aik sawal poochna thaa , imam ahmed bin hanbal ke followers ko hanbali sunni kaha jata hai jabke ahle hadith apne aap ko salafi kehte hai . aur ahle hadith tou nai maante taqleed ko tou imam ahmed bin hanbal ka zikr kia Allama ne . mjhe sirf itna btaa dein keh ahle hadith hanbali sunni hai yaa salafi hai . thori rehnumai kijiye ga
Saare imamon ko maante hain. Allama sahab ne khaas zikr isi liye kiya kyunki imam Ahmed RH ne ahlul hadees lafz ka istemaal kiya tha aur wo khud apne aap ko ahle hadees kahte they naaki hanbali.
ماشاءاللہ بارک اللہ فی حیاتک
Mashallaha allama sb bemesal khatb
Allah pak allama sb ki hifazt farmy ameen
Masha Allah.. Alhamdulillah
Mashallah
Allha
Ma sha Allah
ماشااللہ.رفیق.انصاری.بھاولنگر
Masha Allah
aik sawal poochna thaa , imam ahmed bin hanbal ke followers ko hanbali sunni kaha jata hai jabke ahle hadith apne aap ko salafi kehte hai . aur ahle hadith tou nai maante taqleed ko tou imam ahmed bin hanbal ka zikr kia Allama ne . mjhe sirf itna btaa dein keh ahle hadith hanbali sunni hai yaa salafi hai . thori rehnumai kijiye ga
Sirf Ahmed bin hambal hi nhi chaaro imam ahle hadees the
Imam ahmed bin hambal ko manty hyn ye jhot h k nae manty
Saare imamon ko maante hain. Allama sahab ne khaas zikr isi liye kiya kyunki imam Ahmed RH ne ahlul hadees lafz ka istemaal kiya tha aur wo khud apne aap ko ahle hadees kahte they naaki hanbali.
Hum saare aslaaf ki izzat karte hai. Amal sirf hadees e Rasool Allah saws ke mutabiq hi karte hai. Isi liye salafi kaha jaata hai
allama tariq mahmood yazdani sb ni a a
معتصم الہی ظہیر صاحب کے اندر علامہ شہیدکی جھلک نظر آتی ہے
Masha Allah
Masha Allah