Bhaiya or ek bat tha.. Ph me setting me USB Tethering ha , Ethernet Tethering nahi ha connect ho paya ga..Type c to Ethernet Port me, Ethernet Tethering option Raha na chaiye Kaya???Plz reply kar dijiye
Idea acha thanks.. Ye idea use kar computer me internet chala sakte hai kya... Lan cable direct cpu ka lan port me dalne se.. plz check kar ke bataiyega...
Bhai cat 6 cable ka use karo jyada majbut Hoti hai jyada acchi hoti hai speed bhi jyada milati hai aur baki Jo yah aapke Keval hai jo aap Bata rahe ho isase bhi ठीक-ठाक speed mil jayegi lekin jyada Bator hai cat 6 Cable Maine ek WhatsApp channel banaya hai jis per main sari chijon ka link de deta hun jo chijen behtar hoti hain WhatsApp channel chaho to join kar sakte ho iska link discription mein hai
Bhai Maine bataya to video mein ke sare link aapko mere WhatsApp channel per mil jaenge aur WhatsApp Channel ka link aapko video ke discription mein mil jaega
Are bhai itna dimag mat lagao tumhari umra padhaai likhai ki hai Tum padhaai likhai per Dhyan do baki sab ham per chhod do aur copy kitab lekar fear fiber aur mere jugaad ka compare kar lena samajh a jaega air fiber Tum se vah sari chijen le jaega aur ₹700 pratimah bhi leta hai jabki hamare wale jugaad mein sirf Van time investment hai aur ₹300 Pratima unlimited Internet unlimited speed aur har chij tumhari hi rahegi hamesha aur jaruri nahin hai ki 12000 ka phone kharid do hajar rupaye ₹3000 ka purana phone le Lo टूटा-फटा sa 2000 rupaye ka router le lo hajar 500 ki lead aur connector mil jaega bus 5000 mein tumhara system pura ban jaega hamesha ke liye
Are mere bhai Tumahre paas bilkul Dimaag Nhi hai Agar Maan Lo Jio ne 5G Unlimited ki Data Service bn kar di to sb ke sb Dhara Rh jaayega Kyu karna Itna khrchaa aur Upar se 5G Mobile ki bettery ki bhi bnd bjwaa do Tumhari Video Sb Copy Paste hoti Hai.@@SanjuPathshala
Achcha mere bhai 2 sal Tak koi bhi 5G unlimited nahin band hoga is per bhi Maine video banaa Diya Shayad aapane dekha nahin jab naye tariff plan aaenge aage chalkar tab naye roll aaenge tab 5G unlimited khatm ho sakta hai lekin koi jaruri nahin aur Rahi baat hamare sab video copyright ki to Bhai jitne bhi main video banata hun sari chijen khud se test karta hun aur uske bad video banata hun jabki UA-cam per aapko yah sari chijen aasani se dekhne Ko nahin milenge aur main jo bhi chijen batata hun hundred percent work karti hai aur galat jankari main kisi Ko nahin deta dusri baat main khud is jugaad ko 3 mahine se use kar raha hun bahut achcha chal raha hai paise bhi Bach rahe hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai main kisi ke sath koi Jor jabardasti nahin karta ki tumko Aisa hi karna hai main bus ek Tarika batata Hun ki kaise aap is tarike se bhi internet chala sakte hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai kyunki Mera kam hai video banana logon Ko dikhana ki is tarike se bhi ham internet chala sakte hain...
@@therakeshkumarTo fir 4G chalao daily ka 2gb 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 Or Laga lo jio Fiber 470 rupe ka or Air Fiber 699 ka laga lo bohut Amir hona 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Han bilkul Karega lekin Maine test nahin kiya hai kabhi bhi jo maine test kiye Hain UN sari chijon ka link maine apne WhatsApp channel per direct Diya hua hai aur WhatsApp Channel ka link aapko discription mein mil jaega vahan se jitne product mein dalta hun sab genuine product hai acche category ke Hain aur tested hai jo 200% work karte Hain
Bhaiya mene aapka video dekh ke setup banaya hai mere pass TP link Archer AX12 1500 wifi6 router aur tp link ka UE300C usb to type c RJ45 connter hai iqoo 7 5G mobile hai mobile m speed 800 se 1000 mbps aati hai but es jugaad se 200 mbps aati hai be wo bhi thodi thodi der baad band ho jata hai baar baar please bataoo kya kari sara saman badiya liya hai bhaiya aapke link se mene
Koi problem nahin hai,, aur agar aapko parmanent charging bhi chahie to uske liye ek alag dongle aata hai WhatsApp channel per Maine link dal Diya hai WhatsApp Channel ka link discription mein hai to aapke sare problem solve ho jaenge
भाई साहब क्या 5G सिम सपोर्ट करने वाले Router में जिओ के 5G प्लान को डाल के ऐसा उपयोग नही कर सकते क्या, क्योंकि मोबाइल कि बैटरी कुछ समय बाद ख़तम भी तो होगा फिर चार्ज करने के लिए सब कुछ बंद भी करना पड़ेगा।
भाई अभी 5G वाला राउटर जिसमें सिम डालने की व्यवस्था हो अभी मार्केट में आए नहीं है और जो यह मैंने जुगाड़ बताया है इसके लिए आप यह खरीद लो amzn.to/48kkmMb जिससे आपकी चार्जिंग भी होती रहेगी और नेट भी चलता रहेगा
whatsapp.com/channel/0029VaPQ7dv9WtC9y9q6Cb2J Bhai WhatsApp channel Mera hai is per sari chijen aapko mil jaati Hain Jo bhi main batata hun ek bar jarur dekh lena aur join bhi kar lena
Direct 5g phone ke hotspot se ma chalata hoo phone ko charge me rakh ke usme eak cooling fan laga diya hoo phone bhi nhi heat hota hai automatic charge hote rahta hai
आपके गांव में कहीं ना कहीं तो आता होगा छत पर आता होगा या और भी ऊपर जाकर चेक करो मतलब पेड़ पर चढ़ के एक बार चेक करो कि वहां आता है कि नहीं फिर मैं तुमको एक जुगाड़ बता दूं
Han bhai bilkul kar sakte hain sorry kyunki bahut jyada message a jaate Hain aur mujhko bahut sare kam hote Hain to message main aapka dekh nahin Paya hoga once again sorry
@@SanjuPathshala Thanks for the reply , Ek aur baat puchan hai bhai,Maine dekha hai bahot saari router aise hai jo usb k saath aate hai ,so hum directly mobile ko connect kar k net and charge same time pe kar sakte hai . Mujhe ek best router with usb 3,with mumi facility and upto 1 gbps wala router suggest kar do plz,price is not a concern for me.
Are bhai FIR dusre phone mein pin lagane ki kahan jarur a rahi hai sidha router connect kar do aur uske Wi-Fi se use kar lo Ya FIR jo jis phone mein 5G hai use phone ko router Wi-Fi repeater mod se karke router se pure ghar mein internet de do itna Dodo dongle ki kahan jarurat jankari do to kam aane wali do fokat ke kharche wali nahin
Bhai ine sari chijon per Maine video banaa Diya hai Lekin bahut se log Jor router nahin Lena chahte aur vah fir bhi internet chalana chahte Hain to unke chhat per 5G aata hai niche nahin aata hai to yah unke liye hai video aur baki Jo aap Tarika Bata rahe hain is per maine bahut pahle hi video banaa diya hai aur kafi tarike se Maine bataya hai ki aap is tarike se 5G internet chala sakte hain
Call kare to bolo hum yaha ni hain. Koi bahana bana do fir wo 6 mahina ke baadh call karega. 😅 fir wahi bahana banayea kro mere pass 4 rakha hua hai sab ko extension bana bana krke use krte hai 😅😅😅
Han matlab maine bataya ki aap aise bhi internet chala sakte ho aur iske alava bhi maine bahut tarike bataye Hain to vah chahe vah Aaj maloom koi dikkat nahin hai main Bus logon Ko batata Hun ki is tarike se aap internet chala sakte ho baki samne wale per depend hai ki vah kya Karta hai
मतलब सभी लोगों को धूप में ही थोड़ी ना फोन को रखना है वह तो मैं एक दिखाने के लिए बताया कि अगर आपके गांव में 5G इंटरनेट नहीं आता है और छत पर आता है या फिर बहुत ऊंचाई पर आता है तो आप इस तरीके से कर सकते हो और बाकी धूप और बारिश से बचने के लिए इस पास में एक छत फिट कर दो धूप से भी सुरक्षा बारिश से भी सुरक्षा लेकिन भाई मैं आंधी से नहीं बचा सकता 😃
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb Mera WhatsApp channel discription mein hai usko join kar lo vahan se aapko bahut sari chijen sikhane ko dekhne ko milati Hain
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

Bhai jo mai phone connect karunga router se usse agar hamesha start rakhunga to kuch problem to nahi hoga na us phone me matlb battery futna ya kuch aur complection?

Problem solve Karo Belkin ka sabse pehle try kiya tha....woh android ko support nhi karta.... uske baad sounce ka try kiya.... support karta hai....but charge ka issue tha.... isliye....rj45 with charge adpotor try kiya....par jab mobile charge shuru karoge ethernet turn off ho jaata hai.... uske baad usko manual mein jakar chalu karna padta hai.... charging turn off karke......baad mein meine Poe adapter try kiya but woh mobile ko charge nhi kar paya... adapter Cable creation ka liya tha.... Tum Aisa POE adapter batao joh mobile charge or ethernet dono eksathe share karta hai..... Mobile hamesha usb thetering with charge ko support karta hai..tum usb thetering on ho jaye Aisa adapter batao...joh charge bhi kare or internet share bhi... Agar mobile charging or data eksathe Jaise computer ko lagane ke baad hota hai...waisa koi device batao joh charging or thetering dono kk support karta hai....
Pahli baat To yah hai ki कभी-कभी phone hi nahin support karta hai - to vah faltu mein itna dimag mat lagao tumhen kam kar sakte ho mobile ka hotspot on karke sidhe router ko connect karo aur router se 2.5 ki ghats aur five gigahertz donon ka maja lo pure ghar mein pure office mein aur router se aur bhi router connect kar sakte ho ismein na yah tumhen ethernet cable ke jarurat hai na hi koi device ki jarurat padegi aur upar se jitne rupaye ka yah donon chijen loge utane rupaye mein router a jaega aur phone bhi parmanent charge kar sakte ho kyunki phone ka USB to hamesha free rahega charcha Ho charge karo
@SanjuPathshala Problem yah ki 5 g network 2nd floor ke छत par aata hai .toh hotspot ki range ground floor ke Router Tak nhi pahuch pati. Mere paas already chat se router tak cat 6 Cable Aayin hai. Router available hai Mobile available hai But problem yah hi ki charging or thetering eksath nhi chal Raha hai... Jab bhi Charging ke liye mobile on karte hai toh thetering off ho jaata hai.... Isliye bol Raha hoon koi Poe adapter batao joh charging or thetering eksath karke de..
Second floor pay phone rakho first floor per hotspot rakho matlab router to tumhara second floor bhi connect Karega first floor bhi connect Karega aur ground floor mein connect Karega
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Bhai uska bhi jugaad hai aap yah khareed lena amzn.to/408tfGv 5G internet aur charging ek sath kar paoge donon chijen ek sath aur Maine ek WhatsApp channel bhi banaya hai uska link discription mein mil jaega vahan se aapko bahut dher sari chijen dekhne ko milati Hain

Aur bhai main kisi Ko Badnaam nahin kar raha main sirf chijen karke dikhata hun baki samne wala karna chahe kar sakta hai nahin karna chahe nahin Karen main kisi per dabav nahin dalta Hun ki aapko Aisa hi karna hai bus sujhav deta hun ki kam paise mein aap internet chala sakte hain bus
भाई, अपने मोबाइल में USB टेथरिंग का ऑप्शन इस्तेमाल करो और आसानी से फुल स्पीड इंटरनेट अपने computer में चलाओ। इसके साथ ही मोबाइल का हॉटस्पॉट ऑन कर दो, जिससे घर में सभी मोबाइल भी 5G का इस्तेमाल कर पाएं वाईफाई से। मैं अपने 5G मोबाइल से अपने computer में नेट चलाता हूं और हॉटस्पॉट ऑन करके घर के दूसरे मोबाइल वाईफाई से कनेक्ट कर लेता हूं। 😍
Bhai USB Tethering k option ka use karo mobile m and easily full speed interenet apne PC m chalao iske sath mobile ka hotspot on kr do jisse ghar m sabhi mobile bhi 5g new ka use kr payge wifi se. M apne 5G mobile se apne PC m net chalata hu and hotspot on kr k ghar m dusre mobile wifi se connect kr leta hu.😍

Bhai maine pahle wala jugaad aapke video se set kiya lekin ek problem aa rha hai, Jab phone ka screen off ho jata hai to ethernet tethring se data dena automatic band ho jata h, mujhe hamesa screen ko on karke rakhna pad raha hai. iska koi solution bataye?
Ek bar pura apna Phone restore kar lo kyunki yah problem hone nahin chahie pata nahin kyon ho rahi hai aur automatic Jo hotspot off wala option hota hai usko bhi band kar do uske bad FIR batao
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Mera ghar me aisa hi chalate hai thanks you
😊
Nice video 📸 bhai.....
Keep growing.....we all are with you....
Thanks 🙏
Nice video bhai 💯.
Thank
Bhaiya 1 month me kitna 5g data use kar sathe ho ...koi limit ha kaya
Nhi koi limit nhi
Bhaiya or ek bat tha.. Ph me setting me USB Tethering ha , Ethernet Tethering nahi ha connect ho paya ga..Type c to Ethernet Port me, Ethernet Tethering option Raha na chaiye Kaya???Plz reply kar dijiye
Developer setting khol ke ek bar usmein check karo
bhaiya 5g phone ka hotspot on kr k pc me wifi k sth connect kr k unlimited download kr sktei ha.pc k sth connect kr k koi problem to nahi hogi
Nhi
Technically you are correct.
Jio will launch 5 g plan as soon as possible,in this plan no unlimited 5 g will be provided to their user.
Thanks
Idea acha thanks..
Ye idea use kar computer me internet chala sakte hai kya... Lan cable direct cpu ka lan port me dalne se.. plz check kar ke bataiyega...
Bilkul chala sakte hain koi problem nahin hai
@@SanjuPathshala thanks
Sir cat 5e kitne speed dega plzz reply ,long 20 meter 5 gigabi
Bhai cat 6 cable ka use karo jyada majbut Hoti hai jyada acchi hoti hai speed bhi jyada milati hai aur baki Jo yah aapke Keval hai jo aap Bata rahe ho isase bhi ठीक-ठाक speed mil jayegi lekin jyada Bator hai cat 6 Cable Maine ek WhatsApp channel banaya hai jis per main sari chijon ka link de deta hun jo chijen behtar hoti hain WhatsApp channel chaho to join kar sakte ho iska link discription mein hai
Faltu, chat pe phone ko rak kar kaisa charge karega, 😅
भाई इसका भी जुगाड़ है amzn.to/408tfGv
Bhai link to de diya kro sepret all parts ka jo apne abhi use kiya hai
Bhai Maine bataya to video mein ke sare link aapko mere WhatsApp channel per mil jaenge aur WhatsApp Channel ka link aapko video ke discription mein mil jaega
Lekin pahle 12000 ka 5G Phone laao fir 3000 ka Router + Ethernet Cable bahut jyada Kharcha ho jayega
Are bhai itna dimag mat lagao tumhari umra padhaai likhai ki hai Tum padhaai likhai per Dhyan do baki sab ham per chhod do aur copy kitab lekar fear fiber aur mere jugaad ka compare kar lena samajh a jaega air fiber Tum se vah sari chijen le jaega aur ₹700 pratimah bhi leta hai jabki hamare wale jugaad mein sirf Van time investment hai aur ₹300 Pratima unlimited Internet unlimited speed aur har chij tumhari hi rahegi hamesha aur jaruri nahin hai ki 12000 ka phone kharid do hajar rupaye ₹3000 ka purana phone le Lo टूटा-फटा sa 2000 rupaye ka router le lo hajar 500 ki lead aur connector mil jaega bus 5000 mein tumhara system pura ban jaega hamesha ke liye
Are mere bhai Tumahre paas bilkul Dimaag Nhi hai Agar Maan Lo Jio ne 5G Unlimited ki Data Service bn kar di to sb ke sb Dhara Rh jaayega Kyu karna Itna khrchaa aur Upar se 5G Mobile ki bettery ki bhi bnd bjwaa do Tumhari Video Sb Copy Paste hoti Hai.@@SanjuPathshala
Achcha mere bhai 2 sal Tak koi bhi 5G unlimited nahin band hoga is per bhi Maine video banaa Diya Shayad aapane dekha nahin jab naye tariff plan aaenge aage chalkar tab naye roll aaenge tab 5G unlimited khatm ho sakta hai lekin koi jaruri nahin aur Rahi baat hamare sab video copyright ki to Bhai jitne bhi main video banata hun sari chijen khud se test karta hun aur uske bad video banata hun jabki UA-cam per aapko yah sari chijen aasani se dekhne Ko nahin milenge aur main jo bhi chijen batata hun hundred percent work karti hai aur galat jankari main kisi Ko nahin deta dusri baat main khud is jugaad ko 3 mahine se use kar raha hun bahut achcha chal raha hai paise bhi Bach rahe hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai main kisi ke sath koi Jor jabardasti nahin karta ki tumko Aisa hi karna hai main bus ek Tarika batata Hun ki kaise aap is tarike se bhi internet chala sakte hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai kyunki Mera kam hai video banana logon Ko dikhana ki is tarike se bhi ham internet chala sakte hain...
Yeh pagal he re tu prati mahina yeh amount Lage ga kya ahse baata raha he😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
@@therakeshkumarTo fir 4G chalao daily ka 2gb 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Or
Laga lo jio Fiber 470 rupe ka or Air Fiber 699 ka laga lo bohut Amir hona 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Bhai belkin ka c to rj45 +type c adapter work korega kya
Han bilkul Karega lekin Maine test nahin kiya hai kabhi bhi jo maine test kiye Hain UN sari chijon ka link maine apne WhatsApp channel per direct Diya hua hai aur WhatsApp Channel ka link aapko discription mein mil jaega vahan se jitne product mein dalta hun sab genuine product hai acche category ke Hain aur tested hai jo 200% work karte Hain
Nhi support karta
100% support karta hai jo chijen main bataya hun agar aap vah karte hain baki mujhe nahin pata aap kya kar rahe hain
Mein bhi setup kya hu bohut badiya chalta hai
Achcha
@@SanjuPathshalamobile charger hota rhega khud ya fir karna padtha hai
@@shivanirani8175 ek alag connector aata hai usmein aapka mobile per charge hota rahega or internet bhi chalta rahega
@@shivanirani8175 amzn.to/48kkmMb
@@SanjuPathshala ye to bahut mehenga hai,, khud charge hota rahega ya esko charger lagana padega
It is a very informative video. Just watch it at 2x speed.
Okkay
@SanjuPathshala thank you sir ky hi Dimag lagya h aapne 😎 bas sir aap ethernet cable ka link dijiye buy karne ke liye ⚡✅
Bhaiya mene aapka video dekh ke setup banaya hai mere pass TP link Archer AX12 1500 wifi6 router aur tp link ka UE300C usb to type c RJ45 connter hai iqoo 7 5G mobile hai mobile m speed 800 se 1000 mbps aati hai but es jugaad se 200 mbps aati hai be wo bhi thodi thodi der baad band ho jata hai baar baar please bataoo kya kari sara saman badiya liya hai bhaiya aapke link se mene
Cat 6 cable li hai
@SanjuPathshala hanji bhaiya TP link ka router liya thaa 2800 ka uske sath aayi hai
Bhai itni lambi cable se phone ki battery zyada use hogi kya?
Koi problem nahin hai,, aur agar aapko parmanent charging bhi chahie to uske liye ek alag dongle aata hai WhatsApp channel per Maine link dal Diya hai WhatsApp Channel ka link discription mein hai to aapke sare problem solve ho jaenge
BHAII LAN CABLE GALE ME DAL KAR CHALANA HOTA HAI KYA
Nhi
Bhai phone ka ethernet kitna maximum kitna speed deta hai
350 mbps
TP link router c64 vs C6 v4 mein kaun sa best hai 😢😢😢😢❤❤❤
C6
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
भाई साहब क्या 5G सिम सपोर्ट करने वाले Router में जिओ के 5G प्लान को डाल के ऐसा उपयोग नही कर सकते क्या, क्योंकि मोबाइल कि बैटरी कुछ समय बाद ख़तम भी तो होगा फिर चार्ज करने के लिए सब कुछ बंद भी करना पड़ेगा।
भाई अभी 5G वाला राउटर जिसमें सिम डालने की व्यवस्था हो अभी मार्केट में आए नहीं है और जो यह मैंने जुगाड़ बताया है इसके लिए आप यह खरीद लो amzn.to/48kkmMb जिससे आपकी चार्जिंग भी होती रहेगी और नेट भी चलता रहेगा
Please suggest a budget friendly item which works as the same.
whatsapp.com/channel/0029VaPQ7dv9WtC9y9q6Cb2J
Bhai WhatsApp channel Mera hai is per sari chijen aapko mil jaati Hain Jo bhi main batata hun ek bar jarur dekh lena aur join bhi kar lena
Direct 5g phone ke hotspot se ma chalata hoo phone ko charge me rakh ke usme eak cooling fan laga diya hoo phone bhi nhi heat hota hai automatic charge hote rahta hai
Bahut mast jugaad hai
Meri telegram channel ko join kar lo vahan per aapko chat ka option milega aur apna video chahe to share kar sakte ho
😂😂😂
@@jwala_ksp haa bro tum bhi kar lo
Apne gaon me 5G hi nahi hai to kaise hoga
आपके गांव में कहीं ना कहीं तो आता होगा छत पर आता होगा या और भी ऊपर जाकर चेक करो मतलब पेड़ पर चढ़ के एक बार चेक करो कि वहां आता है कि नहीं फिर मैं तुमको एक जुगाड़ बता दूं
mat karo
Bhai kya jio air fiber 5g me data unlimited hai ya isme bhi 1000gb ki limit hai
1000GB
Yaar tum reply nahi karte ho, maine pucha tha ki kya hum same time pe mobile charge and usb tethring ek saath kar sakte hai , usb hub se .
Han bhai bilkul kar sakte hain sorry kyunki bahut jyada message a jaate Hain aur mujhko bahut sare kam hote Hain to message main aapka dekh nahin Paya hoga once again sorry
Please suggest good usb hub jisse hum mobile ko charge v kar sakte hai aur sath me usb tethering v kar sakte hai.
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
@@SanjuPathshala
Thanks for the reply ,
Ek aur baat puchan hai bhai,Maine dekha hai bahot saari router aise hai jo usb k saath aate hai ,so hum directly mobile ko connect kar k net and charge same time pe kar sakte hai .
Mujhe ek best router with usb 3,with mumi facility and upto 1 gbps wala router suggest kar do plz,price is not a concern for me.
USB TETHERING IS THE BEST AND FREE OPTION HE, FULL SPEED KE LIYE
200% ❤️
Aur phone charging kaise karege
Are bhai FIR dusre phone mein pin lagane ki kahan jarur a rahi hai sidha router connect kar do aur uske Wi-Fi se use kar lo
Ya FIR jo jis phone mein 5G hai use phone ko router Wi-Fi repeater mod se karke router se pure ghar mein internet de do itna
Dodo dongle ki kahan jarurat jankari do to kam aane wali do fokat ke kharche wali nahin
Bhai ine sari chijon per Maine video banaa Diya hai Lekin bahut se log Jor router nahin Lena chahte aur vah fir bhi internet chalana chahte Hain to unke chhat per 5G aata hai niche nahin aata hai to yah unke liye hai video aur baki Jo aap Tarika Bata rahe hain is per maine bahut pahle hi video banaa diya hai aur kafi tarike se Maine bataya hai ki aap is tarike se 5G internet chala sakte hain
Bhai recharge nahi karne par disconect hone par router khol ke le jate hain jio wale
Apka nahi le gaye kiya..??
Company ka phone aata hai kuchh Na kuchh sikha deta hun.. unhe
Lekin Abhi tak koi le jaane ke liye nahin aaya
Call kare to bolo hum yaha ni hain. Koi bahana bana do fir wo 6 mahina ke baadh call karega. 😅 fir wahi bahana banayea kro mere pass 4 rakha hua hai sab ko extension bana bana krke use krte hai 😅😅😅
👌🤨
@@SanjuPathshala kitna din ho gaya bhai.. diconect huye
bhai 2Nd hand 5g phn kaha saste me milega??
Koi bhi mobile shop per chale jao vahan se pata kar do Jo repair wali mobile ki dukaan Hoti hai vahan jakar
Bhai 2 phone engage ho jayege kya fayda hua
Han matlab maine bataya ki aap aise bhi internet chala sakte ho aur iske alava bhi maine bahut tarike bataye Hain to vah chahe vah Aaj maloom koi dikkat nahin hai main Bus logon Ko batata Hun ki is tarike se aap internet chala sakte ho baki samne wale per depend hai ki vah kya Karta hai
बारिश ओर धूप से मोाइल को कैसे बाचावोगे भाई😂
मतलब सभी लोगों को धूप में ही थोड़ी ना फोन को रखना है वह तो मैं एक दिखाने के लिए बताया कि अगर आपके गांव में 5G इंटरनेट नहीं आता है और छत पर आता है या फिर बहुत ऊंचाई पर आता है तो आप इस तरीके से कर सकते हो और बाकी धूप और बारिश से बचने के लिए इस पास में एक छत फिट कर दो धूप से भी सुरक्षा बारिश से भी सुरक्षा लेकिन भाई मैं आंधी से नहीं बचा सकता 😃
Bhai mobile charge kaisa hoga bro mobile ko bar bar nikalna paraga bro
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Mera WhatsApp channel discription mein hai usko join kar lo vahan se aapko bahut sari chijen sikhane ko dekhne ko milati Hain
fiber hi sahi hai jab 5g network nhi aa raha hai to bhai 4g me to speed hi nhi hai
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Phone charge kaise hoga?? Bar bar sab kuch phir se karna hoga
Iske liye alag Dangal aata hai use per bhi video banaa dunga
Unlimited 5g शेयर नहीं हो रहा है
Bhai Airtel se nahin hota hai jio se ho jata hai
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Bhai Jio air fiber band karwayenge to fiber le jayega kya
Hmm filhal hamare pass kafi din se pada hai abhi tak koi Lene nahin aaya aur na hi kisi ka phone aaya
@@SanjuPathshala cancel ho gaya na or jio store me Jake cancel kiye the ya call se
Bhai jo mai phone connect karunga router se usse agar hamesha start rakhunga to kuch problem to nahi hoga na us phone me matlb battery futna ya kuch aur complection?
Bhai main khud use kar raha hun 3 mahine se koi problem nahin hai
Mobile charger kese hoga@@SanjuPathshala
Bhai upar wala Jo phone fix kiye ho wo discharge ho jaye to😂
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Jio fiber router work karege kya mere pass wahi hai
Nahin work Karega privacy lagi hoti hai but ek bar TRAI kar sakte ho
esko ap 6000 rupeme bhi kar sktte ho
Achcha kaise explain karo
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Bhai ek app se 5g connection hamesh active rahta hai
Achhh kiss app se
5G only
@@SanjuPathshala net monster
Han sahi hai
Jio tv kese chalaye
Jio TV per chalega hundred percent ek video mein bataunga jaldi
Ethernet cable ko directly pc connected kardo
Han vah bhi work Karega
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Problem solve Karo
Belkin ka sabse pehle try kiya tha....woh android ko support nhi karta.... uske baad sounce ka try kiya.... support karta hai....but charge ka issue tha.... isliye....rj45 with charge adpotor try kiya....par jab mobile charge shuru karoge ethernet turn off ho jaata hai.... uske baad usko manual mein jakar chalu karna padta hai.... charging turn off karke......baad mein meine Poe adapter try kiya but woh mobile ko charge nhi kar paya... adapter Cable creation ka liya tha....
Tum Aisa POE adapter batao joh mobile charge or ethernet dono eksathe share karta hai..... Mobile hamesha usb thetering with charge ko support karta hai..tum usb thetering on ho jaye Aisa adapter batao...joh charge bhi kare or internet share bhi...
Agar mobile charging or data eksathe Jaise computer ko lagane ke baad hota hai...waisa koi device batao joh charging or thetering dono kk support karta hai....
Pahli baat To yah hai ki कभी-कभी phone hi nahin support karta hai - to vah faltu mein itna dimag mat lagao tumhen kam kar sakte ho mobile ka hotspot on karke sidhe router ko connect karo aur router se 2.5 ki ghats aur five gigahertz donon ka maja lo pure ghar mein pure office mein aur router se aur bhi router connect kar sakte ho ismein na yah tumhen ethernet cable ke jarurat hai na hi koi device ki jarurat padegi aur upar se jitne rupaye ka yah donon chijen loge utane rupaye mein router a jaega aur phone bhi parmanent charge kar sakte ho kyunki phone ka USB to hamesha free rahega charcha Ho charge karo
@SanjuPathshala Problem yah ki 5 g network 2nd floor ke छत par aata hai .toh hotspot ki range ground floor ke Router Tak nhi pahuch pati.
Mere paas already chat se router tak cat 6 Cable Aayin hai.
Router available hai
Mobile available hai
But problem yah hi ki charging or thetering eksath nhi chal Raha hai...
Jab bhi Charging ke liye mobile on karte hai toh thetering off ho jaata hai.... Isliye bol Raha hoon koi Poe adapter batao joh charging or thetering eksath karke de..
Second floor pay phone rakho first floor per hotspot rakho matlab router to tumhara second floor bhi connect Karega first floor bhi connect Karega aur ground floor mein connect Karega
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
हॉटस्पॉट ऑन करने के बाद इंटरनेटनहीं चलता है
❤❤❤
Mere ton room main h jio 5g ki 450mbps ki speed hai
Very good
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Bariya he bro😮😮
Mobile ka screen lock hone per internet Kam nahin kar raha hai
Phone ko restore kar do ek bar
Poco का है क्या.. M
हां वर्क करेगा
Lekin phone charge kaise karenge
Bhai uska bhi jugaad hai aap yah khareed lena amzn.to/408tfGv 5G internet aur charging ek sath kar paoge donon chijen ek sath aur Maine ek WhatsApp channel bhi banaya hai uska link discription mein mil jaega vahan se aapko bahut dher sari chijen dekhne ko milati Hain
@@SanjuPathshala test kiya h working hai ki nhi
Ha working hai
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Router niche lagao phone uper
Agar chhat per 5G aata hai to
Ha bhai
T&C apply😂
❌
Mere pass alphino asee 1443 rauter hai isse ho jayega 😢😢😢😢😢
Ethernet se ho jaega phone connect karke iska video Maine banaa Diya hai
@@SanjuPathshala but alphion asee 1443 rauter me WAN OR LAN port nahi hai
@@SanjuPathshala kuvh Or port diya hai hsme
Okay pura model number bhej dena company ka naam bhi sahi se main internet per check karke bataunga
@@SanjuPathshala alphion asee 1443 model name hai
Phone charge kaise honge bhaiya ji❤❤❤
Dekho phone charge ke liye ek alag Dangal aata hai usko Lena hoga usse ho jaega
Please suggest better dongle for charging and usb tethering
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
Pin kardo nhi to viral nhi hoga video 😅
Achcha 👍
Is video Naya kya ye sab koi jaanta hai ki 5 mobile mein unlimited hai
शायद भाई आपने पूरा वीडियो देखा नहीं इसमें मैंने ऐसी चीज बताई है जी को अभी तक किसी ने नहीं बताया
फ्लाइट मोड पर अपने मोबाइल को लगाने के बाद भी इंटरनेट कैसे चला सकते हैं और घर में 5G कैसे इस्तेमाल करवा सकते हैं सभी को बिना राउटर के भी
Bhai use to jio hi kr rha hai na to kyu fiber ko badnam kr rha hai
Kyunki bhai jio manmani karta hai aur paise bhi bahut jyada charge kar raha hai upar se
Upar se postpaid connection prepaid karen to sahi hai
Aur bhai main kisi Ko Badnaam nahin kar raha main sirf chijen karke dikhata hun baki samne wala karna chahe kar sakta hai nahin karna chahe nahin Karen main kisi per dabav nahin dalta Hun ki aapko Aisa hi karna hai bus sujhav deta hun ki kam paise mein aap internet chala sakte hain bus
Bhai phone ke jagah jiofi ka use kr sate hain kya
Nhi
भाई, अपने मोबाइल में USB टेथरिंग का ऑप्शन इस्तेमाल करो और आसानी से फुल स्पीड इंटरनेट अपने computer में चलाओ। इसके साथ ही मोबाइल का हॉटस्पॉट ऑन कर दो, जिससे घर में सभी मोबाइल भी 5G का इस्तेमाल कर पाएं वाईफाई से। मैं अपने 5G मोबाइल से अपने computer में नेट चलाता हूं और हॉटस्पॉट ऑन करके घर के दूसरे मोबाइल वाईफाई से कनेक्ट कर लेता हूं। 😍
Bhai is per main already video banaa chuka hun
बी एस एन एल सही है भटको मत
Achcha
Achha Bsnl me unlimited he😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
To use kyu nhi karte 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
3G me atke raho Saab 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Bhai USB Tethering k option ka use karo mobile m and easily full speed interenet apne PC m chalao iske sath mobile ka hotspot on kr do jisse ghar m sabhi mobile bhi 5g new ka use kr payge wifi se. M apne 5G mobile se apne PC m net chalata hu and hotspot on kr k ghar m dusre mobile wifi se connect kr leta hu.😍
Very nice 👍
कुछ उपाय बताइए प्लीज
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
Bhai maine pahle wala jugaad aapke video se set kiya lekin ek problem aa rha hai, Jab phone ka screen off ho jata hai to ethernet tethring se data dena automatic band ho jata h, mujhe hamesa screen ko on karke rakhna pad raha hai.
iska koi solution bataye?
Ek bar pura apna Phone restore kar lo kyunki yah problem hone nahin chahie pata nahin kyon ho rahi hai aur automatic Jo hotspot off wala option hota hai usko bhi band kar do uske bad FIR batao
Kaise bhai please batao@Hindistoryindiaplus12
@Hindistoryindiaplus12VPN use karte ho
Poco ka phone hai kya apka?
Poco phone me a problem hai
तू दिमाग मत लगा
अच्छा
Bad khau 😡😡
अरे क्या हो गया भाई
Ap ke Chakkar mein Mera 2000 Barbaad Ho Gaya
Aree bhai ye kya bolll rhe ho
Kya problem hai
Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!
logo ko Choti a Bana Raha Hai a company Hai Kabhi B plan recharge change Kar Sakti Hai
2 sal Tak nahin hoga Abhi
Mobile charge kaise hoga imse
Shayad aapane sahi se video dekha nahin