Waps isliye de rhi hu kyuki govt ka koi bharosa nhi kb kya lagu kr de and dusri baat ki Prepration kr hi rhe hai reet ki to pta bhi chl jayega kese questions aa rhe hai kitna revision hua apna or konse subject me or jyada mehnat ki jrurt hai....mere according to jinki clear hai unko bhi deni chahiye self analysis ke liye 😊👍
diwali break ki vajah sy concentration he nhi ho raha h study mai kya kru smjh nhi aa raha rona arah h day productive learning mai jaa he nhi raha h mera dec. Mai exam hai sanskrit shiksha ka 😢
Dii apne jo rajsthan culture ke notes banye hai ggd se vo aapne jo pasu prisar ki classes thi vaha se hi banaye hai na ya fir 2 years pehle ki jo videos se vaha se banaye hai please bata do
Pls jija btavo na m ab Bstc ka peper ki tyari kr rahi hu sb bolte aage reet m Selection nahi ho pata jija btana m Bstc kru ya nahi or aage kya proec h reet k peper ka btana
@Studious_sunflower me me kalam se offline coching kr rha hu But Mera mind ek target reet pr focus nhi rh pa rha Pashuparichar bhrti se district ho rha hu kya kru Smj nhi aa rha
Sbse phle apna goal clear hona chahiye...pashu parichar ka exam aane wala hai agr aap uski preparation kr rhe hai to jo reet or iske jo common topics hai unko sath pdhte rahiye and pashu parichar ka exam ho jane ke baad 1-1½ month rhega usme reet pre ki Prepration kr skte ho👍
Jaha se bhi aap unko pdhaoge make sure ki baar baar revise krte raho plus keypoints ko yaad rkho and hi ske to ek chart bna ke usme likh ke and aap jaha study krne bethte ho vaha paste kr ke unko frequently pdhte raho 😊👍
Vese to ye totally aap ke upr depend krta hai agar aap fresher hai to coaching ki help bhi le skte ho and agr aap frequently competative exams fight krte rhte ho to self study bhi kr skte ho...ek baar guidence mil jane ke baad self study is better option 😊👍
Nice vlog ❤
Pin karo comment 😈🐒🤣 nahi to 😂
Le tu khush rah😘
Jalwa hai hmara 🤣🤣🤣
Pin karwa k bhi kya hua 0 like 😅😅
@Prithvi_vlog7773 🤣🤣🤣
Channel promote karne ka tarika thoda kezual tha
Didi me bhi reet level 2 ki tyari kr rhi hu aapke padhe ka trika bhot achha lga aaj se me bhi ase hi routine bnakr padai krugi
Didi me bhi vlog banana chahta hu per smjh nahi aa rahaa kaise banau mujhe bhi vlog banana sikha do please 🥺😭😭🙏🙏
Itna jhooth mt bolo re 😂
@Musemind-05 thik hai aage se km jhuth bolunga 😋💀
Tum tha par bhi ho @@Growhit01
@@Nenaramganguly kya?
Wapis kyu de rhe ho jb clear h btana plz reet pre
Waps isliye de rhi hu kyuki govt ka koi bharosa nhi kb kya lagu kr de and dusri baat ki Prepration kr hi rhe hai reet ki to pta bhi chl jayega kese questions aa rhe hai kitna revision hua apna or konse subject me or jyada mehnat ki jrurt hai....mere according to jinki clear hai unko bhi deni chahiye self analysis ke liye 😊👍
diwali break ki vajah sy concentration he nhi ho raha h study mai kya kru smjh nhi aa raha rona arah h day productive learning mai jaa he nhi raha h mera dec. Mai exam hai sanskrit shiksha ka 😢
Aapke comment ka jawab me next video me detail me dungi 👍
Teaching methods ki book online kaha se mangwaai
Amazon se
Dii apne jo rajsthan culture ke notes banye hai ggd se vo aapne jo pasu prisar ki classes thi vaha se hi banaye hai na ya fir 2 years pehle ki jo videos se vaha se banaye hai please bata do
Pashu parichar wali classes se
आप आपना चेहरा क्यों नहीं दिखाते 🙂↕️🙂↕️🙂↕️🙂↕️🙂↕️🙂↕️
Parda Pratha❤
meri dec me pashu parichar ki exam h fer janruary me B.Ed semester ki h reet ki h fer july me VDO ki h aur B.Ed 2nd semester ki h😬😬
Fr reet mains 🥲🥲🥲
Aapne jo rajsthan gk ke notes banye hai vaha se aap revision kiu nahi karte ho
Revision hi kr rhi hu...one liner se..notes or isme same hai
Dii teaching methods ke liye konsi book best h....
Best ka to pta nhi mere paas first rank publication ki hai
Didi aap Hindi ki class bataiye na gdd sar se dekh Lun kya rate level 2 ke liye
Nice vlog ❣️👍
Thanks 😊💛🌻
English kha se pd rhi ho
Pls jija btavo na m ab Bstc ka peper ki tyari kr rahi hu sb bolte aage reet m Selection nahi ho pata jija btana m Bstc kru ya nahi or aage kya proec h reet k peper ka btana
Sister m esa blog bnana chahata hu pr smj nhi a rha kese bnau
Study krte time video shoot kro and fir inshot app se edit kr ke voiceover kr ke upload kr do...Good luck 👍
Amaging
Hy mam please batao evs reet pre kaha se padhi apne plz
RBD Chetak ki guide se
Didi reet pre k liye maths kha se pdu😢
GGD se pdh rhi hu me current time me
Di ap maths k liye basic ki kon si class lete ho
GGD ki.. Pramod ji sir se
Mam ye time. Kiase lagte hm Please batap
Play Store se GAINT STOPWATCH kr ke app aata hai, wo download kr lo
Dii ap kya apni maths wali class ki playlist share kr skti hai vlog me kyoki mujhe mil nhi rhi h
Pashu parichar wali hi hai...isse phle wali video me ki hai check kr skte ho 👍
Diii pls apne phycology k notes share kijiye n
Aapne notes kis se bnaye h books se hi ya khi se class li pls jarur bataiyega
@Studious_sunflower me me kalam se offline coching kr rha hu
But Mera mind ek target reet pr focus nhi rh pa rha
Pashuparichar bhrti se district ho rha hu kya kru Smj nhi aa rha
Sbse phle apna goal clear hona chahiye...pashu parichar ka exam aane wala hai agr aap uski preparation kr rhe hai to jo reet or iske jo common topics hai unko sath pdhte rahiye and pashu parichar ka exam ho jane ke baad 1-1½ month rhega usme reet pre ki Prepration kr skte ho👍
Where are you from?
From Bundi district
Kha se ho aap
Sasural or pihar kha hai aapka
Bundi district se hu...tonk hai sasural
Aap current ko bhi sath leker chelo taki baad me burden nhi legega
Current affairs me December se start krungi
Didi Aapke paas camera bhi h 😮kya??
Btw very nice vlog didi ❤😊
Na na camera nhi hai... mobile se hi shoot krti hu, 2 h mobile and thanks for the compliment 😊💛🌻
@@Studious_sunflower Achha.. Okay Didi 👍😊
Morning m kitne baje uthe ho or night m kitne baje sote ho baisa 🎉❤
5.30 am ke around uth jati hu and sote sote 10:30-11 bj jate hai
@Studious_sunflower ok thanks for reply ☺️
Reet pre के लिए मनोविज्ञान की बेस्ट बुक कौनसी है जिसे मे आसानी से समज् भी सकू ओर मेटर भी लेवल का हो 😊😊😊
रिप्लाई जिसको भी पता हो 🙏🙏
Shikhwal publication ya Rk. vishanav sir ki book se padh sakte ho language achi h inki
@@Ishitachoudhary-pn4yp okk thanks didi
@@Studentnew7773 👍
Jai mata ji ke hukm
Aap daily vlog dala kro 😊
Motivation milta hai 🙏
I'll try😊👍
Ek din me 2,4 sub ke reading krni chye ya 2 sub ke
Personally apni apni choice hai but i prefer at least 2 subject pdh skte hai 1 din me
Nice vlog but we want barwada vlog also 😢
One by one 🥲
Ok@@Studious_sunflower
Please sister meri help kro
Library se ghr jane ke baad bhi study krte ho kya
Library ka timing 9:30-4:30 hai and abhi filhaal ghr jake manage nhi ho pata but dhire dhire habit develop kr rhi hu
@@Studious_sunflower 😍
M b Main reet k teyari kr rha hu
❤❤
💛🌻
Hello di me aese puch rhi hu ki aapne RTE ki jo धाराएं hai unko kese yaad kiya vo mujhe yaad nhi ho rhi😢 kya kru kese padhu please iske liye tips do
Ap lakshay classes udaipur se kunal sir ki class dekh lo jisme yad ho jayg pura rte
@dream_ias_63 ok I will try Thank you 😊
Jaha se bhi aap unko pdhaoge make sure ki baar baar revise krte raho plus keypoints ko yaad rkho and hi ske to ek chart bna ke usme likh ke and aap jaha study krne bethte ho vaha paste kr ke unko frequently pdhte raho 😊👍
@@Studious_sunflowerthank you 😊 di
Hi
Dii reet third grade ke liye self study kare ya coaching Kare please bataiye kya karu samajh nahi aa rha h
Vese to ye totally aap ke upr depend krta hai agar aap fresher hai to coaching ki help bhi le skte ho and agr aap frequently competative exams fight krte rhte ho to self study bhi kr skte ho...ek baar guidence mil jane ke baad self study is better option 😊👍
@@Studious_sunflower ❤️ thank you