Tehseen ibrar
Tehseen ibrar
  • 88
  • 24 448

Відео

Allama Iqbal poetry||voice Tehseen zahra #poetry #shayari
Переглядів 17221 годину тому
Allama Iqbal poetry Allama Iqbal nzam Terey ishq ki intha chahta hoon Meri sadghi daikh Keya chahta hoon Recital, Tehseen zahra #poetry #shayari #allamaiqbalpoetry
Mujh sey pehley SI muhbat merey mehboob na mang||voice Tehseen zahra||poetry Faiz Ahmad Faiz
Переглядів 617День тому
Mujh sey pehli c muhabt merey mehboob na mang Poet, Faiz Ahmad Faiz Recital, Tehseen zahra #poetry #faizpoetry
Mirza ghalib k ishaar||مرزا غالب کے اشعار #poetry #shayari
Переглядів 55214 днів тому
Mirza ghalib k ishaar مر زا غالب کے اشعار Voice Tehseen zahra Poet, Mirza ghalib
Dil maine ek lehar si uthii hai abhi||Nasir kazmi||voice Ibrar ul Hassan
Переглядів 9414 днів тому
Lyrics: Nasir Kazmi Dil mein ek lehar si uthi hai abhi Koi taza hawa chali hai abhi Shor barpa hai khana -e-dil me koi dewaar si giri hai abbhi koi taza hawa chali hai abbhi Kuch to nazuk mizaaj hain hum bhi Aur ye chot bhi nayee hai abbhi koi taza hawa chali hai abbhi Yaad ke benisha jazeeron se Teri aawaz aarahi hai abbhi koi taza hawa chali hai abbhi Sheher ki be-charaagh galion me Zindagi t...
niyat e shok Bhar na jaye khan |Nasir kazmi||voice Ibrar ul Hassan
Переглядів 26614 днів тому
Niyat shok Bhar na jaye khen Poet, Nasir kazmi Recital, Ibrar ul Hassan #poetry #sadpoetry #sadpoetry #sadurdughazal #shayari #ghazl
Zindgi ko na bna len wo sza||Hakeem Nasir||voice Ibrar ul Hassan #poetry #ghzal
Переглядів 8721 день тому
Urdu Poetry By Hakeem Nasir Recital Ibrar ul Hassan zindagi ko na bana len wo saza mere baad hausla dena unhen mere KHuda mere baad kaun ghunghaT ko uThaega sitamgar kah ke aur phir kis se karenge wo haya mere baad phir mohabbat ki zamane mein na pursish hogi roegi siskiyan le le ke wafa mere baad hath uThte hue un ke na koi dekhega kis ke aane ki karenge wo dua mere baad kis qadar gham hai unh...
Kea lgey ankh k phir Dil main smaya koi|Nasir kazmi|voice Ibrar ul Hassan
Переглядів 7621 день тому
Nasir Kazmi ki likhi hoi aik aur ghazal Kya lage aankh ke phir dil mein samaya koi. Recital, Ibrar ul Hassan #poetry #ghazalsdiary #sadpoetry #sadurdughazal #shayari #poetrylovers #hearttouchinglovepoetryinurdu #hearttouching #bestpoetrycollection #bestpoetrywithlyrics #besturdughzal #nasirkazmi #nasirkazmipoetry
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai|lyrics|voice Ibrar ul Hassan #ghzal
Переглядів 47521 день тому
Enjoy the soulful Ghazal, 'Chupke Chupke Raat Din' originally by Ustad Ghulam Ali, beautifully covered by Ibrar ul Hassan Lyrics: Chupke chupke raat din aansuu bahanaa yaad hai Ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai Chori Chori ham se tum aa kar mile the jis Jagah Muddatein Guzarin par ab tak wo Thikaanaa yaad hai Khench lenaa vo meraa parde kaa konaa daffaatan Aur Dupatte se teraa vo ...
Bheed main ek ajnabi ka samna acha lga|romantic Urdu poetry|Heart touching
Переглядів 14321 день тому
Sad Urdu Shayari By Amjad Islam Amjad Recital Ibrar ul Hassan #UrduPoetry #HindiShayari Heart Touching, sad poetry, sad shayari, sad ghazal, Ahmad Faraz, Ahmad Faraz Poetry, Ahmad Faraz Whatsapp Status Poetry,Jaun Elia, Jaun Elia Sad Urdu Poetry, Tehzeeb Hafi Tehzeeb Hafi Mushaira Tehzeeb Hafi Rekhta, Ali Zaryoun, Ali Zaryoun Whatsapp Status Sad Love WhatsApp Status, New Poetry 2024, Sad Poetry...
Sham sey Dil udas hai|Ahamd Anees|voice Ibrar ul Hassan|#poetry #ghazl
Переглядів 55821 день тому
Get ready to be listen rendition of the timeless ghazal “Shaam se dil udaas hai aaja” originally sung by Ghulam Ali and Asha Bhosle. Recital, ibrar ul Hassan Lyrics "शाम से दिल उदास है आजा आज फिर तेरी आस है आजा sham sey Dil udas hai aa jaa Aj phir Teri Aas hai aa jaa شام سے دل اداس ہے آجا آج پھر تیری آس آ جا #poetry #urudpoetry #ghzal #hearttouching #hearttouchingshayari #bestpoetrycollection #...
jhon Elia poetry|Jhon Elia best poetry|Jhon Elia ashaar #poetry #bestpoetrycollection
Переглядів 21628 днів тому
jhon Elia poetry|Jhon Elia best poetry|Jhon Elia ashaar #whatsappstatus #shayari #sadstatus #deeplinen #ytshorts #tehzeebhafipoetry #jaunelia #jauneliapoetry #jaunaliapoetry #jauneliabestpoetry #jauneliaghazal #jaun_elia_poetry #jauneliapoetry #sadpoetrystatus #sadpoetry #sadshayaristatus #hindipoetry #jaunelia #jauneliashayari #jauneliapoetry #jauneliamushaira #jauneliabestshayari #jauneliasto...
Fasle aise bhe hoon gey |Adeem Hashmi|voice Ibrar ul Hassan #sadpoetry
Переглядів 31728 днів тому
Adeem Hashmi Sad Urdu Poetry Recital Ibrar ul Hassan Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha Samne baitha tha mere aur wo mera na tha Wo ki khushbu ki tarah phaila tha mere chaar-su Main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha Raat bhar pichhli si aahat kan mein aati rahi Jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha Main teri surat liye sare zamane mein phira Sari duniya mein magar koi t...
Ujde huye logon sey gureza na hua kr|Kalam Syed Moshsan Naqvi|heart touching poetry
Переглядів 246Місяць тому
Lyrics. Ujde hue logon se gurezan na hua kar Haalat ki qabron ke ye katbe bhi padha kar Kya jaaniye kyun tez hawa soch mein gum hai Khwabida parindon ko darakhton se uda kar Us shakhs ke tum se bhi marasim hain to honge Wo jhut na bolega mere samne aa kar Har waqt ka hansna tujhe barbaad na kar de Tanhai ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar Wo aaj bhi sadiyon ki masafat pe khada hai Dhunda tha ...
Meri nzar sey na ho door aik pal k liye| voice Ibrar ul Hassan|#ghzal #gulamaligazal
Переглядів 122Місяць тому
Meri nzar sey na ho door aik pal k liye| voice Ibrar ul Hassan|#ghzal #gulamaligazal
Toot jaye na bhram| Adeem Hashmi| voice Ibrar ul Hassan #ghzal #hearttouchpoetry
Переглядів 385Місяць тому
Toot jaye na bhram| Adeem Hashmi| voice Ibrar ul Hassan #ghzal #hearttouchpoetry
Main kheyal hoon Kisi AUR ka|Saleem kosar|voice Ibrar ul Hassan
Переглядів 244Місяць тому
Main kheyal hoon Kisi AUR ka|Saleem kosar|voice Ibrar ul Hassan
Silsiley Tor gea wo jatey jatey|Ahmad Faraz|voice Tehseen zahra #urdughzal
Переглядів 136Місяць тому
Silsiley Tor gea wo jatey jatey|Ahmad Faraz|voice Tehseen zahra #urdughzal
Dil dhrakney ka sabab yad aya|Nasir kazmi|voice Ibrar ul Hassan
Переглядів 329Місяць тому
Dil dhrakney ka sabab yad aya|Nasir kazmi|voice Ibrar ul Hassan
Sham ko subhey chaman yad ayi| voice Ibrar ul Hassan| poet Ahamd Nadeem Qasmi
Переглядів 253Місяць тому
Sham ko subhey chaman yad ayi| voice Ibrar ul Hassan| poet Ahamd Nadeem Qasmi
Sham e Gham ki sehar nehi Hoti |ibne insha|voice Ibrar ul Hassan #poetry #ghzal
Переглядів 365Місяць тому
Sham e Gham ki sehar nehi Hoti |ibne insha|voice Ibrar ul Hassan #poetry #ghzal
Yeh kaun aa gei dilruba mehki mehk ghazal voice Ibrar ul Hassan #poetry #romanticpoetry
Переглядів 788Місяць тому
Yeh kaun aa gei dilruba mehki mehk ghazal voice Ibrar ul Hassan #poetry #romanticpoetry
Kuch din to baso Meri ankhon main | Ghazal| #sadpoetry #urdupoetry #ghazal
Переглядів 648Місяць тому
Kuch din to baso Meri ankhon main | Ghazal| #sadpoetry #urdupoetry #ghazal
Dost ban kar b nehi sath nibaney wala|Ahmad Faraz poetry|#poetry #hearttouchpoetry
Переглядів 437Місяць тому
Dost ban kar b nehi sath nibaney wala|Ahmad Faraz poetry|#poetry #hearttouchpoetry
Best collection of legends poetry|#poetry #sadpoetry #muneerniazi#mohsinnaqvi
Переглядів 294Місяць тому
Best collection of legends poetry|#poetry #sadpoetry #muneerniazi#mohsinnaqvi
Es qadar uska aitbaar kia|beautiful ghzal poetry|#poetry #romantic
Переглядів 102Місяць тому
Es qadar uska aitbaar kia|beautiful ghzal poetry|#poetry #romantic
Meer taqi Meer | heart touching collection of poetry |#poetry #Meertaqimeer
Переглядів 256Місяць тому
Meer taqi Meer | heart touching collection of poetry |#poetry #Meertaqimeer
Kissey Meri ulfat k Jo marqoom Hain sarey| Poet Mohsan Naqvi|Voice Tehseen zahra|#poetry#sadpoetry
Переглядів 217Місяць тому
Kissey Meri ulfat k Jo marqoom Hain sarey| Poet Mohsan Naqvi|Voice Tehseen zahra|#poetry#sadpoetry
Saghar Siddiqui ghzal|Hai Dua yad magr harf,e,Dua yad nhi #poetry #sagharsiddiqui #kvita #ghzal
Переглядів 1,6 тис.Місяць тому
Saghar Siddiqui ghzal|Hai Dua yad magr harf,e,Dua yad nhi #poetry #sagharsiddiqui #kvita #ghzal
Ilhaam ki rim Jim khen bahshish ki ghtaa hai|syed Mohsan Naqvi|#islamicstatus #12rabiulawal #naat
Переглядів 203Місяць тому
Ilhaam ki rim Jim khen bahshish ki ghtaa hai|syed Mohsan Naqvi|#islamicstatus #12rabiulawal #naat

КОМЕНТАРІ