Tvs rtr 200 bs6 ekdam bekar bike hai mat lena bhul se bhi 😢😢, 6 month bat fuel pump change kiya, 6500 , uske bad 2 sal bad battary 3000.ka chuna, uske next month ko regulator 2700 ka chuna ekdam bekar bike hai bhai mat lena me toh toot gya 😢😢
Ye bs6 me boht problem aa rhi hai boht bikes and scooty me aa rhi hai suzuki Access avenis sab me hai ye fuel injection me bhi problem deta hai ye problem bas yamaha me nhi aa rhi (bs6 me headlight vhalu hi rehti hai isiliye maybe down ho jaati hai 🤔)
Waise Easily koi battery ki problem nhi aati bhai..hamare pass ek aur same bike Apache hai 3 saal ho gaye bt abhi tak battery ki problem nhi aaye ...mere bike me problem aaie kyuki Maine usme lights modifications ki thi ..last video check kro channel par aapko modifications dikh jayegi..Aur Bs6 bike me jyada powerful battery's aati hai ..fir bhi electronic thinks hai kuch bhi ho sakta hai🙌
Bhai meri apache 160 hai usme battery ka sign aata hai start krte time aur usse jb mai on krke rakhta hu 20 min.tak tu wo light hatt jaati hai aur bike start ho jaati hai aur phir mai bike ko 5-6 km tak chalata hu tu battery ka sign nhi aata hai aur start hu jaati hai ek hii self me tu aap bta skte hai ke battery prblm hai ya phir battery change krni pdegi ya phir bike bhaut kam chlti hai uski prblm hai kyuki bhai meri bike bhaut kam chlti hai....plzz help bro
Kya bike sirf sign batati hai battery ka..ya fir start hi nhi hoti?? Ha Kam chalne ki wajah se bhi battery ka charge kam ho jata hai kitne din me start karte ho bike..? Kya bike me other lights install ki hai aapne after market..???
@@itspvtyr18 bhai bike start hii nhi hoti hai...abhi maine check kra tha tu i think light bhi thuri low thi... Bhai bike sirf 1 week me ek baar start hoti hai...bss..aur baki din ese hii khadi rheti hai Bhai kuch bhi alag se install nhi kra hai usme...
@@ayanfareed3722 Aap ekbaar battery charge kar lo shop se..Aapki battery achi ho sakti hai .. sirf usko time par charge nhi milta isliye low ho rahi hai..Ise pehle ki battery Puri tarah se dead ho jaye use charge karlo shop se warna agar totally dead ho gaie toh battery kharab ho jati hai ..charge hone ke liye battery mein bhi power chahiye.. isliye pehle use charge karke dekho..agar charge hue toh all good..aur agar charge hue toh bike ko start karte rehna kam se kam 1_2 din me ..ya fir 10 se 15 min ki ride enough hai... Aur agar battery charge karne ke bad shop se ..phir bhi bike start nhi ho rahi hai toh bhai aapko battery change karni pad sakti hai.. Aur bike ko khadi mat rakha karo ...thoda bhot ride kar liya karo ..constant khadi rehne se bs6 bike mein aur bhi problems aa sakte hai..🙌
@@itspvtyr18 ok bhai....thank u so much ....aapne itni help kri yrr....mujhe lg rha hai shayad itna tu ...service wale bhi nhi btate hai jitna aapne chat prr bta diya thank u bro....❤🤗🤗
Bhai abhi toh 9ampere ki dai rhai han
👍👍
Bluetooth connect karne se battery down hoti hai kya?
@@samadaffan2287 nahi bhai issa kuch nhi hai
Bhaiya 3 saal hogya bike ko mere...aaj batter low ka logo aaya tha ... ky krna cahiye...
@@lokeshchourasiya682 charge karke dekho...agar fir bhi nahi chali toh change karlo... because 3 years is good timeline for battery...Ab change karlo
@@itspvtyr18 ok bhaiya ... Amaron or Exide kon best h
@@lokeshchourasiya682 amaron best hai ..1800 ki hai abhi 8 days pehle mere friend ne bhi change ki hai..go for amoron
@@itspvtyr18 ok
Tvs rtr 200 bs6 ekdam bekar bike hai mat lena bhul se bhi 😢😢, 6 month bat fuel pump change kiya, 6500 , uske bad 2 sal bad battary 3000.ka chuna, uske next month ko regulator 2700 ka chuna ekdam bekar bike hai bhai mat lena me toh toot gya 😢😢
@@sagarlimbu3531 manufacturing fault hoga bhai tumara .. otherwise Apache naam se hi brand hai..🙌
Itne problems toh nhi aane chahiye,but maine 2 baar chain sproket kit 6000rs ,2 baar magnet coil 8000,2 baar battery 1500rs ,aur hr 2 mahine me 4000 ka servicing lagta haai ,mere riding style ke hisab se
Ha bhai meri bike Apache 160 4v 3saal ho gaya liye hue Abhi bike ki battery badlva raha hu1700 rs ki amron ki otherwise koe jyada kharcha nahi hua
Nice 👍
Sem problem meri bike me TVS ka bike lenahi nahi
Ye bs6 me boht problem aa rhi hai boht bikes and scooty me aa rhi hai suzuki Access avenis sab me hai ye fuel injection me bhi problem deta hai ye problem bas yamaha me nhi aa rhi (bs6 me headlight vhalu hi rehti hai isiliye maybe down ho jaati hai 🤔)
Waise Easily koi battery ki problem nhi aati bhai..hamare pass ek aur same bike Apache hai 3 saal ho gaye bt abhi tak battery ki problem nhi aaye ...mere bike me problem aaie kyuki Maine usme lights modifications ki thi ..last video check kro channel par aapko modifications dikh jayegi..Aur Bs6 bike me jyada powerful battery's aati hai ..fir bhi electronic thinks hai kuch bhi ho sakta hai🙌
Bhai new bike lene pr battery ki kitne year ki replacement warranty milti h
@@shivambaghel8959 1 year!🙌
Bhai meri apache 160 hai usme battery ka sign aata hai start krte time aur usse jb mai on krke rakhta hu 20 min.tak tu wo light hatt jaati hai aur bike start ho jaati hai aur phir mai bike ko 5-6 km tak chalata hu tu battery ka sign nhi aata hai aur start hu jaati hai ek hii self me tu aap bta skte hai ke battery prblm hai ya phir battery change krni pdegi ya phir bike bhaut kam chlti hai uski prblm hai kyuki bhai meri bike bhaut kam chlti hai....plzz help bro
Kya bike sirf sign batati hai battery ka..ya fir start hi nhi hoti??
Ha Kam chalne ki wajah se bhi battery ka charge kam ho jata hai kitne din me start karte ho bike..?
Kya bike me other lights install ki hai aapne after market..???
@@itspvtyr18 bhai bike start hii nhi hoti hai...abhi maine check kra tha tu i think light bhi thuri low thi...
Bhai bike sirf 1 week me ek baar start hoti hai...bss..aur baki din ese hii khadi rheti hai
Bhai kuch bhi alag se install nhi kra hai usme...
@@ayanfareed3722 Aap ekbaar battery charge kar lo shop se..Aapki battery achi ho sakti hai .. sirf usko time par charge nhi milta isliye low ho rahi hai..Ise pehle ki battery Puri tarah se dead ho jaye use charge karlo shop se warna agar totally dead ho gaie toh battery kharab ho jati hai ..charge hone ke liye battery mein bhi power chahiye.. isliye pehle use charge karke dekho..agar charge hue toh all good..aur agar charge hue toh bike ko start karte rehna kam se kam 1_2 din me ..ya fir 10 se 15 min ki ride enough hai...
Aur agar battery charge karne ke bad shop se ..phir bhi bike start nhi ho rahi hai toh bhai aapko battery change karni pad sakti hai..
Aur bike ko khadi mat rakha karo ...thoda bhot ride kar liya karo ..constant khadi rehne se bs6 bike mein aur bhi problems aa sakte hai..🙌
@@itspvtyr18 ok bhai....thank u so much ....aapne itni help kri yrr....mujhe lg rha hai shayad itna tu ...service wale bhi nhi btate hai jitna aapne chat prr bta diya thank u bro....❤🤗🤗
Bhai aapka number mil skta hai kya by chance kbhi koi prblm hue tu aapko call krke pooch skta hu...
নতুন বিডিও চাই❤
Soon bro!
Rate?
@@lazythoughts444 Free of cost.. change by tvs service centre bcs of warranty..But new Battery price is 2000₹