Sp125 bahut smooth bike hay sp k suspensions bahut smooth hay comparing to other bikes sp125 best bike hay aap ghalat bol rahe ho honda k suspensions bahut smooth hay sp125 k samme puray bikes waste hay meray heesab se
Bhai me Ye Bike Lene Ki Soch raha Hu Or Mera weight 110 KG he Or Muke 60+KM travel Karna Rehta He Daily To Isme Heating Issue Ko Leke confus Hu Please Batao Heating Ki vajase Koi Problem to nai Hoga Na or Build Quality Keai vo Bhi Bata do Please 🥺
Heating problem thodi hai but koi issue nhi hoga, long ride k liye acchi bike hai build quality average hai, mai iss bike se Faridabad to khatu shyam ji gaya tha Channel par video upload hai dekho
CB shine or Sp 125 m se konsi lena sahi rahega plz reply features nhi chaiye jyada. Engine performance or comfort m s konsi better h dono m s . Plz reply
Mere pas ye bike hai abhi 11000 hi chali hai Engine mnie bhut heating issue aa raha hai 70 se uper nahi jati iske uper vibration bhut jyada feel hoti hai
Super splendor acchi hai but sale kam hai as comparison to sp125, super splendor ka look accha nhi hai sp ka jyada accha sporty look hai, mileage sp ka accha hai, sp me Fully digital meter hai super me nhi
Engine light on hone k 2 reason hote hai 1st petrol khtm ho jaane par on hoti hai but aap petrol dalwa logo minimum 4-5 litre to engine light automatic off ho jaati hai 1-2 din me 2nd jab engine me koi kharabi ho tab engine light on ho jati hai
Dono hi most popular brand bike hai average bhi dono ka accha hai but Xtreme ka look thoda sporty hai jo looking wise accha hai but seat kaafi choti hai price bhi almost same hai....agar aapko ek sporty bike chhaiye to Xtreme lo family bike chahiye to sp lo
@@RaghavTheVlogger thank you for your reply 👍🙏,,,, sp 125 aur SP 160 me kyun sa Lena chaiye aur kyu? Maine Jo pahle sawal kiya tha, SP 160 hota toh kya answer hota? Aur agar honda chorke aapka kuch suggestion hai toh wo bhi batana... 👍
Bhai dekho sp 160 ka look accha nahi hai thoda sporty hona chahiye tha baaki aapke liye look matter nahi krta to le skte ho.. rahi baat sp 125 ki to sp125 sabse acchi bike hai 125 segment me...aap honda ki extreme 125 bhi le skto ho uska look accha hai sporty hai
Sp love ❤
Sp125 bahut smooth bike hay sp k suspensions bahut smooth hay comparing to other bikes sp125 best bike hay aap ghalat bol rahe ho honda k suspensions bahut smooth hay sp125 k samme puray bikes waste hay meray heesab se
Kabhi offloading karna sp 125 se aapka weham door ho jayega
@@RaghavTheVlogger sp125 offroading bhi accha kar leti hay lekin sp125 offroading k liye nahi bane hay sp125 is highway king
@@RaghavTheVlogger Ye offloading keliye nhi. Himalayan le le tu
@@RaghavTheVlogger Sab chahiye ek bike mai kya mat le tu bhai
Kbhi Bajaj ki 125 st drive krna tb pta chlega power aur suspension kise bolte h 😂😂😂😂
Video start 1:30
Very informative ❤
Thanks 🙏
Bike to badiya hai lekin paint quality very poor hai.
Bhai me Ye Bike Lene Ki Soch raha Hu Or Mera weight 110 KG he Or Muke 60+KM travel Karna Rehta He Daily To Isme Heating Issue Ko Leke confus Hu Please Batao Heating Ki vajase Koi Problem to nai Hoga Na or Build Quality Keai vo Bhi Bata do Please 🥺
Heating problem thodi hai but koi issue nhi hoga, long ride k liye acchi bike hai build quality average hai, mai iss bike se Faridabad to khatu shyam ji gaya tha Channel par video upload hai dekho
Bhai mai abhi diwali pe bike lene wala hu but i m too much confused ki shine 125 ya sp 125 lu...
Please give me best suggestion in your view
Sp 125 lo
Bhai kounsi bike li a thay
Sp 125 lo
CB shine or Sp 125 m se konsi lena sahi rahega plz reply features nhi chaiye jyada. Engine performance or comfort m s konsi better h dono m s . Plz reply
Cb shine ka comfort accha hai
@@RaghavTheVlogger thanku bhaiya lekin uske tyre ki wajah se koi jyada problem to n ayegi jyada slip to n krta h
Nahi krega slip
I'm a student, should i buy it for city riding?
Yes, you can buy it becoz sp 125 is best for city ride
Mere pas ye bike hai abhi 11000 hi chali hai Engine mnie bhut heating issue aa raha hai 70 se uper nahi jati iske uper vibration bhut jyada feel hoti hai
Aapki bike me problem hai... maine apni sp125 ko 105 tak bhagaya hai but no vibration
Video sahi laga
Thnks
Super splendor vs sp125 pls suggest
Super splendor acchi hai but sale kam hai as comparison to sp125, super splendor ka look accha nhi hai sp ka jyada accha sporty look hai, mileage sp ka accha hai, sp me Fully digital meter hai super me nhi
HEAT से बचने केलिए कौन सा PLATE लगाना चाहिए? जिसपे हीट भी कम होगा?
Koi bhi metal ki plate lgwa skte ho.... Bike wala lga dega
Bhai mera engine check light show kar raah 2645km chala hai bike mera 1 month mai
Yellow Light blink nahi kar raah bas jal raah hai toh kya karen?
Engine light on hone k 2 reason hote hai 1st petrol khtm ho jaane par on hoti hai but aap petrol dalwa logo minimum 4-5 litre to engine light automatic off ho jaati hai 1-2 din me
2nd jab engine me koi kharabi ho tab engine light on ho jati hai
@@RaghavTheVlogger mere bike mai abhi petrol toh shaayad 2-3 litre hoga 🗿
Bhai kahin glitch toh nahi hua hai?
Yaa fir engine oil ka dikha raah ho?
Fir ek kaam kro bhai ek baar honda k authorities service centre pe dikha lo ho skta hai engine me problem ho
@@RaghavTheVlogger ok bhai aaj jaataa hoon check karane
@@SparkShot34 engine thick hua he?
❤❤
Bhai city average kitna hey.confuse hu raider or Sp125 me
Bhai no doubt sp ka accha average hai raider se sp ka city average 60 hai
60
Bhai raider lu ya sp 125 lu confuse hu
Sp 125 lo
Raider lo bhi
Which better sp125 vs xtreme 125r
Dono hi most popular brand bike hai average bhi dono ka accha hai but Xtreme ka look thoda sporty hai jo looking wise accha hai but seat kaafi choti hai price bhi almost same hai....agar aapko ek sporty bike chhaiye to Xtreme lo family bike chahiye to sp lo
Bro sp160 .isse jada comfort dega.hame comfort chaiye plz rply
Sp160 maine chlaya nhi hai but sp125 long ride pe accha comfort deta hai no doubt but off-road me thoda uncomfortable hai
@@RaghavTheVloggerlong ride kitni km ki thi
700km
Bhai rider lene ka mann h but sp se confuse hu usme metal tank bhi nhi h kya karu personally btaye aap best
Raider se best hai SP but aapko sporty look chahiye to Hero Xtreme bhi le skte ho
Bhai mujhe sp 125 leni h family purpose se ho kya ye bike shi rhegi mere liye
Family purpose k liye sabse best hai sp 125
Bhai disc wla variant m bolta h jyada slip hota h beginners ko disc wla ni lna chahiye aisa kch log bolre h.... Disc aur drum kon sa jyada shi rhega
Esha kuch nhi hai disc wala lo safe hai....waise bhi is bike me Combi Bracking System hai to girne ka khatra kam
@@RaghavTheVlogger bro black aur blue m se kon sa colour loo.. Blue lne se kch time k bd fade ho jaega color?fade se bachane k liye qa kre
फ्यूल tank पर पंख चिपकाकर फर्जी मस्कुलर बना दिया है जबकि actual में है नहीं l जिम जाने वालों के लिए अच्छा idea है I
Fuel tank ki safety k liye lgwaya hai bhai
@@RaghavTheVloggerकंपनी जो लगाकर देती है हम उसकी बात कर रहे थे I
Bhai engine ke side me fiber plastic h to garm hone se kuch dikkat to nhi h
Koi dikkat nhi bhai...waise bhi fiber wali side heat nahi hoti
RAGHAV BHAI,
Mujhe honda ki hi bike chahiye or me Sp-125 or Sp-160 me confuse hu... aapke hisaab se konsi bike sahi rahegi....??
Plzz reply...
Bhai 125 hi sahi rahegi
@@RaghavTheVlogger
OK bro thanks
🤗 welcome
Sp 125 bhadiya hai
Yes
High road me jo hil jane ka baat boli aapne, wo kya with heavy pillon k sath bhi hotha hai? 🎉❤
Pillion k sath itna feel nhi hota
@@RaghavTheVlogger thank you for your reply 👍🙏,,,, sp 125 aur SP 160 me kyun sa Lena chaiye aur kyu? Maine Jo pahle sawal kiya tha, SP 160 hota toh kya answer hota? Aur agar honda chorke aapka kuch suggestion hai toh wo bhi batana... 👍
Bhai dekho sp 160 ka look accha nahi hai thoda sporty hona chahiye tha baaki aapke liye look matter nahi krta to le skte ho.. rahi baat sp 125 ki to sp125 sabse acchi bike hai 125 segment me...aap honda ki extreme 125 bhi le skto ho uska look accha hai sporty hai
Speed 30-50 km/h mein kitna mileage deta hai ???
65+
Milelage test ki video banawo bhai
Bna rakhi hai bhai upload hai Channel par
Abe raider me फ्यूल टैंक मेटल का है उसका कर फाइबर का है
Konsa variant achha hai disc vala ke drum brake vla?
Bhai disc wala lo only 4-5000/- ka difference aayegaa
@@RaghavTheVlogger budget ka problem nahi hai par ye bolte hai disc vala me sleep hota hai gaadi
Bhai is bike me combi bracking system hai to slip nhi hoti
@@RaghavTheVlogger thankx bhai maine bhi sp leli hai
Congratulations 👏
Sp 125 kharidu ya splendor plus
Sp 125
Mera bhi ya question tha .Thank you
Sp125 is better then raider
Yes....
Bhai maine 5 months me 16000kms chala liya
Good
Chote pathar se jhatka lagega to is ke uper bethne ka fayda kya hai
Office roading me thoda uncomfortable feel hoga aapko agar aap akele drive kr rhe ho to
Bhai is colour ka official name kya hai?
Pearl Siren Blue
Passion xtec isse better hai kya?
No
No bekar
Ram Ram Bhai sabhiko❤
Jai shree Ram
Average ki video kab tak upload kroge
Bohot jald
Milage ka bhi video bnayi banao
Bilkul bnaunga kuch din me
Milest test ki video banao
Jaldi hi upload krunga
Bike overall best hai usme Khali shockupsar acha nhi
Correct 👍
Milage test
As soon as possible
Bahut hi bekar baike hai meri bike ka sailensar fhat gaya .4 saal mai our honda company ne haath khde kar diya.
राम राम
Ram Ram
Activa scooty no1
Less average as comparison to sp 125
Glamour xtec is better
Low demand as comparison to sp 125
Features me sirf..Aur mileage ke mamle bhi King of any 125 cc bike
Silencer jal gaya
Ya glamour ya super Splendor lu
Glamour & super splendor se accha sp 125 lo, sp 125 ki demand jyada hai
Mujhe ek scooty Leni hai, please suggest
🤣 I'll make video
@@RaghavTheVloggerwhy you're laughing?
Kutta aur Bandar
Was epic 😂😂
Mileage video dalna sir please
Bana rakhi hai channel per video upload hai
Milaga test 1 liter me video banao bhai
Jaldi hi upload krunga
Sp love ❤
Sp love ❤