Bhago yaha se ,notification me clearly likha hai Jake padho ,atul Prasad usko glt define krke up walo ko job de diya ,kyuki vo bhi up ka tha ,ab jayega jail
@@shantnumaurya4367supreme court teri nahi sunega kyuki other state ko 60 percentage marks hi chhahiye notification me clearly likha hai jaake serch kar le
Jo other state ki ladki jiska sadi bihar me hua hai use bihar me labh milna chahiye kyoki use bihar me hi rahna hai vo bihar me kam kregi bihar me tax bharegi bihar me vote karegi or labh lene maike me jayegi ek bar sarkar ko is par vi sochna chahiye🙏🏻jab bihar ki ladki other state me jiska sadi hota hai use bihar me labh milega vo yaha kam kr ke fayda other state me pahuchayegi vote other state me degi Beti or bahu me ye bhed bhaw kyu ek bar jaroor vichar kare🙏🏻
Kisne bola bihar ki bahuu log ko nai milega reservation aree bhai domicile bnao bihar k husband k nam pe jarur milega jo ki sahi v hai 😂😂😂 aise kaise koi v female ko reservation de de jabtak uska koi link bihar k na ho ya mayka ya sasural
Sir aap galat bat kr rhe hai …CTET Me Sirf Bihar ki mhila ko cchhut hai na ki other states wale ko agr km no pr unko job mili to ye Bihar ki mhilao ke sath anyay hua hai.
Ye to common sense ki baat thi n, clear bola gaya tha ki aarakshan jo v vo sirf bihar ki ladki ke liye h, to khud socho n 55 percent jo ki general girl concession mila h vo v to aarakshan me hi aaya n to bahar ki ladki ko kaise mil sakta tha ye to sabko pahle hi samjhna chahiye the .
ctet general ka samjh me aata hai..90 marks necessary for outsiders but agr general seats par 50% reservation keval bihar female ka hoga to 50% seats par outsiders to bihar male fight krenge.. es hissab se to bihar ke ladko ko katora thama dena chahiye... jb general ki 50% seats par sbhi fight krenge to😂
Instead of removing them, they should instruct the teachers to take CTET exam again and if they cleared it with more tha 90 then govt. Should recruit them again on their previous postes if not then they should take this type of strict action Bihar education system always proves that they are worst.
जिस प्रकार टायर 1 और टायर 2 में 65 % पे रिजल्ट दिया गया है उसी प्रकार टायर 3 में भी देना होगा नही तो टायर 1और टायर 2 का फिर से रिजल्ट दे नही तो संविधान का उलंघन होगा अगर एसा नहीं हुआ सभी लड़कीयां भूख हड़ताल पर बैठ जाना है 65% पर ही रिजल्ट आना ही चाहिए
Vote v bihar government dusre state se Jaa k mange ..bihar k log ko naukri nahi h .. or dusre state ko kis Khushi me kon se benifit k liye ghusa rha h ....pehle apne rajya ka development ho tab ja k dusre ko include kre ..
UR female (Bihar) seat pr other state ki female fight kr skti h..........................ctet me 90 aur ur female pr fight krna do alag baat h ....ap BPSC ka gazette padhiye..... don't misguide people pls.................................
Sorry mam but aisa hone se raha maihala arakshan bas bihar ki mahila k liye hai UR female is only for bihar ki female baki sab UR male me count honge or yahi fact hai if female reservation nai hota to sub category banta hi nai female ka… bihar me 50 percent reservation hai bihar ki female k liye bas …chahe UR category ho ya other category ……. UR female jo hai reservation category hai joki sirf bihar k female k liye hai GAD ne isbar clear kiya ye last time nai tha clear isliye galti hua
As per my point of view, CTET (Central Teacher Eligibility Test) conducted by CBSE, under the ministry of Education, Govt of India. And CBSE already declared the cutoff based on the reservation (60% for general, 55 for OBC, SC and ST). And I think this reservation should be followed by all states in India. Bihar government shoul fix the number of seats for the locals and other state people. That can only be applicable. Suppose Bihar govt will not be considered CTET reservation as given by CBSE that none of the states will follow the reservation guidelines mentioned by Govt of India. And then what will be the meaning of conducting CTET on national level??
Sir hmare ctet me v bhot ache marks h...unke 82 h fr v employd ho gye...tre me v bhot ache marks the bt gen hone ka phal bhugat rahe....ews v nhi h...naa bhar ki ladkiyo ko job mila na Bihar ki ladkiyo ko.kul mila k to barbad hi kr diya inhone
Sir koi bhi other state wala galti se teacher nahi bana hai 60 percentage in ctet notification me clearly mentioned hai aap padh sakte hai feezi paiso se teacher banne walo ka job bilkul jaana chahiye saath hi pgt me bhi kai mahilao ka 60 marks par hi selection hua hai jo other state ki hai
Sir ji "Reservation" Aur "Relaxation" Do alag cheeze hai. Eligibility exam me relaxation dene ka matlab ye nahi hua ki Reservation de rahe hai. Kripya dono ko mix na kare.
comman sense ki baat hai,other states ke male female jo dusre states me jate h naukri k liye wo general me count hote hain,itni se baat h,aur koi janbujh k form bhar to uski galti hai.
Ye rule pehele GAD ko clear kr dena chahiye tha ki other state male or female sabkoi un reserved (Ur) category me ayenge naki UR female me ayengi…. Letter me clearly likha hai ki bihar k bahar k niwaasi samanya shreni me ayenge or unhe aarakshan ka koi labh ni milega male ho ya female ….. kyuki UR female v ek reservation category hai bihar ki females k liye
Yaha bihar ki candidate marks lany ke baad v job nahi mil Rahi aur other state waly 50% se jayada seats le ja rahy ha.. ye kitna dukhad ha apny Ghar me hi koi sunany wala nahi ha.. starting me hi agar other states ka reservation fix kar Diya jata to na to bihar ke candidates ka motivation kaam hota aur na hi Aaj other states waly candidates job mil jany ke baad ussy khony ka dar satata
I have a doubt...tre 3.0me cutoff kaise hogi for girls of other state... Saari girls ki same... Yaani general category se kam ...jaise ki abhi tak hua hai... yaa Fir general category k boys k hi equal..
Other state me kaha reservation kaha nilta he sir, sirf bihar me hi esa hota he, Reservation is reservation chahe o kisi bhi tyoe ki ho..state me domicile or central me general hota he
Bihar ke ladke bohat khus ho rahe hai.. inko nahi pata jab other state Wale female male mein jaiyenge toh competition or barega... Cutoff or zada hoga.. or female cutoff or ghatega .. 😂
Sir Bihar ki beti ki Bihar mai hi Sadi Hui ho to unke liye kon kon ke pepar chahiye aur kha se banenge pati ke yaha se ya pita ke yha se es ke bare mai bataye
Aap thamlen galat lagaye hain Reservation me badlao nahin howa hai. Y bat sab janta hai ke reservation and relaxation serf respective state ke leye hi hota hai. phir y log Q apply keye the inke khilaaf , counseling karne wale and BPSC par case hona chahiye and public bharbhet and fake news chalane ke liye UA-camrs sab par bhi case hona chahiye.
Bhai 11 August se pahle jinki naukri lagi hai wo bahar nhi honge , sc ka order hai , aur Bihar government bas chunav ke chakkar me itni badi galti kar baitha hai
Kya baat krte h...ek taraf quality ki baat krte h....phir quantity p aa jate h... education ka kya haal rahe h...kisi se chhupa nhi h...usko hi to sudharna h na....no matter what....but..kon samjhe
Other states ki koe v female ko 82 Mark pr job nae ho ..chhahe uska shadi bihar me hi q nae hua ho q ki bihar government ke notification me mentioned hae..caste /domicile certificate father ke Ghar se hona chahiye
Bihar me roj ek new niyam bante rhte h exam ko lekar ye hoga nhi hoga hoga nhi hoga koi ek date fix ho jaye usme change na ho aisa ho hi nhi skta h itna to koi state me na niyam bante h na lagu hote h jitna yha h ..😂😂😂😂
sochne bli baat ye hbki agr 50℅me bihaar ki women rhegi aur buche 50℅me aur sb log fight krnge bhar ki male female aur bihar ke boys to ktora pkdn apdega ldko lo ldkiya bihaar ki sb le jyegi kya😂😂😂😂
Apko abhi adhi adhuri जानकारी hai..Honorable Patna High court ne koe judgment pass nhi kiya hai..kuch illiterate officers and utubers miss information faila rhe hain..Patna High court ne education department se written answer manga tha ki selected candidate ki counseling kyon नहीं करा rhe ho..usi k jawab me bihar education department ne written answer diya hai..high Court ne koe judgment pass nhi kiya hai...rhi bat court case ki to notification k adhar pr discuss hoga
Sir chhapra me internet service band kar di gai hai kya...aur waha kal exam hai but Aaj news aa rahi hai ki wahan pe tension hai..aise me kya karna chaiye other state ke student ko ...aur agar internet service band hai fir online exam kaise hoga
Other state वाले को जनरल श्रेणी में ही गिना जाता है, पर नोटिफिकेशन में ये बात स्पष्ट रहना चाहिए, नौकरी देकर छीनना उचित नही है ये बहुत बड़ी नाइंसाफी है।
Other state ke liye ek group banaye Jo supreme court's ja sake
Bhago yaha se ,notification me clearly likha hai Jake padho ,atul Prasad usko glt define krke up walo ko job de diya ,kyuki vo bhi up ka tha ,ab jayega jail
@@jhunnakumar1622 जिस दिन बिहारियो को अन्य राज्यो से भागना पड़ेगा तो बिहार को खाने दाने के लिए रोना पड़ेगा ।।।।
@@shantnumaurya4367 tu apna rajay ko dekh mere se jyda tere yaha ka dusare rajaye me hai ,tum aao bihar me majduri kro ,teacher thodi n banega
@@shantnumaurya4367supreme court teri nahi sunega kyuki other state ko 60 percentage marks hi chhahiye notification me clearly likha hai jaake serch kar le
बिहार की बाहर की महिलाओ को बिहार मे किसी प्रकार का आरक्षण का लाभ नहीं मिलेगा 😂 सामान्य प्रशासन बिभाग 👈
Kaha High court ne Aisa likha hai.... Phir to Dobara Merit Banegi... Kyuki Other State k female ka Cutoff to Kam hi Gaya hai
Fir bhi mil rha he genral male cut off 80
Female 68😅😅
@@rupendrafaujdar2303apko pta hai, UR female me other state ki gils ni ayegi? right? unhe UR male me jana hoga.
Other state ki girls UR male me hi jaengi kya????
@@Anonymous-sb8hk
किसी भी प्रकार के आरक्षण का लाभ बिहार के मूल निबासी को ही मिलेगा HIGH COURT PATNA
यदि BPSC ने सुधार नहीं किया तो BPSC को SC /ST तथा OBC आयोग छोड़ेगी नहीं
Jo other state ki ladki jiska sadi bihar me hua hai use bihar me labh milna chahiye kyoki use bihar me hi rahna hai vo bihar me kam kregi bihar me tax bharegi bihar me vote karegi or labh lene maike me jayegi ek bar sarkar ko is par vi sochna chahiye🙏🏻jab bihar ki ladki other state me jiska sadi hota hai use bihar me labh milega vo yaha kam kr ke fayda other state me pahuchayegi vote other state me degi
Beti or bahu me ye bhed bhaw kyu ek bar jaroor vichar kare🙏🏻
Aapne bihar ka domesil banvaya hai
Kisne bola bihar ki bahuu log ko nai milega reservation aree bhai domicile bnao bihar k husband k nam pe jarur milega jo ki sahi v hai 😂😂😂 aise kaise koi v female ko reservation de de jabtak uska koi link bihar k na ho ya mayka ya sasural
@@sluggerkingdomicile father ke nam ka hi hona chahiye
Koi dukhad baat nahin hai sacchai yahi hai
Chatur Prasad loot lia re😂
Jitna dusre state me 10 per milta h utna hi bijar me bhi mile
Loot lia chatur Prasad
Har state me koi bhi exam ke liye yahi niyam pahle se chala aa raha hai ye bilkul right hai aarakshan sirf apne state ke andar hi milna chaiye
इसी मंच से कुछ दिन पहले वीडियो बनाया गया था की महिला को आरक्षण मिलेगा बिहार में जब महिलाओं ने नौकरी पा ली तो अब दूसरे मास्टर साहब गलत बताने आ गए हैं
Glat nhi h jo notification aayega teacher vhi naa btayenge rull change hota jaa raha h
Bilkul sahi batt hai
Jinka 60 % nhi hai ctet me wo khud bhaj jayenge
Bilkul bihar ke logo ko aarakshan milna chahiye
Other स्टेट वाले को general me काउंट करो
Nahi ab bahar honge ,4se 8 June ke bich me Domicile lg jayega
They are under privilege...Bihar female I m outside of Bihar but still support Bihar female they need of reservation
Sir aap galat bat kr rhe hai …CTET Me Sirf Bihar ki mhila ko cchhut hai na ki other states wale ko agr km no pr unko job mili to ye Bihar ki mhilao ke sath anyay hua hai.
Ye to common sense ki baat thi n, clear bola gaya tha ki aarakshan jo v vo sirf bihar ki ladki ke liye h, to khud socho n 55 percent jo ki general girl concession mila h vo v to aarakshan me hi aaya n to bahar ki ladki ko kaise mil sakta tha ye to sabko pahle hi samjhna chahiye the .
Ye to vigyapan me mention krna chyie ..agr wo vigyapan ke base pe hc me challenge kre to pkka jit jayengi
Hnn tum bhi jit jaoge,,,, jao lad lo
Ye suru se hi tha is se phle v aise hi liya gya tha 50 percent reservation sirf bihar ki mahilao ka tha aur ctet me 82 no. Pe pass mana jata bihar me
ctet general ka samjh me aata hai..90 marks necessary for outsiders but agr general seats par 50% reservation keval bihar female ka hoga to 50% seats par outsiders to bihar male fight krenge.. es hissab se to bihar ke ladko ko katora thama dena chahiye... jb general ki 50% seats par sbhi fight krenge to😂
Instead of removing them, they should instruct the teachers to take CTET exam again and if they cleared it with more tha 90 then govt. Should recruit them again on their previous postes if not then they should take this type of strict action
Bihar education system always proves that they are worst.
Sir simple bat h ye hmara adhikar h ,, government paisa bnane k chakar me hmara adhikar chhin liya h
जिस प्रकार टायर 1 और टायर 2 में 65 % पे रिजल्ट दिया गया है उसी प्रकार टायर 3 में भी देना होगा नही तो टायर 1और टायर 2 का फिर से रिजल्ट दे नही तो संविधान का उलंघन होगा अगर एसा नहीं हुआ सभी लड़कीयां भूख हड़ताल पर बैठ जाना है 65% पर ही रिजल्ट आना ही चाहिए
Vote v bihar government dusre state se Jaa k mange ..bihar k log ko naukri nahi h .. or dusre state ko kis Khushi me kon se benifit k liye ghusa rha h ....pehle apne rajya ka development ho tab ja k dusre ko include kre ..
UR female (Bihar) seat pr other state ki female fight kr skti h..........................ctet me 90 aur ur female pr fight krna do alag baat h ....ap BPSC ka gazette padhiye..... don't misguide people pls.................................
Wahi Maine bi padha tha ki UR URF dono open merit seats hoti hai....
Hn ye log pta nhi kya khte rhte
Other state female unreserved meh ayegi yaah fir UR ( f) meh?
Sorry mam but aisa hone se raha maihala arakshan bas bihar ki mahila k liye hai UR female is only for bihar ki female baki sab UR male me count honge or yahi fact hai if female reservation nai hota to sub category banta hi nai female ka… bihar me 50 percent reservation hai bihar ki female k liye bas …chahe UR category ho ya other category ……. UR female jo hai reservation category hai joki sirf bihar k female k liye hai GAD ne isbar clear kiya ye last time nai tha clear isliye galti hua
Aap sure ho.
Bilkul reservation to Bihar wale ko hi milni chahiye
Bilkul
Sahi baat hai.
Le le bhai
@@ragniragni2479 to lenge nahi Teri q jal rahi hai be
Tu apni sister se aise hi baat krta h kya
As per my point of view, CTET (Central Teacher Eligibility Test) conducted by CBSE, under the ministry of Education, Govt of India. And CBSE already declared the cutoff based on the reservation (60% for general, 55 for OBC, SC and ST). And I think this reservation should be followed by all states in India. Bihar government shoul fix the number of seats for the locals and other state people. That can only be applicable.
Suppose Bihar govt will not be considered CTET reservation as given by CBSE that none of the states will follow the reservation guidelines mentioned by Govt of India. And then what will be the meaning of conducting CTET on national level??
Sir hmare ctet me v bhot ache marks h...unke 82 h fr v employd ho gye...tre me v bhot ache marks the bt gen hone ka phal bhugat rahe....ews v nhi h...naa bhar ki ladkiyo ko job mila na Bihar ki ladkiyo ko.kul mila k to barbad hi kr diya inhone
Sahi bat hmara adhikar kisi or ko de Diya vote bank bnane k chakar me
Sir koi bhi other state wala galti se teacher nahi bana hai 60 percentage in ctet notification me clearly mentioned hai aap padh sakte hai feezi paiso se teacher banne walo ka job bilkul jaana chahiye saath hi pgt me bhi kai mahilao ka 60 marks par hi selection hua hai jo other state ki hai
Sir tre 1 का exam अलग अलग लिया गया है तो cut off भी अलग अलग ही ना निकलेगा इसमें लड़का या लड़की क्यूँ कर रहे हैं
Sahi baat hai
Sir ji "Reservation" Aur "Relaxation" Do alag cheeze hai. Eligibility exam me relaxation dene ka matlab ye nahi hua ki Reservation de rahe hai. Kripya dono ko mix na kare.
comman sense ki baat hai,other states ke male female jo dusre states me jate h naukri k liye wo general me count hote hain,itni se baat h,aur koi janbujh k form bhar to uski galti hai.
vo bat ni, gen ki male aur female do cutoff ati hai, other state female ,gen female me y male gen me??? btaiye
@JpCmPm522 other state male/female sab general male me hi merit banega
Ye sab ek socha samjha sajish h BIHAR government dwara...
Ye rule pehele GAD ko clear kr dena chahiye tha ki other state male or female sabkoi un reserved (Ur) category me ayenge naki UR female me ayengi….
Letter me clearly likha hai ki bihar k bahar k niwaasi samanya shreni me ayenge or unhe aarakshan ka koi labh ni milega male ho ya female …..
kyuki UR female v ek reservation category hai bihar ki females k liye
Yaha bihar ki candidate marks lany ke baad v job nahi mil Rahi aur other state waly 50% se jayada seats le ja rahy ha.. ye kitna dukhad ha apny Ghar me hi koi sunany wala nahi ha.. starting me hi agar other states ka reservation fix kar Diya jata to na to bihar ke candidates ka motivation kaam hota aur na hi Aaj other states waly candidates job mil jany ke baad ussy khony ka dar satata
Wah seat par bihar ki bachi mahila ko lena chahiye unke jindagi se nahi khelna chahiye government ko 2025 ka election abhi baki hai
Pehle se hi clear kr dena chahiye
Haan
Other states ke Candidates ko 10 '/, Reservation milna chahiye taki Bihar ke Candidates ko Naukri mile CM Babu 🙏
galat thumbnail mat lgao sir...TRE1 se hi notification me mention h ki other state female will be treated as general.
Ek baat janni h ki bahar vali ladkiya female general k sath fight krni h ya male general k sath......plz clear kriye
Female general k sath
general female or general male? y b clear kro bhai..kyuki gen me do cutoff ati hai
@@sonamchaudhary6289hmm yhi chij...gen ki do bnti hai, usme male me jayegi y female gen m
@@JpCmPm522😢 same confusion haan.
दुखद तों बिहार के स्टूडेंट के साथ हुवा है
I have a doubt...tre 3.0me cutoff kaise hogi for girls of other state...
Saari girls ki same... Yaani general category se kam ...jaise ki abhi tak hua hai...
yaa Fir general category k boys k hi equal..
Same questions Mera bhi h mujhe bhi doubt hhh
Clearly ye pehle hi tha Kyo ki fee payment other state female ka 750 r tha aur bihar ki female ko 200r me payment ho rha tbhi clear hogya tha
Sahi Kanoon Hai niyamavali Bihar rajya mahilaon ke liye Aarakshan Hai Anya rajyon ke liye Nahin Hai
Other state me kaha reservation kaha nilta he sir, sirf bihar me hi esa hota he, Reservation is reservation chahe o kisi bhi tyoe ki ho..state me domicile or central me general hota he
*One Question* 🙋🏼♀️
Other state Female.... Bihar mai General female mai count hongi ya.....Boys Seat Par Count hongi.....
Same question
@@moondey97same q but maximum log ur female hi bta rhe
@@richayadav786 okay
Same doubt...
Same question
बिहार सरकार ज्यादा दानवीर न बने योगी जी तो पहले से ही तय 15% सीटे बाहरी राज्य के छात्रों के लिए रिजर्ब किए बैठे है
Bihar ke ladke bohat khus ho rahe hai.. inko nahi pata jab other state Wale female male mein jaiyenge toh competition or barega... Cutoff or zada hoga.. or female cutoff or ghatega .. 😂
Sir Bihar ki beti ki Bihar mai hi Sadi Hui ho to unke liye kon kon ke pepar chahiye aur kha se banenge pati ke yaha se ya pita ke yha se es ke bare mai bataye
Simple to h 90+ marks hone chahiye isme kya confusion
Hind Swaraj Learning App ak dam bwal Macha diya bhai mock test series me man gye question same same aa rhe hai ...samjh rhe ho secret vinod..😊
Sir how many reservation for others state students in Bihar teacher recruitment exam??
Esme naya kya hai har state apne student ko priority deti hai
Aap thamlen galat lagaye hain Reservation me badlao nahin howa hai. Y bat sab janta hai ke reservation and relaxation serf respective state ke leye hi hota hai. phir y log Q apply keye the inke khilaaf , counseling karne wale and BPSC par case hona chahiye
and public bharbhet and fake news chalane ke liye UA-camrs sab par bhi case hona chahiye.
ये सब पहले से decide hota hai sir ...Agar ye bahar hue to bed wale bhi primary se bahr honge
B. Ed vale to bahar hai primary se already!
Bhai 11 August se pahle jinki naukri lagi hai wo bahar nhi honge , sc ka order hai , aur Bihar government bas chunav ke chakkar me itni badi galti kar baitha hai
Other state ka reservation sirf 5-10 ,% diya jata hai , but Bihar ne 52 % ka reservation diya hai , thoda wait karo abhi ye bhi court me chal raha hai
And what about STET for other state Female candidates??
Yah Aarakshan Keval Bihar rajya ke mahilaon ke liye hai Humne rajyon ke mahilaon ke liye Nahin Hai vah general cast mein fight Karenge
BPSC 3.0 MEI OTHER STATE KI FEMALE KONSI SEAT PR FIGHT KREGI
आप सबसे पहले ये बात बताए कि आपकी यूपी में कितनी आरछन दे रही हैं अन्य राज्यो की छात्रों को
Other state ki beti jo bihar ki bahu hai or bihar ki mat data hai unko stet me kitna number chahiye please reply de
Ews me bhi other state wale ka result diya gaya hai.
Sir 11 and 12 me Jo bhi mahila niyukti liye hai unka kaya samasya hosakti ha???
Up to primary me other state ko bahali ka niyam hi nhi hai
90 se km marks walon ko form hi nhi dalnna chahiye agar aap other states se h toh.
Sir aise kaise ,,,bihar me sirf bihar ki mahilao ko aarkshan milna chahiye dusre kaise le skte h
Kya hme fusre state me aisa mauka milega
सही किया जा रहा है इसमें गलत क्या है, आरक्षण का लाभ सिर्फ राज्य वासियों को मिलेगा बाहर के लोगों को नही
Bihar ke mahila ko jo ebc category se hai uska ctet pr 82 number pr hojayega selection
Bihar female should get benefit
Hum to west bengal se humko mouka Mila stet Dene ke liye yehi to bahut hai.
Kya baat krte h...ek taraf quality ki baat krte h....phir quantity p aa jate h... education ka kya haal rahe h...kisi se chhupa nhi h...usko hi to sudharna h na....no matter what....but..kon samjhe
राज्य में भी सिर्फ बिहार के महिलाओं को आरक्षण मिलना चाहिए..ये दोहरा चरित्र नही चलेगा
Other states ki koe v female ko 82 Mark pr job nae ho ..chhahe uska shadi bihar me hi q nae hua ho q ki bihar government ke notification me mentioned hae..caste /domicile certificate father ke Ghar se hona chahiye
Bihar me roj ek new niyam bante rhte h exam ko lekar ye hoga nhi hoga hoga nhi hoga koi ek date fix ho jaye usme change na ho aisa ho hi nhi skta h itna to koi state me na niyam bante h na lagu hote h jitna yha h ..😂😂😂😂
Aarashit seat par aanebali other state mahila par bhi coart order aayega or vo bhi ghar jayegi.
Other state female ph Category laabhprad h ya nhi ????
Other state female ko aarakchhan nhi milna chahiye
Iske phle bhartiyon me bhi female's reservation hua hai other states ko
Sirf ctet k matter m aisa hoga baki mhila arakshan milega
PWD waalo ke liye bhi 90 se km toh exam nhi de sakte
Clear me please.... Ctet July wale tre 4.0 m eligible rhenge?
sochne bli baat ye hbki agr 50℅me bihaar ki women rhegi aur buche 50℅me aur sb log fight krnge bhar ki male female aur bihar ke boys to ktora pkdn apdega ldko lo ldkiya bihaar ki sb le jyegi kya😂😂😂😂
Dusre Rajya Mahila ko general caste Mein selection hoga Aarakshan Kyon milega
Apko abhi adhi adhuri जानकारी hai..Honorable Patna High court ne koe judgment pass nhi kiya hai..kuch illiterate officers and utubers miss information faila rhe hain..Patna High court ne education department se written answer manga tha ki selected candidate ki counseling kyon नहीं करा rhe ho..usi k jawab me bihar education department ne written answer diya hai..high Court ne koe judgment pass nhi kiya hai...rhi bat court case ki to notification k adhar pr discuss hoga
Yhi hona vi chahiye
GAD ja letter to nikla na but other state female ur male me count hongi
Jinka ctet m 90+h aur bpsc teacher exam m ur female se hua h other state ki female ka to kya uski job rhegi?
Sabki jayegi
Nhi jayegi 90+ walo ki
@@jhunnakumar1622 tujhe bhi mili shayad isliye
90 plus hai or Ur male me qualify ki hongi to job rahegi ur female me hongi to jayegi job
Bihar se bahar to itna v other state ko nhi milta jitna yaha mil jata hai
बिहार के बाहर के बॉय का भी 90 से कुछ का कम है
UR ki seats 35% hai
Is bare me koi bat nahi kar raha
Other states ki girls ka genral mahila seat me hi huaa hai
Are you sure
New stet k liye v kya ctet chaiye tha?? Mai stet exam Dene wali hu others state se ...plz reply do koi...mai ctet qualified nhi hu
Remove ladies rejarvation 😡😡😡😡😡
Dil ko sukun mila😮😅😅
Ager out side girls ko boys me liya gya to bihar ke boys ka kya hoga
Other state ki girls ko ta 50%reservation ka benefit bhi nahi milna chahiye tab
Sir me up se hu female ctet 89 no. Kya me jau bpsc tre dene plz🙏 suggest
Sir chhapra me internet service band kar di gai hai kya...aur waha kal exam hai but Aaj news aa rahi hai ki wahan pe tension hai..aise me kya karna chaiye other state ke student ko ...aur agar internet service band hai fir online exam kaise hoga
Exam cancel ho gya
@@RahulKumar-nb1dd thanks you sir ..inform karne ke liye💐💐
Sir aapka foundation math ka class lena hai mujhe kaise le
Sir cutt off other state women ka kya kahlayega?? General or General Female???
General
Stet m bhi same rule h kya
Bilkul sahi bol raha hai Court
Sir btaye PWD k liye arakshad nhi h kiya other state k liye.rply de plz89no h mere
Apko CTET me kitne marks hai ?
Other state koi bhi ho 90 marks chahiye
Pahle reservation policy bta diya gya tha
Bihari mahila jinhe naukari nahi mil paya uska kya?
Good news Satya ki Vijay hoti hai
Bahut bara ghotala hai bahari mahila noukari do rupye lo