1008+ शास्त्र Free में पढ़ें वैदिक लाइब्रेरी ऐप पर : play.google.com/store/apps/details?id=com.veducation&pcampaignid=web_share B.O.S.S पुस्तक : veducation.world/store/BOSS-Hindi ब्रह्मचर्य, वैदिक दिनचर्या : veducation.world/store/books गदा, मुगदर, माला और शस्त्र : yoddha.store Full B.O.S.S Course Playlist : ua-cam.com/play/PL2QN95Ik8YgbHzFBRw6pJwVwRpmZtCRN5.html&si=l2jUNQuvGHJhQMYo नारायण 🙏🏻
Prabhuji hum students ke liye aap bohot kuch kar rahe hai , abhi ghar vale movie ke liye paise de dete hai par shastro ke liye mana karte hai bolte hai sadhu nahi banna padhai karo par thanks to internet and people like you hume ye gyaan mil raha hai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Prabhu ji maine aapki b.o.s.s and vedik dincharya dono pushtke padh li hai bahut hii jaada short main explain kiya hai sabhi chijo ko हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे ।।
Hare Krishna Prabhuji, aapka 3 jo course h, unbreakable confidence, ultimate decision making, aur laser focus kab tak aayega. Bahut dino se wait kar rhe h prabhu.
Best gita to read is by pujya shri ramsukhdas ji maharaj. Very easy to understand book name sadak sanjivini by geeta press. This book also preferred by gurudev maharaj ( pujya shri premanand ji maharaj). And mostly puran is available in geeta press. You can buy from there. But it is request to you that, before start reading chant your god name as per your time mangement. And then start your journey in spritual world. And make habbit to watch ekantik varatalap and satsang Of gurudev maharaj ji ka. Tips and tricks : if you don't have money, listen and start doing what guru dev maharaj ji is saying in satsang. Any help need feel free to ask me. Thanks a lot veducation ( shri pratiek prajapati)
2nd point galat he kyunki vayakti ko alapahaari hona chahhiye,manusamriti ke anuusar ko jaruurat se zyada khaate he vo narkagaami baante he,ayurveda bhi sikhata he pet me thoda sthan bhojan ke liye ,utnaa ki sthaan vayu ke liye aur thoda sthan jal ke liye rakhna chahiye,Hamari rasendriya sabse zyada strong hoti he to zo insaan zyada khaata he to vo zyada soota he,6 ghanto se zyada soone waala tamoguni kehlaata he aur phir jo aur zyada soyega to dharm nhi nibha sakta.Mahabharat ke anuusaar bhi jo vayakti bhramamuharat yaa dinn ke samay soota he uski aayu km ho jaati he aur zyada khaane waale logo me ye quality automatically aa jaati he aap apne aas paas bhi example dekh sakte he Hare Krishna
prabhu ji pranam pehele 🙏.i am a neet aspirant . your channel gives me so much knowledge at free of cost about my dharma . and I want to say prabhuji bohot bohot dhanyawad. you are the man who will must make a revolution in India about to teachings of Dharma .
HARE Krishna prabhuji dandwat pranam prabhuji prabhuji mein mayopia or tooth decay se junj rha hun modern schince ke pass inka kuchh ilaj nhi hai please agar ayurved ke paas ho to mujhe batake mujhpar kripa lare
Prabhu ji, Bhagwat Gita ka slok padhe ya sirf anuwaad mujhe sanskrit abhi nhi aati aapki teeno pustak padh chuka hu or aachran me laane ki kosis kar raha hu
Dhayanwad Guru Ji Roadmap Batane Ke Liye.. Mujhe Is Video Ka Bohat Zarurat Tha Right Time Pe Mil Gaya....Ab Mai Apna Spiritual Journey Suru Kar Paunga.. Ek Prashn Ka Uttar Dijiye Guru Ji , MaI Govt Job Aspirant Hoon Toh Apne Syllabus Ke Books Ke Sath Sath Spiritual Books Ka Padhai Kaise Manage Karunga ? Apki Uttar Kar Intezar Rahega Mujhe
Prabhji please apna focus course laiye apne app pe. I am a student. Bohot zaruri hai guruji 🙏🙏 November se pehle plz course upload kijiye .....in urgent need 🙏
Guru Ji Ram Ram Guru Ji wese to mujhe bahut sare prasn phuchne hai. Parantu abhi ke liye mujhe ye janna hai ki. नवरात्र का क्या अर्थ है।? नवरात्र के सिर्फ नो दिनों में ऐसा क्या हुआ जो हम माता रानी की विशेष प्रकार से पूजा करते है और व्रत रखते है। ओर ये नो दिन ही क्यों? अब इन प्रश्नों से आपको पता चल गया होगा कि मैं आपसे किस विषय के ज्ञान का इच्छुक हूँ। कृप्या करके मुझे इस विषय का ज्ञान प्रदान करें। प्रणाम गुरु जी।
Hare krishn prabhuji main west bengal se hu or main jis paribar se hun wahan hamare liye satwik ahar nahi hota .main thori si kousish Kiya tha vegetarian banne k liye par main nadan tha saal o ki practice bandh karna asan nahin.par Maine khud se kaha tha ki khud ki khushi ke liye onno jiv ko na kha lu.lekin pita aur mata ji Ghar main aisa nahi hone dete par in situation main nam jap ne ki koushis karta hun aur thorisi suchita ka vi khayal rakhta hun Mera prashn yea hain ki main shastra adhyan or usse sambandhit karya kar sakta hun And I felt sorry if my pronunciation s are wrong in above line s because I am bengali
प्रतीक जी में खुद को आपका भक्त मानता हूं। मैं पिछले चार साल से ब्रह्मचारी का पालन करने कि कोशिश कर रहा था अर छय साल से शाकाहारी भोजन कर रहा हूं। लेकिन अनेक बार fail हो गया था लेकिन आप के ब्रह्मचर्य पुस्तक पढ़ने के वाद मुझे सही मार्ग मिला है। लेकिन कुछ लोग मुझे कु तर्क दे रहे हैं ए वोल्कर कि श्री श्री रामकृष्ण परमहंस आर स्वामी विवेकानंद जी जीवन भर ब्रह्मचारी थे लेकिन माछ अर मांसाहार भी की है। इन लोगों को में कयि जवाब दे नहीं पा रहा। मुझे झुटा, व्रेन ओयास्ड हो गया है एसा कह रहे हैं। मुझे आपसे इस बारे में एक उपदेश चाहिए। कुपा किजिए। लिखने में कोई भुल हुआ है तो क्षमा करें।
Hare Krishna, Prabhu! You mentioned in Boss that Varnashrama Dharma (the social order) is based on karma (one’s actions). However, many Pauranik Saints say that one’s varna is determined by birth. Vaishnava acharyas like Bhaktisiddhanta Sarasvati Thakura, Srila Prabhupada, as well as leaders like Swami Vivekananda and Dayanand Sarasvati, supported the idea that varna is based on karma. But current Shankaracharyas and some authors from Gita Press, like Swami Ramsukhdas, believe that varna is determined by birth. You also mentioned that although you were born into a shudra family, your karma led to your Upanayan Samskara (sacred thread ceremony), making you a Brahmin by karma. Could you explain this more clearly or make a video on it if possible?
Hare krishna prabhuji Mai aapse ek bht hi mehtvapurna prashn puchna chahti hu ki kya koi stri guru nhi bna skti , kya stri ko hi keval purush ki seva krni chahiye , kya stree sirf bhog ki vastu , kya vo kuch nhi kr skti.mai janti hu ki sanatan dharm m streeyo ko devi mana jaata h vo hi iss sansaar ki janani h.parantu striyo ko kisi bhi kaam m kaafi rok tok ki jaati h kripya mujhe iss sandharp m jaankari dekar anugrahit kre .qmaine ek vyakti ka prashn suna ve keh rhe the ki jaise log shri krishna ko swayam ka swami smjh sb kuch samarpit kr vivah kr lete h par kya koi purush shri radha rani ko swamini maan kr unse vivah kr unki seva kr skta h or ydi nhi to kyu nhi... Maaf kijiyega ye sawal puchne layak to nhi prntu m agyani hu kripya mera margdarshan kare taki m unhe iska uttar tark sahit de sku 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna Mataji, Shri Krishna Parambrahma hain......aur Radharani unki purnashakti............dono me koi bhed nehi...........lekin shakti ko dharan karne ki patrata honi chahiye......har koi use dharan nahi kar sakta........hum sabhi jivatma Parmatma Shri Krishna ke prati samarpit ho sakte he kisi bhi rup me...........lekin Radharani hamari pujya hain.....unke prati samarpan abasya kiya ja sakta hain........Nimbark Sampradaya mein gopibhab prapt karke RadhaKrishna ki seva karna hi mul lakshya hain.........lekin vivah karna.....iye uchit nahi.....is Maya ke sarir se us Mayapati ko prapt karna hain too purn sharnagati chahiye wo bhi vaidik maryadayon ko palan karte hue.......Krishna har Jivatma ke Swami hain aur Radharani unki Ardhangini......too sadharan manushya kaise unse vivah kar sakta hain......asha karta hun mere is prayas se apko kinchit matra bhi labh huya hoga🙏
स्त्री गुरु बना सकती है गुरुदेव से नाम दीक्षा ले सकती है पूर्व काल में सिर्फ पति को नारायण समाज कर उसकी सेवा करने पर Patni लक्ष्मी का रूप मै वैकुंठ जाती थी
@@Veducation prabhu mai vedic dincharya hee nai follow maar paa raha huu mai city maa rahta huu bachpan saa too yaa saab chib bahut new hai mere liya jaisa sikha kaab kholne aur bandhani hai yaa mujko samaj nai aata and jaab subah uthta huu tab dharti maa ka liya mantra mai bool he nai pata mujko lagta hai mai galat bolta hui and baki jitna bhee mantra hai woo bolu kaisa samaj he nai ata usko padh he nai pata hu mai mai shree ram koo apna bhagwan manta huu too uska tilak kon saa lagau aur mantra kya bolu woo nai pata bahut problems hai lekin try kar raha hu follow karne kee Subah bramhcharya muhurat maa uth too jata huu lekin mera pachan sakti accha nai hai raat ma 2roti khata huu still subah 5 baje saa pahlepet saaf nai hota😢 bahut mushkil hai follow karna upar saa guidence ke bhee ka I hau gurukul paa phone karo too koi uthate n
Hare Krishna Prabhuji. Dandwat Pranaam🙏🏻. I have a question regarding the chronology of Shrimad Bhagwatam and Mahabharat. As far as I know, there are multiple mentions of Mahabharat's incidents and characters in Shrimad Bhagwatam. Wouldn't it be better to read Mahabharat and then continue with Shrimad Bhagwatam? Or should one read only the 10th Canto before proceeding with Mahabharat?
Prabhuji sant and sadhu seva me kya karna chahiye mene ek sadhu ko pucha tha ki me aapki kya seva karu to unhone kaha ke me seva lene ke liye sadhu nahi bana please reply
Bhaiya a humble request 🙏..small letter 720p quality me nahi dikhta hai.. toh please upload video in 4K so that we can see the smaller size letter अ से ज्ञ तक देख पाऊं ❤❤❤...
@@Veducation हां आप बिल्कुल सही कह रहे हो। स्क्रीनशॉट तो हम भी यूट्यूब से ले सकतेहैं । लेकिन वीडियो को at least आप 1080p me upload kigiye.. plz plz 🙏.. बाकी प्रभु यथा इच्छसी तथा कुरु😅..
Hare Krishna Prabhuji aapki book vedic dincharya mein mughe lagta hain ki aapne prabhujis ko dhyan mein rakhte hue likha hain to kya school going students ya fir mataji bhi follow kar sakti hain?[ kuch modifications ke sath jaise shikha bandhan ve nahi kar sakti ] Ya fir shastron mein matagi students ke liye alag dincharya hain.
36 मिनट 51 सेकेण्ड पर जो आपने बोला Real क्रक्स ये नहीं समझ आया Real मतलब वास्तविक क्रक्स मतलब क्या होती है ? Google पर search किया तो cracks की Meaning बता रहा है । कृपया क्रक्स का साधारण अर्थ बताइए तो समझ आ जाए
क्रक्स (Crux) का मतलब है निचोड़ या महत्वपूर्ण अंश। यहां पर प्रभु जी बता रहे है कि श्रीमद् भगवद्गीता, रामायण, और श्रीमद् भागवतम को बार बार पढ़ने से उसका असली निष्कर्ष समझ में आएगा। क्योंकि एक बार पढ़ने से उतनी गहराई से समझ नहीं आता।
1008+ शास्त्र Free में पढ़ें वैदिक लाइब्रेरी ऐप पर :
play.google.com/store/apps/details?id=com.veducation&pcampaignid=web_share
B.O.S.S पुस्तक : veducation.world/store/BOSS-Hindi
ब्रह्मचर्य, वैदिक दिनचर्या : veducation.world/store/books
गदा, मुगदर, माला और शस्त्र : yoddha.store
Full B.O.S.S Course Playlist : ua-cam.com/play/PL2QN95Ik8YgbHzFBRw6pJwVwRpmZtCRN5.html&si=l2jUNQuvGHJhQMYo
नारायण 🙏🏻
Prabhu ji maine apna pran kho diya hain , to kya karna chaiye hain ??
Radhe Radhe 🚩
Video k liy dhanyawad bhaiya 😊
पहले तो आप खुद धर्म और पंथ मे अंतर सीखो, सनातन धर्म को बाकी मजहबों से तुलना न करे।
Prabhu ji "bhagwan shree krishna kaise dikhte the" par ek video baniye
Bhaiya me 2:10 1 ka hu 😊
Prabhuji hum students ke liye aap bohot kuch kar rahe hai , abhi ghar vale movie ke liye paise de dete hai par shastro ke liye mana karte hai bolte hai sadhu nahi banna padhai karo par thanks to internet and people like you hume ye gyaan mil raha hai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai
Hamara bhi kuch aisa hai
Aapke Videos ki Notification se hi Chehre pe Smile aa jaati hai.. Prabhuji ❤️🌻
Thankyou for being an inspiration 🌙🙏🏻
@@i_ayushmalhotra me too
me too
Me too
Prabhu ji maine aapki b.o.s.s and vedik dincharya dono pushtke padh li hai bahut hii jaada short main explain kiya hai sabhi chijo ko हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे ।।
प्रभु जी प्रणाम,
वास्तव में मैं अभी विचार कर रहा था कि प्रभु जी ने वीडियो नहीं डाली और तुरंत ही आपकी वीडियो आ गई
🙏🙇नारायण
Hare Krishna Prabhuji, aapka 3 jo course h, unbreakable confidence, ultimate decision making, aur laser focus kab tak aayega. Bahut dino se wait kar rhe h prabhu.
prabhu ji aapko dekhte hi mere andar ka dhuk achanak sab nast ho jata ham aapke nai video ke liya hamesha excited rahate hai
25:47 Prabhu ek ghanta kya do ghante ka bhi banaiye.. hm dekhenge🙏🏼
🙏hare krishna prabhuji, pls 🔥😊upload new vedio of B.O.S.S Series💯😭. From Manipur, I am in class 8th student. from Meitei community🥰🙏
Soon.
Prabhuji Manipur me kya situation he abhi? America N-E me naya country banana chahta he jaise Indonesia se Timor leste banaa diya
Hare Krishna
Hare Krishna Prabhuji 🙏 Dandwat Pranam 🙇
Thank you very much Prabhuji 🙏
Waiting for new videos how to control stress🙏❤️huge respect
Hare krishna prabu ji..🙏🙏.Thank you so much prabhu ji🙏🙏🙏
Best gita to read is by pujya shri ramsukhdas ji maharaj. Very easy to understand book name sadak sanjivini by geeta press. This book also preferred by gurudev maharaj ( pujya shri premanand ji maharaj).
And mostly puran is available in geeta press. You can buy from there. But it is request to you that, before start reading chant your god name as per your time mangement. And then start your journey in spritual world. And make habbit to watch ekantik varatalap and satsang Of gurudev maharaj ji ka.
Tips and tricks : if you don't have money, listen and start doing what guru dev maharaj ji is saying in satsang. Any help need feel free to ask me.
Thanks a lot veducation ( shri pratiek prajapati)
Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare hare ram hare ram ram ram hare ram
Love from Nepal ❤❤❤❤
चाणक्य ने कहा है कि तीन स्थानों पर लज्जा को त्याग देना चाहिए
गुरु से ज्ञान लेते समय
भोजन करते समय
ओर अपने हक का धन मांगते समय
2nd point galat he kyunki vayakti ko alapahaari hona chahhiye,manusamriti ke anuusar ko jaruurat se zyada khaate he vo narkagaami baante he,ayurveda bhi sikhata he pet me thoda sthan bhojan ke liye ,utnaa ki sthaan vayu ke liye aur thoda sthan jal ke liye rakhna chahiye,Hamari rasendriya sabse zyada strong hoti he to zo insaan zyada khaata he to vo zyada soota he,6 ghanto se zyada soone waala tamoguni kehlaata he aur phir jo aur zyada soyega to dharm nhi nibha sakta.Mahabharat ke anuusaar bhi jo vayakti bhramamuharat yaa dinn ke samay soota he uski aayu km ho jaati he aur zyada khaane waale logo me ye quality automatically aa jaati he aap apne aas paas bhi example dekh sakte he
Hare Krishna
@Vats678 यहां पर बात भोजन की की जा रही है भोजन की मात्र की नहीं कीजा रही
अस्त्र pe videos kab aayengi??
Hare krishna prabhuji,Panchang pranam.
I was in need of a reading guide!
Thank you so much for the video.
Hare krishna🙏🙏🙏
prabhu ji pranam pehele 🙏.i am a neet aspirant . your channel gives me so much knowledge at free of cost about my dharma . and I want to say prabhuji bohot bohot dhanyawad. you are the man who will must make a revolution in India about to teachings of Dharma .
जय श्री राम 😇❤
Jai Sri Ram🙏🧡
Jai mata Di 🧡🙏
God bless you
Hare krishna 🙌
Hari Bol ❤
Guruji aapka ye app bahut acha hai
यही तो जानना था प्रभुजी 🙏 धन्यवाद आपका🚩
Hare krishna prabhuji dandavat pranam
wonderful wisdom sir,
Thank you so much for giving us this guide.
Eagerly waiting for Hanumantayan ❤
Harekrishna 🚩
काफी अच्छी और usefull jankari prapt hyi गुरुदेव 🙏
Very helpful thank you for all for this❤
Radhe Radhe 🙏
Pravuji apki siddhi prapti wali video dhek kar Sanatan Dharma ki prati asta bhout bar gai🙏🙏 ak or detail video dijiye 🙏
hare Krishna guru ji 😌🙏❤️
Basuri wala example was superb prabhuji...Hari bol ❤
Hare Krishna Prabhuji,
10 don’ts and 10 do’s ko vistrut se samajaiye.
-refer by boss book
Thank You Guruji
Dhanybaad prabhu ji❤❤
Hare Krishna Prabhu ❤🙇🏻♂️🕉🥰
Jay Krishan🚩🚩 prabhu ji
Hare krishna prabhu ji
Jai ram ji ki🙏
Hari bol🙏
Hare krishna Prabhuji ,Vedic Dincharaya ka extended version kab aaega please bataye🙏🙏🙏🙏.
Jay Shree Krishna 🙏🌷🌷🌺
Jay Jagannath prabhu ji 🙌
Jai Shri Ram 🌸🌺🌷🌹
Very nice
Naam jap karo bhaiyo aur behno sara shastra, gyan vgyan apne aap prakashit ho jaayega
कलयुग केवल नाम अधारा,
सुमिर सुमिर नर उतरहिं पारा'
@@श्रीकृष्णमनोहारिणी111 bilkul satya baat gurudev maharaj bhi yahi bolte hai.
Krishna Krishna
HARE Krishna prabhuji dandwat pranam prabhuji prabhuji mein mayopia or tooth decay se junj rha hun modern schince ke pass inka kuchh ilaj nhi hai please agar ayurved ke paas ho to mujhe batake mujhpar kripa lare
जय जय सीया राम सत्य सनातन वैदिक धर्म कि जय 🕉️🙏🚩
Prabhu ji, Bhagwat Gita ka slok padhe ya sirf anuwaad mujhe sanskrit abhi nhi aati aapki teeno pustak padh chuka hu or aachran me laane ki kosis kar raha hu
राम कृष्ण हरी 🙏🙏
प्रभुजी क्या आपको भारत विरोधी शक्तियों के बारे में ज्ञात है ?
😮😮 waiting for it
Dhayanwad Guru Ji Roadmap Batane Ke Liye.. Mujhe Is Video Ka Bohat Zarurat Tha Right Time Pe Mil Gaya....Ab Mai Apna Spiritual Journey Suru Kar Paunga..
Ek Prashn Ka Uttar Dijiye Guru Ji , MaI Govt Job Aspirant Hoon Toh Apne Syllabus Ke Books Ke Sath Sath Spiritual Books Ka Padhai Kaise Manage Karunga ? Apki Uttar Kar Intezar Rahega Mujhe
Moksha ke prakaar per video banaiye prabhuji
SRILA PRABHUPADA ji ki pustake kab padhni chahiye...please guide...HARE KRISHNA🙏
प्रभु जी रहस्य रामायण के वीडियो भी डालते रहिए में उसकी प्रतिक्षा कर रहा हु 🙏🏻
Shukriya ❤
Prabhji please apna focus course laiye apne app pe. I am a student. Bohot zaruri hai guruji 🙏🙏 November se pehle plz course upload kijiye .....in urgent need 🙏
same to you bro
Guru Ji Ram Ram
Guru Ji wese to mujhe bahut sare prasn phuchne hai. Parantu abhi ke liye mujhe ye janna hai ki.
नवरात्र का क्या अर्थ है।?
नवरात्र के सिर्फ नो दिनों में ऐसा क्या हुआ जो हम माता रानी की विशेष प्रकार से पूजा करते है और व्रत रखते है।
ओर ये नो दिन ही क्यों? अब इन प्रश्नों से आपको पता चल गया होगा कि मैं आपसे किस विषय के ज्ञान का इच्छुक हूँ। कृप्या करके मुझे इस विषय का ज्ञान प्रदान करें।
प्रणाम गुरु जी।
Next video Kab ayegi?
Radhabollov Shree Horibonsh!
Aaj aaegi.
Apke video main 1 ghanta kab Chala jata Hain ki pata vhi nahi chalta lagta Hain ki video abhi abhi suru HUYA hain
Hare krishn prabhuji main west bengal se hu or main jis paribar se hun wahan hamare liye satwik ahar nahi hota .main thori si kousish Kiya tha vegetarian banne k liye par main nadan tha saal o ki practice bandh karna asan nahin.par Maine khud se kaha tha ki khud ki khushi ke liye onno jiv ko na kha lu.lekin pita aur mata ji Ghar main aisa nahi hone dete par in situation main nam jap ne ki koushis karta hun aur thorisi suchita ka vi khayal rakhta hun
Mera prashn yea hain ki main shastra adhyan or usse sambandhit karya kar sakta hun
And I felt sorry if my pronunciation s are wrong in above line s because I am bengali
I have also this question 😢
क्या ग्रहस्थ जीवन (वैवाहिक जीवन)में भी ब्रह्मचर्य पुस्तक उपयोगी होगी ?
16:54 cyberzeel is not harm in this video 😂
Wah ji wah
Itni achi kitab mene aaj tak nhi pdi sirf shirimadbagvatgeeta ko chod kar ❤❤
Bhai kab ayega fr vedic dinchrya book cant wait to read the new book
Bhavishya malika ko lekar bohot confuse hai , please kuch bataiye
प्रतीक जी में खुद को आपका भक्त मानता हूं। मैं पिछले चार साल से ब्रह्मचारी का पालन करने कि कोशिश कर रहा था अर छय साल से शाकाहारी भोजन कर रहा हूं। लेकिन अनेक बार fail हो गया था लेकिन आप के ब्रह्मचर्य पुस्तक पढ़ने के वाद मुझे सही मार्ग मिला है। लेकिन कुछ लोग मुझे कु तर्क दे रहे हैं ए वोल्कर कि श्री श्री रामकृष्ण परमहंस आर स्वामी विवेकानंद जी जीवन भर ब्रह्मचारी थे लेकिन माछ अर मांसाहार भी की है। इन लोगों को में कयि जवाब दे नहीं पा रहा। मुझे झुटा, व्रेन ओयास्ड हो गया है एसा कह रहे हैं। मुझे आपसे इस बारे में एक उपदेश चाहिए। कुपा किजिए। लिखने में कोई भुल हुआ है तो क्षमा करें।
कृपा करें
Hare Krishna, Prabhu! You mentioned in Boss that Varnashrama Dharma (the social order) is based on karma (one’s actions). However, many Pauranik Saints say that one’s varna is determined by birth. Vaishnava acharyas like Bhaktisiddhanta Sarasvati Thakura, Srila Prabhupada, as well as leaders like Swami Vivekananda and Dayanand Sarasvati, supported the idea that varna is based on karma. But current Shankaracharyas and some authors from Gita Press, like Swami Ramsukhdas, believe that varna is determined by birth. You also mentioned that although you were born into a shudra family, your karma led to your Upanayan Samskara (sacred thread ceremony), making you a Brahmin by karma.
Could you explain this more clearly or make a video on it if possible?
जय श्री राम 😇😊
Hare Krishna Prabhu ji
Nimai Nitai Dasa prabhu par aapke kya vichar hain?
जय शिवराय ❤
Hare krishna prabhuji
Mai aapse ek bht hi mehtvapurna prashn puchna chahti hu ki kya koi stri guru nhi bna skti , kya stri ko hi keval purush ki seva krni chahiye , kya stree sirf bhog ki vastu , kya vo kuch nhi kr skti.mai janti hu ki sanatan dharm m streeyo ko devi mana jaata h vo hi iss sansaar ki janani h.parantu striyo ko kisi bhi kaam m kaafi rok tok ki jaati h kripya mujhe iss sandharp m jaankari dekar anugrahit kre .qmaine ek vyakti ka prashn suna ve keh rhe the ki jaise log shri krishna ko swayam ka swami smjh sb kuch samarpit kr vivah kr lete h par kya koi purush shri radha rani ko swamini maan kr unse vivah kr unki seva kr skta h or ydi nhi to kyu nhi... Maaf kijiyega ye sawal puchne layak to nhi prntu m agyani hu kripya mera margdarshan kare taki m unhe iska uttar tark sahit de sku 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ved me Aata Hai Stree Ghar Ki Maharani Hai
Hare Krishna Mataji,
Shri Krishna Parambrahma hain......aur Radharani unki purnashakti............dono me koi bhed nehi...........lekin shakti ko dharan karne ki patrata honi chahiye......har koi use dharan nahi kar sakta........hum sabhi jivatma Parmatma Shri Krishna ke prati samarpit ho sakte he kisi bhi rup me...........lekin Radharani hamari pujya hain.....unke prati samarpan abasya kiya ja sakta hain........Nimbark Sampradaya mein gopibhab prapt karke RadhaKrishna ki seva karna hi mul lakshya hain.........lekin vivah karna.....iye uchit nahi.....is Maya ke sarir se us Mayapati ko prapt karna hain too purn sharnagati chahiye wo bhi vaidik maryadayon ko palan karte hue.......Krishna har Jivatma ke Swami hain aur Radharani unki Ardhangini......too sadharan manushya kaise unse vivah kar sakta hain......asha karta hun mere is prayas se apko kinchit matra bhi labh huya hoga🙏
स्त्री गुरु बना सकती है
गुरुदेव से नाम दीक्षा ले सकती है
पूर्व काल में सिर्फ पति को नारायण समाज कर उसकी सेवा करने पर
Patni लक्ष्मी का रूप मै वैकुंठ जाती थी
जय श्री राम
Radhe Radhe Prabhu ji 🙏🙏
Prabhu ji diwali 31 October ko hai ya 1 November ko
Jai shree Ram
Aur koi nayi book aa rahi he kya? Very excited to buy
Vedic Dincharya Extended aaegi next.
@@Veducation aapko maine email par ek question pucha hai bahut serious hai aapne uska abhi jawab nahi diya kal hi message likha tha
@@Veducationkab tak aur focus course please jaldi laiye pleas reply bhaiya
@@Veducation prabhu mai vedic dincharya hee nai follow maar paa raha huu mai city maa rahta huu bachpan saa too yaa saab chib bahut new hai mere liya jaisa sikha kaab kholne aur bandhani hai yaa mujko samaj nai aata and jaab subah uthta huu tab dharti maa ka liya mantra mai bool he nai pata mujko lagta hai mai galat bolta hui and baki jitna bhee mantra hai woo bolu kaisa samaj he nai ata usko padh he nai pata hu mai mai shree ram koo apna bhagwan manta huu too uska tilak kon saa lagau aur mantra kya bolu woo nai pata bahut problems hai lekin try kar raha hu follow karne kee
Subah bramhcharya muhurat maa uth too jata huu lekin mera pachan sakti accha nai hai raat ma 2roti khata huu still subah 5 baje saa pahlepet saaf nai hota😢 bahut mushkil hai follow karna upar saa guidence ke bhee ka I hau gurukul paa phone karo too koi uthate n
Harekrishna prabhuji 108 laws of ultimate maturity kbh tk ayegi?
प्रभुजी😊🙏
ब्रह्मचर्य का विज्ञान सीखने के लिए मंथनहब यूट्यूब चैनल का किताब अलौकिक जीवनशैली पढ़ें ❤
Prabhu ji "bhagwan shree krishna kaise dikhte the" par ek video baniye
❤❤
महाराज जी वेद और पुराण कब पढ़ें
Aap ekk bar Premanand maharaj jii se miliye 🙏🙏❤
Hare Krishna Prabhuji. Dandwat Pranaam🙏🏻.
I have a question regarding the chronology of Shrimad Bhagwatam and Mahabharat. As far as I know, there are multiple mentions of Mahabharat's incidents and characters in Shrimad Bhagwatam. Wouldn't it be better to read Mahabharat and then continue with Shrimad Bhagwatam? Or should one read only the 10th Canto before proceeding with Mahabharat?
Radhey radhey sir aap 1008 shastras ko PDF files me provide krvaaoo doo taki life time hume access mil jaye
Main kuch questions ka answer Janna chahata hu isiliye padhne ki soch raha hu❤
Adi Shankaracharya ne bhi agam nigam ko ahar kaha hai kyoki unka asar bhi bhojan ke saman jivan bhar rahta hai
कोई केहता ही मस्तिक पर ध्यान लगाओ कोई केहता ही नाक पर ध्यान लगाओ
ध्यान केसे करे उसके लिए कोई पुस्तक या रीत बताइए गुरुदेव🙏🏻🙏🏻
HARE KRISHNA,
Sant Rampal ji ke uper ek video bnao pls pls pls pls pls😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Unhe kon sant kehne lag gaya
Swaghoshit acharya prasant ki tarah yeh bhi swaghoshit sant hai
Listen to Aacharya Prashant sir ✨
Prabhuji sant and sadhu seva me kya karna chahiye mene ek sadhu ko pucha tha ki me aapki kya seva karu to unhone kaha ke me seva lene ke liye sadhu nahi bana please reply
Bhaiya a humble request 🙏..small letter 720p quality me nahi dikhta hai.. toh please upload video in 4K so that we can see the smaller size letter अ से ज्ञ तक देख पाऊं ❤❤❤...
Is board ke photo hum Instagram me Vichar shala broadcast me rakh denge.
@@VeducationDhanyavad prabhuji
@@Veducation हां आप बिल्कुल सही कह रहे हो।
स्क्रीनशॉट तो हम भी यूट्यूब से ले सकतेहैं । लेकिन वीडियो को at least आप 1080p me upload kigiye.. plz plz 🙏.. बाकी प्रभु यथा इच्छसी तथा कुरु😅..
@@Veducationprabhuji hum Instagram nahi chalate aap please UA-cam ke community post pe de to achha hoga
Hare Krishna
Prabhuji aapki book vedic dincharya mein mughe lagta hain ki aapne prabhujis ko dhyan mein rakhte hue likha hain to kya school going students ya fir mataji bhi follow kar sakti hain?[ kuch modifications ke sath jaise shikha bandhan ve nahi kar sakti ]
Ya fir shastron mein matagi students ke liye alag dincharya hain.
laser focus course kab aayega prabhu ji कृपया उतर दे
वेदों के विज्ञान पर भी कोई पुस्तक लाइए प्रभुजी। आप से आशा है कृपया ये बुक अवश्य बनाओ।
36 मिनट 51 सेकेण्ड पर जो आपने बोला Real क्रक्स ये नहीं समझ आया Real मतलब वास्तविक क्रक्स मतलब क्या होती है ? Google पर search किया तो cracks की Meaning बता रहा है । कृपया क्रक्स का साधारण अर्थ बताइए तो समझ आ जाए
क्रक्स (Crux) का मतलब है निचोड़ या महत्वपूर्ण अंश।
यहां पर प्रभु जी बता रहे है कि श्रीमद् भगवद्गीता, रामायण, और श्रीमद् भागवतम को बार बार पढ़ने से उसका असली निष्कर्ष समझ में आएगा। क्योंकि एक बार पढ़ने से उतनी गहराई से समझ नहीं आता।