Thyroid ko kam karne k liye medicine k sath daniya ka pani. . peena chahiye Alhamdulillah se mera ek month mein normal hogya Aor deit ki sahi rakhiye exercise ek ghanta zarur kisi bhi time maine yahi sab kuya tha
Consulted an Ayurvedic expert and found Planet Ayurveda’s products amazing for thyroid health. This video is equally fantastic, informative, and engaging. You’ve done a great job in making complex topics easy to understand.
Is this for hyperthyroidism? I am very skinny and don't put on weight. Ma'am I have read that this dhaniya ka pani helps in weight loss, I am as it is very thin, then I will loose more weight.
Mam dhniya aur jire ka pani pinese jldi pired aata he kya. Mene jire aur dhne ka pani piyaa to date ke 6 din pehlehi pired aa gya .kuch problem ti nhi hoga . Aur next pired bhi jldi aayega kya. plz tell me mam.
Mam mere pregnancy time tsh introduce hua 1st trimester 3.12 last trimester tsh 2.96 so continue o.25mg tab take postpartum pregnancy is continuing Now after delivery 6 month now i check tsh test level 135 .6 So i can do .25mg is tab continue Or morning me kya dhaniya+ methi pani le sakte hai kya Qki me pehele se mathi pani lethi
Thanks mam aapane bahut Achcha se samjhaya my Kabhi tablet Nahi liya hu lekin bacche ko milk Pila rahi hu to kya bacche ko koi effect padega per My Koi tablet Nahi Le rahi hu mujhe doctor ne bola tablet lene ka jarurat Nahi H Thoda walking walking Kijiye sahi ho jayega
Dont panic , use dhaniya water morning and evening, use tablet which dr given, change your life style, avoid dairy products, cool drinks, even cool fridge water , pakcet foods , dont eat junk food, eat healthy food , if you follow diet then use tablet for 3 months , take a test , if thyroid is normal then avoid tablet slowly , maintain diet , plus dhaniya water . You will be al right. after 2 months again take a test . Thyroid will gone . Me and my family members treated thyroid. I shared my experience.
Ma’am meri age 47 yrs hai . Mere 2 bachche hain . Ab pregnancy nahi chahiye . Maine self test 2 baar karwaya tha dono time 6.2 aaya . Mai daily exercise karti hu 1 ghanta . Kya mujhe medicine leni chahiye? Abhi tak koi medicine nahi li maine
Ma'am mujhe typhoid nikala tha tab mera gaala bahut tej dard kiya toh maine thyroid ki jaanch karai thi toh usme thyroid aaya maam Bina dawai ke thyroid control kr skte hai kya Ma'am sife dhaniya ka pani ! Le sakte hai kya ma'am vitamin ki kami se hota hai na maam ye thyroid . Esme dhaniya ka paani aur yoga exercise fruits se theek ho skta hai kya bina medicine ke please give me answer ma'am please🙏🙏 mujhe mujhe thyroid aaya to tension ho rahi hai mam please answer ma'am Maine aapke answer ka intezar karungi please 🙏
mam mera thyroid ki vjh s 2 month 3:39 miscarriage ho gya h ...... abi teblt leri hu..... eske sath dhniya k laddu kha skti hu...... esse nrml ho jaega kya...... plzzzz reply mam
good description . Can hypthroidism patient take dhania ka pani and medicine plz reply . i consume one table spoon of dhania soak in water overnight and consume it after one hour of throxine medicne . plz guide
I treated my tyroid few years ago, change your life style first then drink dhaniya water , avoid sugar products, cool drinks, even cool fridge water , lemon, packet foods , dairy products, even milk tea, avoid this things. I used tablet plus life change , change life style First for 4 months with using tablet then , take a test of thyroid if it is normal then avoid tablet, same dhaniya water plus , drink for 2 months , but avoid food which I mention. You will be free from Thyroid, my family and my self treated this disease.
Hi doctor ji mujhe thyroid 5saal se hai hypo magar mere family mai kisi ko bhi nahi hai papa aur mummy kisko bhi nhi hai but mujhe ho gaya mai weigh bahot gain kar rahi hoon mai kya karu please mere help karein mujhe suggest kare ki mai dhanya ka pani kaisa use karu mai medicine bhi le rahe hoon madam ji please reply Thank you ma’am
Dr.sahiba meri tablet 75 mg ki chal rhi he phir bi mere naik me problem he kch bi khane ke baad naik me problem ho rhi he or mjhe dhaniya pani suit ni kia tha mere mouth me khushki rhti thi isko pikr please aap zrur btaye me kya kru please advise me
Same question...Maine ek baba ji k video dekha tha usme he said ki jinko hypothyroidism h wo dhaniya ko boil karke piye or jinko Hyperthyroid h wo raat bhar pani me dhaniya ko bhigo kr pine ko bola
Mai mera tsh rang 5.75 aayi hai 2 baar test karwaya same aayi report stating me tsh 7.42 tha to 25 mcg ki tab khayi saath hi dhaniye ka paani bhi regular le rahi hu 4 month se to 2 baar test karwane pr report same hinaayi hai 5.75 to kya mai ab bhi dawai leti rahu ya fir dite hi rakhu apni sahi mera dhaniya water or exercise ka daily routine bana hua hai pleas mam bataiye kya 5.75 tsh me dawa ku zarurat hai kya
Main roz dhaniya ka bij ka pani piti hu agar pani matmaila ho to poore din sir bhari rehta hai but jis din pani transparent hota hai us din muje better feel hotai hai please btaye kya karoo
🙏 mam mujhe bhi jarurat se jyada garmi lagti hai Thora sa bhi wolk karu to thoyroid bhi hai 75 m.g tablet leti hu mai but khana pachne ki badhi problem hai ghabrahat bhi bahut jaldi hoti hai wajan bhi badh rha hai kya mai dhaniya ka paani pee sakte hu
Pehle kitna mg le rahe ho. Agar pehle 87.5 le rahe to start 100 mg. Aur agar kabhi nahi li medcn to better start taking homeopathic medicine nd dhaniya water daily
Hi doctor .. pashant ka TSH 40.28 he. Koi motapa nahi na hi waight loss bs skin problem hui thi to es ke leye kya parhaj or dhaniya kha sakte kya bhego kr plzz beta ans karna 🙏125 mg tablet kha rahe
More videos for you:
Thyroid food diet - ua-cam.com/video/crOkKhqGJzY/v-deo.html
Thyroid Weight Loss - ua-cam.com/video/3OnXaYh6Fj0/v-deo.html
Mam agar hum dhaniya water le rhe he to hame thyroid ki dawai Leni chahiye ya nhi please reply
Dhanyakapanipeenesealerjirasheshojatehai
Dhaniya ka pani se digestion thik hota hai. Thik se yaad ho gaya.
Thyroid ko kam karne k liye medicine k sath daniya ka pani. .
peena chahiye Alhamdulillah se mera ek month mein normal hogya
Aor deit ki sahi rakhiye exercise ek ghanta zarur kisi bhi time maine yahi sab kuya tha
AAP abhi tablet le rahe ho ya bundh kur diya
Daily exercise kru chahe jis time plz batiye naa
Mujhe b thyroid h hypo mi pee sakti hu
Baji tablet k kitne der bad ye pani le skte h plz reply kre mujhe v h or normal ni ho rhi h
Mera to yoga or dhania pani se kam hogia
Really informative dear!! I will try these along with the thyroid care pack of planet ayurveda.
Consulted an Ayurvedic expert and found Planet Ayurveda’s products amazing for thyroid health. This video is equally fantastic, informative, and engaging. You’ve done a great job in making complex topics easy to understand.
Baby plan kar rhe hai tsh level 9 hai to kya dhaniya powder le sakte hai
Ha
Mam muje hyper thyroid hai to me ye Pani pe sakti hu kya and subhah ki thyroid ki tablet khane ke bad piyu kya..
Please suggest me
Thyroid ki teblet lene ke 30 minute bad pi sakte h
Same question
Mem raat me pee sakte hai kya
No . Medicine ke 35 min baad ye peena hai, fir 15 20 min baad breakfast. Aur use jivo extra light olive oil for cooking @@rahulnimade3785
Mam muji patli vala thariord h 3 baar miscarriage ho gya hai plz help ker do mam bhut prisan hu
Mam kya yeh puri tra se thik ho skda hai??
Vah ❤jay ho mam me kchh se ahir hu khus rho
Mam hypothyroid mein dhaniya ka Pani garam ubaalkar Pina chahie ya Thanda🙏
Warm water . Thnda pani to waisy b ni sae peena
Very good information
Mam ptle wale thyroid mein dhnyie ka pani pee skte hai plz rply
ha
meri mom ko weight loss wala thyroid hai 4 days se woh medicine start kia hai unko subha very weak ness fill ho ra ha hai esa hota hai kya
@@sarojrana6359ha
@@sarojrana6359 HAAN JI
SHAREER SE TAKUT KHATAM HO JATI PURI TARAH SE😢😢
Is this for hyperthyroidism?
I am very skinny and don't put on weight. Ma'am I have read that this dhaniya ka pani helps in weight loss, I am as it is very thin, then I will loose more weight.
@@soonumehta986 no this is for hypothyroid
Same mam but i have hypo
Diet achi rahko.. or ye b piyu thriod k loye
Can we have this in pregnancy
Please tell us related to thiroid problem
Good information ❤
Mam mera T4 ki level 14 hai kya mera dhaniya pinese kam hoga ye pani ubalkar pina hai kya subha
Nhi normal chaan k Pina h👍
Kay hyperthyroid may Shaina Ka Pani jam Karena please reply
Kya pregnancy mei dhaniya ka pani pee skte h...
Mam dhniya aur jire ka pani pinese jldi pired aata he kya. Mene jire aur dhne ka pani piyaa to date ke 6 din pehlehi pired aa gya .kuch problem ti nhi hoga . Aur next pired bhi jldi aayega kya. plz tell me mam.
Because dhaniya garam taseer rakhta h..
Kya dhania paani ke saath thyroid medicne le sakte hein subha
Ji pahle dawai kha lo subha me uske 1 hr 2 hr kabhi bhi le lo khali pet hi lo uske baad 1 hr baad breakfast kr lo
Agar baby plan kar to dhaniya Pani pi sakte h
Pregnansy mei kya dhaniya ka pani pi sakte hai kya
Tsh thyroid hai pregnancy dhanniya ka pani pii sakte hai kya
Muje hyperthyroidism hai Dr jii, usme hum dhnyaa ka powder le sake hai ya nhi?
No . This is for hypothyroid
Mam mere pregnancy time tsh introduce hua 1st trimester 3.12 last trimester tsh 2.96 so continue o.25mg tab take postpartum pregnancy is continuing
Now after delivery 6 month now i check tsh test level 135 .6
So i can do .25mg is tab continue
Or morning me kya dhaniya+ methi pani le sakte hai kya
Qki me pehele se mathi pani lethi
Dr ko consult kijiye high h
Hi mam how U R MANAGING what tips are you following?
Mam Thyronorm tablets ke sath a drink le sakte hai kya
Kya dawai ke sath sath dhaniye ka pani pi sakte hai
Dawai Lene Ki 1 ghante bad
Hlw mam, Kya hyperthyroidism walla bhi isse use karsakte hai
Thanks mam aapane bahut Achcha se samjhaya my Kabhi tablet Nahi liya hu lekin bacche ko milk Pila rahi hu to kya bacche ko koi effect padega per My Koi tablet Nahi Le rahi hu mujhe doctor ne bola tablet lene ka jarurat Nahi H Thoda walking walking Kijiye sahi ho jayega
Aap daniya le sakte ho ek bar apne dr se puchh lo or lelo
Kitta tha apka thyroid
Hylperthyroid may v lay sakte hai kya
Yes , m le rahi hun
Kiya dhsniya ka pani hyperthyroidism me i saktey hein
Mam mera haipar thairod hai mera tsh 15 hai aur mujhe piryaod me problem hai band ho gye hai to kya dhaniya ke pani se thik hoga kya
daniya pani se tsh level kab hoga to apka thyroid theek ho jayega jisse apka period bhi theek ho jayega
Dont panic , use dhaniya water morning and evening, use tablet which dr given, change your life style, avoid dairy products, cool drinks, even cool fridge water , pakcet foods , dont eat junk food, eat healthy food , if you follow diet then use tablet for 3 months , take a test , if thyroid is normal then avoid tablet slowly , maintain diet , plus dhaniya water . You will be al right. after 2 months again take a test .
Thyroid will gone . Me and my family members treated thyroid. I shared my experience.
Goli bhi le Lena
Ap daily pijiye apka periods thik hoga maine try kiyatha ,ye faida wala drink he
Thriod ki med lain or noraml kry sae hojye ga inshaAllah mera b smae issue tha
Pregnancy me le sakty hai
Mam mera thyroid 165.hai mai 100mg ki dwa le rhi hu kya mai dhniya ka pani pi sakti hu
165 bahot jyada hai aap doctor ko consult kare in sb ke chakkaro mai mat pado...
100 mg is too less for 165 . Go to the doctor nd start taking coriander water daily. Doctor will give you 175 mg for that much of TSH .
Pregnancy mein dhaniya ka Pani Pi sakte hain
Ma'am meri wife pregnant hai aur hypothyroidism bhi hai kya wo sukha dhaniya le sakti hai ..... please reply me 🙏
Ma’am meri age 47 yrs hai . Mere 2 bachche hain . Ab pregnancy nahi chahiye . Maine self test 2 baar karwaya tha dono time 6.2 aaya . Mai daily exercise karti hu 1 ghanta . Kya mujhe medicine leni chahiye? Abhi tak koi medicine nahi li maine
Hyperthyroidism me le sakte hai
For how many days we have to drink this water to cure
Good information
Mam main 25 mg thayrosum ki tablet le rahi hu..2019 se ...to main consume kar sakti hu..?
@@bhavinikapdi8939 yes
Ma'am mujhe typhoid nikala tha tab mera gaala bahut tej dard kiya toh maine thyroid ki jaanch karai thi toh usme thyroid aaya maam Bina dawai ke thyroid control kr skte hai kya Ma'am sife dhaniya ka pani ! Le sakte hai kya ma'am vitamin ki kami se hota hai na maam ye thyroid . Esme dhaniya ka paani aur yoga exercise fruits se theek ho skta hai kya bina medicine ke please give me answer ma'am please🙏🙏
mujhe mujhe thyroid aaya to tension ho rahi hai mam please answer ma'am
Maine aapke answer ka intezar karungi please 🙏
Nai yar thyroid ki dawa khana padta hai aishe hi nai thik hota hai mujhe bhi thyroid min ro ek goli khati hu
Ha eska fayda bahot hota hai meri bhanji ka thyroid chala gaya ye hamare liye ashcharya tha
Unka tsh kitna tha aur kitne time se tha
@@aadhyakumari1087 ka4ib 3salo se
Unka hyper tha ya hypo
Mera 6 hae kya thik hoga???
Kitne dino tak liya h
Mam kya hyperthyroidism mai le sakte he
Mam pregnancy m bhi tsh k liye dhaniya ka pani le sakte h ya nahi
Tsh mam mata 60 hai kase kam hoga plze mam jaroor reply karen
Mera thyroid tsh 43 hai .kya kru pls .btao .sugar lable bda hua hai pls 🙏 😢 tell me mam
Sidha doctor ke paas jaiye. Ayurvedic ya homeopathic behtar hoga. Alopathic medicine se nikalna mushkil hoga.
Thanks 😊
धनिया से weight कम होता है तो hyper thyroid वालो को नही पीना चाहिये ?
mam mera thyroid ki vjh s 2 month 3:39 miscarriage ho gya h ...... abi teblt leri hu..... eske sath dhniya k laddu kha skti hu...... esse nrml ho jaega kya...... plzzzz reply mam
Minakshi ji meri bhi thairoid ki wajah se 3 bar miscarriage ho gya .. mein tablet leti hu..uski wabajut Mera miscarriage ho jata hai 😢😢
Maam mera TSH 16.8 hai.. mei 100 mg thyroxine leri hu.. lekin heart palpitatation abhut hori hai..bahut low feel hota hai..pls suggest what shud i do? Thanks
Mera 20 h bahut bura haal h
Mam mujhe sukhne wala thyroid hai kya main Bina medicine liye dhaniya ka Pani Pi sakti
good description . Can hypthroidism patient take dhania ka pani and medicine plz reply . i consume one table spoon of dhania soak in water overnight and consume it after one hour of throxine medicne . plz guide
I treated my tyroid few years ago, change your life style first then drink dhaniya water , avoid sugar products, cool drinks, even cool fridge water , lemon, packet foods , dairy products, even milk tea, avoid this things. I used tablet plus life change , change life style
First for 4 months with using tablet then , take a test of thyroid if it is normal then avoid tablet, same dhaniya water plus , drink for 2 months , but avoid food which I mention. You will be free from
Thyroid, my family and my self treated this disease.
Mai btau
I can help uh
@@divyanivicky3819plz bolo 🙏
Sistar akpa samjane ka trika shi h
Hi doctor ji mujhe thyroid 5saal se hai hypo magar mere family mai kisi ko bhi nahi hai papa aur mummy kisko bhi nhi hai but mujhe ho gaya mai weigh bahot gain kar rahi hoon mai kya karu please mere help karein mujhe suggest kare ki mai dhanya ka pani kaisa use karu mai medicine bhi le rahe hoon madam ji please reply
Thank you ma’am
Behen mera bi yahi masla
Garam pani ya thanda pani mein dhania bhigana chahiye
Mam patla ho ja rahi hu dhaniya ka pani pina sahute kya
Nice advice Madam
During pregnancy dhaniya ka paani liya jaa skta h agr patient ko hypothyroidism ki problem ho to??
Areyyyyyy.... Pregnancy ke samay saari salaahh aapko jo doctor is samay dekh raha hai ussey lo behen🙏🏼.... UA-cam dekh ke experiment matt karo....
Mam mara tsh bhut jyada hai kase Kam kare
Ok aunty dear thank you so much
इस लिए सविधान में आपके लिए नरेंद्र मोदी की व्यवस्था की है कटे हुए समान
Dr doctor 😅😅😅
Are you taking mam?
Kya tablet ke sath dhaniya ka paani le sakte hai
Kya dwai ke saath saath bhi le sakte hai kya
Yes
Hyper thyroid condition me ye Pani help karega kya mam plz reply
Same que
Thyroid t4 18.34 hai kya m dhaniya pani pii skte hun
Ma'am my TSH level 5.68 aaya hai meine self test kraya tha to kya mujhe doctor se consult krna chahiye...dhaniya water me phle se hi leti hu
Mujhe bhi 5.12 aaya h smjh nhi aa rha tablets Leni chye ya nhi
@@SanjeevChauhan-s6m aagae pregnancy nhi chahiye to ye normal range warna medicine lena hoga pregnancy k liye 2 point hona chahiye
Kitny month tak pina h?
Mam TSH 26 aya hai sirf methi pani morning pine sae bina medicine kae normal ho jaye ga mam please reply me
Mam kya isse wheat loss ho sakta hai mai bi Thairoid Pecient ho aur mera wht 83 hai plz boliye
Dr.sahiba meri tablet 75 mg ki chal rhi he phir bi mere naik me problem he kch bi khane ke baad naik me problem ho rhi he or mjhe dhaniya pani suit ni kia tha mere mouth me khushki rhti thi isko pikr please aap zrur btaye me kya kru please advise me
kya mai dhania powder pani ke sath le sakti. Ise fayda hoga? pls reply.
Yes खाली पेट
Maim hyparthayraed me dhaniya fayada karegi
Mam Mera thyroid 7.31 hai to ham kitne MG ki goli le sakte hain hamara vate badhta ja raha hai 77 kg ho gaya hai
Hii mam muze hypothyroid he aur pcod bhe he ky me he dhaniya ka sevan kar sakti hu ky is se mera thyroid tik hoga ky mam. Pl reply
Pcod aur thairaid aaurveda Dr se dikha lijiye thik ho jayega mujhe bhi tha
Hyperthyroidism me bhi le skte h kya ise
Same question...Maine ek baba ji k video dekha tha usme he said ki jinko hypothyroidism h wo dhaniya ko boil karke piye or jinko Hyperthyroid h wo raat bhar pani me dhaniya ko bhigo kr pine ko bola
Mujhe hyperthyroidism thi fir hypothyroidism hogyi esa kyu mam
mera tsh range 141.22 h. muje deit kya rakhni chahiye km krne k liye meri age 32 h
50 mg ki tablet chal rahi ho to bhi dhaniya pani p sakte mera tsh 14 aya tha report me to le sakti hu dhaniya pani
Mujhy Bhi Thyroid hai Hyperthyroidism h to m ye Dhnia ka pani kb or kitni bar ln ?
9 year k Bcho k lye Kia Thk ha.. Mere bche ko gle Forn pr jaty hn. Gle Mai drd hota ha phr
Love you😢😢 mem aap ne bahut achai baat bataii meko aap ki baat bahut achi lagi meko rona aa gya ❤❤❤😢😢🙏🙏
Mai mera tsh rang 5.75 aayi hai 2 baar test karwaya same aayi report stating me tsh 7.42 tha to 25 mcg ki tab khayi saath hi dhaniye ka paani bhi regular le rahi hu 4 month se to 2 baar test karwane pr report same hinaayi hai 5.75 to kya mai ab bhi dawai leti rahu ya fir dite hi rakhu apni sahi mera dhaniya water or exercise ka daily routine bana hua hai pleas mam bataiye kya 5.75 tsh me dawa ku zarurat hai kya
@@KanchanHansHans agar pregnancy chahiye to 2 point tak karna warna 5 normal tension na lo
@@Sallo-zl7ls ok thanx ji
Main roz dhaniya ka bij ka pani piti hu agar pani matmaila ho to poore din sir bhari rehta hai but jis din pani transparent hota hai us din muje better feel hotai hai please btaye kya karoo
Thanks sister' 🎉
🙏 mam mujhe bhi jarurat se jyada garmi lagti hai Thora sa bhi wolk karu to thoyroid bhi hai 75 m.g tablet leti hu mai but khana pachne ki badhi problem hai ghabrahat bhi bahut jaldi hoti hai wajan bhi badh rha hai kya mai dhaniya ka paani pee sakte hu
H
Dhaniya bahut jyada garm hoti to kya garmiyon mein dhaniya Ka Pani Pi sakte hain
Dhaniya ka pani kab pina hai khali pet ya khane ke baad
Mam Mera thyroid 7.13 hai tum humko liye kitne MG ki khayen
Pehle kitna mg le rahe ho. Agar pehle 87.5 le rahe to start 100 mg.
Aur agar kabhi nahi li medcn to better start taking homeopathic medicine nd dhaniya water daily
Pregnancy Mai lay saktaa haa kiya
Mam my tsh level 20 age 45weight34kg shall I drink dhanya pani
Hi doctor .. pashant ka TSH 40.28 he. Koi motapa nahi na hi waight loss bs skin problem hui thi to es ke leye kya parhaj or dhaniya kha sakte kya bhego kr plzz beta ans karna 🙏125 mg tablet kha rahe
40.28 to bahot jyada hai ,normal range uski 5 to 12 hoti hai , mera 4.26 hai
Mam mera thyroid 15 h bt mujhe period m koe issue n h m b le skte hu
Mera 16 h
Aap kha se h
Ha dhaniya Pani pi rhi yoga bhi start ki 5day hogaya thoda free lg ra body ni to aisa lagta ki hr din moti ho rhi....mujhe pata hi ni tha ki thyroid h
Mera thyroid normal h tab Eltroxin 125mcg le raha hu weight kam nahi ho raha h bad raha h dhaniya pani se fayda ho jayega
Ma mujhe thyroid hai me dawa ka sath dhaniye ka paani le sakti hu. ya kuch mint ka gape karu pls rply mam
Take medcn first , then after 35 min take this water , breakfast after 25 min of this water
Cigarette pee,,skte hai kya??
Dhaniya ka pani pena safe hai pregnancy me? Please reply me
Bilkul nhi, mt pio pregnancy me dhaniya ka pani
Doctors ki salah bina aisa kuchh bhi na le
Mam mujhe pregnancy thi jb thyroid ho gya kese thik hoga
Ma'am mera bhi thyroid hn 6.14 hai
What about hyperthyroidism??
Ya pani din ma kab r kitna bar lena hai please reply
Khali pet suba lena hain ek bar me sara panni peena hai
mujhe heyfar thayeroed hai jiski wajha se wajane kam.hota hai to kya mein peee yaa karu yaa nhi