Helo mam mai bhi bstc kr rha hu mera date of birth 3-4-2008 2024 ishi saal bstc me jaipur college alot hua hai 450 number pr kya mai 2025 me reet vacancy ke liye eligible hu kya please reply
Aap mere kahne pr ek baar Google pe jake search kijiye "REET THIRD GRADE SYLLABUS FOR LEVEL 1/2" Or vaha se likh ke dekhiye...video me itna clearly btana possible nhi hai smjhne ki kosish kijiye please 🥺
Reet 3rd grade ki asprint me bhi happy but mene cet ka from nahi bhara muje ye jan na hai ki evs kese kare or kya rajsthan gk chod sakte hai reet level 1 pree k liye
Gk bilcul nhi chhod skte...GK main part hai...evs aap rbsc ki books ya kisi b guide se bhi kr skte hai ya bhut sare youtube channels bhi course krwate hai wo b check kr skte hai
Ye soch kr mt chlo ki kitna pdhe jo enough hai... syllabus ke according pdhe and revision kre jitna ho ske utna chahe aap notes,books kisi se b pdh rhe ho
Nice vlogs 🧿❤
Glad you like them! 😊💛
Mujhe aapke blog bhut jyada hi achhe lgte h
Thank you so much 😊💛🌻
Aap video edit konsi app se krte ho
Inshot
@@Studious_sunflower thank you
Congratulations for 1900+ subscribers 🎉
Thank you so much💛🌻
Maam ap video konse application me edit krte ho
Inshot app se
I'm also thinking to make such vlogs but I'm feeling like..... Why ppl will watch my vdos😢 btw I'm also prepairing for reet l1❤
me too
Can you give me some tips?
Aap current affairs k liye ggd class k notes k sath koi book bhi padte ho kya didi
Abhi cet ke liye to nhi pdh rhi...in future pta nhi
Jija REET Mains Exam Ke Liye Jo Bhi Best Book Hai Ya Toh Unki List Bata dijyee Ya Video upload kr dijiye...!
Thank you jijaaaaaaa.....🌻❤
Booklist aap mere channel pe playlist me jake check kr skte hai
Nind bhot aati plz btaye na kese dur kre or subhe to bilkul nahi utha jata
English ki konse book ha aapke paas
Reet ke liye to Lakshya ki guide hai cet ke liye normal ek book h me community post pe share kr dungi
Aapke computer notes ki pdf mil skti h plzz
It's not possible
Storage problem is real 😭😂
Cet ke previous year ke paper with answers kha se dekhe suggest plz
❤️👍🏻
Aapke short notes dedo didi gk ke plzzz
Mai bhi ggd se he pdha hun pure notes bna liye bss revise ke liye short notes nhi hai
It's not possible
@@shivamgautam5528 but why?
Mera exam 28 ko Morning shift me hai didi apka konsi sift me hai
Best of luck 👍
28... morning shift
@@Studious_sunflower Thank you didi ☺️
or apko bhi best of luck 👍
Mam aap maths kis teacher se pad rahe ho 🙏🙏🙏🙏🙏
Filhaal to ramnivas mathuriya wali book se pdh rhi hu
Yeh spring wala note book price kiya hai 😊
Ye depend krta hai place ke according... plain ragister ka price 70-80 to 100 hota hai and pages pe depend krta hai 70-80 me aa jata hai
Helo mam mai bhi bstc kr rha hu mera date of birth 3-4-2008
2024 ishi saal bstc me jaipur college alot hua hai 450 number pr kya mai 2025 me reet vacancy ke liye eligible hu kya please reply
Minimum age 18 hai or 2008 ke according aap abhi underage hai
mai be reet ki tyari kar raha hu
Me bhi reet level 1 se hu
@@dashrathkanwar7452 good mam all the best
mene pichle bar Diya the par nahi ova 😀
M b l2 se tyari kr ri hu
@@deepikasharma8045 sub. kya hai
Mere pass bhi same math ki book h yhi❤
Apne syallabus kyu ni bataya❤
Aap mere kahne pr ek baar Google pe jake search kijiye "REET THIRD GRADE SYLLABUS FOR LEVEL 1/2"
Or vaha se likh ke dekhiye...video me itna clearly btana possible nhi hai smjhne ki kosish kijiye please 🥺
Best book for reet level 1 pree exam
Booklist aap playlist me Jake check kr skte hai 👍
Hyy mam , mere bstc 2023 -2024 ki batch hai hamare first year k exam kab honge???
Orrr Jo abhi reet niklegi usme ham de skte h
Jan ... ,me
Exam to 2025 me hi hoga... appearing me de skte ho 👍
Di aapne Bstc diet college se ki ya private ki
Private college se
Reet 3rd grade ki asprint me bhi happy but mene cet ka from nahi bhara muje ye jan na hai ki evs kese kare or kya rajsthan gk chod sakte hai reet level 1 pree k liye
Gk bilcul nhi chhod skte...GK main part hai...evs aap rbsc ki books ya kisi b guide se bhi kr skte hai ya bhut sare youtube channels bhi course krwate hai wo b check kr skte hai
@@Studious_sunflower but start kha se karu bahut sara hai, or bhi subject hai to
Hello jija aap btaye na m abhi 12th level cet k norse hi bna rahi hu muje abhi class leni chhiye ya nahi
Bilcul le skte ho 👍
@@Studious_sunflower thanks di
Diiii itni mehnt woh bhi shantikal m abhi agle sal hogi 3rd grade
Apke liye me apne husband k phone me bhi subscribe kr lu kya
हुकम कर लो 😊
Shubh kaam me deri kyu😂👍
Norse bhot h kya selection k liye
Ye soch kr mt chlo ki kitna pdhe jo enough hai... syllabus ke according pdhe and revision kre jitna ho ske utna chahe aap notes,books kisi se b pdh rhe ho
आप cet के लिए विज्ञान कहा से पड़ रही हो
Cet ke liye me science nhi pdh rhi hu