Bhai meri nano lx modal 2012 , rear tyre andar ki taraf se kha rahi hai. Aliment hoti nahi kya kare? Kya spring kharab hone ki vajah se kha skti hai? Over size spring ki salah di ek machanik ne. Ya arm ko leth masheen se thik kara le
Okhla Phase 1 dehli said aap agr aaye kabhi car lega to treo tata h vha aapko kuldeep milege unse jo ki alignmentkrte h 10 saal se tata me use bola ki pankaj Nautiyal ne aapse alignment check krne ko kaha vo fir khud hi check kr lege
Ji sir aapne sahi kaha ki kit bhi dala sakta th pr me do wheel cylinder local the esliye mere pure hi change kiya the next time jarur kit ho dalunga pr yah chiz jldi kharb hoti nhi h
नहीं 2015 वाली nano Mein Bahut Si update ho gai thi jo bhi purani gadi Mein Kami Thi vah sari theek kar di Gai thi use gaadi mein koi problem Nahin Hai बसु एक्सटेंडर नहीं होनी चाहिए नहीं तो कार में कोई प्रॉब्लम नहीं आती पर हां एलाइनमेंट टाइम टू टाइम चेक जरूर करवानी होती है और गाड़ी कैसे चलेगी वैसे खर्चा भी मांगती है जैसे कि 10000 किलोमीटर बाद दिया 15000 किलोमीटर बाद ब्रेक पे खत्म हो जाना साल भर में और 10000किलोमीटर में सर्विस कर आना यह सब ध्यान रखना और गाड़ी बहुत अच्छी है
Nano Ki service Kaise karni hai iski Maine puri video banaa rakhi hai aap channel ko subscribe kar lo aur use video Ko Dekhkar aap khud bhi service kar sakte hain Nahin to kisi ko bhi bata sakte hain ki vah Kaise service Karen jo bhi aapke aaspaas mechanic Ho
Bro बहुत बढ़िया जानकारी, भाई आप कहां से हैं, मैं आगरा से हूं यहां पर कोई अच्छा मेकेनिक नहीं हैं कृपया गाइड करें या आपकी जानकारी में कोई गैरेज आगरा में है तो बताएं
@@nautiyaljivlogs thanks भाई, दरअसल मेरी टाटा नैनो में rustin बहुत हो रही है विशेषकर स्टेपनी वाली जगह पर, बस, मुझे भी अपनी नैनो से लगाव है और चाहता हूं कोइ अच्छा गैरेज या मेकेनिक मिल तो ये काम कर लूं और थोडा मोडिफिकेशन, इसलिए आपसे जानकारी चहता था, thank u
Bhai Aage ke tyre hote hain Iske 135/70/ 12 agar aap ise Piche bhi use Karoge To gadi chalne Mein Puri tarike se khelegi Kyunki Pichhle Jo tyre Hote Hain vah 155/65/12 agar aap ISI Jagah per 135 wala pahla Aaoge to Fir gadi Piche hi side se Puri ki puri milegi aur jab aap Tej chalaoge to use time per bhi Aisa lagega jaise ki gadi piche se jhulsi rahi ho matlab hil rahi ho chalane mein bhi uncomfortable Si Hogi aur sath mein hi vah tyre Chhote Hain Jiski vajah Se Ki engine ka bhi vate aur pessenger jo Piche baithte Hain Unka bhi vate aaega to Kafi Jyada problem Aaegi UN tyreon ke sath mein aapko to vah tyre lagaen 155 65 12 ke tyre hi dalen
@@yug1969 sorry bhai main comment dekh Nahin Paya tha Agar aapki gadi Mein बार-बार Ek Hi problem a rahi hai to aapko iska ful suspension check Karana chahie Kyunki suspension ki vajah Se Hi alignment mein problem Aati Hai suspension agar koi bhi chij form kar rahi Hogi to Uske aapki kar ki alignment okay Kabhi Nahin Hogi yadi Ho bhi Gai To Kuchh time bad fir se kharab ho Jaati Hai yadi aapki kar Fir Bhi Nahin Hoti to aap mujhe contact kar lijiyega Main aapko contact number de dunga bad mein
जी टाटा नैनो के सारे पार्ट्स आसानी से मिल जाते हैं चाहे पुराने हो या न्यू और गाड़ी से संबंधित कोई भी जानकारी आपको चाहिए तो आप मेरे युटुब चैनल को सब्सक्राइब कर ले और मुझे पूछ सकते हैं कभी भी किसी भी चीज के बारे में कमेंट करके आपका धन्यवाद वीडियो को देखने के लिए
भाई टाटा नैनो में जो पिछले Tali Aam होते हैं जो बैंड होने की वजह से यह प्रॉब्लम आती है कि टायर अंदर की साइड से खत्म होने लग जाता है तो इसमें आपको टेली arm चेंज कराने होंगे उससे पहले आप किसी मकैनिक को tali arm चेक जरूर करा ले यह पिछले टायरों की alignment चेक कराएं उसके बाद ही tali arm ko चेंज कराएं
Namste Mere pas nano h 2014 lx h Vo bhi tyre bhut kha rhi h Sath m thoda high speed pe gaadi ko break lgane pr gadi Left side m jaati h 80 ki speed pr break khaane pr chu chuu ki aavaj aati h Kya kya diktth Plz bataeye😇
🙏 namste bhai tyre kon se kha yadi Aage wale tyre kha rahi hai to alignment check kara le aur Pichhle tyre Hai To Uske rear Jo Aam Hote Hain vah check kara le To yah do chijen use aapke tyre Jo khane ki dikkat a rahi hai vah theek ho jayegi aur 80 ki speed Mein Jawab break le rahe hain to vah Chhotu ki awaaz a rahi hai uske liye aap break check karaea aur jo break Marne per left side ja rahi hai to ho sakta hai ki left side mein hi aapki alignment out ho Jiski vajah se break Lene per vah left side ko hi Jaati Hai yah sari chijen aapko check Karni Hogi tabhi aapko Pata chalega ya sahi se ki kya problem a rahi hai aur yadi aapki left ka tyre ghisa Hua Hai to bhi agar aap break Lenge tabhi bhi vah left mein hi jayegi yah bhi aapko kab detail samajh mein I to mujhe Dobara se comment karna aur Nahin I to bhi karna FIR main aapko detail Mein isko fir se bata dunga एक-एक chij dhanyvad
@@nautiyaljivlogs Ceat k tyre h Thanks 😊 Mujh kuch aur lgega to m aapko message jrur krunga Tyre front k kha rhi h M abhi bahr hu Aapko uski video ya photo bna k jrur send krunga ghr jakr
Bhai tyre khane ka ek reason hota hai suspension mein problem to aapko suspension check Karana Hoga gadi ka suspension Mein hi koi chij kharab Hogi uski vajah se yah problem a rahi hai
Great video.. detailed no bakwas, no weird background music
Thankyou ji 🙏 ☺️
Bahut hi sandar jankari apke madhyam se prapt hui 🙏🙏🙏🙏
Thanks ji
Bhai meri nano lx modal 2012 , rear tyre andar ki taraf se kha rahi hai.
Aliment hoti nahi kya kare? Kya spring kharab hone ki vajah se kha skti hai? Over size spring ki salah di ek machanik ne. Ya arm ko leth masheen se thik kara le
Rear arm ki wajha se ye problem aati h to arm check kr lene orr change kr lena
Same issue meri car bhi face kr rhi thi
Thank you sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Welcome and thank you watching for my video
Rishabh apke bhi same problem nikli kya
Good👍 gadi maliko ko ye sab jaanna acha hota hai!!! Me to ye choti moti kaam khud karta hu!!! 🇮🇳🇮🇳🇮🇳💪💪💪🙏🙏🙏
Thankyou ji
08.01 kya kehte h ise
Nice video....achi. Jankari thi ...
Thankyou
New L steering bracket Lagane ke baad...uska fyda hua kya sir?
Means firse alignment ka pro hua kya ??
Yes .. bro
Break shoe price kya ha
Bhai mujhee ye Wale alloys chahiye Kahn se mil skte h yee same alloys for tata Nano
Second hand spare part market se mila jate h
Is new alloy need weight for balancing?
Thank you for your suggestion sir
Meri Nano back tyres ko andar side se ghisti hai koi upay hai
Tail arm बैंड हो गए hoge jaisa wjh se vo Tyres ghiste h overload kiya hoga car ko fir vo kisi गढ़े ke gai hogi use hi baind hote h
@@nautiyaljivlogs front or rear dono arms change karwa chuka hoon, front teek ho Gaya but rear tyres main bhi problem hai
Okhla Phase 1 dehli said aap agr aaye kabhi car lega to treo tata h vha aapko kuldeep milege unse jo ki alignmentkrte h 10 saal se tata me use bola ki pankaj Nautiyal ne aapse alignment check krne ko kaha vo fir khud hi check kr lege
Same issue meri car m aa rha hai bhaiya.. Plz btaye kha se thik krvau... Mein delhi se hu .. Plz rply de...
Ho jayega 20 ru me problem soll
Good job 👍👍
Thanks
Wheel cylinder kit se bhi to thik kar sakte the
Kya pura change karna jaroori hai
Ji sir aapne sahi kaha ki kit bhi dala sakta th pr me do wheel cylinder local the esliye mere pure hi change kiya the next time jarur kit ho dalunga pr yah chiz jldi kharb hoti nhi h
@@nautiyaljivlogs thank you 🙏
Sir, please give the location of service shop
Aap kaha se ho orr aapko car me kya kam karna h
Me lene ki socha hu nano to
Kya tata nano twist xt 2015 ke model me bhi aise hi problems hai wheel alainenmets ka reply me urgent plz
नहीं 2015 वाली nano Mein Bahut Si update ho gai thi jo bhi purani gadi Mein Kami Thi vah sari theek kar di Gai thi use gaadi mein koi problem Nahin Hai बसु एक्सटेंडर नहीं होनी चाहिए नहीं तो कार में कोई प्रॉब्लम नहीं आती पर हां एलाइनमेंट टाइम टू टाइम चेक जरूर करवानी होती है और गाड़ी कैसे चलेगी वैसे खर्चा भी मांगती है जैसे कि 10000 किलोमीटर बाद दिया 15000 किलोमीटर बाद ब्रेक पे खत्म हो जाना साल भर में और 10000किलोमीटर में सर्विस कर आना यह सब ध्यान रखना और गाड़ी बहुत अच्छी है
Sir samne ki weel slender ki part number btao na
3 Tahar ke aate h esme brake Orr wheel cylinder jo nikleg usi ko leke jana part wala ki dukhn pr Vesa hi lena
@@nautiyaljivlogs mera shayad TVs ka tha
Apne service kaha karwai mujhe bhe karwani hai acche service ho jayge Kya mai nainital rahta hu
Nano Ki service Kaise karni hai iski Maine puri video banaa rakhi hai aap channel ko subscribe kar lo aur use video Ko Dekhkar aap khud bhi service kar sakte hain Nahin to kisi ko bhi bata sakte hain ki vah Kaise service Karen jo bhi aapke aaspaas mechanic Ho
Bro बहुत बढ़िया जानकारी, भाई आप कहां से हैं, मैं आगरा से हूं यहां पर कोई अच्छा मेकेनिक नहीं हैं कृपया गाइड करें या आपकी जानकारी में कोई गैरेज आगरा में है तो बताएं
Bhai main Noida se hun Agra Ka Mujhe Idea nahin hai ki Kaun vahan per mechanic Kabhi problem app mujhe cmt kr skte h koi bhi problem ho to
@@nautiyaljivlogs thanks भाई, दरअसल मेरी टाटा नैनो में rustin बहुत हो रही है विशेषकर स्टेपनी वाली जगह पर, बस, मुझे भी अपनी नैनो से लगाव है और चाहता हूं कोइ अच्छा गैरेज या मेकेनिक मिल तो ये काम कर लूं और थोडा मोडिफिकेशन, इसलिए आपसे जानकारी चहता था, thank u
Aapko regular service timely karni chahiye.
👍
Lekin wo bend kaise ho gaye. Gadi kitna km chali hai
mere bhai ne car chalni sikhi h to USA time syb use lgi hogi car kahi
Bhai mera pichla tayar thoda teda lag raha he to trengal dalna padega kay riplay do
Trengal smjh nhi kya hota h kuch orr naam h uska to btao fir me kuch bta sakta hu aapko
@@nautiyaljivlogs pichla tayr jishme phit hota he o kechi ko kay bolte he ush ka nam nahi pata he jish re rabar ki gol bushig phit hoti he aage nat me
Bhai meri 2012 ki nano hai ..but break dabata hu awaj ati hai air break lagate nahi
Tata Nano ke break ki adjustment hoti hai aur Awaaz aane ka Karan break khatm Hona bhi Hota Hai to mechanic ko check
Jo v parts apne lagaye wo sab market me offline hi mil gye ya boodmo se online lagaye the
Haji sb parts mila jate h offline vo bhi original
@@nautiyaljivlogs bhaiya muje apni nano ke liye glove box Lena hai kahi nahi mil pa rahe hai agar kahi online available ho to please bataye
Apne service kaha karwai mujhe bhe karwani hai acche service ho jayge Kya mai nainital rahta hu
Nice bhai jankari ke liye
Thankyou
Sir namaskar नैनो कार का sapere partas शोप पर नही मिल पाता दिल्ली में
Original parts bhi milte h Bahar thod dekhna hota ki apke area me koi si shop pr h aap kaha rehte h sir
@@nautiyaljivlogs tilak nagar me nagpal ki shop pe milega nano ka Sara saman
Bhai agar nano ke charo tyre 135/70/12 Kiya to kya hoga
Bhai Aage ke tyre hote hain Iske 135/70/ 12 agar aap ise Piche bhi use Karoge To gadi chalne Mein Puri tarike se khelegi Kyunki Pichhle Jo tyre Hote Hain vah 155/65/12 agar aap ISI Jagah per 135 wala pahla Aaoge to Fir gadi Piche hi side se Puri ki puri milegi aur jab aap Tej chalaoge to use time per bhi Aisa lagega jaise ki gadi piche se jhulsi rahi ho matlab hil rahi ho chalane mein bhi uncomfortable Si Hogi aur sath mein hi vah tyre Chhote Hain Jiski vajah Se Ki engine ka bhi vate aur pessenger jo Piche baithte Hain Unka bhi vate aaega to Kafi Jyada problem Aaegi UN tyreon ke sath mein aapko to vah tyre lagaen 155 65 12 ke tyre hi dalen
Same problem hai bhai..M delhi se hu koi workshop recommend krdo jo ache se kaam krde
Bhai problem break mein hai ya FIR aapke alignment mein pahle aap yah bataiye
@@nautiyaljivlogs bhai koi jwaab toh do
@@yug1969 sorry bhai main comment dekh Nahin Paya tha Agar aapki gadi Mein बार-बार Ek Hi problem a rahi hai to aapko iska ful suspension check Karana chahie Kyunki suspension ki vajah Se Hi alignment mein problem Aati Hai suspension agar koi bhi chij form kar rahi Hogi to Uske aapki kar ki alignment okay Kabhi Nahin Hogi yadi Ho bhi Gai To Kuchh time bad fir se kharab ho Jaati Hai yadi aapki kar Fir Bhi Nahin Hoti to aap mujhe contact kar lijiyega Main aapko contact number de dunga bad mein
@@nautiyaljivlogs bhai number de hi do yaar abhi tk problem solve nhi hue hai please bhai🙏
@@yug1969 8178012831
4:38 kya bolte hai isko kya naam hai hai for alignment
4.38 to mujhe pta nhi h kya hota h
Do you want to sell
No
Do you want to sell this
How much will you pay for this car?
I need to get some more info from u...like how much kms driven
..first owner or second
What is the location of the car ?
@@pratikkothari5125 8178012831
@@nautiyaljivlogs
50 k
Very nice information thanks
I have a Nano Car 👍
Thanks sir
Super
Thankyou ji
मैं नैनो कार लेने का मन बना रहा हूं क्या इसके पार्ट आसानी से मिल जाते है
जी टाटा नैनो के सारे पार्ट्स आसानी से मिल जाते हैं चाहे पुराने हो या न्यू और गाड़ी से संबंधित कोई भी जानकारी आपको चाहिए तो आप मेरे युटुब चैनल को सब्सक्राइब कर ले और मुझे पूछ सकते हैं कभी भी किसी भी चीज के बारे में कमेंट करके आपका धन्यवाद वीडियो को देखने के लिए
@@nautiyaljivlogs Thanks for your help ❤️🙏
👍
Thanks
Kitne Nano owner inka video ko dekhte hain?
👍👍👍👍
Thankyou
Sem kalar nano mere pash he 2013 model
Meri bhi 2013 hi h
Exchange krlo 😁
Chalega na bahi😁😜
@@dadapathak4435
Bhai 2012 model 70k chali hui nano 52 bol raha hai mahngi padegi kya
@@rohitmahajan4229 40+42 tak kohi problam nahi tayar. Enjin sab ok hona
bhai glove box dila do nano ki
Okk ji milega to aako jarur like send krung
Mere nano ki pichli dono chakke andr k side se ghis rhe hai
Or dono chakke tedhe lg re h ...
Apne jo video pe dala h same model h mra bhi
भाई टाटा नैनो में जो पिछले Tali Aam होते हैं जो बैंड होने की वजह से यह प्रॉब्लम आती है कि टायर अंदर की साइड से खत्म होने लग जाता है तो इसमें आपको टेली arm चेंज कराने होंगे उससे पहले आप किसी मकैनिक को tali arm चेक जरूर करा ले यह पिछले टायरों की alignment चेक कराएं उसके बाद ही tali arm ko चेंज कराएं
Namste
Mere pas nano h
2014 lx h
Vo bhi tyre bhut kha rhi h
Sath m thoda high speed pe gaadi ko break lgane pr gadi
Left side m jaati h
80 ki speed pr break khaane pr chu chuu ki aavaj aati h
Kya kya diktth
Plz bataeye😇
🙏 namste bhai tyre kon se kha yadi Aage wale tyre kha rahi hai to alignment check kara le aur Pichhle tyre Hai To Uske rear Jo Aam Hote Hain vah check kara le To yah do chijen use aapke tyre Jo khane ki dikkat a rahi hai vah theek ho jayegi aur 80 ki speed Mein Jawab break le rahe hain to vah Chhotu ki awaaz a rahi hai uske liye aap break check karaea aur jo break Marne per left side ja rahi hai to ho sakta hai ki left side mein hi aapki alignment out ho Jiski vajah se break Lene per vah left side ko hi Jaati Hai yah sari chijen aapko check Karni Hogi tabhi aapko Pata chalega ya sahi se ki kya problem a rahi hai aur yadi aapki left ka tyre ghisa Hua Hai to bhi agar aap break Lenge tabhi bhi vah left mein hi jayegi yah bhi aapko kab detail samajh mein I to mujhe Dobara se comment karna aur Nahin I to bhi karna FIR main aapko detail Mein isko fir se bata dunga एक-एक chij dhanyvad
@@nautiyaljivlogs
Ceat k tyre h
Thanks 😊
Mujh kuch aur lgega to m aapko message jrur krunga
Tyre front k kha rhi h
M abhi bahr hu
Aapko uski video ya photo bna k jrur send krunga ghr jakr
@@powerofmeditation1621 thankyou ji
TATA nano lx frant dono tyare bhar said se mar kha rha hai bhut kya kre 😢😢
Bhai tyre khane ka ek reason hota hai suspension mein problem to aapko suspension check Karana Hoga gadi ka suspension Mein hi koi chij kharab Hogi uski vajah se yah problem a rahi hai
Pls reply
Ok ji