Bhai Mai turant sarvice karaya tha oil ka filter bhi fir bhi lift dhere dhere uth rahi hai aur ingein ka pipe waibretion kar raha hai bhai please help me
At first air check karna pipe se air nikalwana Second hydraulic filter check karna Third no.hydrolic pump check karna Fir bhi solve nhi ho to lift khulwane padhega
heydrolic oil chack Karo agar oil km h to bhi lift nhi uth ti hain oil pura h to phir Heydrolic pump change karvana padega or bhi solution nhi hota to lift kholna padega
बहुत बढ़िया जानकारी
Bahut baar sahii kra liya Haidrolik ki problem sahii ni ho rahi ha
Kya problem aa rha hai
Bhut hi upyogi jankari kisaan bhaaiyo v liye
Kisano k liye dhayan dene vala video
Bhai Mai turant sarvice karaya tha oil ka filter bhi fir bhi lift dhere dhere uth rahi hai aur ingein ka pipe waibretion kar raha hai bhai please help me
3 saal hua hai abhi farmtrac 39
At first air check karna pipe se air nikalwana
Second hydraulic filter check karna
Third no.hydrolic pump check karna
Fir bhi solve nhi ho to lift khulwane padhega
@@shakmbharitractorservice7945 bhiya filter bhi Naya dalwaya Maine air ke liye pipe ko kholkar dekha tha
Mera tractor ko 3 saal bas hua hai farmtrac 39 hai
Mechanic se dikhwana proper air nikale fir to hydraulic pump change karna pd skta hai
सरजी farmtrac मे दो टाईप के इंजीन आते है तो कैनसा आछा है
Hyd filter kitne ka h
200 se 250 rs tk ka h
Konsa tractor best rahega
C oil mein se Pani kaise nikale
Sir mene new powertrac 55 hp kharida hai uski lipt dire dire utha rhi h abhi pahli sarvice bhi nhi hui
Oil level dekh lena or air niklva dena oil pipeline se heydrolic filter chack kr lena chock hogaya ho to change karvana
@@shakmbharitractorservice7945 ji sir
Powertrac Euro 45 ke lift apne aap Chalte Chalte Ud Jate Hai To Kya Karan ho sakta hai
जो मेरा कमेंट पढ़ रहा है भगवान उनके माता पिता को दीर्घायु प्रदान करे|धन्यवाद
sir lift wali side thodi likeg hai kitna cost aayega
Lift kaha se leakage hain housing k vaha ya fir packing ke vha se
@@shakmbharitractorservice7945 jha pra lift main rod hoti hai waha ki jo bahar wali seal hoti hai vo
lift router wali jagh par
Kaha se pto shaft vali jagh vha pr pto shaft oil seal aati hain or replace bhi hoti hain
Lift ka filter change kar ke bhi trolley nahi uthata
heydrolic oil chack Karo agar oil km h to bhi lift nhi uth ti hain oil pura h to phir Heydrolic pump change karvana padega or bhi solution nhi hota to lift kholna padega
Thanks Bhai reply k liye mere life oil bi pura h
Nice
Andhu padatarra taitel pani laada
Please provide translation English or Hindi
nice
Nice