Very good work bhai keep growing. 1 question Mera train subah 5baje hai ticket confirm hai toh main ko raat 12 baje parcel office leke jaoon but us time packing kaun karega, us time booking kaise hoga as a luggage leke jane ko bike ko aur agar in case parcel van jagah nahj huya toh kya hoga jab as a luggage book Karine.. yeah sab issues se main parcel karoon 1 din pehle ya luggage karoon 4 ghante pehle please sugges
Aap 8 bje tak saara kaam Kara sakte ho and parcel office me chod skte ho baaki kaam parcel office k workers kar denge, aapko bike chadaate time waha rehne ki need nhi h
Agar RC kisi relative ke naam par ho aur us bike ko kisi aur ne bhjna ho to ... Bhej sakte hain ?? Matlab ... Jiske naam ki RC hai kya usi ko pracel karne ke time parcel office jana hoga ya koi aur dost ya bhai bhi parcel jar sakta hai
Sir mere ko secunderabad station bhejna hai par koi bhi direct train ni hai mere station se to kya 2 connecting train se wo khud bhej denge ya mujhe koi dur connecting station me khud jake waha se parcel karwana padega?
Sir, mujhe Lucknow se Renukoot apni bike bhejni hai but Lucknow se direct koi train Renukoot nhi jaati.....to kya still mai apni bike Lucknow se Renukoot directly via train parcel bhej sakta hu?
What if there is difference between the RC Owner Name and DL Owner name. I purchased second hand bike from my friend but didn't transfer the name as it is a old bike which means worthless for changing name but I changed the contact no. Which was registered in RC. So can I parcel my bike? If there is need I can show that sale deed, NOC and non judicial stamp signed by both parties?
Sir mere ko scooty bhej na hai kotdwar se Shimla pr kotdwar se koi train nhi jati uske liye kotdwar se Delhi bhejna padega kya ya mere ko alag alag booking krna ho ga kotdwar se Delhi fir waha se Shimla
Mujhe smvt Bangalore se dhanbad jharkhand jana hai. Lekin koi bhi direct train nhi hai. Tho kya wo train change kr kere destinations tak phucha degi. For example smvt se kolkata aur kolkata se dhanbad ka train hai. Jawab jrur de.
Train se bike parcel
ua-cam.com/video/shbdL8zA-vw/v-deo.htmlsi=dlUmoArUFu5Ly8s6
@@Technicalmkjha agar train 2 min hi rukti hai to ho jayega kya Chaumahla ( CMU) se Krna
very informative bhai... bahot shukriya.
Thnk you
Thank you for this detailed video. Ab samajh me aaya ki bike ko kaise parcel karte hai
Thnk u
Bahut acha jankari di hai sir aap ne I am happy 😊 thank you sir 🙏🙏
Thnk u sir
Pinned comment video dekhiye, same topic aur details me video bnaya hu
Nice video. Just one suggestion. You could have mention about the procedure if we are travelling on the same train with bike as luggage
@@stebinable sure, will cover in further video
Thank you so much sir, my all doubt has been cleared 😊😊
Bhut badhiya bhaiyaa ...Mera Kam aasan ho gya ❤
Thnk u , pinned comment me dekhiye ek aur latest video bnaya h isi topic pe
Sharp & detail orientation... :)
Thnk u
Sahi h video naye logo ke liye sahi h
Thnk u
New bike hi to use kaise bheje uska to koi documents nhi hota hi
Mere masi ke ladke ke name h gadi but original resept hai mere pas kya mai resive kr skta hu koi dikat to nhi aayegi
Yes bro aap receive kr skte ho,
Sir emi bike dusara state leke ja sokta he ya nahi sir please fly sir
Good videos idea hogya hai ki bike ko parcel kaise karna hai
Thnk u
Nicely done bro. Thanks for sharing the details of the process Step by step. Very informative and extremely easy to understand.
Thanks for the detailed information 🙏
welcome
Very informative video👍👍
Thank you ❤
Welcome
Gadi ka ownership mera nhi hae..lekin owner ka RC ka softcopy hai mere pass....iska print leke jau to kaam hojaega??
Informatic video ...thanks
Thnk u
Bhai meri bike CNG vali h toh.... Vo bhi khali karani padegi kya
Thank you so much 🙏
Welcome
Do I need to travel as well with same train?
Do we need to show original RC ? or a photocopy will do the job
Bro did you get the answer
jab apki bike train par load kri jati hai tab apka uss time wha par hona jroori hai ja fir railway employee khud hi rkhwa dete hai
Railway employee khud kara dete h
Bike as luggage le jaye to kya destination pe unloading khud krani hogi ya fir railway employee krenge?
Bahut bahut dhanyawad sir
Thnk you so much Sures bhai
Bhai bike new hai...aaj hi kharidi hai to train se bhej sakte hai abhi...???
Plzz reply
Sir i am your big fan please ye bata dijiye ki Lucknow (UP) se Dehradun (UK) apni scooty ko transport konsi train me kara sakte h
Aapko railway parcel office me jake uske bare me pta krna hoga
Informative
Thnk u , pinned comment me video dekhiye same topic par updated video h
Digiloker ka rc se bike parcel kar sakte hei kya??
*Thank You Sir , car bhi parcel kar sakte hai kya ?*
Yes car bhi parcel kr skte hai, iske upar bhi specific video leke aaunga
sir kay cycle bhi parcel karw sakta hai Kya ?
Hi , is the parcel office has a particular timings or is it open 24/7 ?
Video se bahut knowledge mila, ek sawal hai mera agar bike loan per hai toh kya NOC ki need hogi at the time of parcel
Noc ki jarurat nhi hogi, pinned comment me latest video h please dekhiye aur apna review dijiye
Sir mermerko ferige bejana toh kya safety hoga ya nhi or kya cost aayega
Safe rehta h kitna distance h
Thanks sir ❤❤ bas ek baat or bike loan par ho to bhi parcel ho sakti hai na plzz 🙏 reply sir ❤🥰
Temporary number se chli jaegi vechile?
Very good work bhai keep growing. 1 question Mera train subah 5baje hai ticket confirm hai toh main ko raat 12 baje parcel office leke jaoon but us time packing kaun karega, us time booking kaise hoga as a luggage leke jane ko bike ko aur agar in case parcel van jagah nahj huya toh kya hoga jab as a luggage book Karine.. yeah sab issues se main parcel karoon 1 din pehle ya luggage karoon 4 ghante pehle please sugges
Aap 8 bje tak saara kaam Kara sakte ho and parcel office me chod skte ho baaki kaam parcel office k workers kar denge, aapko bike chadaate time waha rehne ki need nhi h
@@Technicalmkjha yeah wala toh toh bike se parcel wala option use hoga not luggage.. anyways yeah bhi theek ho hai shaam ko hi de doonga thanks
Does reciver need to show his DL
Mera bhi bike hai mera bike gwahati se Siliguri le jayenge ketna dena porega bro...
Best video in bike send thanks
Thank you foir the information
Bina insurance ke hojayega?
Booking office har station pe hoti h kya
Particular doc se bike bhej sakte hai kya??
If Source and destination railway station is not directly linked, can it still be parcel ?
Bhai insurance jaruri h kya??
Agar RC kisi relative ke naam par ho aur us bike ko kisi aur ne bhjna ho to ... Bhej sakte hain ??
Matlab ... Jiske naam ki RC hai kya usi ko pracel karne ke time parcel office jana hoga ya koi aur dost ya bhai bhi parcel jar sakta hai
Yes bhej skte h
Sir puchana tha ki biana draviri laceans ka ho jayega koi dikkat to nahi hoga na reply me this comet sir
Ha license ki need ni h,
Pinned comment me video dekhiye. Same topic par video h updated
Bhai kya jis din ka tiket hai us din bike le kar ja sakte ya pehle jana hota hai
Ji
Bahut achhe❤👌
Mere pas RC nhi h uska invoice copy h, us se bhej sakte h kya?
Sir train se scooty bhejne ke liye kya us train mei confirm ticket hona jaruri hai?
Nhi jaruri ni h
Agar insurance paper nahin hai to kya ham bike nahin bhej sakte kya yah thoda please bataega
Sir mere ko secunderabad station bhejna hai par koi bhi direct train ni hai mere station se to kya 2 connecting train se wo khud bhej denge ya mujhe koi dur connecting station me khud jake waha se parcel karwana padega?
Activa scooty hai..usko jharkhand se banglore le jana hai kitna kharcha prega
Around 10k
Thankyou bhai ji ❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks ❤
Welcome
Sir, mujhe Lucknow se Renukoot apni bike bhejni hai but Lucknow se direct koi train Renukoot nhi jaati.....to kya still mai apni bike Lucknow se Renukoot directly via train parcel bhej sakta hu?
Sir bike lone pe hai to kya mumbai se up ja sakti hai
Bhaiya insurance nahi h to bike ja sakti h ky
Emi wala bike le ja sakte hai kya
Thank u for this detailed informative video
Welcome
do we need train ticket or we can directly parcel
Directly can parcel
Good information 👍
Sir pollution certificate ko bhi check karte hai kya
Nhi pollution check ni krte
Thayku bhai
welcome
Sir agar same train me travle kar rhe hai to Bike bhi usi train me transport hogi na.
Pinned comment dekhiye aapko is question ka answer mil jaega
Sir please reply dijiye 🙏🙏Rc book ka Xerox hoga to chalega ??? original nahi hai.. please sir reply dijiye ga
Great bhai
Thnk u
Railway parcel office timings kitne baje open hota hai?
Sunday open rehta hai kya ?
Mai apne mn se kisi train m loading krwa sakta hu ya random hi koi train milti hai..
Jo trains available h unme se aap choose kr skte ho
Adhar card original chahiye or copy hone se bhi hoga??
Sir train agr night me ho to kya fir bhi2/3 ghnte pahle jana hai ki din me hi jana padega
Train niklne se phele aapko puchna hoga
Or bike ka loan running mai hai koi issue tho nhi hai
Verry good bro
Thnk u
Bhaiya insurance hai gaadi ka par renew nahi hai, usse chal jaega kya?
Insurance renew chahie hoga
Sir ek confusion h ki jiske naam se bike h wahi bhej sakte hain.
Aur ek cheej jiske naam se h wo bheje recieve koi bhi kr skta hai ya nahi
koi bhi bhej skte hai, form bharte time name mention krna hoga ki kaun receive krne aayenge.
@@Technicalmkjha thanks Brother ❤️
@@Technicalmkjha Sir ek Aur cheej suppose train Ki destination Pune hai Aur uske ek station pehle Bike bhejna hai toh Bhej skte hai ya nahi
Sir phle se ticket katna parta hai ya sb kuchh station jane pr hi hota hai
Original RC nhi he uski photo copy he vo chlegi kya usse kaam ho jayega
Mera gari ka RC kaa validity khatam hoo gya, Railway RC ka date check kartaa hain kya. Plz inform
ji valid rc check krte h
Sir my Bike RC expired in June 24. Can I send my bike through railway. Please reply
@@TechnicalmkjhaProper Checking karte hain kya,
Sir ek question tha bike bejne ke liye Noc ki bhi jarurat parthi hai kya pllz reply my question
Noc ki need nhi h, jo docs Maine video me bola h bus wo mandatory h
Bhai mujhe fish tank aquarium dehil see Bhilai power house lekar aana hai to kya safe hogha aquarium tank corrier service train ma karna..?
Brother kya insurance jaruri hai
Yes bhai
Emi per jo bike hai kya ushako bhi bhej sakate
yes noc ki jarurat pad skti h
Like which type of NOC???@@Technicalmkjha
125 hero Xtreme hai delhi to hajipur jana hai kitna hoga
around 7k
Ek din phle bike Parcel Office Mai booking kra skta hu kya...nxt day Parcel ho jaye..
Mera rhna kya jaruri h...jab Parcel hoga Bike jis train Mai...
Ji
Brother mere 1 Question hai..
1. Mere najdiki koi parchal vale station nhi hai kese find kru.. online.
Online dekhiye
What if there is difference between the RC Owner Name and DL Owner name. I purchased second hand bike from my friend but didn't transfer the name as it is a old bike which means worthless for changing name but I changed the contact no. Which was registered in RC. So can I parcel my bike? If there is need I can show that sale deed, NOC and non judicial stamp signed by both parties?
Sir mere ko scooty bhej na hai kotdwar se Shimla pr kotdwar se koi train nhi jati uske liye kotdwar se Delhi bhejna padega kya ya mere ko alag alag booking krna ho ga kotdwar se Delhi fir waha se Shimla
Very helpful
Sir insurance hona zaruri hai kya?
Yes insurance jaruri h
Sir agar gadi emi par hoto to le ja sakte hai kya?
Yes le ja skte h
There is RC paper, but no insurance, then what will happen?
New electric scooter send kr sakte kya...just 1 month before bought
Yes
Mujhe smvt Bangalore se dhanbad jharkhand jana hai. Lekin koi bhi direct train nhi hai. Tho kya wo train change kr kere destinations tak phucha degi. For example smvt se kolkata aur kolkata se dhanbad ka train hai. Jawab jrur de.
Direct train jaruri hai
Without insurance bhej nhi sakte kya ?
No
Sir non registration electric scooty kaise bheje usme rc nhi milta kyu ki low speed hota hai kaise parcel kre
agar bike le jate waqt damage hua toh ??? demo train me le ja sakte hai kya
Iske liye full amount ka 1% lete h train me ki damage hua to unki responsibility hogi
Parcel karne se pehle RTO offcie se koi formalities karwana padta hai kya bhai?
No
Agar train stopage 3 minut ho to destination ka
Mere paas RC hai but insurance expired hai kya meine expired insurance ke saath bhej sakta hu
Hello Sir,
If insurance got expired then is it neccessary to renew insurance?
Yes