Absolutely mind blowing speech and greatest scholar of this generation. Allah aapki hifazat kare jhoote aur makkar logon se jo ummat ko gumrah kar rahe hai. Alhamdulillah, jazakallah khair
واہ انجیئر صاب۔ کیا بات ھے آپکی۔ قسم سے قرآن کو ایسے فصاحت اور بلاغت سے سناتے ھیں۔ مانو روح جھنجھوڑنے لگ جاتی ھے۔آفرین ھو آپ پر اور آپکے والدین پر۔ اللہ کرے زور بیان اور زیادہ۔۔۔۔۔۔۔۔ دل کرتا ھے سنتے ھی جائیں اور رخصت ھو جائیں۔اس دنیائے ناپائدار سے۔
Ye kon log hai bhai jo Qur'an class ko dislike Karta hai aur apne aap ko musalman bolta aur samjhta hai. Nafrat ki had hoti hai Allah inn tamam bhaiyo ko hidayat ata farmaye
Assalamoalaikum Ali bhai jazak Allah buht shiddet sy aap k lecture ka intizaar ker thy Hain MashaAllah idher America m hum her weqt aap ka lecture Sunthy Hain Allah aap ko nezre bud sy bchaye ameen summa ameen Good job buht ilm hasil hotha h aap k lecture sy
Mashallah Well wisher of Muslim Umman to unite one Deen , dene Ibraheem, not in Firqas. Great Islamic scholar& researcher,Majadad of the century.May Allah bless us with his Haq ghoi. May Allah also bless him. Ameen.
26:17 God wants humans to be god like on the earth, he wants him to be rahim, gani, creator, thinker, shafi and he wants whole humanity to achieve god level; for example controlling natural activities, making inventions inspired from nature, a perfect society And in jannah too he will make these good humans godly ones, inshallah
Engineer sahab please someday you also recite the words appearing in many ahadees about sajjida tilawa i.e سجد وجھی للزی خلقہ و شق سمعہ و بصرہ بحولہ و قوتہ فتبارک اللہ احسنل خالقین۔
01:03:00 wazahat kr dun k is aqeedy ki murad ye li jati h k har cheez Allah sy munsalik h. Jis bhi shay ko daikhien gy aur us ki asliyat janien gy to Allah e ki qudrat paien gy. Lekin kuch log isy ghalat beyan krty aur shirk k darjay k qareeb le jaty hain. Allah mujhe bhi aur unhien bhi hidayat dy.
اگر نبی پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم جنگجو نہیں تھے؟ تو جنگیں کیسے کیں انہوں نے اور سکھائے جنگ کے بارے اپنے صحابہ کو، انکی تلوار کی میان سے بھی تو جنگ کے متعلق صحیفے نکلے تھے،
Surah mn qaba qausain tk ki jo baat h wo after fatrat ul wahi k bd jb nabi ny jabrael as ko dekha i thino wo baat h 2nd time mairaj ka ziker h..life mn 2 bar asli haalat mn dekha ghara e hira and 2nd mairaj tou wo 600 paron wali baat ..wo kia h es tarah tou 3 times ho gae k nabi ny 3 baar un ko dekha
Sir ap kaisay differentiate karain gay zulam or ghalti may q k Imam to zulam ka murtakib nai ho sakta as per Quran but jin ambia ko imamat mili wo isi liay imam thay q k wo azmaish par poeay utray and sachay kahlaay
@@safdarsafi5130 acha theak.....pr idr turky men kuch log rako se pehly b krty rako k bd b r phr sajdy men janey se pehly b r sajdy se uthny k bd b mtlb hr rqat men 4 martba....
@@EngineerMuhammadAliMirzaClips بھائی جی آپ کی ویڈیو لگا کر قرآن کھول کر آیات پڑھ کر اور ویڈیو سے ترجمہ اور تفسیر سمجھنے کا جو مزہ ہے نہ ایسا لگتا ہے کہ میں آپ کے ساتھ ہی بیٹھا ہوں. سب بھائیوں سے کہتا ہوں کہ آپ بھی ایسا ہی کریں.
Jibraeel AS left Nabi Kareem at SIDRATUL MUNTAHA ,from her I cannot go further .then how come he was up on tree ,please answer .if no one can go beyond sidra tul muntaha so how come he was up there spread all over tree.
ماشا اللہ بہت خوب علی بھائی اللہ آپ کو صحت کاملہ عطا فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین
Absolutely mind blowing speech and greatest scholar of this generation. Allah aapki hifazat kare jhoote aur makkar logon se jo ummat ko gumrah kar rahe hai. Alhamdulillah, jazakallah khair
واہ انجیئر صاب۔ کیا بات ھے آپکی۔ قسم سے قرآن کو ایسے فصاحت اور بلاغت سے سناتے ھیں۔ مانو روح جھنجھوڑنے لگ جاتی ھے۔آفرین ھو آپ پر اور آپکے والدین پر۔ اللہ کرے زور بیان اور زیادہ۔۔۔۔۔۔۔۔ دل کرتا ھے سنتے ھی جائیں اور رخصت ھو جائیں۔اس دنیائے ناپائدار سے۔
Má.shaa.ALLAH Ali bhai ALLAH PAK APKO Slammt rakhy Ameen Somm ❤❤❤❤❤
Surah najam at 50:50. JAZAAK-ALLAH
Thanks
Ye kon log hai bhai jo Qur'an class ko dislike Karta hai aur apne aap ko musalman bolta aur samjhta hai. Nafrat ki had hoti hai Allah inn tamam bhaiyo ko hidayat ata farmaye
माशा अल्लाह दिमाग खुल के सामने आ गया कितना सही सही समझाया है अली भाई ने
میرے نبی کے صحابہ جیسا ہے ہی کوئی نہیں
تیرا بابا طاغوت انجنیئر تے شے ای کوئی نئی
Allah pak humay deen e haaq pay chaly...amieen....🤲🌹❣
Jazak Allah o khaira ali bahi....👍🌹❣
Masha ALLAH ALI bhai.
Surah najam start from 52:16
Shukriya
JizakAllah ﷻ Bhai
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ علی بھاٸی آپ شمشیرِ اسلام ہیں کمال بیان کرتے ہیں
Ali bahi ka Haar lecture apni misaal ap hai... Allhamdulillah....🌟💚🌹❣
What a motivational lecture to be more religious.. one of the best .. Masha Allah ali bhai... Zindabad
Masha allah ali bai a.a
Jaldi upload karnay ka shukria
JazahkAllah Ali bhai and team 👍👂🤲
Jazak Allahu khaira bhai
May Allah give you best reward... Aameen ya rabbal A'alameen.
Aameen
Aameen ya Rabbal A'alameen 🤲🏻
MashAllah ali bhai u r best
Allah bless you and all Muslim's of entire world.....
Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day...amieen....🤲🌹❣
MASHAALLAH JAZAKAALLAH Ali bahi :)
Jazak Allah khair
Assalamoalaikum Ali bhai jazak Allah buht shiddet sy aap k lecture ka intizaar ker thy Hain MashaAllah idher America m hum her weqt aap ka lecture Sunthy Hain Allah aap ko nezre bud sy bchaye ameen summa ameen Good job buht ilm hasil hotha h aap k lecture sy
Mashallah Well wisher of Muslim Umman to unite one
Deen , dene Ibraheem, not in Firqas. Great Islamic scholar& researcher,Majadad of the century.May Allah bless us with his Haq ghoi. May Allah also bless him. Ameen.
Jjak allah khair ali bhai
Allahabad up
Mass Allah bahut bahtrin h
MASHA ALLAH
Bohat zabardast
JAZAK ALLAH.
Jazakallah Ali bhai Allah aap Ko salamat rakhe ameen
Mashallah jazakallah
MashaAllah Allah pak jazekher naseeb fermahan ameen
well done Ali Bhai.
Let me Watch First
Mashallah Ali bhai
جتنی جلدی آپ قرآن کلاس اپلوڈکردیتے ہیں ویسے ہی علمی اور تحقیقی مجلس بھی اپلوڈ کردیا کریں ... اللہ آپ کو جزائے خیر عطا کرے ... شکریہ
To pher quran lecture kay wiewer kum ho jatay hain ?
Assalamualaikum bahut behtareen Allah aapko Ajar De
Masha Allah
Allah apko salamat rakhe,aap bohut achaa deen ka kaam kar rahe ho.May Allah bless you.
Jazakallah khairan Ali bhai & team
- 00:00 || Khutbah Aur Durood !!
- 02:01 || Introduction !! Surah 52, Surah-e-TOOR !!
04:28 || Ayat 1, “Qasam hai toor ki….”
04:46 || Ayat 2, “Aur likhi hui kitab ki….”
04:50 || Ayat 3, “Jo jhilli kay khulay huye warq mein hai….”
07:06 || Ayat 4, “Aur abad ghar ki….”
07:36 || Ayat 5, “Aur unchi chat ki….”
07:41 || Ayat 6, “Aur bharkaye huye samandar ki….”
08:42 || Ayat 7, “Be-shak app kay rab ka azab hoker rehnay wala hai….”
08:56 || Ayat 8, “Ussay koi rokney wala nahi….”
09:01 || Ayat 9, “Jiss din aasman thar tharaney lagay ga….”
10:17 || Ayat 10, “Aur pahaar chalney phirney lagen gey….”
11:00 || Ayat 11, “uss din jhutlaney walon ki (poori) kharabi hai….”
11:55 || Ayat 12, “Jo apni behuda goee mein uchal kood ker rahey hain….”
12:39 || Ayat 13, “Jiss din woh dhakkay dey ker aatish jahannam ki taraf…”
12:50 || Ayat 14, “Yehi wohi aatish dozakh hai jissay tum jhoot batlatey thay….”
15:04 || Ayat 15, “(Abb batao) kiya yeh jadoo hai? ya tum dekhtay hi…”
17:17 || Ayat 16, “Jao dozakh mein abb tumhara sabar kerna aur na kerna…”
18:13 || Ayat 17, “Yaqeenan perhezgar log jannaton mein aur nematon mein hain….”
18:43 || Ayat 18, “Jo unhen unkay rab ney dey rakhi hain uss per…”
19:41 || Ayat 19, “Tum mazay say khatay peetay raho inn aemaal kay badlay…”
21:50 || Ayat 20, “Baraber bichay huye shandar takhtay per takkiye lagaye huye aur…”
22:19 || Ayat 21, “Aur jo log eman laye aur unki olad ney bhi…”
25:18 || Ayat 22, “Hum unkay liye meway aur marghoob gosht ki rail pail…”
31:08 || Ayat 23, “(khush tabaee kay sath) aik doosray say jam (sharab) ki…”
31:31 || Ayat 24, “Aur unkay gird unkay no-umer ghulam chal phir rahey hongey…”
32:00 || Ayat 25, “Aur aapas mein aik doosray ki taraf mutawajja hoker sawal…”
32:24 || Ayat 26, “kahen gey iss say pehlay hum apney ghar walon kay…”
32:58 || Ayat 27, “Pus Allah taalaa ney hum per bara ehsan kiya aur…”
33:26 || Ayat 28, “Hum iss say pehlay hi uss ki ibadat kiya kertay…”
33:50 || Ayat 29, “To aap samjhatay rahen kiyoh kay app apney rab kay…”
34:13 || Ayat 30, “Kiya kafir yun kehtay hain kay yeh shaeer hai hum…”
33:29 || Ayat 31, “Keh dijiye! tum muntazir raho mein bhi tumharay sath intezar…”
35:59 || Ayat 32, “Kiya inki aqlen enhen yehi sikhati hain? ya yeh log…”
36:10 || Ayat 33, “Kiya yeh kehtay hain kay iss nabi ney khud qharh…”
37:23 || Ayat 34, “Acha agar yeh sachay hain to bhala iss jaisi aik…”
38:13 || Ayat 35, “Kiya yeh baghair kissi(peda kernay walay) kay khud ba khud…”
38:38 || Ayat 36, “Kiya inhon ney hi aasman aur zamin ko peda kiya…”
38:48 || Ayat 37, “ya kiya inkay pass teray rab kay khazaney hain?ya (in…”
38:59 || Ayat 38, “Ya kiya inkay pass koi seerhi hai jiss per charh…”
39:14 || Ayat 39, “Kiya Allah ki to sab larkiyan hain aur tumharay han…”
39:49 || Ayat 40, “Kiya tu inn say koi ujrat talab kerta hai kay…”
44:27 || Ayat 41, “Kiya inkay pass ilm-e-gheeib hai jissay yeh likh letay hain?…”
44:32 || Ayat 42, “Kiya yeh log koi fareb kerna chahtay hain? to yaqeen…”
44:59 || Ayat 43, “Kiya Allah kay siwa inka koi mabood hai? (hergiz nahi)…”
44:12 || Ayat 44, “Agar yeh log aasman kay kissi tukray ko girta hua…”
45:25 || Ayat 45, “Tu enhen chor dey yahan tak kay enhen uss din…”
46:02 || Ayat 46, “Jiss din enhen inka makar kuch kaam na dey ga…”
48:48 || Ayat 47, “Be-shak zalimon kay liye iss kay ilawa aur azab bhi…”
49:18 || Ayat 48, “Tu apney rab kay hukum kay intezar kein sabar say…”
49:39 || Ayat 49, “Aur raat ko bhi usski tasbeeh parh aur sitaron kay…”
- 50:47 || Introduction !! Surah 53,Surah-e-NAJAM !!
52:16 || Ayat 1, “Qasam hai sitarey ki jab woh girey….”
52:22 || Ayat 2, “Kay tumharey sathi ney na raah gum ki hai na…”
52:38 || Ayat 3, “Aur na woh apni khuwaish say koi baat kehtay hain….”
52:42 || Ayat 4, “Woh to sirf wahi hai jo utari jaati hai….”
56:12 || Ayat 5, “Issay poori taqat walay farishtey ney sikhaya hai….”
56:27 || Ayat 6, “Jo zor -aawar hai phir woh seedha khara hogaya….”
56:32 || Ayat 7, “Aur woh buland aasmanon kay kinaron per tha….”
56:35 || Ayat 8, “Phir nazdeek hua aur utar aaya….”
56:56 || Ayat 9, “Pus woh do kamanon kay ba-qadar fasla reh gaya bulkay…”
57:06 || Ayat 10, “Pus uss ney ALLAH kay bandaey ko wahi phonchaee jo…”
57:16 || Ayat 11, “Dil ney jhoot nahi kaha jissay (payghumber ney) dekha….”
57:36 || Ayat 12, “Kiya tum jhagra kertay ho iss per jo (payghumber) dekhtey…”
57:56 || Ayat 13, “Issay to aik martaba aur bhi dekha tha….”
58:01 || Ayat 14, “Sidrat-ul-muntaha kay pass…”
58:05 || Ayat 15, “Issi kay pass jannat-ul-maawa hai….”
59:15 || Ayat 16, “Jabkay sidrah ko chupaye leti thi woh cheez jo uss…”
59:21 || Ayat 17, “Na to nigah behki na had say barhi….”
59:30 || Ayat 18, “Yaqeenan uss ney apney rab ki bari bari nishaniyon mein…”
1:00:21 || Ayat 19, “Kiya tum ney laat aur uzza ko dekha….”
1:00:28 || Ayat 20, “Aur manaat teesray pichlay ko….”
1:00:45 || Ayat 21, “Kiya tumharay liye larkay aur ALLAH kay liye larkiya hain?…”
1:01:07 || Ayat 22, “Yeh to abb bari beyinsafi ki taqseem hai….”
1:01:25 || Ayat 23, “DAR-asal yeh sirf naam hain jo tum ney aur tumharay…”
1:05:44 || Ayat 24, “Kiya her shaks jo aarzoo keray ussay mayassar hai….”
1:05:52 || Ayat 25, “Allah hi kay hath hai yeh hajaan aur woh jahaan….”
1:06:16 || Ayat 26, “Aur boht say farishtay aasmanon mein hain jinki sifarish kuch…”
1:06:48 || Ayat 27, “Be-shak jo log aakhirat per eman nahi rakhtay woh farishton…”
1:07:06 || Ayat 28, “Halankay unhen iss ka koi ilm nahi woh sirf apney…”
1:09:12 || Ayat 29, “To app iss say mun mor len jo humari yaad…”
1:09:28 || Ayat 30, “Yehi inn kay ilm ki inteha hai aap ka rab…”
1:09:52 || Ayat 31, “Aur Allah hi ka hai jo kuch aasmanon mein hai….”
1:10:12 || Ayat 32, “Inn logon ko jo baray gunahon say bachtay hain aur…”
1:15:51 || Ayat 33, “Kiya app ney ussay dekha jiss ney mun mor liya….”
1:15:56 || Ayat 34, “Aur boht kuin diya aur hath kio rok liya….”
1:16:06 || Ayat 35, “Kiya ussay ilm-e-ghaib hai kay woh (sab kuch) dekh raha…”
1:16:17 || Ayat 36, “Kiya ussay iss cheez ki khabar nahi di gaee jo…”
1:16:25 || Ayat 37, “Aur wafadaar Ibrahim (alh-e-salam) kay saheefon mein tha….”
1:16:54 || Ayat 38, “Kay koi shaks kissi doosray ka bojh na uthayega….”
1:17:53 || Ayat 39, “Aur yeh kay her insan kay liye sirf wohi hai…”
1:18:25 || Ayat 40, “Aur yeh kay be-shak uss ki kosish unqareeb dekhi jayegi….”
1:18:32 || Ayat 41, “Phir ussay poora poora badla diya jayega….”
1:18:37 || Ayat 42, “Aur yeh kay aap kay rab hi ki taraf phonchna…”
1:18:42 || Ayat 43, “Aur yeh kay wohi hansata hai aur wohi rulata hai….”
1:18:51 || Ayat 44, “Aur yeh kay wohi maarta hai aur jilata hai….”
1:18:56 || Ayat 45, “Aur yeh kay ussi ney jora yani nar-o-mada peda kiya…”
1:19:02 || Ayat 46, “Nutfay say jabkay woh tapkaya jata hai….”
1:19:09 || Ayat 47, “Aur yeh kay ussi kay zimmey doobara peda kerna hai….”
1:19:36 || Ayat 48, “Aur yeh kay wohi maaldar banata hai aur sarmaya deta…”
1:19:42 || Ayat 49, “Aur yeh kay wohi sheyara (sitaray) ka rab hai….”
1:19:53 || Ayat 50, “Aur yeh kay ussi ney aad awwal ko halak kiya…”
1:19:58 || Ayat 51, “Aur samood ko bhi (jin men say) aik ko bhi…”
1:20:02 || Ayat 52, “Aur iss say pehlay Qom-e-nooh ko yaqeenan woh baray zalim…”
1:20:11 || Ayat 53, “Aur motafiqa (shehar ya utti hui bastiyon ko) ussi ney…”
1:20:19 || Ayat 54, “Phir uss per cha diya jo chaya….”
1:20:23 || Ayat 55, “Pus aey insan tu apney rab ki kiss neimat kay…”
1:20:31 || Ayat 56, “Yeh (nabi) daranay walay hain pehlay daramay walon mensay….”
1:20:41 || Ayat 57, “Aanay wali ghari qareeb aagaee hai….”
1:20:45 || Ayat 58, “Allah kay siwa iss ka (waqt moayyen per khol) dikhaney…”
1:20:52 || Ayat 59, “Pus tum kiya iss baat say tajjub kertay ho?…”
1:21:00 || Ayat 60, “Aur hans rahey ho? rotay nahi?…”
1:21:06 || Ayat 61, “(Bulkay) tum khel rahey ho….”
1:21:12 || Ayat 62, “Abb Allah kay samney sajday kero aur (ussi ki) ibadat…”
Ma sha Allah boht khub....👍🌹❣
Allah pak tmhy sahat wali zindgi day amieen.....🤲🌹❣
JazakAllah ﷻ Khairan Kaseera❤❤❤
Jannat me Khwahish momin krega lkn puri wahan v ALLAH pak hi karega
جزاكم الله خيرا
علي بهاي زندا باد🇮🇳
Jazak ALLAH
ماشآالله
MASHA ALLAH
Subhan allah
The finest lecture and explaination.
Haaq goo Aalim e deen....👍🌹❣
Ali sir u are sher-e-Khuda....
Madam apne alfaz wapis len ye alfaz Hazrat Ali A.S par suit krte hain
Thanks for upload your quranic lecture.....
Tahqeeqi majlis b jldi upload kr dain
جزاک اللہ خیرا کثیرا
ALHAMDOLILLAH
Ali bhai you are great
Masha allaha
Mashallah sir g
لیکچر سن نے سے پہلے بھائیوں ایک بار سورة معنی کے ساتھ خود سے پڑھ لیں پھر سنیں مزا دوبالا ہو جائے گا۔
Very true.
Maa Shaa Allah
1st Alhamdolillah
اللہ سلامت رکھے بہت اچھا کام کر رہے ہیں آپ بھائی...
جزاک اللہ خیرا کثیراً
بھائی جی میرا مشورہ یہ ہے کہ آپ علی بھائی کی ویڈیو لگا کر قرآن کھول کر خود پڑھیں میں تو ایسا ہی کرتا ہوں
@@abdulhaseeb6978
جزاک اللہ خیرا بھائی
Ehtesham bhae Kasey ho ap aur Kahn se ho ap
@@amazinginformation4952
الحمدللہ میں محفوظ ہوں آپ کیسے ہیں بھائی..
میں سرگودھا سے ہوں
Gud bhae but ma Jhang se hu
JAZZAK ALLAH KHAIR
اللہ آپ کو جزا دے حدیث کا درس شروع کریں اور حدیث کا ترجمہ اوڈیو اگر ھو سکے تو بہت فائدہ ہو گا
Great idea
27:25 best part
Nice Ali bhai MRI sister bot bimar by plz duaa farms dny zazakaallah
alkhair pco bhai jan ALLAH un ko sehat dy apko assani ki zindgi mily Ameen
ALLAH SEHAT DAY
Allah unhe achi sehat de ameen
اللہ تعالیٰ شفاع عطاء فرمائے
La basa tahoorun in sha'a Allah
Mashaallaha
JazakAllah.main india se .Ali bhai dras ka kaam jaari rakhiye ga .is se hum sab ko bahut faida hai. Allah aap lambi Zindagi de.
bilkul time pe....
Behtareen..........
26:17 God wants humans to be god like on the earth, he wants him to be rahim, gani, creator, thinker, shafi and he wants whole humanity to achieve god level; for example controlling natural activities, making inventions inspired from nature, a perfect society
And in jannah too he will make these good humans godly ones, inshallah
Subhanallah, walhamdulilah,
SURAH NAJAM 51:00
Engineer sahab please someday you also recite the words appearing in many ahadees about sajjida tilawa i.e
سجد وجھی للزی خلقہ و شق سمعہ و بصرہ بحولہ و قوتہ فتبارک اللہ احسنل خالقین۔
Assalam alekum
MashAllah Jazak Allah
*Assalam-u-alaikum*
01:03:00 wazahat kr dun k is aqeedy ki murad ye li jati h k har cheez Allah sy munsalik h. Jis bhi shay ko daikhien gy aur us ki asliyat janien gy to Allah e ki qudrat paien gy. Lekin kuch log isy ghalat beyan krty aur shirk k darjay k qareeb le jaty hain. Allah mujhe bhi aur unhien bhi hidayat dy.
Hai koe india se,,,??? है कोई इंडिया से,???mashallha में हूँ गुजरात (gujrat)के अहमदाबाद से,,
Hyderabad
Up rampur
Indore (m.p)
@@ShadabKhan-bg4ek mashallha बहुत खूब
@@ikramansari3231 masha allha,रामपुर U, P,
Good
surat najm @50:45
Kitna noor ha is ky charay par ya bi kathy hein
Subhanallah
nice
ALI MIYAN ALLAH TAALA AAP KO AAFIYAT ME RAKHE AUR MUJHE BHI AAAAMEEEN !
jazak Allah
JAZAKAllah
Mashaallah
Aj k dor ka mujdad bila mubalgha ap hain
you should not said allah will make people of jannah min god you have to say allah will give them power of kun faya kun
jzakallah
اگر نبی پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم جنگجو نہیں تھے؟ تو جنگیں کیسے کیں انہوں نے اور سکھائے جنگ کے بارے اپنے صحابہ کو،
انکی تلوار کی میان سے بھی تو جنگ کے متعلق صحیفے نکلے تھے،
بھائی سورہ النجم کی آیت 49 کی تفسیر جو آپ نے بیان کی ہے اس کی مزید تفصیلات بیان فرمائییگا. ن
Quran ki tafseer me bhi dislike mar rhe ho bhai... Kya soch hai aapki.. hadd hai
😢❤❤❤❤❤❤
Molana sahab la mujooda ilallah ka meaning ye hy k haqeeqat me allah mujood he baki sab fana he
Surah mn qaba qausain tk ki jo baat h wo after fatrat ul wahi k bd jb nabi ny jabrael as ko dekha i thino wo baat h 2nd time mairaj ka ziker h..life mn 2 bar asli haalat mn dekha ghara e hira and 2nd mairaj tou wo 600 paron wali baat ..wo kia h es tarah tou 3 times ho gae k nabi ny 3 baar un ko dekha
Sir ap kaisay differentiate karain gay zulam or ghalti may q k Imam to zulam ka murtakib nai ho sakta as per Quran but jin ambia ko imamat mili wo isi liay imam thay q k wo azmaish par poeay utray and sachay kahlaay
Sawal ye puchna tha k...kya raf -ul-yaden srf 1st r 3rd rqat men hi krna hota?
Basit Ali
ہر رکعت میں روکوع میں جانے سے پہلے اور روکوع سے اُٹھنے کے بعد ، اور تیسری رکعت کے شروع میں ( یعنی تشہد سے اُ ٹھنے کے بعد )
@@safdarsafi5130 acha theak.....pr idr turky men kuch log rako se pehly b krty rako k bd b r phr sajdy men janey se pehly b r sajdy se uthny k bd b mtlb hr rqat men 4 martba....
Sahi muslim chapter 4 hadees no 25
علی بھائی کیا بہتر نہیں ھوگا اگر قرآن کی جو آیات آپ پڑھتے ہیں وہ سکرین پر بھی ھو
ایک بڑی ٹیم ورک چاہیے ۔۔۔۔
Very difficult work. SOORY !
Engineer Muhammad Ali Mirza - Short Clips Channel
It's SORRY not SOORY
@@EngineerMuhammadAliMirzaClips بھائی جی آپ کی ویڈیو لگا کر قرآن کھول کر آیات پڑھ کر اور ویڈیو سے ترجمہ اور تفسیر سمجھنے کا جو مزہ ہے نہ ایسا لگتا ہے کہ میں آپ کے ساتھ ہی بیٹھا ہوں. سب بھائیوں سے کہتا ہوں کہ آپ بھی ایسا ہی کریں.
@@EngineerMuhammadAliMirzaClips
Don't worry Mirza,
Do it. He will pay you one day full fill this Reward.
One man army
True ma Sha'a Allah
Jibraeel AS left Nabi Kareem at SIDRATUL MUNTAHA ,from her I cannot go further .then how come he was up on tree ,please answer .if no one can go beyond sidra tul muntaha so how come he was up there spread all over tree.
15:00
*Aap ki MIC ki awaaz sehi nhi aa rhi aaj sr😎*
20:00
6:00