Mam mahakaleshwar me jalabhishek karne ki slip ki cost kitni hai?Mam kya jalabhishek ki slip katwane par mahakal ji ko sparsh karne ki permission hoti hai?
Madam ji 2024 December mein mahakaal mandir mein apne hatho se jal abhishek karne ka subhe time Or charge kitne lagte hai or madam ji hum december 2024 mein abhishek karne liye hum online kaise booking kar sakte hai madam ji kripya maargdarshan kare🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 kyoki madam humhe December me jana hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Free Jal Abhishek apne 1:35 pe bola Mangalwar Budhwar aur Shukravar. 1:52 pe bola Tuesday Wednesday and Thursday. Pls confirm the days. And thank you for your videos! 🙏🏻
Ma'am, humara booking hai 21st ko for bhashm Arti Wednesday araha hai toh hume Jal Abhishek free me karne milega? Aur lota hume khudka leke jana hota hai? Please reply
मैडम क्या जल अर्पण का टिकट 2 दिन पहले का प्राप्त हो सकता है क्या जैसे हम 11 नवम्बर को उज्जैन पहुच रहे है 13 नवम्बर को भस्म आरती में सम्लित होते है और 13 नवम्बर को ही जल अर्पित करना चाहते है तो बड़ा गणपति में 11 नवम्बर को बड़ा गणेशपति में जा कर 13 की टिकिट कटवा सकते है क्या???
Madam if we can’t sit on the floor due to back problem, can we stand at the sides? Please clarify madam because I’m planning to attend the arathi this month
Aap ye clear kar do ki hum log bhasmarti mein Bina Saree ke ja sakte hain ya nahi aapne apne arti bale video mein bataya tha ki bhasm Aarti mein Bina Saree ke ja sakte hai pet garbh grah mein Jane ke liye saree hi pahani hogi. Humko sirf bhasmarti mein Jana hai to kya ham salwar suit pahan sakte hain.plz reply kar dijiyega.
Mam but mere rishtedar nisulk jal abhisekh krne jate or waha se shiv ling par chada pani bhi lakar area me baat te unka daily ka h vo bolte ki mere psss pass h mahakal samiti ka subh me nisulk jane dete jis k pas card ho gale me pure sal ka bnta vo kuch pese lgte
manne 1500 ya 2100 rupee diye vip ya fer vvip line meh bethne k liye ......usme jal abhishek include hogga ya alag se leeni pdeggi jal abhishek ki ticket
Mam mujhe 2 January 2023 ko bhasm Aarti ki online ticket book karni hai to mujhe kis din Darshan milenge bhasm Aarti ke 2 tarikh ya 3 tarikh ko please mam .
Thank You So Much Mam for guiding us.. next week I will go there and it will very helpful for us...Mam mobile phone allow ni hai but ise sath me rakh sakte hai or rakhne ka place hai...
I have booked bhasma aarti ticket online for 200/- If I book book shigra darsha ticket also for same day, will I be allowed to sit in front row it will be waste? Pls answer this if you have any idea? Also, If I go on Tuesday to do Jal Abhishek, can I do it for free just after bhasma aarti or should we go after sometime?
Jay Shri Mahakal Darshan karke gaya tha aap aisi video banati amazing
Jai Shri Mahakaal Jeevan Dhanya ho gya baba koh sparsh kr k baba k darshan kr k
thank u apne bahut he acchi information di baba ki kirpa se hum bhi mahaleshver jane wale hai
Mam mahakaleshwar me jalabhishek karne ki slip ki cost kitni hai?Mam kya jalabhishek ki slip katwane par mahakal ji ko sparsh karne ki permission hoti hai?
Baba ko dil se pooja krte he unhe apne chadve ki jaurur nahi hamri sacchi shraddha dekte he bhole baba 🔱🙏
toh babu tm parae q school jakr krte hoo dil se he par loo dil m he exam de do kam q krte ho dil m he kam kr loo dil m he paisa aa jaega
Khane k liye restaurant q jate ho dil se he khaa loo dil m
@@souravburman5666 😂😂😂
Bahut Bahut dhanyawad
Hum v July me ja rahe hai
Har har Mahadev
Didn’t knew u have this channel 😮shocking for me i love to watch yamiddhi vlogs😊
Thank you very much for giving important information ❤️
Ji july is crowded in mamdir, iam visit this month.20 th 🙏
Mam gtbh grih me mhakal baba darshan krne ke liye kaise j aa ye
Madam ji 2024 December mein mahakaal mandir mein apne hatho se jal abhishek karne ka subhe time Or charge kitne lagte hai or madam ji hum december 2024 mein abhishek karne liye hum online kaise booking kar sakte hai madam ji kripya maargdarshan kare🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 kyoki madam humhe December me jana hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Is mobiles allowed during bhasma aarti.??
You are great sis, you explain excellent 👍
Nice video banya hai aapne
Ager hum es sal main jate hain ?to same rules hain kya jal Abhishek ke liye ? Ya change ho gye hain?
shigre dershan ke tokan to le liya he kya hum usi tokan se jal abhishek kr skte he kya age nhi to kya kerna he hume plz pura porsss btane ka kasht kre
Hi
Very detailed videos
Can we book jal Abhishek tickets online... As I cannot see any jal Abhishek tickets online
Jal avishkek kya abhi baand kar diya gaya hai??
Aapne ganerl ticket Kiya orr nandi hell keise bethaa
Mam ap btaoge kya Maine bhasm arti m saree jaruri hai kya qki abhi koi gya tha toh suit m hi bethe the bhsm arti m
Andar photos khis sakte he ????
Period aa jaye to mahakal bhagwan ke darshan kr sakte h, kya
Ky pujan booking aur garbha griha alag alag booking karani hogi yaa pujan booking mei hojaayega darshan bcoz dono alg alg hai...
Free Jal Abhishek apne 1:35 pe bola Mangalwar Budhwar aur Shukravar.
1:52 pe bola Tuesday Wednesday and Thursday.
Pls confirm the days. And thank you for your videos! 🙏🏻
Tuesday Wednesday Thursday and Friday 12:30 to 4:30
Maine bhi free me baba ka jal Abhishek Kia
@@himanshukeserwani5411 if Wednesday ko jae to kitne baje se leke kitne baje tk jal chadana allowed rhta he?
Weekly 4 days free darsan
Aap. Khubsurat ho. Jai mahakaal
Ticket online hoga ya wahi mil jata hai counter se jal chadane ke liye ek din phle jana padega kya online kese hogi plz btaiye jay mahakal🙏
Di agar ham shyam ko pocha gaye ki pass lekar jal chada shakte hai kya...baba ko shayam ko
What about children dress code
Didi rudrabhishek ke liye Kitna ticket lagta h aur kaise karvana hoto hkya process hota
Tuesday Wednesday and Thursday or Friday. Free jal Abhishek ?
Di kya unmarried couple rudra avisek saath me krwa skte h ...plzz bataye
Is ticket 1000/- rudrabhishek or maha rudraabhishkam which is 15,000/- please confirm
Jal Abhishek ke liye Lota Aur jal Hamen vahan milega ki Ghar Se Le Jana Hai
बाबा महाकाल प्रभु 🙏🏻❤️📿🚩🚩
Abhishek by milk, honey cost
Mam do unmarried girls also have to wear saree only
Yes
Mam aap kab gai thi
Ma'am, humara booking hai 21st ko for bhashm Arti Wednesday araha hai toh hume Jal Abhishek free me karne milega? Aur lota hume khudka leke jana hota hai? Please reply
मैडम क्या जल अर्पण का टिकट 2 दिन पहले का प्राप्त हो सकता है क्या जैसे हम 11 नवम्बर को उज्जैन पहुच रहे है 13 नवम्बर को भस्म आरती में सम्लित होते है और 13 नवम्बर को ही जल अर्पित करना चाहते है तो बड़ा गणपति में 11 नवम्बर को बड़ा गणेशपति में जा कर 13 की टिकिट कटवा सकते है क्या???
Dear Didi , Garbha Grah ke videos kese liye , If mobile allowed ni h
Jal arpit krne ke lie vha jal Or jal patra milta h kyaa grabh grah m?
Madam if we can’t sit on the floor due to back problem, can we stand at the sides? Please clarify madam because I’m planning to attend the arathi this month
Yes you can stand aside or chair n wheelchair are also available
@@exploreroads thank you. Do we have to request for the chair before entering the mandir for the arathi?
Mai garbh grah ki booking. online nahi ho rahi hai kyo agar aapko pata hai to bataiye ...?
Kitna charge lete hai vip bhasam aarti me part lene k liye orr jal Abhishek or bhasam aarti dono k liye alg alg charges dene padte hai ? pls response
2024 me koi gya h abhi darsan krne ka kya process h garbh grigh ka prasad jal kya chadhya ja sakta h or saree phnna jaruri h
Check out my channel for latest video of mahakaleshwar
Aap ye clear kar do ki hum log bhasmarti mein Bina Saree ke ja sakte hain ya nahi aapne apne arti bale video mein bataya tha ki bhasm Aarti mein Bina Saree ke ja sakte hai pet garbh grah mein Jane ke liye saree hi pahani hogi. Humko sirf bhasmarti mein Jana hai to kya ham salwar suit pahan sakte hain.plz reply kar dijiyega.
Om jai shree mahakal baba 🙏🙏
Agar hame saree pehni nhi aati to kya karengay?
Jai mahankaleshwer
plz tell can we carry Gangal Jal with us in garbhagriha
Apki videos bhut helpful h di
Mam bhole baba ke paas me jane ka kya rule hai
Ma’am aap jab jal chadha rhi thi to video kaun shoot kr rha tha???
Jaishreemahakal🥰🥰🌹🌹📿📿🚩
mam bin tikat k nhi ja skte jalabhisek krne
Jai mahakal baba 👏❤️❤️
Apne bhasm Arti ka video dikhai bhut acha lga aisa lga ki sach me whi baith ke mahakal baba ki darshan kr rhi hu mai love you
Mam but mere rishtedar nisulk jal abhisekh krne jate or waha se shiv ling par chada pani bhi lakar area me baat te unka daily ka h vo bolte ki mere psss pass h mahakal samiti ka subh me nisulk jane dete jis k pas card ho gale me pure sal ka bnta vo kuch pese lgte
Me iske baare me pata karke zaroor inform karungi.
@@exploreroads ha mam jaroor puchna hum ujjain walo ko bhi bhot help ho jyegi kyu ki hum yha k ho k b nhi ja pate or in logo ne dhanda bna liya 😔
Can you guide me for laghu rudra puja for online booking for 2 adults
free jal abhishek srf ujjain walo ke liye hota hai ya koi bhi kar sakta
Jai ho 🙏🏻 ❤️
अच्छा लगा
Mera next month ka mahakaal darshan ka program hai. Current situation ki koi jaankari dijiye like jalabhisekh and bhasm aarti... if possible
Dono khul gye hn ap jaa sakte hn. Sawan k liye band the bus
Bss y bta do ye phn ander kese le k Gaye
Hotel konda hay...price ???
aapke pass panditji ka number h jo booking jar de kyonki muje online ticket nhi mil raha h
Agar mein ab jal abhishek ticket online mei book karna chahta hein tho mujhe vo option dhikayi nahi de rahi hein
Jal abhishek kaise book kare? And pujan jo online pe dekha raha hai uske bare main kuch bataiye.
Hello Mam, can you please reconfirm Jalabhishek ka ticket kaise aur kahan se le sakte hai??
Didi online me option hi nahi hai jalabhishek ka ..kaise book kare fir
Di Nandi hal me aam log beth sakte h kya mene bhasam arti kartike hal se dekhi h
Ma'am abhi current m kya rules hai
Jal abhishek ki abi ticket kya hai
750 per head
Afternoon ka time nahi hai kya
Which hotel is best to stay and safe for women?
Dharamshala is safe for women’s.
जल अभिषेक का ऑनलाइन बुकिंग कैसे करे। ऑप्शन मै बहासमार्ती , शीघ दर्शन और गर्भ दर्शन ही ऑप्शन मै है। व्यू
Kya 1500 jal Abhishek ke online booking hoti h, if yes kis site or?
Phone allow ho gya hai kya
manne 1500 ya 2100 rupee diye vip ya fer vvip line meh bethne k liye ......usme jal abhishek include hogga ya alag se leeni pdeggi jal abhishek ki ticket
Mam mujhe 2 January 2023 ko bhasm Aarti ki online ticket book karni hai to mujhe kis din Darshan milenge bhasm Aarti ke 2 tarikh ya 3 tarikh ko please mam .
2 tarik
Offline k liye ek din pehle ticket book hoti h next day ki
Thank you mam
Thank you for important information
10 bje k bad गर्भ गृह में दर्शन नहीं हो पाता क्या
Sham ko 1-4 PM tk hota fer
@@exploreroads thnak u mam
Supper se bhi upper
Kids ke bhasan aarti ke lea online booking kise kre bcs unki koi I'd nahi bani hai
जल बाहर से ले जाना पड़ता है कि अंदर मिलता है???Pls clear
Sub ander garb greh me hi milta h
Good information
how to find Jal Abhishek online ticket
bhasam aarti k baad ....jal abhishek include hotta hai kya vip and vvip line ki liye ?
Jai shree mahakal ji
Jal abhishek ka timing kya rahta hai
Mera bhasm aarti ka date 1 din pahle schedule h kya hm ek din baad arti me ja skte hai
Very informative. Thank u
Jal Abhishek ka ticket online nai milta ? And agar morning normal arti dekhni ho toh uska koi ticket lena padta hai ?
Jal Abhishek ka ticket online bhi book hota hai kya..pls bataye
kya aap ki ticket online book ho gai hai.Please tell me how to book online only for simple jal abhishek
Didi mahakal ke ek shingar ke kitne pese lagte he please btay 🙏
Thank You So Much Mam for guiding us.. next week I will go there and it will very helpful for us...Mam mobile phone allow ni hai but ise sath me rakh sakte hai or rakhne ka place hai...
Jai shree mahakal Mahadev ki
Om namah shivaya
भस्म आरती के लिए प्रोटोकॉल टिकट कहा से बुक करें जिससे आगे बैठ सके
Dii VIP Jalabhishek Counter Kitne Baje Khulti hai
Puja Dene ke liye ticket kya pahele din kat sakti hu? Kitna time line mein khari rehena parta hain puja dene ke liye?
Watch my mahakaleshwar series, saare jawab mil jayenge
I have booked bhasma aarti ticket online for 200/-
If I book book shigra darsha ticket also for same day, will I be allowed to sit in front row it will be waste?
Pls answer this if you have any idea?
Also,
If I go on Tuesday to do Jal Abhishek, can I do it for free just after bhasma aarti or should we go after sometime?
Are you visiting there?what are the rules for bhasm arte and jalabhishek?