Sardi ke dinon mein agar aap matter kholte Hain matter kholne ke bad aap chahe to दो-तीन ghanta aise hi rakhenge to Sukh jaega ya hair dryer se bhi Sukha sakte hain fan se bhi Sukha sakte hain
Corel dra ke andar matter ko black hi Se Kiya jata hai matter kholne ke bad jab ham chhapai karte Hain to white color ka card per red color se print Kiya jata hai agar red color ka Card hai to silver color se print Kiya jata hai
Butter paper per black print hi karna hota hai metal bhi black hi banaya jata hai matter kholne ke bad red color se print Kiya jata hai ya red color card ho to silver color se print Kiya jata hai
Agar aap red color se print karte Hain to PVC matte color le sakte hain agar aap close paper use karte hain agar paper mein chiknahat hai to PVC glass le sakte hain aur red color ya blue color ka card Ho PVC silver color use kar sakte hain
Sona court aur sensitizer ka ratio Kitna aap rakhte Hain uske hisab se rakhna hota hai 30 se 40 second dhup agar Tej ho to rakh sakte hain 1 minut bhi rakh sakte hain thandi ke time mein thoda timing jyada Dena hoga
Thank you sir ji....
Aap k videos aur samjhane ka tarika bohot achha hai, asa,n hai....aap k ye videos bohot se jaruratmando k liye laav dayak hai....
Thanks Sir
Nice
Thanks
Dada dada me bolrahatha normal printer a butter paper korne se hoga ki lesar printer lena parega
Butter paper ko print karne ke liye lazer printer chahie inkjet nahin
Ye ek ek bulb kitne watt k honge sir ji
Assalamualaikum, sir plastic pen par print karne ke liye kaun sa ink use hoga , aur woolen bag par kaun sa ink use hoga
Pvc paint
Pvc
सर धूप में एक्सपोज करने के लिए कितना सेंसटाइजर और कितना सोनकोट को मिलाएंगे
Sardi ke dino me metter khilane ke baad frame ko kaise sukhaye.
Aise hi sukhane de ya pankha (fan) se ya room heater se
Sardi ke dinon mein agar aap matter kholte Hain matter kholne ke bad aap chahe to दो-तीन ghanta aise hi rakhenge to Sukh jaega ya hair dryer se bhi Sukha sakte hain fan se bhi Sukha sakte hain
Light box se rabber stamp expose kar sakte hai
Bahut jald video upload kar dunga
क्या एक बटर पेपर का मैटर को दुबारा उपयोग कर सकते हैं
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌
Print karme ke liye....color me kitna ml reducer dale.......aur bhi kuch daalna hai color ko patla karne ke liye........?
Kgn ji ek chiz bataye agar card red chapna hai to corel pe matter black hi rakhe ya corel pe hi red rakhna hoga
Corel dra ke andar matter ko black hi Se Kiya jata hai matter kholne ke bad jab ham chhapai karte Hain to white color ka card per red color se print Kiya jata hai agar red color ka Card hai to silver color se print Kiya jata hai
@@KGNGRAPHICSDLK sir color koi bhi rakhna ho but corel pe matter black hi rahega na
Ha mutli color offset pe karna hoga right
Excellent work,kitna kharcha lag jaega sap instrument ready karne ke liya
Ismein Sara saman ka kharcha 3600 rupaye ke kareeb aaega
Sir light box me kitna mm ka sisa lagana hai
Light box mein 6 mm ka shisha laga hua hai
8Mm ka
Sir mujhe box banwana hai ban jayega kya
Lightbox ban jaega carpenter se sampark Karen
Sir lightbox kitna bai kitna ka banayen, aapka box kine bai kitna ka hai
Matter black hi type karte hai kya screen pe color different dalna padta hai
Butter paper per black print hi karna hota hai metal bhi black hi banaya jata hai matter kholne ke bad red color se print Kiya jata hai ya red color card ho to silver color se print Kiya jata hai
Frame size क्या hai
Ink konsa use Kiya apne
Agar aap red color se print karte Hain to PVC matte color le sakte hain agar aap close paper use karte hain agar paper mein chiknahat hai to PVC glass le sakte hain aur red color ya blue color ka card Ho PVC silver color use kar sakte hain
जो फॉर्म में कपड़ा लगाया था वह कौन सा कपड़ा है
Ye butter paper kya hai aur Kahan milta hai
Butter paper tracing paper sem hota hai yah transparent paper hota hai Jahan paper vagaira milta hai vahan mil jaega
Jali mesh kitny number lgani ha sir?
140 number match lena hai
Sir me ny laptop keyboard refurbished kr k printg krni ha os py b 140 lgy ge kya?
मेटर खोलने वाला क्या क्या समान चाहिए
Sir Ji dup me frem Kira time rake
Sona court aur sensitizer ka ratio Kitna aap rakhte Hain uske hisab se rakhna hota hai 30 se 40 second dhup agar Tej ho to rakh sakte hain 1 minut bhi rakh sakte hain thandi ke time mein thoda timing jyada Dena hoga
Sir matter kulne ke baad screen me dot Jada AA jata hai .iska kiya solution hai
Aapke screen mein agar छोटे-छोटे dot a rahe hain to normal Sona court ko machis ki tilli se band kar le
Bahut jada dot aa jata hai...pure screen mein
Borter paper keise banaya jatahai
Butter paper ya tracing paper donon sem hai Naam अलग-अलग hai lazer printer se print out nikala jata hai uske bad matter khola jata hai
Bhai 100ml water me 2 packet ya 4 packet sensetizer milana hai, aapki saal bhar pahle ki video me 2 packet hi hai
100 gram Pani mein 2 pouch mix karna hai
@@KGNGRAPHICSDLK thanks bhai
@@KGNGRAPHICSDLK thanks bhai, its working for me now
Print karane bad boad ko kese saf kare? Kyu ki next borter paper lagane ke liye ?I am From odisha,I have a online shop
Already video upload hai mere channel mein aap dekh sakte hain printing ke bad frame ko kaise saaf Kiya jata hai
Yh printer hote tome muje yh samaz nahi aaya ki yh psint aar paar kese ho raha hai or wording kese chap rahi hai 😊
Aaap Kahan se ho or aapka number do ya nado lekin adress to Dena hoga ... Please 🥺 sir ..
Muje jaldi hi flag banvana hey .
Mashallah
Fake news