भाई मैं रायपुर से हु जोमैटो करता हु साम 7 बजे से रात 3 बजे तक 15 ऑर्डर में 1000₹ बन जाता था 250 का पेट्रोल लगता था 100₹ रोज खाने में जाता था....... अब टाइम भी उतना दो ऑर्डर भी उतना करो पेट्रोल भी उतना लग रहा पे आऊट कम बन रहा 600 से 700₹ मतलब राइडर की अर्निंग कैसे कम करनी है उस पर काम हो रहा गवर्नमेंट को रूल लाना चाहिए कि पर किलोमीटर इतना मिले मिनिमम हर डिलीवरी फील्ड में यह ऐप वाले लोग कभी भी बढ़ा देते हैं कभी भी घटा देते हैं भाई इस टॉपिक पर एक वीडियो और आप ट्विटर पर लिखा मिनिमम इतना मिलना चाहिए राइडर री ट्वीट करने बोलिए कैबिनेट मिनिस्टर को टैग कीजिए
Me swiggy wala hu bhari barish me mera mobile khrab ho gya adha ghanta order accept nhi kiya to I'd permanently deactivated kr diya gya hai dinbhar kaam kiya uske baad dinbhar ki kamai our alag se penalty 750 laga diya hai
भाई अर्निंग कम क्यों नहीं होगी सबको ब्लॉगर जो बनना है यूट्यूब पर और ढोल बजा बजा कर बोला हम तो महीने का 30k,50k कमा रहे है जब इतने रहीस बनोगे तो और भी रहीस बन्ना चाहेगे,सच बात तो ये है कमाई तो तुम यूट्यूबर्स ने ख़राब कड़ी है
Parcel delivery mein on an average 20-22 thousand/monthly(4 week ka combined salary) aram se kama loge. (Depends upon load) Aur minimum 15 thousand(main khud 2-7pm tak kaam karke itna kamata hun). 3k petrol aur servicing ka pakar lo to 12 thousand in hand. (4 week ka salary) For freshers.. I suggest ki aap parcel delivery karo. Food delivery sabki baat nahin hai. Parcel delivery mein one month mein itna experience ho jayega ki aap aram se 4th week 40-50 le jaa paaoge. (For 6hr slot) 3-4 month baad to aap 80-90 tak bhi delivery kar doge. (Full time on sale days)
Bhai ji ola me drop location and trip change show nahi hota dehradun me jis karan ride accept karne me problem hoti apne video ke madhyam se kuch batayo ola walo ko Dhanyawad
Radhe Radhe Krishna 🙏💖 Bhai aap log kuch aise 50 to 55 age ke logo ke liye delivery waala kaam kar sake kuch ish tarah se sabsi badi samasya hai kisi ke pass n toh vehicle hai or agar vehicle rent pe le toh advance mei payment maangte hai kahaan se laaye advance money aisa delivery waala kaam ho ki koi aisi delivery company jo regular kaam se amount le le kuch ish tarah ke video lao.
Din ka bhi tik se nahi milta ab gulami karta hu aur swiggy wala app baar baar selfie ke liye pucta hai jab order pick up kar raha hu pick up marne se pehle selfie mangta hai baar baar photo upload kar ke bhi selfie magtey hai
सुमित भाई से अगर मैसेज में कुछ भी पूछो बताते तो है नहीं और उनके चैनल भी सब्सक्राइब कर रखा है और सारे वीडियो भी देखते फिर भी रिप्लाई नहीं करते कोई किसी भी मैसेज का
Bhai nayi gadi mat kharidna.. 100km bhi roj chalaoge to 2 saal me engine ki aisi taisi ho jayegi 100*26*12= 31200 (2 saal me 62400 km) 2 saal tak purani gadi kharid lena,sasti bhi pd jayegi
भाई मैं रायपुर से हु जोमैटो करता हु साम 7 बजे से रात 3 बजे तक 15 ऑर्डर में 1000₹ बन जाता था 250 का पेट्रोल लगता था 100₹ रोज खाने में जाता था....... अब टाइम भी उतना दो ऑर्डर भी उतना करो पेट्रोल भी उतना लग रहा पे आऊट कम बन रहा 600 से 700₹ मतलब राइडर की अर्निंग कैसे कम करनी है उस पर काम हो रहा गवर्नमेंट को रूल लाना चाहिए कि पर किलोमीटर इतना मिले मिनिमम हर डिलीवरी फील्ड में यह ऐप वाले लोग कभी भी बढ़ा देते हैं कभी भी घटा देते हैं भाई इस टॉपिक पर एक वीडियो और आप ट्विटर पर लिखा मिनिमम इतना मिलना चाहिए राइडर री ट्वीट करने बोलिए कैबिनेट मिनिस्टर को टैग कीजिए
Mai bhi Raipur ka hu Zomato wala
Me swiggy wala hu bhari barish me mera mobile khrab ho gya adha ghanta order accept nhi kiya to I'd permanently deactivated kr diya gya hai dinbhar kaam kiya uske baad dinbhar ki kamai our alag se penalty 750 laga diya hai
Bhai Apna number Dena whataapp wala
Bhai apna WhatsApp number Dena @@stutas_of_god
Large Fleet Gayab Ho gye is par video banao...
मैं चार साल से से swiggy में डिलीवरी बॉय का काम करता हूं अब कमाई सुन्य हो गया गया है लाइफ खराब हो गया है मेरा
भाई अर्निंग कम क्यों नहीं होगी सबको ब्लॉगर जो बनना है यूट्यूब पर और ढोल बजा बजा कर बोला हम तो महीने का 30k,50k कमा रहे है जब इतने रहीस बनोगे तो और भी रहीस बन्ना चाहेगे,सच बात तो ये है कमाई तो तुम यूट्यूबर्स ने ख़राब कड़ी है
Sahi h bhai 👍🏻
10 se 11 hours Zomato me Kam karta hun.but 600 rupaya kamana bhi tuf hota hai. Order hi nahi aata hai. Isme Kam karoge to jindegi jhand ho jayega.
Monthly 15 Hazar se jyada Nahi kama Sakte 12 ghante 30 din me 😢
tum kaam kar rahe ho kya?
@@vijaySalgaonkar1 yess
@@moviesduniya79 ghar kaisa chalta hai bhai.
Kuch fayda nhi he bhai
@@AvinashModi 😞 are yaar kuch ummeed dikhi thi. main bahut dino se berojgar hoon. family bhi hai. 15000 hi sahi karna padega
Mai chandigarh se hu swiggy mein kaam karta hu 10 gante laga ke 500 ka kaam hota hai 200 ka petrol lag jaata hai bakwaas hai kirya bhaut kam hai
रांची में काम करता हूं डिलीवरी बॉय का जॉब में लाइफ खराब हो जाता है
जॉब करने से अछा ही है मैं तो खुद का धन्धा चालू करने के लिए पैसा जमा कर रहा हू zomato से 😂😂
अच्छी बात है 🎉
Kon sa dhandaaa dear
@@nikithakur-z5s koi bhi chota mota
Me bhi bhai yahi kar rha hu
Parcel delivery mein on an average 20-22 thousand/monthly(4 week ka combined salary) aram se kama loge. (Depends upon load)
Aur minimum 15 thousand(main khud 2-7pm tak kaam karke itna kamata hun). 3k petrol aur servicing ka pakar lo to 12 thousand in hand. (4 week ka salary)
For freshers.. I suggest ki aap parcel delivery karo. Food delivery sabki baat nahin hai. Parcel delivery mein one month mein itna experience ho jayega ki aap aram se 4th week 40-50 le jaa paaoge. (For 6hr slot)
3-4 month baad to aap 80-90 tak bhi delivery kar doge. (Full time on sale days)
Plz sent your what's up no. Sir
कौनसी ऐप से कमाई होगी भैया
Bhai ji ola me drop location and trip change show nahi hota dehradun me jis karan ride accept karne me problem hoti apne video ke madhyam se kuch batayo ola walo ko Dhanyawad
Dehradun me to news aayi hai k challan bhi hue hai bike riders k..
Ha ji suna hai kuch bike texi ka challan bhi kiya gaya yaha RTO accetion me hai aage pata nahi kya rule aayega
Zomato mai order nhi hai mat karo time barbad karoge
Apke hisab se kya lagta h porter me zyada kamai h ya bike taxi me?
Radhe Radhe Krishna 🙏💖 Bhai aap log kuch aise 50 to 55 age ke logo ke liye delivery waala kaam kar sake kuch ish tarah se sabsi badi samasya hai kisi ke pass n toh vehicle hai or agar vehicle rent pe le toh advance mei payment maangte hai kahaan se laaye advance money aisa delivery waala kaam ho ki koi aisi delivery company jo regular kaam se amount le le kuch ish tarah ke video lao.
Jarur mere bhai
Din ka bhi tik se nahi milta ab gulami karta hu aur swiggy wala app baar baar selfie ke liye pucta hai jab order pick up kar raha hu pick up marne se pehle selfie mangta hai baar baar photo upload kar ke bhi selfie magtey hai
भाई Zomato जॉईन करने के लिये कोई फीस भी भरणा पडती है क्या????? मैने अपलाई किया था ..मैडम बोल रही थी 399 रुपये भरो..मैं आप को जॉईन करा देती हुं
Nahi
Bhai bharne rehte hai 1400-1500
Aur 400 abhi bhar do baaki kishte ban jaati hai mene bhi bharaa hai par verify nhi horha
Location
@@ShubhamSingh-xo5zj औरंगाबाद महाराष्ट्र...मैडम भोपाल से बात कर रही थी... ए सा उसका बोल ना था
दोस्तों फूड डिलीवरी पार्टनर बन्ने से पहले एक बार जरूर सोच लेना.... क्योंकि आज के टाइम में वह कमाई नहीं रही जो 1 2 साल पहले थे....
6, km ke 20 rs dete hai swiggy wala 😂 or return khali aana pdta hai jo alag
Delivery boy ki zindagi bekar hai agar wo sirf Zomato swiggy me hi time laga rahe hai.
sumit bhai is a really honest and hardworking fellow, thanks for bringing him and highlighting his opinions
मै कानपुर मे जोमाटो मे काम करता हूँ 12 घण्टे काम करता हूँ 500 रूपए भी न बचता भाई..... यें साले सब बेकार है
Chandigarh zirakpur mein kam karta hu zomato me roaj 12 ghante 13 say 15 hajar bante hai mahine k
5 app 10 hours detu hu mai tel n daily kharcha kat ke 500 rupay bachta hai.. is se achha to company me helper bhacha leta hai
सुमित भाई से अगर मैसेज में कुछ भी पूछो बताते तो है नहीं और उनके चैनल भी सब्सक्राइब कर रखा है और सारे वीडियो भी देखते फिर भी रिप्लाई नहीं करते कोई किसी भी मैसेज का
Busy hoga bhai vo full day work karta hai so
3:23 pe jo bola hai bhai dil ki baat hai khoon hi chuste hai
Blinkit me sir ji kitna mistake he
Bahut frjibho gyaa he bhai din me 300 ka kaam bhi nahi ho pa rhaa he abhi to
Bhiya Zomato abb paise buhut kam deti hai 😊
Bhai Zomato bekar hai
Ye video bhi full watch..... great 👍
Thanks🙏
Me bike band karke auto chalata hu roj 7 kama late hu 8 gante me
Zomato company joining fees hai 1200 hai
Bhai mai to hr roj 1600 sw 1500 1800 bn jata hai bhai sb. Electric baik hai jo meri
Bhai mujhe is kam ke liye nai gari kharidni hai kaun sa wala theek rahega
Xtreme 125r, ya Ola S1x Gen 2?
Koi Job pakdo Or part time me ye kam karo
बुलेट 350
@@sandeshmore7255😂😂😂
Xtreme 125r or ye part time me karo
Bhai nayi gadi mat kharidna..
100km bhi roj chalaoge to 2 saal me engine ki aisi taisi ho jayegi
100*26*12= 31200 (2 saal me 62400 km)
2 saal tak purani gadi kharid lena,sasti bhi pd jayegi
क्यों तुम लोग झूठ बोल रहे हो 12 घंटे में 15000 कमाने में पसीने छूट जाते हैं आज के डेट में जोमैटो और स्विग्गी दोनों में
Bina Video dekhe comments karne walo ka swagat hai Channel me
Mere yaha 10am se 2am tak karta hu me easily 2100rs ho jata ha
Job se accha Zomato swiggy Sahi hai
Zomoto न्यू राइडर्स को oder देती है
सिर्फ गाड़ी मेंटीनेंस और पेट्रोल का ही पैसा मिलता है।
Bhai tuch point I'd band ho gai meri navi mumbai me hi bus kuch bade hai
Bhai me Jaipur se hu sabse badi problem cod ki h
First to arrive 😁
Food delivery me 40 thousnd kamana ab to sapna ho gaya hai
Exit from zomato and swiggy
2017 se 2022 tak thi meri di us ke bad bus gadhaa majuri hai is me
Aftab secretly watching 👀 this video 🤣🤣
Chhapri King Aftab Lungi Pungi 😂
नहीं देखना उसका,वो बकवास करता है फिजूल की
Bhai order nhi aata hai kya kren😢
Location?
Bakwass h zomato swiggy
Enke 1 din ka matalab hai subah 7 bje se agli subh 4 bje tak
❤
Career banane nhi ate ।bas part time job
Sabse bajwas hai zomato aur swiggy
Zomato company bekar hai
Right
Condition bahut aa gaya sir
Ab bhedva bhi hone laga he new rider and old rider me me diwali me 12 hours kam karne ke bad 1000 ka kam hota he new rider 1700 ka kam kar ke
Company ko purane rider ko extra dena chahiye jab ki yaha ulta hota hai
Ab bekar hai Zomato
Ye wohi hai mera tettua dawa diya 😊
Sahi kapde hai 😂😂😂
@@VSKVlogshaa yaar kapde to sahi hai😅😅
Sab zhut hai
Shirt fake
Nice bhai
Hii sir
Zomato company bekar hai