Bro actually 3 major lines hai cos jo new tracks ho rahe woh stations se nikalne k baad jo major 3 tracks hai usme mil ja rahe...tracks and platforms bus stations me badhaya ja raha taki jyada trains ek time me hold kar sakhe
Bhaiya aapka coverage bahut achchha hai lekin video ke samne dekhne per video curve nahar aata hai isliye thora sa maja kam ho jata hai video dekhne me baki bahut achchha.
Actually GoPro me super wide view use karta hu taki pura ek baar me nazar aye isliye thoda fish eye wala side se ata hai, kindly thoda usse adjust kar lijiye🙏🏼😊 And thanks a lot
Ranchi capital city hai to development hoga hi but jharkhand me aur b cities hain jise gov poochti tak nhi o sabhi city s me unh k jo companies hain o hi development karw rhe hain gov ka koi role hi nhi hai accept ranchi k alwa very bad
Kuch baat se hm totally agree karte hai aur kuch baat pe mera ye manna hai ki government development karna toh chah raha aur dhire dhire hi sahi ho raha hai. Majorly jo v companies kar rahi development woh waha mining ka kaam kar rahi toh CSR k tahat kar rahi. Ranchi me development zaruri isliye v hai kyoki population bahut badh gaya aur flyover and new roads nai banayega toh daily ka traffic jams and issues hote hai aur ye v hai ki Ranchi smart City scheme k andar ata hai so Central government v isko develop kar raha...hope jaldi hi dusre cities develop karenge jaisa need arise hoga
@@abhisheknathvlogs I hope ki jharkhand gov aur central gov dono jharkhand k others cities k bare mein b soche taki jharkhand k others cities b development ho aur jharkhand aane wale logo ko yeh na lge ki JH gov aur central gov kewal ranchi k bare me hi soch rhi hai bki cities ka nhi Aisa na lge unhe jharkhand k sabhi cities important hain sabko development kare gov 🙏🙏🙏
@user-vr8ev8qt2e - रांची के अलावे जमशेदपुर जंक्शन का भी डेवलोपमेन्ट होने को है, जिसके बारे में अखबारों में भी आ चुका है। धनबाद पहले से ही काफी डेवलप्ड है। पूरे देश में कोई 600 से कुछ अधिक रेलवे स्टेशन्स डेवलप्ड होने है। रांची में मुरी, टाटीसिलवे, नामकुम , हटिया और बालसिरिंग भी शामिल है। पहले के समय में रेलमंत्री के क्षेत्र का ही विकास हुआ करता था। सी के जाफर शरीफ ने बंगलोर को, कमलापति त्रिपाठी ने वाराणसी को, ललित नारायण मिश्र ने समस्तीपुर को, राम विलास पासवान ने हाजीपुर को डेवेलोप किया।ममता बनर्जी ने अपने मंत्रित्व काल में पश्चिम बंगाल के लिये अधिक से अधिक किया । इससे आगे बढ़ कर लालू यादव ने तो अपने गांव और ससुराल के लोगों के लिये नई रेल लाइन ही बनवा दी( भले ही अब यात्रियों के अभाव में बंद है) । वह तो एक मॉडल कार्यालय भी खोलना चाहते थे, जिसके लिये नियुक्त अधिकारीगण और कर्मचारी के वर्षों तक मुफ्त में वेतन पाते रहे। देश के सौभाग्य से उसका मंत्रालय चला गया, तो दे का बहुत राजस्व बच गया । शुक्र करिये कि वर्तमान मंत्रालय देश के सभी भागों के लिये विकास कार्य कर रहा है। भारत की जनता ( कुछ प्रतिशत) कब और कैसे संतुष्ट होगी ??
@@abhisheknathvlogs dikhane k liye bhi kyu ? Road pe bike chla kr v dikha skte tha ya bike rok kr ! Itni kya jldi thi jo cycle track pe hii bike doda die ….. or glti kie.l hoto glti mano phli chiz…. Tmhri video dekhta hu delhi se kch glt lgega to bolunga hii
@@abhisheknathvlogs yr gusa aa jata h dekh kr ki tm jese pdhe likhe log or bloggers aisi glti krte ho jan kr v…. Ranchi itna develop kr rha to hmri jimedari bnti h isko shi se rkhna ….. video me dekho cycle track pe 2 ladies paidal chl rhi, 1 bnda cycle chla rha fr v tm speed me bike nikal rhe ho!!! Tmhra dekha dekhi koi same thing krega or cycle track bike track bn jyega …
Great coverage Brother
You make us be everywhere you visit.
You are a Blessed man
Thanks a lot 👍🏼😊
Lodhma railway station aur piska railway station bhi apas me judne wali h next year se kam suru ho jayegi
Oh ho sahi hai tab...aisa hua toh bahut acha ho jayega
@@abhisheknathvlogs aria marking k liye piller गड़ना शुरू हो गया है इस साल के फसल कटाई के बाद ट्रैक का काम शुरू हो जाएगा
@ravimunda6288 are wah bhai...toh ladhma piska se kitna dur hai?
@@abhisheknathvlogs 12 se 15 km lagbhag
Bro Namakum or Tatisilway ko ignore q kar dete hoo.. waha v acha kaam ho Raha h station ka. Or BIT station v
Bhai next time Puri koshish rahegi cover karne ki
bhai hatia railway station se footover bridge pe bhi jana wha pe nya development hua h
Next time jayenge tab
Main rd. Over bridge ka nichese kyase ja raha hai naya track boh nehi dikhaye ??
Bro actually 3 major lines hai cos jo new tracks ho rahe woh stations se nikalne k baad jo major 3 tracks hai usme mil ja rahe...tracks and platforms bus stations me badhaya ja raha taki jyada trains ek time me hold kar sakhe
Bhai sab kuch to theek hai, but please cycle track par bike mat chalao yaar.
Baki log bhi dekh kar yahi karenge fir
Bhai main bus dikhane k liye bike le gaya else kavi us raste me nai jata...still ye baat point out karne k liye thanks bhai👍🏼😊
Will be meeting you soon…
Sure...🤘🏼
Gooood morning 😊
Good morning 🌞
Bhaiya aapka coverage bahut achchha hai lekin video ke samne dekhne per video curve nahar aata hai isliye thora sa maja kam ho jata hai video dekhne me baki bahut achchha.
Actually GoPro me super wide view use karta hu taki pura ek baar me nazar aye isliye thoda fish eye wala side se ata hai, kindly thoda usse adjust kar lijiye🙏🏼😊
And thanks a lot
@@abhisheknathvlogs Ok than you for your reply.
Vlog to mast tha bro pura informational bus garmi bohot jyada hai 😂
Thanks bro....aur garmi ka mat hi pucho kya haal hai😂😂
Syd app argora ko glt likhe hai
Thanks batane k liye...title me galat tha... correct kar liye...👍🏼
First Comment Mitra ❤❤🙏🙌
Bahut sukriya bandhu 😂😍❤️👍🏼
Ranchi capital city hai to development hoga hi but jharkhand me aur b cities hain jise gov poochti tak nhi o sabhi city s me unh k jo companies hain o hi development karw rhe hain gov ka koi role hi nhi hai accept ranchi k alwa very bad
Kuch baat se hm totally agree karte hai aur kuch baat pe mera ye manna hai ki government development karna toh chah raha aur dhire dhire hi sahi ho raha hai. Majorly jo v companies kar rahi development woh waha mining ka kaam kar rahi toh CSR k tahat kar rahi. Ranchi me development zaruri isliye v hai kyoki population bahut badh gaya aur flyover and new roads nai banayega toh daily ka traffic jams and issues hote hai aur ye v hai ki Ranchi smart City scheme k andar ata hai so Central government v isko develop kar raha...hope jaldi hi dusre cities develop karenge jaisa need arise hoga
@@abhisheknathvlogs I hope ki jharkhand gov aur central gov dono jharkhand k others cities k bare mein b soche taki jharkhand k others cities b development ho aur jharkhand aane wale logo ko yeh na lge ki JH gov aur central gov kewal ranchi k bare me hi soch rhi hai bki cities ka nhi Aisa na lge unhe jharkhand k sabhi cities important hain sabko development kare gov 🙏🙏🙏
@user-vr8ev8qt2e - रांची के अलावे जमशेदपुर जंक्शन का भी डेवलोपमेन्ट होने को है, जिसके बारे में अखबारों में भी आ चुका है। धनबाद पहले से ही काफी डेवलप्ड है। पूरे देश में कोई 600 से कुछ अधिक रेलवे स्टेशन्स डेवलप्ड होने है। रांची में मुरी, टाटीसिलवे, नामकुम , हटिया और बालसिरिंग भी शामिल है। पहले के समय में रेलमंत्री के क्षेत्र का ही विकास हुआ करता था। सी के जाफर शरीफ ने बंगलोर को, कमलापति त्रिपाठी ने वाराणसी को, ललित नारायण मिश्र ने समस्तीपुर को, राम विलास पासवान ने हाजीपुर को डेवेलोप किया।ममता बनर्जी ने अपने मंत्रित्व काल में पश्चिम बंगाल के लिये अधिक से अधिक किया । इससे आगे बढ़ कर लालू यादव ने तो अपने गांव और ससुराल के लोगों के लिये नई रेल लाइन ही बनवा दी( भले ही अब यात्रियों के अभाव में बंद है) । वह तो एक मॉडल कार्यालय भी खोलना चाहते थे, जिसके लिये नियुक्त अधिकारीगण और कर्मचारी के वर्षों तक मुफ्त में वेतन पाते रहे। देश के सौभाग्य से उसका मंत्रालय चला गया, तो दे का बहुत राजस्व बच गया । शुक्र करिये कि वर्तमान मंत्रालय देश के सभी भागों के लिये विकास कार्य कर रहा है। भारत की जनता ( कुछ प्रतिशत) कब और कैसे संतुष्ट होगी ??
Bhai ghar mei raho abhi.. heatwaves mei bahar ghoomna thik nai hai... Ghar ke aas pass ka region ka he video bana liya kro..🙏👍
Baat sahi bole bhai... Still sab k liye updates v zaruri hai toh jana parta h so chale gaye 👍🏼
❤
❤️
Maine comment kiye tha lekin pata nhi kyu comment send nhi huwa 😅
UA-cam ka locha hoga thoda sa😂😂😂
Ab aa gaya
BRO! 1 MONTH UPDATE AAYEGA 4 DAYS MEIN ☺️☺️☺️🤗🤗🤗
😅😅😅😂😂 yup...soon
👌
Welcome back🤘🏼😅
@@abhisheknathvlogs 🙂
@rukhsar1284 😂🤘🏼
@@abhisheknathvlogs 😅
Railway station ka najdeek bada sa Eiffel tower hona chahie
😂😂😂😂 aur usse hoga kya?
Bhai lag raha hai ki tume he contract liya hai 😂😂
🤣🤣🤣🤣
Fir bhi kachra bahut hai ranchi mein.Capital jharkhand ka fir bhi itni gandagi.
Ab iske liye logo ko jagaruk hona hoga
Are bhai cycle track pe bike kyu chla rhe ? Sense nhi h bilkul…. Tmhra dekha dekhi or log krega same thing…. Thoda respect kro development ki
Mereko pura se sense hai... Cycle track pe bike chala diye toh woh bus dikhane k liye tha...
@@abhisheknathvlogs dikhane k liye bhi kyu ? Road pe bike chla kr v dikha skte tha ya bike rok kr ! Itni kya jldi thi jo cycle track pe hii bike doda die ….. or glti kie.l hoto glti mano phli chiz…. Tmhri video dekhta hu delhi se kch glt lgega to bolunga hii
@Travelling_ritik galti bata rahe sahi baat hai par thoda dhang se bolo jo v baat bol rahe ho... Agar ache se bole hote toh reply v alag hota
@@abhisheknathvlogs yr gusa aa jata h dekh kr ki tm jese pdhe likhe log or bloggers aisi glti krte ho jan kr v…. Ranchi itna develop kr rha to hmri jimedari bnti h isko shi se rkhna ….. video me dekho cycle track pe 2 ladies paidal chl rhi, 1 bnda cycle chla rha fr v tm speed me bike nikal rhe ho!!! Tmhra dekha dekhi koi same thing krega or cycle track bike track bn jyega …
Sarkar bahut kharch kar rahi hai vikas k liye
Exactly bhai...aur zaruri v h
मोदी है तो विकास है बाकी ने ता बकवास है।
😂👍🏼🤘🏼
Thanka for 0 likes ❤
😂😂👍🏼❤️