Dars-e-Quran┇The Salah preached by Prophet was not mere worship┇(SURAH_HUD: 76-95) || by Allama

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 42

  • @1manisha25
    @1manisha25 3 місяці тому +15

    Aap bahut acche se Quran samjhate hain. Ek ek word ka meaning batate hain. Jo galatfahmiyan hain aaj,isi tarike se knowledge k aadhar par he door ki ja sakti hain. 👍

  • @mohammadasif2142
    @mohammadasif2142 2 місяці тому

    Best dars of Quran

  • @mustakmbelimmustakmbelim2145
    @mustakmbelimmustakmbelim2145 3 місяці тому +4

    Mera rab aap Jaisi Kuran ki samajh...Islam ki samajh har momin bande Ko ata farmae...❤❤❤

  • @yasmeenjahan9348
    @yasmeenjahan9348 3 місяці тому +1

    Zabardast
    Slha padne ka sahi treqa bataya Allama sahab ne

  • @mushtaqueansari3359
    @mushtaqueansari3359 3 місяці тому +1

    Mohd Mushtaque Ansari pune

  • @MohdSayeed-hb6lu
    @MohdSayeed-hb6lu 3 місяці тому +1

    ❤❤❤ MashAllah

  • @CompassionateWorld.
    @CompassionateWorld. 3 місяці тому +1

    Masha'Allah

  • @rafatullahsiddiqi5967
    @rafatullahsiddiqi5967 3 місяці тому +1

    Allah ke nabi ne kab tie bandhke khutba dia? Seerat se dress code ghayab hai. Tumko dekh kar aisa lag raha jaise koi Isai Padri Islam ke baare me bata raha hai.

    • @PiousIndian
      @PiousIndian 2 місяці тому +1

      Allah ke Nabi saw ne kab UA-cam, mic aur videography ka istemal kia...apke is logic ko sahi samjhe to apke maulvi to bade darje ke padri Christian hue

  • @JavidAli-ge9kr
    @JavidAli-ge9kr 2 місяці тому

    Best
    Allah ajjwajal apko kamyab kare

  • @howling-heart
    @howling-heart 3 місяці тому

    नबियों ने जिस सलाह की चर्चा की वो अष्टांग योग के अलावा कुछ भी नही . अल्लामा जी इस सत्य को जितनी जल्दी जान लो और मान लोगे, उतना ही अच्छा रहेगा . वर्ना जिस अंधाधुंध गति से विज्ञान का दुरुपयोग करते हुए हम इस पृथ्वी को बर्बाद कर रहे है तो मौका नहीं मिलेगा. कायनात की मृत्यु ( कयामत ) तो आएगी, या ना आएगी लेकिन हम सब मर जायेंगे कुछ सालों में और अगली पीढ़ी, धार्मिक सत्य पर ध्यान नहीं देगी और कोई जहन्नुम जाये या ना जाये परंतु जहन्नुम यहीं आ जायेगी.
    बचा लो deen / धर्म को और हिन्दू , मुस्लिम, ईसाई इत्यादि, जितने फिरके में हमने सच्चाई को काट दिया है इसको सदमति ( हुर्रमति ) का इस्तेमाल करते हुए, अपनी अक्ल से पत्थर हटा लो 🙏

  • @jitendramisra722
    @jitendramisra722 3 місяці тому

    Kab tak jhooth bologe

  • @dilkash5504
    @dilkash5504 2 місяці тому

    ❤❤❤

  • @bharatdialysis6767
    @bharatdialysis6767 3 місяці тому

    🤔

  • @almomin3035
    @almomin3035 3 місяці тому

    पांच वक्त नमाज फर्जी है, कुरान के मुताबिक नमाज सिर्फ दो वक्त ही है

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp 2 місяці тому

      Quraan ne namaaz padhne kaha nahi naa Aallah ko usski zarurat ye mulla log jabran namaaz padhwaker mazhabi gulaam banwate hai😮😮

  • @urbandsouza7279
    @urbandsouza7279 3 місяці тому

    Sir watch pfinder films jay smith and refute him

  • @aasimahmed9740
    @aasimahmed9740 2 місяці тому

    0:08 0:08 badhe adab ke saath mauli sb se ekk sawal hai. Kya jibraeel ke alawa koi aur farshta ya farishtey ambiya ya rusul ki tareekh mein tohfa ya khushkhabri laayen hain. Aggr haan to uss rasool ka naam batayen. Kyunki ambiya ki tareekh mein jibraeel ke siwa Allah ka paigham koi aur lekr aasmaan se nhii uttra. Phirr yeh bhi janab batane ki koshish karren ki yeh kya ibraheem prr pehli baar wahi aayi thi jinnko dekh krr woh ghabraye. Aggr yeh pehli wahi nhii thii to woh kyun ghabraiye yaani jiss tarah se woh logg aaye to ibraheem ko iss tarah se kabhi bhi Allah ki taraf se wahi hui hi nhii thi. Isske mayne hain ki woh koi aur the jo jhoot baandh rahe the. Wallaho khairul mak'kereen.

  • @amusban
    @amusban 3 місяці тому

    Must Watch!

  • @faizikhan327
    @faizikhan327 3 місяці тому

    Behtareen explanation ❤

  • @tufailkhan3089
    @tufailkhan3089 3 місяці тому

    Very good

  • @ismailpatel5496
    @ismailpatel5496 3 місяці тому

    Sukriya.

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth 3 місяці тому

    Quraan ki salaat mazhab ki namaaz hergiz nahi.
    Arbi Zabaan may salaat ke maani hai peeche peeche chalna yani Quraan ke zabtoo usooloo aur kawaneen ke dayre may reh ker apne roozana ke kaam anjaam dena.
    Aallah ko hamare namaaz ki koi zarurat nahi naa ussne namazee padhne kaa koi hukm diya.
    Namaaz ye mazhabi ejaad kerda hai Aallah ke deense isska koi talluq nahi.

    • @mohammadskhan1635
      @mohammadskhan1635 3 місяці тому

      Namaz farz ki gai huzur mohammad s.a.w par aur apki ummat par
      Qur'an nazil hua aap par Qur'an ko follow karna har iman lane wale par zaruri h ,Qur'an hidayat h

    • @Ponderofdepth
      @Ponderofdepth 3 місяці тому

      @@mohammadskhan1635
      Bhaisab Quraan may namaaz naam kaa koi lafz he nahi aur salaat arbi zabaan may kisse kehte hai maine bata diya.
      Aallah AlGani AlSamad hai usse kisi chiz ki zarurat nahi.

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp 2 місяці тому

      ​​​@@mohammadskhan1635
      Nabi namazee padhwane nahi bulke iss mazhabi gulamise najjat dene aaye thee. Kabhi Quraan samjha gour kiya aapne, sirf suni baate kehte ho😮😮

    • @mohammadskhan1635
      @mohammadskhan1635 2 місяці тому

      @@KS-eu7jp mere bhai namaz bhi imam ke peechhe padi jati h

    • @mohammadskhan1635
      @mohammadskhan1635 2 місяці тому

      @@KS-eu7jp kya rasool ALLAH ne namaz nahin padi theen imamat nahin ki thi

  • @SatyamevJayate-m7b
    @SatyamevJayate-m7b 3 місяці тому +1

    SAHIH BUKHARI VOLUM 9 BOOK 84 HADITH 57 , 58 👈 ISLAM ME KOI FREEWILL YA HUMAN RIGHTS NAHI HAI 😢 .😢

    • @NajmunNaikwadi
      @NajmunNaikwadi 3 місяці тому

      Quran Allah ka qalam hai, bukhari nahi

    • @SatyamevJayate-m7b
      @SatyamevJayate-m7b 3 місяці тому +1

      @@NajmunNaikwadi
      QURAN KHOL DETE HAI ( PADHO QURAN 9 : 4 : 5 )

    • @SatyamevJayate-m7b
      @SatyamevJayate-m7b 3 місяці тому

      @@NajmunNaikwadi
      AGAR QURAN ALLAH KI KITAB HAI TO UNME AUR AAM KITABO MAI KUCHH TO FARK HONA CHAHIYE AGAR WO SACH ME ASMANI KITAB HAI TO KAM SE KAM USKO KIDE NAHI KHANE CHAHIYE

    • @KS-eu7jp
      @KS-eu7jp 2 місяці тому

      ​​@@NajmunNaikwadi
      Bukari termizi muslim nisayee ye sab kahaniyoo ki kitabe hai isska Deen se koi Tallulah nahi😮😮

  • @Exmuslimsahid78920
    @Exmuslimsahid78920 3 місяці тому

    Islamic or dharm dono manasik bimari hai insaniyat se badhkar kuch nahi sab apne apne dharm orr majhab ko achha dikhane me lage hai koe bhi allah ya bhagwan bina mehanat ke 1 roti tak nahi de sakta