Bhai dono coad mere gadi me bhi hai,3164, inactive,hai,1400 bar,3236 active hai, temperature sensor me 12,volt aa raha hai continueti bhi sahi hai ecm bhi change kar ke dekliya hai turbo,silencer kahi lik bhi nahi hai
Vaiiya mera 3518c bs4 truck hai, 2saal se porisaan hu, average nehi hai, underload me 2.70 ka average deta hai, tata showroomwala sab kam karaya, but result oohi hai, gadi me khichai vi kom hai, tata showroomwala laptop bil liya 2saal me 31000 hajar rupay.. Gadi bech dena thik rehega.
Pollution kam karne ke liye Aftertreatment system lagaya bs4 me... Jab vi sensor sense karege Aftertreatment system se pehle gas leak karega ecm par signal vej dega, Check lamp ic par jalega &pickup drop ho jayege.. Pehle gari thik karao uske bad drive karo Exhaust gas k sath DEF mixture hoke nox level kam karke... Nox sensor se check hoke smoke bahar ata hai .. After treatment se pehle gas leak hoga to pollution badege.. Isiliye pickup ko down kar deta hai
Naya jankari Mila.. Thanks
Tata 3118 bs4 model hai urea bahut km le rha hai aur average bahut km aa rha hai kya problem ho skta hai?
Varey nice 👍👍
Thanks❤
Bahut badhiya sar
Meri gadi bs4ka yuriya band h 2.60se jayda ka mailej nahi deti kya karu plz jabab jarur dena
Bhai dono coad mere gadi me bhi hai,3164, inactive,hai,1400 bar,3236 active hai, temperature sensor me 12,volt aa raha hai continueti bhi sahi hai ecm bhi change kar ke dekliya hai turbo,silencer kahi lik bhi nahi hai
Hello Anwar bhai
Vaiiya mera 3518c bs4 truck hai, 2saal se porisaan hu, average nehi hai, underload me 2.70 ka average deta hai, tata showroomwala sab kam karaya, but result oohi hai, gadi me khichai vi kom hai, tata showroomwala laptop bil liya 2saal me 31000 hajar rupay.. Gadi bech dena thik rehega.
Bhai ye kaam aap laptop se kiye ho ya inline mini se kiye ho
Inline mini
Diesel jyada kha raha hai kya problem hai tata hywa
Tata 3718 bs4 me 3236 coad aa raha he or sensor par voltage chak kiya to 11v bata, raha he to aap plzz bataye 5v ki jagah ye 11v bata raha he
Ecm ka pin k pas wire chilke check karo... Humko lag raha hai.. Def air assist valve ka 12v wala wire intake temperature ka wire se sata hoga
@@CumminsServiceAnwar ecm ke pass se bhi wire cut kar ke check kiya par vaha bhi 11v hi aa rahi he
@@CumminsServiceAnwar ecm cupler ke 2 inch pass se wire puri cut kar ke check voltage check kiya tha par same result aaya 11v
@@CumminsServiceAnwar no pickup drop.. No smok.. increase milege.. Or chadhai me powerful pick up..
3236 me kya EGP kharab bhi ho sakta hai
Ha
Exhaust gas leak hone sai poor pickup ka kay releanship hain .
Pollution kam karne ke liye Aftertreatment system lagaya bs4 me...
Jab vi sensor sense karege Aftertreatment system se pehle gas leak karega ecm par signal vej dega, Check lamp ic par jalega &pickup drop ho jayege.. Pehle gari thik karao uske bad drive karo
Exhaust gas k sath DEF mixture hoke nox level kam karke... Nox sensor se check hoke smoke bahar ata hai
.. After treatment se pehle gas leak hoga to pollution badege.. Isiliye pickup ko down kar deta hai
Bhai contact details send kijea
3164 code ?????
Scr intake temperature sensor - 5V , Ground / intercooler check karo
Sir apka Nambar chahiye
7029856188
Only WhatsApp
Bhai Mera bhi yahi problam he lekin koi foltcod bhi nai he