Bhai hum teen log hai toh kya hum ek bike pe ghum sakte hai kya because hum car bhi rent pe nhi le sakte kyuki chalane nhi aata please koi options bataiye north goa mai konse gadi se ghume 3 person
🤣teen log ho to bahut galat fas chuke ho aap log .3 tigada kam bigada . Ham bhi yese hi fase the 3 log the to .bahut karcha ata he kisi ek ko or kro. Ek bike par 3 log ja hi nhi skte vha .fat se acha khasa chalan aa jayega. Isse acha ek or dekh lo 4 log ho jao
Vese 3 allow nhi he or 11 sal ka ladka full person me ata he chote bachhe me count nhi hota fir bhi agr chota dikhta he to consider kar skte he syd.bas tumhe thoda smjhana padega agar rokege to
Sir can u please help ki Goa me tricycle activa for handicapped person for rent milegi kya?? actually I am disabled by both legs and abhi just august ko company walo ke saath tour planned hai and they said ki khud ki agar tricycle hogi to comfort ke saath ghum paunga,nahi to kisi na kisi ke saath piche baithna padega jo ki bahot problematic hoga sir.... please sir agar koi bhi Information ho aapke paas to please share sir ji.... thanks sir
Bhai ye to bahut mushkil kam he Syd hi vha par mile aapko yhi se ghar se arrange karna padegi.dil se sorry me aapki help nhi kar ska .me dekhta hu vha par scooty rent par Dene Wale dealer ka contact number tha agr mil gya to bat karuga .
Bhai me sure to ni hu par nhi mil skta kyoki learning ka matlab hota he ki aap gadi Sikh rahe ho .to koi dusre state me jakar tumhe learning lisence par gadi kese pakda dega
North goa se scooty rent kar k south goa me jane se koi problem hoti h kya??
Koi problem nhi he pure goa me khi bhi ghumo
bhai. Kilometres ki limit rehti hai kya? certain kms per day vagaira? aur deposit kitna bharna hota hai?
@@shekhar2468 bhai koi limit nhi hoti please puri video sahi se dekho mene ek ek information di he kitna deposit karna he kitna charg rhega
@ sorry bhai. and thank you reply karne ke liye. Keep travelling and keep giving us new informations like this.🥳
🙏🙏
Bhai kon kon se docs maangne hai unse bike lene se pehle? RC, Insurance, kya kya?
Video me bataya he mene unki bike ke documents unki gadi me hi rakhe hote he . Scotty ki diggi me helmet ke sath
Bhai hum teen log hai toh kya hum ek bike pe ghum sakte hai kya because hum car bhi rent pe nhi le sakte kyuki chalane nhi aata please koi options bataiye north goa mai konse gadi se ghume 3 person
🤣teen log ho to bahut galat fas chuke ho aap log .3 tigada kam bigada . Ham bhi yese hi fase the 3 log the to .bahut karcha ata he kisi ek ko or kro. Ek bike par 3 log ja hi nhi skte vha .fat se acha khasa chalan aa jayega. Isse acha ek or dekh lo 4 log ho jao
Bhai hum log 3 hai. Main, Mera wife aur mera 11 years ka ladka. Toh hum log ek scooty le sakte hai kya??
Vese 3 allow nhi he or 11 sal ka ladka full person me ata he chote bachhe me count nhi hota fir bhi agr chota dikhta he to consider kar skte he syd.bas tumhe thoda smjhana padega agar rokege to
Would they provide 2 helmets for a single scooter for 2 persons
No need 2 helmets.the provide only 1 .
That means agar 2 bande ha scooty me to bas chalane wale ko lagane se hoga?@@vijaysahuvlogs
2 me kuch nhi agr 3 log honge to hoga chalan or 2 log ke sath kewal chalne wale ko helmet compalsary he
North goa se south goa scooty ae jane me kitna time lagega
1 hours approx
lisence k bina mil jayega?
@@Riyaonlive bilkul nhi
Absolutely No! U must give them your original DL before getting bike. Not even DL copy is accepted.
@ Scooty bhi nahi milegi?
@@Riyaonlive are video sahi se nhi dekhi kya Scotty tabhi milti he jab pahle bo licence lete he.
Sir can u please help ki Goa me tricycle activa for handicapped person for rent milegi kya?? actually I am disabled by both legs and abhi just august ko company walo ke saath tour planned hai and they said ki khud ki agar tricycle hogi to comfort ke saath ghum paunga,nahi to kisi na kisi ke saath piche baithna padega jo ki bahot problematic hoga sir.... please sir agar koi bhi Information ho aapke paas to please share sir ji.... thanks sir
Bhai ye to bahut mushkil kam he Syd hi vha par mile aapko yhi se ghar se arrange karna padegi.dil se sorry me aapki help nhi kar ska .me dekhta hu vha par scooty rent par Dene Wale dealer ka contact number tha agr mil gya to bat karuga .
Kya hum scooty se north goa to south Goa jaa sakte he??is they allowed?? Plz reply me. I m waiting for ur answer
Ha bhai bilkul pura goa cover kar skte ho .koi boundation nhi he.hamne bhi bike South Goa se. Rent par li thi or north Goa cover kiya tha .
@@vijaysahuvlogs Kya helmet compulsary bhai Goa mein aur hai to dono logo ke lagta hai kya?
Ha bilkul khaskar jo out of Goa Wale he unko lagana hi he
@@vijaysahuvlogs firhelmet bhi scooty rent wale hi dete hai kya?and dono logo ke lagta hai ya sirf rider ke liye compulsory hai
@@TechytASP ha bhai bo hi denge na or kon dega
वहा पे पोलीस वाले बेवजह challan करते हे
आपका कितना आया?? Challan
Bhai vha pe thoda rule smjhna hota he bas mujhe rok liya tha par hamne explain Kiya to chor diya tha
Learning license chalega kya??
@@komalc5839 nhi chalega syd. Kyoki local me chlta he.
❤❤
Online licence h to chlega ky?
@@poornimabhati4461 chal to jayega par hard copy rahe to achi bat he .
Thanks for sharing 🙏
@@Kushal6831 ,🙏🙏🙏
Weekly pe milti hai bike
@@Allu669 ha bhai bilkul asani se mil jaayegi
trippling kre to chlega
Bilkul nhi chalega. Turant chalan kay jayega
Learning license meh mil jyega ky
Bhai me sure to ni hu par nhi mil skta kyoki learning ka matlab hota he ki aap gadi Sikh rahe ho .to koi dusre state me jakar tumhe learning lisence par gadi kese pakda dega
Pehli baat to learning state bs apne state me hi valid hota h
Sir ji if u can reply i will be very thankful to u sir please
Sorry Bhai late reply Kiya .koi solution nahi mila .ghar se hi arrangment karke Jana hota he
@@vijaysahuvlogs sir burhanpur MP se kaha se jugaad kar lunga aur kaisi??
Bahut sari sansthayen hoti he jo karwa skti he aapko apne AAP's pas ki sanstha search karna hogi . online hi krke dekh lo ya pta karo
Driving licence nahin hai bhaiya to rent me bike milegi ya nahin
Bhai nhi milegi