Regeneration ho raha hai is baat ka kaise pata chalta hai s1x me Kyoki display par to show nahi karta kuch Plzz. Answer my question me bhi sochta hua ki regen hota hai ya company bus break system derahi hai regen ke naam par
सबसे ज्यादा जरूरी है कि ola ki कस्टमर service पर video बनाई जाए. कस्टमर खुश हैं या परेशान हैं. उन्हें ola का scooter खरीदने के बाद किन किन परेशानियों का सामना करना पड़ रहा है?
@@CyberArc_ Kafi kam hai. 1,2 baar or check Karo 100 percent pe click photos and try to reach below 5 percent. Just as proof, agar har baar kam a rahi hai to raise the issue to OLA care.
@@adiwings kai baar check kiya bhai abhi to pani me gayi thoda watter logging me and road pe chalate chalate achanak band ho gayi fir 4 hrs baad chali RSA b nahi aaya jabki insurance me add h
Arey bhai eco mode mei 40 chalayega to range kum degi 🤦 phele hmko bhi nhi pta tha Eco mode mei 25 se jada nhi chlani h speed normal mei 50 se jada nhi chlaani h speed
@@NinjaHathori-nn3sp eco mode only city k liy hota h , jha pe speed below 30 ho Agar 40 plus chlaanj h to normal mode pe chlao 40- 50 Tab maximum range nikle gi Mere paas bhi h ola Phele mei b eco pe chlata tha 42 Bilkul range ni deti thi bhai 3kw hei mere paas 95+ km range deti h meri 4kw vaali 130+ km range degi araam se mere dost k pas bhi h 4kw 130+ deti h Eco mode ka use hi mt kro bkwas h
I brought S1x believeing ola, I really made mistake, its not tested properly the brake sensor sucks, the engineers don't have common sense, water enters and stops frequently, I kindly request ola to recall all the scooters S1x and fix the issue
Kal barsaat ho rahi thi or mein ghar se lekar nikla to bar baar Exiletar speed band ho rahi ola bekar hai koi mat lena mere bhai mujhe sirf ek mahina hua hai or problem suru
Regeneration ho raha hai is baat ka kaise pata chalta hai s1x me
Kyoki display par to show nahi karta kuch
Plzz. Answer my question me bhi sochta hua ki regen hota hai ya company bus break system derahi hai regen ke naam par
130 chalti h normal lga k rkho bsss eco mei chlaani h to 25 se jada speed nhi rkhni h
cell balancing charge karte raho 15-20 din me, it will keep battery good...
Ye kya hota hai?
fake exhaust ka option hi kya isme
Bhaiya yee full body accessories lagane se warranty claim ke upar problem hoga kya
Ola battery warrenty pr 2nd video banane wale the please banaye bataye kya reply aya h ola ka battery warrenty me jo confusion tha
Meri to 105km range diyata 4kwh
Bhaiyya, Combine Eco and normal is 120km right, so what about true range only in ECO Mode?
Around 140 km
@@nilakanthaclubnanput991 Thank you for the information brother 😊
Normal me 100+ jaati hai aaram se in city
सबसे ज्यादा जरूरी है कि ola ki कस्टमर service पर video बनाई जाए. कस्टमर खुश हैं या परेशान हैं. उन्हें ola का scooter खरीदने के बाद किन किन परेशानियों का सामना करना पड़ रहा है?
System usse kaise solve hogi
Long me deta hain. City traffic me bohot kam hoga
correct
regenerative braking se to city m jyada dena chahiye, stop start
@@avijitmandal2494 city mei eco mode lgao highway pe Normal mode fir degi millage
UP mein subsidy announce hui hai milegi kya jo le chuke hai pehle he ?
Nahi, Haam ko 10k he mila tha payment ke baad kuch nahi ho sakta.
Bhaiya apko up subsidy kaise mili 5000 hai na wo to @@adiwings
how many times u will put same video?
It's a shortened video dear. 1 Video was in two parts and around 1 hour.
And it's only in 10 Mins. Who is looking formally the range test. part.
Normal pe 120 se jyada nhi de sakti, usme se bhi 15 percent ke bad eco hi chalega
@@Gameplay-oi5vm galat femi h bhai teri normal mode pe chlao 40 - 50 speed pe 130+ deti h
bhai iska time kese set krte hai
Abhi tak to koi update nahi. Near future Ola electric app se connect hoga tab may be. Will update once get update.
Bhai ola was ki video bnao
140+ Liya h .. bahut bar
Total 2500 chala chuka hu 1 month me
Bhadiya. Kisa chal raha hai. 140 4kw battery hoga aap ka. Mode ECO correct.
100 to 1 me meri eco me 169 he 2 din hua ola s1x 4kw ko lia
168 to display show karta h
@@NemichandKumavat-ez4ip normal mode pe chla 40-50 speed pe fir btaio
Thank me later
meri 100 aati h eco plus normal me
jisme 70 percent to eco hi hota h
I think app ka 3 KW hoga. Mera 4KW hai to 120+ he rahti hai range.
@@adiwings nai bhai 4kw h
@@CyberArc_ Kafi kam hai. 1,2 baar or check Karo 100 percent pe click photos and try to reach below 5 percent.
Just as proof, agar har baar kam a rahi hai to raise the issue to OLA care.
@@adiwings kai baar check kiya bhai
abhi to pani me gayi thoda watter logging me and road pe chalate chalate achanak band ho gayi fir 4 hrs baad chali
RSA b nahi aaya jabki insurance me add h
batana kya solution raha fer. Thanks hope jaldi resolve hojaye app ka issue.
Bhai itti hi aati hai 😂 135 to sirf eco me aati hai
Mera aaj delivery wana wala hai
Bhai aapne 3rd party accessories lagai h to usse battery warranty me koi issue to nahi h , please reply kro🙏🙏
nahi par jab accessories lagwao to scooty ke original bullets smabhal ke rakna warna insurance claim karne mai dikkat aaegi in case of accident
Arey bhai eco mode mei 40 chalayega to range kum degi 🤦 phele hmko bhi nhi pta tha
Eco mode mei 25 se jada nhi chlani h speed normal mei 50 se jada nhi chlaani h speed
Bhai sahi samjha dooo matlab normal mode pe 50-60 chalau...eco na use long route me traffic me eco use karu 25 tak ke liye
@@NinjaHathori-nn3sp eco mode only city k liy hota h , jha pe speed below 30 ho
Agar 40 plus chlaanj h to normal mode pe chlao 40- 50
Tab maximum range nikle gi
Mere paas bhi h ola
Phele mei b eco pe chlata tha 42
Bilkul range ni deti thi bhai
3kw hei mere paas 95+ km range deti h meri
4kw vaali 130+ km range degi araam se mere dost k pas bhi h 4kw 130+ deti h
Eco mode ka use hi mt kro bkwas h
@@Himanshuaroravlogs ok bro samajh gaya thankyou
Mera 110km aaya tha
I brought S1x believeing ola, I really made mistake, its not tested properly the brake sensor sucks, the engineers don't have common sense, water enters and stops frequently, I kindly request ola to recall all the scooters S1x and fix the issue
Mera new ola s1x+4kwh eco me 100 km ka milege de rahe hai single person 40 se 42 km prati ghante ki raftaar se key modle 27 july me liya tha
Matlb cheat kar rahe hai ye log,..
190 km bata ke 140-150 to Deni chahiye, Battery 🔋 real mai 4kw wali nai lagi lagta hai .
Bilkul mat lena
Meri wali ola 15 din chali aur 45 din mahine se service center main hai.
Bahut kharab gadi hai.
Kal barsaat ho rahi thi or mein ghar se lekar nikla to bar baar Exiletar speed band ho rahi ola bekar hai koi mat lena mere bhai mujhe sirf ek mahina hua hai or problem suru
Bhaiya aaj mera system issue aa gya
Kab liya thaa
@@educator793 Aaj morning me he aa gaya tha
Ola sirf lola hai bhai koi mat lena
Fake
Bilkul mat lena
Meri wali ola 15 din chali aur 45 din mahine se service center main hai.
Bahut kharab gadi hai.