تالاب یا نہر میں غسل کا طریقہ تالاب، دریا یا نہر میں نہانے سے پہلے کلی کریں پھر ناک میں پانی ڈال کر خوب صاف کریں اور تھوڑی دیر اس میں ٹھہرنے سے غسل کی سب سنتیں ادا ہو جائیں گی۔ اور اگر تالاب اور حوض یعنی ٹھہرے ہوئے پانی میں نہائیں تو بدن کو تین بار حرکت دینے یا جگہ بدلنے سے غسل ہو جائے گا
Bhai , balti se paani nikalane me agar hamara nakhun chala jaye to gusl nhi hoga Ya fir nahane wagt hamare badan se takrakar pani balti me chala jaaye to gusl nhi hoga Please bhai jaldi se bta do
Sirf aagar nakhun chala jaye to koi harj nhi Palhi martaba badan me jab pani dala jaye to woh pani balti mai nhi jana chahiye , pure jism me jab ekbar pani bah gya uske bad agar jism ka pani balti mai gire to koi baat nhi
Molvi Sahab ne kab kaha ki napaki ki halat me kuran ki ayat parho ..wo to gusl ka tarika bata rahe hai jaise juma ke din Eid ke din ke liye ...ha AP napak ho to apki galti hai ..... Molvi Sahab ne kaha to hai ki Dil me parho ..dhyan se Suno Bhai
Jisam pe pani dalne se paak hojata hai na Napaak kapda pahan ke gusal karna mana hai Q ke uspar pani dalne se aor zyada napaaki phailegi Isliye hukm hai pahle kapde ko paak kiya jaye Ya phir dusre kapde pahan ke nahaye Agar band kamre me hai begair kapde ke bhi naha sakte hai
Walaikum assalam o rahmatullah Jee jaiz Q ke jab aap kisi sim ko port karte ho aor dusri company me joined hote ho to company apni taraf aapko gift ke taur par kuch din ke liye free service deti hai kyun ke aap uski company me joined hoye to well come bonus ke tor par woh free recharge kr deti hai Aor agar aap jis company ko chhor Rahe ho woh agar free recharge kar deti hai to bhi Jaiz Hai.. Q ke aap uske customer ho Woh aapko chorna nahi chahti To aapko apni company barqarar rakhne k liye woh kuch din ke liye free service deti hai Dono surato me jaiz ................. For more information email kare:- paigameqadri@gmail.com
Subhanallah apke wajah se humne proper gusl karna Sikh liya sukriya bhai jaan
शुक्रिया ❤️🤲
गलत वीडियो को लेकर खुश नहीं थे लेकिन कुछ लोग कायदे कानून को सख्त रुख अख्तियार कर लिया है इसलिए इसे समझने में आसानी से समझ कर जवाब अता करे
Subhanaallah bohot achhe tarike se aapne samjhaya ❤❤ or bhi baten hame samjhaye 😊
Mashallah Subhanallah Alhamdulillah Maulana Sahab bahut hi achi tarike se video banaye logon ko achi tarike se samajh me ayega inshaallah 🤲❤
shukriya molana Saab 😇😇😇
Masha Allan bahut bahtareen jaankari
❤
❤
❤ sukriya molana shab ji 🤝❤️🥲🤗
Bahut acha samjhaya hai apne Hazrat
"Jazzak Allah Khair" ❤
Masha allah ❤❤❤
Very good information
Mashallah bahut sahih
Suhbhan nullah Allah pak apko hamesa kohs rahke ameen Suma ameeeeeeeeeeeeeen 🤲
Apka bahut sukriya bhai jan apko allah pak hamesa khus rkhe 🎉
Shukriya Bhai
Jazakallah Khair
Masha Allah
Bahut pyari batey
Good information.
Mashaallah ❤
Masallah 🤲🤲🤲
Ji may bilkul khayal rakhege
Masha Allah bhot shukriya apka zaZak Allah Khaira
Mashaallah
Thank you
Masallah ❤❤❤❤❤❤
Bahot khub hazrat
Bahut bahut badhai
Masha allah
बहोत बहोत शुक्रिया आपका
माशा अल्लाह
Allah hu Akbar❤❤❤
Masa Allah
Allah apko salamat rakhy
Aameen
@@paigameqadriHamne pani na Mala to Hamara ghusal hoga ya nhi
Pure badan me pani bahana zaruri hai Malna zaruri nhi,agar begair male pani sahi se bah jata hai to gusl ho jayega
Subhan allah
Subhan Allan
Jazakallah khair janab
Aameen Summa aameen
Mashallah ❤
👌🏻👌🏻
Channel ko subscribe kar lijye Bapu
Jazakallah
Bahot khub
Nice
Masa ala❤😢❤😢❤😢
Subhanallah
Khuda k Lia hum jaisy logo shirt farz tarika sy ghusal tarika seka dy
Shukriya
Wale.kum.slam.bhai.zan.
SHAIKH.SHABBIR.SHAIKH.YASEEN❤😮❤
Mashe Allan
mashallah Aisa likho
BAPU🤝🏻❤️🥀
Good 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
❤❤
Very good
Aankh ke ander kaise paani jayega waha tk to paani pahuchega hi nhi
Good
Masaalah
Walekum Assalam
❤❤❤❤❤❤❤
Masa slla❤😅❤😢❤😮
😊😊
Good ❤
Mashallah Subhanallah
❤
Mashaallah 👌
Msyallha amin good morning 🌄
Mashallah
3 Farz hai os traky sy ghusal Ka tarika seeka dy
Masa Allah Hafizi
Mashallah ❤️
Very good information🎉
Kiya satar khula hone k baad wuzoo kar sakte hen gusl khane me jawab zarur de
Jee sakte hai,,, koi haraj nahi
Jazakallah shukriya. Bhai jaan aapne bola ki pehle dahine kanghe pe phir bayen kandhe pe fir sar pe. Kya ye sahi hai ❤❤❤
Jee yahi sunnat tarika h
हजरत ये भी बता देते तालाब में कैसे नहाए सुन्नत तरीका क्या है
تالاب یا نہر میں غسل کا طریقہ
تالاب، دریا یا نہر میں نہانے سے پہلے کلی کریں پھر ناک میں پانی ڈال کر خوب صاف کریں اور تھوڑی دیر اس میں ٹھہرنے سے غسل کی سب سنتیں ادا ہو جائیں گی۔ اور اگر تالاب اور حوض یعنی ٹھہرے ہوئے پانی میں نہائیں تو بدن کو تین بار حرکت دینے یا جگہ بدلنے سے غسل ہو جائے گا
Good Bhai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
👍🇵🇰👍🇵🇰👍🇵🇰
❤❤❤❤❤❤
Gusal karne ke liye surah bhi padna chaiye kya
Jee Nahi,,,,, sirf Dil me irada karle ke mai Gusl kar raha hu paaki Hasil karne ke liye
Bhai , balti se paani nikalane me agar hamara nakhun chala jaye to gusl nhi hoga
Ya fir nahane wagt hamare badan se takrakar pani balti me chala jaaye to gusl nhi hoga
Please bhai jaldi se bta do
Sirf aagar nakhun chala jaye to koi harj nhi
Palhi martaba badan me jab pani dala jaye to woh pani balti mai nhi jana chahiye , pure jism me jab ekbar pani bah gya uske bad agar jism ka pani balti mai gire to koi baat nhi
Hum jaisy log phir waham mai mubtila hoty hen
Gusal me sabun kab lagaye pehle ya bad?
Pure Badan me ek bar Pani Sahi Se Baha Le phir uske bad sabun waigara lagaye
@@paigameqadri gusal karne k bad ya pehley nahana hy
Aslamualikum molvi sahab ik molvi ne bola tha ki napaki ki haalt mai quran ki ko b aayet prna ijazt nhi hai
@@islamicadvisor9071 Walaikum Assalam,, Jee Sahi bola hai
Napaki ki Halat Quran ki Aayat Padhna Man Hai
Molvi Sahab ne kab kaha ki napaki ki halat me kuran ki ayat parho ..wo to gusl ka tarika bata rahe hai jaise juma ke din Eid ke din ke liye ...ha AP napak ho to apki galti hai ..... Molvi Sahab ne kaha to hai ki Dil me parho ..dhyan se Suno Bhai
Hazrat mere gusal khana nhi hai kese kare gusalkhana
Qasimunqasimun
HmareiyzrMashojai
Zaza kala
गुस्ल पाकी के लिए करे नियत
Niyat karta hun mai paaki hasil krne ke liye
Hazrat aapki vajah se kitne log inko nahin pata hai unko maloom pad jaega
Shukriya bhai
Aapney puri details practicall kr k btana chahiyea tha pani baha k
Thik hai bhai dusri video me bata dunga
Agar neeche ka kapda napak hai tab kya karna chahiye
Napak kapda change kar ke Usko dhoke saaf karna hai
Phir usko pahan ke naha sakte hai
@@paigameqadri jaise ham napak kapda change karke uski jagah paak kapda Bandhkar gusal kar sakte hain
@@shahrojhasan9073 ji bilkul kar sakte hai
@@paigameqadri par hamara jisam to napak tha tab kaise paak kapda pehankar gusal ho sakta hai
Jisam pe pani dalne se paak hojata hai na
Napaak kapda pahan ke gusal karna mana hai Q ke uspar pani dalne se aor zyada napaaki phailegi
Isliye hukm hai pahle kapde ko paak kiya jaye
Ya phir dusre kapde pahan ke nahaye
Agar band kamre me hai begair kapde ke bhi naha sakte hai
Assalamu alaikum hujoor kya sim card ko PORT Kara sakte hai aur free mein milta hai aur free mein reacharg milta hai kya jayaj hai
Walaikum assalam o rahmatullah
Jee jaiz
Q ke jab aap kisi sim ko port karte ho
aor dusri company me joined hote ho
to company apni taraf aapko gift ke taur par kuch din ke liye free service deti hai
kyun ke aap uski company me joined hoye to well come bonus ke tor par woh free recharge kr deti hai
Aor agar aap jis company ko chhor
Rahe ho woh agar free recharge kar deti hai to bhi Jaiz Hai..
Q ke aap uske customer ho
Woh aapko chorna nahi chahti
To aapko apni company barqarar rakhne k liye woh kuch din ke liye free service deti hai
Dono surato me jaiz
.................
For more information email kare:-
paigameqadri@gmail.com
teen fraz pura nahi kia tumnalia
t
Ek bat kitna bar batayega
Aap log pata nahi kya naya 2 tarika batate ho
Mashaallah ❤❤❤❤
Mashallah💚💚💚
माशा अल्लाह
❤❤❤❤❤❤
Nice ❤
Masha Allah❤❤
Masa allah
Masah Allah
Subahn Allah
Masa Alllah
Subhan Allah
Mashallah❤