11 feb: 1- LCM of two positive numbers 2- do string- 'abc', 'xyz, diye the, first two characters swipe krna tha. result= 'xyc abz' lana tha 3- string ke kisi character ko count krna tha.
Ap log bachcho ko confuse kar dete ho batana hai to nielit ka software khol ke batao to manu 10 ko jiska practical tha writer wale me jo question diya tha table banane ke liye usame formula ka option hi nahi diya tha ap aur nielit dono log bachcho ko bewkoof banate ho
Jo question puchha gya hai usko practically write pr solve kr ke dikhaya hai. Nielit ke software me option nhi hai iske liye aap sb nielit ko mail kr ke complain kre. Isme humlogo ki koi mistake nhi hai
Aap log sirf bachcho ko bewkoof banate ho jo practical karne bachcha baithata hai use hi samjh me ata hai app log writer calc impress me bata dete ho jabki nielit wale software me kuch option hi nahi hota hai
@@kamalbarnwal6 bhai jaha practical ho raha tha waha ke khud teacher bole rahe the Nakal karoge tabhi pass honge mtlb kul mila ke nielit aur center wale paisa kha rahe jo bachcha ekdum sahi karke ata hai uska number bhi nakal karne wale bachche ke no me add hota hai kul mila ke practical me bina paisa diye koi bachcha 60 No ke uper nahi ja sakata hai
Sir mera kl exam h .... or college ki exam ki wjh se mera practical ka preparation nhi hua h to mn kya kru or sir viva ke liye bhi thoda ideas de ki kis trh ke Question puchte h viva me
Thank you sir 🙏
11 feb:
1- LCM of two positive numbers
2- do string- 'abc', 'xyz, diye the, first two characters swipe krna tha. result= 'xyc abz' lana tha
3- string ke kisi character ko count krna tha.
Sir practical bahut accha hua jaisa ki apne padya tha sir sare questions merathon class se aaye the
Sort option work nahi kar raha nilet vale software pe !!!
Sir ye questions ni the 10date ko writer mai document se tha and calc mai table thi aur chart insert kerne thy
Sir mujhe m2:m3 ka batch lena jai July wala practical ke saath fees kita hai sir
399 per subject
@@GyanXp sir practical bhi hoga mn isme ek batch me uski alag fees to nhi lagegi
@@AkashKushwaha-og6og every thing included
Hi di mere kal exam hai pr1
Sir inne step marking hogi ya nhi?
Sir mail merge se questions nhi aa rhe hai naa... To uski practice na kre??
Sir Python ki fee kitani hai
399
Ap log bachcho ko confuse kar dete ho batana hai to nielit ka software khol ke batao to manu 10 ko jiska practical tha writer wale me jo question diya tha table banane ke liye usame formula ka option hi nahi diya tha ap aur nielit dono log bachcho ko bewkoof banate ho
Sehi he Bhai Mera bi band baj Gaya
F2 se ho jayega bhai
@@Pushpendra_Yadav9918 jab formula option hi nahi tha usme to shortcut key ka kaha se use hone se aa jayega
Jo question puchha gya hai usko practically write pr solve kr ke dikhaya hai. Nielit ke software me option nhi hai iske liye aap sb nielit ko mail kr ke complain kre. Isme humlogo ki koi mistake nhi hai
Formula option hota nhi hai shorts se open hota hai.
Aap log sirf bachcho ko bewkoof banate ho jo practical karne bachcha baithata hai use hi samjh me ata hai app log writer calc impress me bata dete ho jabki nielit wale software me kuch option hi nahi hota hai
Nielit galti karta hai ,to techar esme kya kare
@@kamalbarnwal6 bhai jaha practical ho raha tha waha ke khud teacher bole rahe the Nakal karoge tabhi pass honge mtlb kul mila ke nielit aur center wale paisa kha rahe jo bachcha ekdum sahi karke ata hai uska number bhi nakal karne wale bachche ke no me add hota hai kul mila ke practical me bina paisa diye koi bachcha 60 No ke uper nahi ja sakata hai
Software me nielit ne option nhi diya to hum logo ki kya mistake hai. Humlog to help krne ke liye solution btate hai
Sir mera kl exam h .... or college ki exam ki wjh se mera practical ka preparation nhi hua h to mn kya kru or sir viva ke liye bhi thoda ideas de ki kis trh ke Question puchte h viva me
Simple question hi puchte h
Kab hai aapka.. Mera 13 ko
Sir question krne ke baad mai unhe save nhi payi to kya vo auto save ho gye h?
Yes