फर्टिलाइजर डालना सही है ?
Online Adenium Plant Kahan se kharid karna best hai? Please advise.
Kolkata ki bahut narsaries hain, try karo
@@rooftoporganicsek do naam agar bata denge toh behtar hoga, kyunke I don't have any experience of buying Adenium online
Namestay sir cinder may laga hua adnium bhi nikal ker rakna padyaga kya
Ye aap par depend karta hai....abhee rahne do baad m repot kar dena
Kis month me nikalna hai bhai
February
Sir ki video mujhe bahut acche Lage aur mera ek question hai sar uska jawab de dijiye please main adenium lai thi abhi 1 mahine pahle aur use kaise report karna hai aur bata dijiye sar please mujhe dar kabhi kharab Na Ho jaaye itna costly aaya hai main aapko uski picture bhi dikha dungi please sar aap bata dijiye koi nahin batata hai baten
Ji jarur...
Bus abhee isko aise he rahne do...repot mat karo..
15 -20 February tak repot karna...tab tak ek video aayegee jarur dekhna...
Thora Badarpur waali rait or kise bhee khaad ka intezaam kar lo...
Sir ji kya weekly Pani de sakte hain .
❤❤🔥
sir mere yaha 2 din pahle barish hui thi aur mere 1 saal wale adenium bahar rakhe the isliye unme paani chala gya....kya karu sir ???