Mere pas same aisa orange tecoma hai, par uske leaves edges se brown or crisp ho rahe hain. Nursery se 3months pehle layi thi. Fertilizer tabse mene diya nahi hai bas ek aadh baar tea leaves ka pani diya tha. Balcony me bright light area me hai, filhaal sunlight nahi pad raha. Fir bhi crispy, browning leaves ho rahi hai. Please help me madam. 🙏
Pehle tu aap isse open terrace me rakhiye aur baarish ka paani Milne dijiye is plant ko...pot ka drainage hole check kijiyega water therana nhi chahiye....apne plant me fitkari ka pani dejiye ek baar....baki full sunlight me rakhiye aapka plant wapas se revive ho jayega.
Beautiful flowers 😍
Thanku so much ☺️
Beautiful plant and beautiful video
Thanku so much ☺️
Very beautiful Tacoma flowers 😍👌 useful information 😊
Thanku so much ☺️
Good sharing thanks. Mere pass last year se tha but last month garmi jyada se khrab ho gaya tha. Kul mai new lai ke aai hun. Orange vala hi 👍
You're always welcome ☺️
😍
یہ پودا کون سے سیزن کا ھے
Ye plant permanent hota hai aur flowering spring , summer , monsoon aur autumn me karta hai.
Isko tree jaisa banaya ja skta hai ki ni..?
Haan ji
Mere pas same aisa orange tecoma hai, par uske leaves edges se brown or crisp ho rahe hain. Nursery se 3months pehle layi thi. Fertilizer tabse mene diya nahi hai bas ek aadh baar tea leaves ka pani diya tha. Balcony me bright light area me hai, filhaal sunlight nahi pad raha. Fir bhi crispy, browning leaves ho rahi hai. Please help me madam. 🙏
Pehle tu aap isse open terrace me rakhiye aur baarish ka paani Milne dijiye is plant ko...pot ka drainage hole check kijiyega water therana nhi chahiye....apne plant me fitkari ka pani dejiye ek baar....baki full sunlight me rakhiye aapka plant wapas se revive ho jayega.
@@HangroosGardening thank you so much madam. Surely will do that 😊👍
Mam fitkari ka pani kis ratio mein dena@@HangroosGardening